Pass par kitni bar Ticket Cancel karke Dobara se reservation kar sakte hai | Q&A Ep-01

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 6 ต.ค. 2024
  • Pass par kitni bar Ticket Cancel karke Dobara se reservation kar sakte hai
    My Amazon Shopping Store :- www.amazon.in/...
    For any questions and suggestions please comment on my video, I will try to give reply and my best to all of you.
    Follow on Instagram :- / technicalravi23
    Follow on Facebook :- / hrms-help-desk-unoffic...
    वर्ष 2023 के पास/पीटीओ के लिए Declartion कैसे सबमिट करे | How to submit Pass Declaration for year 2023 :- • वर्ष-2023 के पास/पीटीओ...
    Pass par reservation kaise kare | How to book ticket online on epass :- • Pass par Online Ticket...
    How to Apply Mutual Transfer in HRMS | HRMS me Mutual Transfer ke liye kaise apply kare :- • How to Apply Mutual Tr...
    HRMS me e Pass ke liye apply kaise kare | How to apply for e Pass in HRMS | hrms pass apply :- • HRMS me e Pass ke liye...
    How to apply Own Request Transfer in HRMS | Spouse Ground Transfer | Inter Railway Transfer apply :- • How to apply Own Reque...
    HRMS me Family Declaration kaise upload kare || How to Upload Family Declaration in HRMS :- • HRMS me Family Declara...
    #technicalravinder#ticket_cancel#hrms
    ----------------------------------------
    My Favourite Equipments Buying Link :-
    📱Mobile Phone : amzn.to/3F0l2Yq
    📱Budget Mobile : amzn.to/37QxEW6
    💻 Laptop: amzn.to/3MxR9Bo
    🚨 Ring Light : amzn.to/3KvlAa2
    🎙️Podcast Mic : amzn.to/3y0WRrq
    Vlogging Tripod : amzn.to/37W8IfN
    Green Screen : amzn.to/37OCQtz
    Cemara : amzn.to/3Kr2bXL
    Chair : amzn.to/3vtuNeD
    Related Searches:-
    hrms
    Pass par kitni bar Ticket Cancel karke fir se reservation kar sakte hai
    pass par kitni bar reservation kar sakte hai
    pass par ticket cancel karke kitni bar reservation kar sakte hai
    3rd AC pass se 2nd AC me reservation karne par kitna difference bharna hoga
    Hrms pass apply
    mutual transfer hone par promotion milta hai ya nahi
    Pass par kiska reservation kar sakte hai
    ------------------------------------------
    Video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
    Like, Share, Comment & Subscribe
    🙏🙏Thanks for Watching

ความคิดเห็น • 137

  • @PradipKumar-zo3zh
    @PradipKumar-zo3zh 3 หลายเดือนก่อน

    🔥🔥🙏🔥🔥

  • @anandravi9698
    @anandravi9698 7 หลายเดือนก่อน +1

    3 bar reservations canceled ke bad pass bekar ho jati hai, Dubara pass use nahi kar sakte

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Wo already used mana jayega..

  • @laxmansingh-lf8ul
    @laxmansingh-lf8ul 8 หลายเดือนก่อน +1

    One pto se wife and husband different train me tickets ho jata h ki nh

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  8 หลายเดือนก่อน +1

      Sir Ji,
      Dono ka Alg alg train me nahi hoga......

  • @gajendrakumarygelo4950
    @gajendrakumarygelo4950 6 หลายเดือนก่อน

    Kya mujhe koi jawab de sakte hain Mera vah 2023 ka third AC ka pass hai kya use per ham up down reservation karva sakte hain

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  6 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Yadi Full set pass hai to updown reservation kar sakte ho

  • @SandeepPatel-ve9ft
    @SandeepPatel-ve9ft 23 วันที่ผ่านมา

    Hlw sir mere ticket cancel kr di mene 16 jo jana tha 13 ko mene cancel ki thi agar jo ticket cancel Hui thi usko cancel nhi karwana h to kuch ho sakta hai plz help me

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  23 วันที่ผ่านมา

      Sir Ji,
      Ji ticket cancel Kar diya hai...uska ab kuch nahi ho sakta,..
      Aap us pass par dobara se reservation kar lijiye....

  • @Ziaur-uz2nu
    @Ziaur-uz2nu 5 หลายเดือนก่อน

    2AC ke pass se First AC me reservation ki hai difference dekar confirm tickets hai 20 din pehle cancel karne par kitna refund hoga

  • @LaxmanChoudhary-zo2zg
    @LaxmanChoudhary-zo2zg 10 หลายเดือนก่อน

    Ese hi comments wale video late rha karo

  • @lost_words
    @lost_words ปีที่แล้ว +1

    If a person has booked a single ticket through pass (on IRCTC website). Can he/she transfer that ticket to spouse?

