Ma'am maine abhi adhe ghante pehle apaar I'd ke form bhara aur requested aa raha he. Lekin galat info realise hui. To no. 999.... Dalne se id generate nhi hogi na??
Shuru me ye successful tha Jab bahut jyada traffic ki vajah se server slow tha...abhi kuchh logo ne bola hai ki ab ye daalne ke baad bhi id generate ho rahi hai kyuki server kaafi fast hai...to 50-50 chance hai
Mam school record mein date of birth alag thi and adhar mein alag thi....portal ne adhar se date le li and apar id generate ho gayi ...ab kya karein...
Apaar ne abhi ye poora clear nhi kiya hai ..par ABC id jo allmost Apaar ke jaise hai same usko hum delete karke dobara generate kar sakte Hain to I think Apaar me bhi issue nhi hona chahiye
मैंम मेरे से 4 बच्चों की apaar आईडी आधार कार्ड के data से जनरेट हो गई और number भी आ गया लेकिन स्कूल रिकॉर्ड से डाटा मिसमैच आ रहा है ऐसे में apaar को कैंसिल या रीजेनरेट कैसे किया जाए प्लीज बताएं
Dekhiye abhi to consent form ka kuchh bhi upload nhi ho Raha hai na hi consent form ka data kahi use hota dikh Raha hai...sirf isiliye consent liya hai ki bachche 18 years se kam hai...baaki aage pata chalega kabhi jab consent form se data cross-check hoga... abhi to Aisa lag nhi Raha hai
Mam mere se dusre parents ke adhaar no. Form me dal diya or fir maine 30min. searching ke bad solution mila or 9999999999 dala par fir bhi bachhe ka ID generated ho kar Apaar id ban gaya... To kya future me dusre parents ke Id se dusre bachche ka Apaar id digilocker me milega..????? Kya kare apaar id cancel karke dusribar new generate kar payenge..???
Jab aadhar update ho jayega tab list of students me jakar dobara validate karoge to vo details not match show karega... fir aap gp me jakar aadhar details change kar sakte ho sahi wali
Maine b wrong dob dal k apar id generate kr liya but ab udise me information wrong ho gya jo ki apar id generate hone k bad nhi sudhar rha,,,,ab kya krain
Mam namskar Mam यदि अपार id जेनरेट हो गयी है और पिता का नाम गलती से उस फॉर्म में गलत भर गया है और पिता का आधार भी दूसरे का भर गया है। ऐसी स्थिति में कैसे सुधार होगा। कृपया मार्गदर्शन करें।
@esharani7316 school Udise ka data CRC ,BRC, BEO office me handle hota hai...koi problem ho to unko call kar sakte hai... school ke pass number hota hai apne CRC incharge ka
Ab aap koi change nahi kar sakte....par apne CRC incharge ko bata dijiye ek baar...unke pass abhi to koi change karne ka system nhi hai par koi solution to denge
Mam apaar Id generate krne k liye to mana kiya ja h kiske nuksaan bhi h to agar kisi student ki generate ho gaee h to kaise delete kre please zarur bataiye.
@sudeshsharma4152 Haan Apaar ID abhi direct aadhar se data fetch kar rahi hai.... isliye ye problem solve nahi ho rahi... abhi consent form ki wajah se id me koi problem nahi aa rahi
Id generate hone ke baad aadhar number change hone ka option abhi tak koi diya hi nahi hai... iska ek hi solution hai digilocker se id delete karke dobara generate kar sakte Hain
Student ki aadar me name ki glt speling thi or wahi speling udies pr b liki hui thi to aadar verfiy ho gya or appar b genret ho gya ab name ko kese sahi kre appar me jabki school record me speling alg hi
Ma'am, all the details on my Aadhaar are correct, but when I generated my ABC ID through Digilocker, my ABC ID shows the correct photo, date of birth, and gender, but the name displayed is my wife's. I have used the same mobile number for both my and my wife's Aadhaar cards. How can this be fixed? Please suggest.
Abhi dobara kiya delete kr ke but waisa hi aa rha hi abhi maine complain kiya hi ma'am wo log bhi yhi bole lekin fir bhi thik nhi huwa hi unko screenshot send kr diya hu dekhiye ab kya krte hi hai.@@Vfxtrics
Consent form me mistake huyi hai na... iska abhi tak koi solution nhi diya gaya hai... aur abhi iski wajah se id me koi problem bhi nhi aa rahi hai...aage agar koi problem aayi to solution bhi jarur milega.. filhal aise students ki list bana lijiye jab solution milega tab changes karne padenge
Madam Aisa kuchh nahin hua mujhe cal sath ke sath hi realise Ho Gaya Maine aapki video dekhi aur Maine turant hi mobile number mein 99 bhi kar diya lekin fir bhi vah generate Ho Gaya
mam my aadhar name has been changed rom the day I enrolled apaar and now name is not updating as per aadhar I contacted apaar through phone call and mail but there is no result mam. I had tried many ways mam even then I have done my ekyc aadhar in digilocker and delete apaar and refreshed it also but there is no solution. Please find me a way for this issue mam, thank you
@@VfxtricsI created aapar id in 2023 mam when I was in final year IGNOU mam, my name changed in aadhar in 2024 september mam, before change name my name is ' NARAYANAM PHANI GOPALA CHAKRAVARTHI BHARADWAJA' now after name was changed to ' NARAYANAM P G C BHARADWAJA' pls help me out mam
@p.g.c.bharadwajanarayanam.17 ok it's strange ..I think you should update your correct name in aadhar again...then it will automatically change in apaar also.
