Ye ayat Hazoor S.A.W ki azwaj k lye nazil howi .is sorah k start sy he Hazoor ki azwaj ko mukhatib kia gia hy. Or ye ayat kisi ki afzaliyat k lye nazil nh hoyi balky samjhany k lye nazil hoyi .
Sbsey to ahl e bait ka takaabul aap kr chukey hain. Ab quran ki bhi apni apni interpretation bna leingey aap to gumraah ho jaayeingey maqbool bhai. Allah aapko hidaayat de
Mere piyare bhai sorry for very late reply , Ap Ulma ki tafaseer par ke dekhe , Moudodi sb. , Tafseer ibn kaseer or kafi tafaseer hai jin mei Hazoor s.a.w or un ke ghar wale shamil hai waha Azwaj ka zikr nhi hai or Sahih Bukhari mei Hadees e kisa bhi parh ke dekh le , Mubahila ka waqia hi dekh le us me Hazoor s.a.w kis kis ko le ke gae . Azwaj R.a ka Ehtaram apni jagah un ka bhi bara maqam hai
Masha Allah maulana shb maula slmt rkhe apko ameen ilahi ameen 🤲
Aameen
Oibla Rizvi sahib bhut bhut shukriya,
MashaAllah.