  • @gouravkumar9800
    @gouravkumar9800 ปีที่แล้ว

    Sir ONLY EPTO per video banaiye jisme EPTO k TERMS & Condition Samjhaiye Kyuki ERPASS k Compare me EPTO mei Bahut Jyda hi Restrictions hain

  • @golukumar-bh4vv
    @golukumar-bh4vv ปีที่แล้ว +1

    Sir 3 baar ticket cancel aane wale confirm par Jane wala cancel ho gaye 3 baar ab Jane wala kr rahe to used dikha raha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      3 baar ticket cancel karne ke baad us pass par fir se reservation nahi hoga......
      M apko jaankari ke liye bta du....
      Aap pass par 2 baar ticket cancel karke tisri bar reservation kar sakte ho...... lekin yadi apne 3 baar ticket cancel kar liya hai to us pass par ab reservation nahi hoga....

    • @golukumar-bh4vv
      @golukumar-bh4vv ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ Mai Janna chah rha hoon ki aane wala confirm hai jane wala 3 baar cancel kiye hai to ab wo pass used dikha raha hai to to jo aane wala jo confirm hai wo bhi cancel nhi na hoga kyuki full set pass hai to ek side ka 3 baar cancel kiye hai to doosre side wala jo confirm hai wo cancel nhi na hoga usse koi dikkat na hoga 3 baar cancel kiye hai to

    • @golukumar-bh4vv
      @golukumar-bh4vv ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir jee bataye iske bare me

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jaha tak mujhe knowledge hai...
      Aane Wale me koi problem nahi honi chahiye....

  • @winnieandbrunothecutebeast9904
    @winnieandbrunothecutebeast9904 5 หลายเดือนก่อน

    mene pass se reservation kia tha ab cancel kr dia kya ab uspe firse reservation kesakte hai?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  5 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Bilkul kar sakte ho..

  • @sunilKumar-zt2uj
    @sunilKumar-zt2uj 7 หลายเดือนก่อน

    Can we book hrms pass ticket with other paid person ticket together???

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  7 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Bilkul book kar sakte ho...
      Eske liye maine already video upload kar rakha hai...
      Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega....
      2021 me maine video banaya tha
      Thumbnail Title:- Jiska pass me name hai uske sath jiska pass me name nahi hai dono ka ek hi PNR par ticket book kaise kare?

    • @sunilKumar-zt2uj
      @sunilKumar-zt2uj 7 หลายเดือนก่อน

      @@technicalravi__ ok

    • @sunilKumar-zt2uj
      @sunilKumar-zt2uj 7 หลายเดือนก่อน

      @@technicalravi__ Can u plz pin in the comment......

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  7 หลายเดือนก่อน

      Video link 🔗 :- th-cam.com/video/0108yfPiOtk/w-d-xo.html

    • @sunilKumar-zt2uj
      @sunilKumar-zt2uj 7 หลายเดือนก่อน

      @@technicalravi__ Sir agar meh 66 age and 61 age person ki booking general quota meh bina pass vaale person ke sath karu toh lower birth milega sr. Citizens ko????

  • @jstvibn
    @jstvibn 10 หลายเดือนก่อน

    Please reply) how many times we can book a train ticket by privileged pass

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  10 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Journey aap ek baar hi kar sakte ho....
      Reservation ki baat kare to aap 2 baar ticket cancel karke tisri bar reservation kar sakte ho...

  • @GUJGUJ12
    @GUJGUJ12 ปีที่แล้ว +2

    Sir mane ticket to edhar se Jane ka book to kar liye par returning ticket book kiye to massage m likh raha h ki apka returning ticket book ho chuki hai sir bataiye koi salutions,return jrny compelet bata raha but mane return book Nahi kiya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am....
      Aapki Onward Journey, return journey se pahle ho Jani chahiye....
      App Return journey ko onward journey samjh rahe ho or onward journey ko return journey.......
      Esliye ye sab check karne ke liye aap Pass ko pahle download kijiye....or usme aap check kijiye..ki apki return journey me kaha se kaha tak ka dikha raha hai.......
      Or fir bhi apka question clear nahi ho to aap mujhe Instagram par message kar sakte ho.....
      Instagram I'd video ke description me di gai hai...

    • @AjayKumar-jc8il
      @AjayKumar-jc8il 20 วันที่ผ่านมา

      Maine apna ticket pahli bar he cancel kiya hai but dubara reservation nahi ho raha likh kar a raha aapne yatra kar le hai...
      Kitne der bad dubara reservation hoga

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  20 วันที่ผ่านมา

      Sir Ji,
      Ye to possible nahi hai...
      Apki date ko Journey kab ki thi...?
      Or apke kab cancel Kiya hai?

  • @nareshkaithwas8573
    @nareshkaithwas8573 ปีที่แล้ว

    सरजी e sampda holiday home . Railway employee kaise profile bnaye . Please sir. Btaye .