@@Vfxtrics I have changed in aadhar as per my tenth mam prerior to that my name in aadhar and tent, intermediate, degree are not the same that's why I have changed my name in my aadhar
Mobile number 99 daalneke baada bi apaar id generate hogaya hai
Is se problem hoga yaa nahi madam
Consent form me mistake huyi hai to koi problem nahi hogi
Thank you mam
🙏🏻😊
Ma'am maine abhi adhe ghante pehle apaar I'd ke form bhara aur requested aa raha he. Lekin galat info realise hui. To no. 999.... Dalne se id generate nhi hogi na??
Shuru me ye successful tha Jab bahut jyada traffic ki vajah se server slow tha...abhi kuchh logo ne bola hai ki ab ye daalne ke baad bhi id generate ho rahi hai kyuki server kaafi fast hai...to 50-50 chance hai
Thanks ma'am for reply 🙏
@SrushtiKulkarni-d8x 🤗
Mam school record mein date of birth alag thi and adhar mein alag thi....portal ne adhar se date le li and apar id generate ho gayi ...ab kya karein...
@@Upasnat ab aapko ya to school record ke according ke according aadhar me change karvana padega fir Apaar me bhi update ho jayega digilocker se...
Madam digi locker se apaar id delete karne ke baad vapas se issue hota hai ya nahi
Apaar ne abhi ye poora clear nhi kiya hai ..par ABC id jo allmost Apaar ke jaise hai same usko hum delete karke dobara generate kar sakte Hain to I think Apaar me bhi issue nhi hona chahiye
🙏🙏
@amitgaikwad6518 😊
Respected mam id generate avi nahi kya hai kya main sahi kar sakte hai sirf number mila hai
Aao change karke dekh lijiye column freeze ho gaye hai data change ho raha hai
Thanks
🤗
मैंम मेरे से 4 बच्चों की apaar आईडी आधार कार्ड के data से जनरेट हो गई और number भी आ गया लेकिन स्कूल रिकॉर्ड से डाटा मिसमैच आ रहा है ऐसे में apaar को कैंसिल या रीजेनरेट कैसे किया जाए प्लीज बताएं
Nhi delete mat kijiye id ko..aap parents se bolkar aadhar me change karva dijiye...apaar id bhi update ho jayegi.. aadhar update hote hi
Mera bhi
Mam Name change karke firse apaar id bana sakte hai kya
@@sunil22kar37 Apaar ID bana li hai to aadhar me name change karne se apne aap id me change ho jayega
Apaar id generate hone k baad consent me changes krne k bare me agar koi update ho tu please es par video jroor bnana mam
@@balvirkaur9281 abhi tak koi bhi option nahi aaya hai kahi bhi...jaise hi aayega mai video daal dungi
Please mam, uper vali problem ke solution pr video bna de jaldi.
Mam ager kisi student ke parents ka aadar card galat dal jaye to kya kre
Isse future me problem hogi kya?
Dekhiye abhi to consent form ka kuchh bhi upload nhi ho Raha hai na hi consent form ka data kahi use hota dikh Raha hai...sirf isiliye consent liya hai ki bachche 18 years se kam hai...baaki aage pata chalega kabhi jab consent form se data cross-check hoga... abhi to Aisa lag nhi Raha hai
Mam mere se dusre parents ke adhaar no. Form me dal diya or fir maine 30min. searching ke bad solution mila or 9999999999 dala par fir bhi bachhe ka ID generated ho kar Apaar id ban gaya...
To kya future me dusre parents ke Id se dusre bachche ka Apaar id digilocker me milega..?????
Kya kare apaar id cancel karke dusribar new generate kar payenge..???
Ek parents ke id se kitne bhi Apaar generate kar sakte ho aap
Yadi purane nam se aadhar validate ho gaya hai to GP me aadhar me nam kaise sudhare
Jab aadhar update ho jayega tab list of students me jakar dobara validate karoge to vo details not match show karega... fir aap gp me jakar aadhar details change kar sakte ho sahi wali
I generated id with wrong dob now can I do any solution
Aap sahi DOB aadhar me update kijiye id me apne aap update ho jayegi
@@Vfxtrics aur new id ku download kr skte hain
Haan kar sakte ho
Maine b wrong dob dal k apar id generate kr liya but ab udise me information wrong ho gya jo ki apar id generate hone k bad nhi sudhar rha,,,,ab kya krain
Madam kise dusre parents ka adhar number hai ab id v bn gyi hai kya kre
@@NishaSharma-pj9eh abhi to iska koi solution nhi diya gaya hai...na iska koi side-effects pata chal Raha hai....ek baar apne CRC incharge se baat kijiye..
Mam namskar
Mam यदि अपार id जेनरेट हो गयी है और पिता का नाम गलती से उस फॉर्म में गलत भर गया है और पिता का आधार भी दूसरे का भर गया है। ऐसी स्थिति में कैसे सुधार होगा। कृपया मार्गदर्शन करें।
Aapko CRC incharge se hi baat karni padegi kyuki school ke portal par koi option nhi hai... kuchh bhi change karne ka
who is CRC mam ?
@esharani7316 school Udise ka data CRC ,BRC, BEO office me handle hota hai...koi problem ho to unko call kar sakte hai... school ke pass number hota hai apne CRC incharge ka
Pls help
❤my dear mam❤thanks for up date.
Mam pls students apaar ID generate ho gi lekin galat tarekese dusare parents ka adhar aur name Jude gaya to ab kya kare pls
Ab aap koi change nahi kar sakte....par apne CRC incharge ko bata dijiye ek baar...unke pass abhi to koi change karne ka system nhi hai par koi solution to denge
Mam Mera 10 ka percentage Galt ho gya h
Kahan udise me ya Apaar me
Mam apaar Id generate krne k liye to mana kiya ja h kiske nuksaan bhi h to agar kisi student ki generate ho gaee h to kaise delete kre please zarur bataiye.
Id delete karne ke liye digilocker se kar sakte ho
Mam wrong parents entry ho gye hai or appar I'd m generate ho gai hai aur Maine 999 bhi likha tha fir bhi update ho gaya hai
@sudeshsharma4152 Haan Apaar ID abhi direct aadhar se data fetch kar rahi hai.... isliye ye problem solve nahi ho rahi... abhi consent form ki wajah se id me koi problem nahi aa rahi
Id ge erate hone k baad Adhaar no. Change kaise kre......yeh vedio bhi bna do. Please
Id generate hone ke baad aadhar number change hone ka option abhi tak koi diya hi nahi hai... iska ek hi solution hai digilocker se id delete karke dobara generate kar sakte Hain
Mam apaar ki koi website hai kya jis pr hm apni problem share kr skte hai
@@balvirkaur9281 ji haan
@@balvirkaur9281 th-cam.com/video/YLupY4GtTqs/w-d-xo.htmlsi=SCOfxbnFtL-1M9ZA
Aap ye ☝🏻 video dekhiye isme sab details hain
Student ki aadar me name ki glt speling thi or wahi speling udies pr b liki hui thi to aadar verfiy ho gya or appar b genret ho gya ab name ko kese sahi kre appar me jabki school record me speling alg hi
Aadhar me sahi karna padega fir Apaar me apne aap update ho jayega digilocker se
🎉
Mem bachhe ki bharat ki nagrikta me no ho gaya he kya kare
Koi baat nahi dobara se gp open karke yes karke save kar dijiye
Aggar kise bacche ki Apaar id bann gaye ho to usse cancel karna ho to kya karre
Digilocker se id par jakar three dots par click karke delete option par click kijiye... delete ho jayegi apki id
मॅम अगर डिजी लॉकर से अपार आयडी डिलीट कर दी तो यू डायस से ऊस स्टूडेंट का डेटा जायेगा तों नही ना
Nhi udise se data delete nhi hoga
Mem apaar id jaruri hai kya
Students ke liye jaruri hai aage admission process me iska use ho sakta hai
Mam, ek bache ke pita ka name aur
Aadhar card galat likha gya h, apaar I'd generate ho gyi h ab . please koi I'd delete krne ka trika bta do
Delete karne ka ek hi tarika hai ki digilocker se id download karke usme three dots par click kijiye aur delete option par click kijiye
Mam digi locker kese open hoga, Google AI ja k,uss ki vedio bna do😊
th-cam.com/video/yerwQtdBTE0/w-d-xo.htmlsi=gWEAk9Sf4SdFAmWv
Aap ye ☝🏻 video dekhiye
Apar id banne ke baad DOB kaise change hogi mem??
@@bharatpaliwal361 DOB aadhar me sahi hai kya
Ma'am, all the details on my Aadhaar are correct, but when I generated my ABC ID through Digilocker, my ABC ID shows the correct photo, date of birth, and gender, but the name displayed is my wife's.
I have used the same mobile number for both my and my wife's Aadhaar cards. How can this be fixed? Please suggest.
@@ManoharLal-wd4ic aapne digilocker me jakar aadhar ,abc id ko refresh Kiya kya
@@Vfxtrics yes madam I have refresh again one more time but still the card is same.
@ManoharLal-wd4ic fir aap id delete karke dobara generate karke dekhiye
Abhi dobara kiya delete kr ke but waisa hi aa rha hi abhi maine complain kiya hi ma'am wo log bhi yhi bole lekin fir bhi thik nhi huwa hi unko screenshot send kr diya hu dekhiye ab kya krte hi hai.@@Vfxtrics
@ManoharLal-wd4ic ok unko kar to dena chahiye solution kyuki vo nhi karenge to aur koi option nhi hai
मैम एक बच्चे का नाम व आधार गलत लिखा गया जैसे पिता का नाम राम की जगह मोहन,और आधार भी राम की जगह मोहन का लग गया ,समाधान बताऐ
Consent form me mistake huyi hai na... iska abhi tak koi solution nhi diya gaya hai... aur abhi iski wajah se id me koi problem bhi nhi aa rahi hai...aage agar koi problem aayi to solution bhi jarur milega.. filhal aise students ki list bana lijiye jab solution milega tab changes karne padenge
Mam agar id genrate ho gayi ho to kya kare
Generate hone ke baad jo bhi change hoga vo aadhar me hoga... fir id me digilocker se update hoga... direct id me koi change nahi kar sakte
Kya ismein editing ka option bhi aaega next time
Next time aayega
Madam Aisa kuchh nahin hua mujhe cal sath ke sath hi realise Ho Gaya Maine aapki video dekhi aur Maine turant hi mobile number mein 99 bhi kar diya lekin fir bhi vah generate Ho Gaya
Same
Ab ham kuchh nahin kar sakte jab tak editing ka option nahin aata hai
Oh ok... abhi isse related koi proper solution nhi aaya hai... but iska solution jarur milega... don't worry
Ok
Apaar id ko pura cancel karna hai mujhe Nahi chahiye ....pls reply
Aap digilocker se delete kar sakte Hain
th-cam.com/video/yerwQtdBTE0/w-d-xo.htmlsi=_YvKCfKJMEzH3T0K
Aap ye ☝🏻 video dekhiye isme sab details hain
Ma'am mere student ki id generate ho gai lekin kissi or parents ke adhar se
Pls mam solve my problem
Consent form change karne ke liye abhi koi option nhi hai...aapko thoda wait karna padega... iska koi option jaldi diya jayega...
@Vfxtrics thank you
🤗
Mam agr generate ho jye to fir kaise kiya jaye
Generate hone ke baad to bas aap name DOB gender change kar sakte ho aadhar ke through
Ager parents ke adhar card no. Galat dal jaye to kya kre
Isse future me problem hogi kya????
Please answer
Mam agr student ki appar I'd ka data kisi aur parents pe generate ho gya too kaise true kre plzz answer
Kese hoga@@Vfxtrics
madam apaar ko deactive karke new id keise karen
Apaar ko delete kar sakte Hain digilocker se download karke usme three dots par click karke
वर्तमान में बच्चा दूसरी में पढ़ रहे हैं और यूडाईस में नाम नहीं है। इसी स्कूल में पहली से पढ़ रहा है आधार से पेन नम्बर नहीं आ रहा है उसे कैसे जोड़े।
Aapko so2 form fill karke CRC me send karna padega
mam my aadhar name has been changed rom the day I enrolled apaar and now name is not updating as per aadhar I contacted apaar through phone call and mail but there is no result mam. I had tried many ways mam even then I have done my ekyc aadhar in digilocker and delete apaar and refreshed it also but there is no solution. Please find me a way for this issue mam, thank you
Where is your aadhar name changed ...in Apaar or in aadhar...is it a different name or difference of some letters?
I have to register for MBA ODL programme through IGNOU mam please help me out
@@VfxtricsI created aapar id in 2023 mam when I was in final year IGNOU mam, my name changed in aadhar in 2024 september mam, before change name my name is ' NARAYANAM PHANI GOPALA CHAKRAVARTHI BHARADWAJA' now after name was changed to ' NARAYANAM P G C BHARADWAJA' pls help me out mam
@p.g.c.bharadwajanarayanam.17 ok it's strange ..I think you should update your correct name in aadhar again...then it will automatically change in apaar also.
@@Vfxtrics I have changed in aadhar as per my tenth mam prerior to that my name in aadhar and tent, intermediate, degree are not the same that's why I have changed my name in my aadhar
Mam kuch nhi hota mobile no 9999999999 dalne par bhi apaar id generate ho gyi h
Kitni der Baad daali thi aapne
Thanks