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      M koshis karunga...
      Video banane ki......
      Kyuki mere paas only apka hi comment aaya hai E-Sampda ka...

  • @therailterminal5566
    @therailterminal5566 ปีที่แล้ว +2

    Sir maine 26th December 2022 ko 14624 ki Bathinda se Agra Cantt ki Sleeper mein tickets book ki thi aur meri train miss ho gyi aur mere sath ne TTE se Ticket Cancelled krwa di thi to kya ab main dobara Reservation kar skta hu?
    Mera 2nd Class A Pass hai Sleeper Se 3rd AC ka kitna Difference pay krna hoga???
    Maine to pehli baar reservation karke cancelled kiya hai
    Agar 2nd time reservation kar skte hai to baaki family members ka bhi hoga ya fur only mera hi kyuki 26th ko only meri hi reservation thi baki family members ki nhi

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Apka pass 2nd Class 'A' ka hai...to ye pass apka 3rd AC ka hai....apko difference bharne ki koi jarurat nahi hai.......
      Yadi apki ticket chart banne se pahle cancel Hui hai to apke pass par ab reservation ho jayega.....or yadi chart banne ke baad apki ticket tte ne cancel ki hai to us pass par ab reservation nahi hoga ..

  • @deepakkumarsaini543
    @deepakkumarsaini543 2 หลายเดือนก่อน

    Bahi hamne pass ki ticket kerdi or phir hamne cancel kerdi to pass vapis aayega

    • @deepakkumarsaini543
      @deepakkumarsaini543 2 หลายเดือนก่อน

      😢plese reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Apka pass kahi nahi gaya hai....
      Aap usi UPN or PIN ka use karke fir se reservation kar sakte ho...

  • @kidstvM
    @kidstvM ปีที่แล้ว

    Sir g two times cancel ticket kar ke third time pass par booking nahi ho rahi please tell me it's urgent

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      3rd time reservation hota hai.....
      Aap us pass ko download kijiye....
      Jab aap pass ko open karoge to right side top me reservation ki detail mil jayegi...ki apne kitni baar reservation kiya hai .....

  • @PitambarBudhajal-d7p
    @PitambarBudhajal-d7p ปีที่แล้ว

    एक बार तारीख बदली हुई ticket cancel kar satate hai kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Kar sakte ho....
      M apko jankari ke liye bta du...ki Aap 2 baar ticket cancel karke tisri bar reservation kar sakte ho...

  • @zackrain9022
    @zackrain9022 ปีที่แล้ว

    Iska circular link Plz bhejo

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Internet par search kar lijiye....
      Mere pas circular nahi hai...

  • @golukumar-bh4vv
    @golukumar-bh4vv ปีที่แล้ว

    Sir 3 baar ticket cancel kiye ab pass marked as read bata raha haii

    • @golukumar-bh4vv
      @golukumar-bh4vv ปีที่แล้ว

      Please bataye Aisa kyu bata raha

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      3 baar ticket cancel kar liya hai to us pass par ab reservation nahi hoga..

    • @golukumar-bh4vv
      @golukumar-bh4vv ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ 3 baar ticket cancel kiye hai to usse koi dikkat nhi na hoga sir jee

  • @sudarshankumarnirala2039
    @sudarshankumarnirala2039 ปีที่แล้ว

    Pass me terminate route and faster route kya hota hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      For Example -
      Jaise ek route se train ghumkar jati hai.....jisme 100 Km cover karti hai..
      Ek esa route jisme 70 km cover karti hai same station ke bich .....
      To 70 Km wala faster route mana jayega...
      I think terminate route eske against hoga....

  • @paliwalvlogs1072
    @paliwalvlogs1072 ปีที่แล้ว

    Full set tha pass ka ab hua kya k mene Up ticket kra ki lekin down nahi krayi.. ab down ki kr raha hu to err ticket validation dikha raha hai.. reason kya hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji..
      1) Apne kaha se kaha tak ka pass liya hai....or
      2) Up ticket ki konsi date ka reservation hai ....
      3) Or down ki konsi date ka reservation karna chahte ho...

    • @paliwalvlogs1072
      @paliwalvlogs1072 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ tpj to New Delhi 22 July and return date is 29 july

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Aap ek baar pass ko download kijiye...or usme check kijiye...
      Ki onward journey me kaha se kaha tak likha huaa hai.....or Return journey me kaha se kaha tak ka likha huaa hai.....
      Mujhe to ye lag raha hai ki apne return journey ka reservation pahle kar liya hai...

    • @paliwalvlogs1072
      @paliwalvlogs1072 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir mera tpj se ambala ka hai..or meri jo ticket hui hai wo Delhi tak hai, returns journey ki book nahi ho pa rahi.. full set se b mereko koi fayda ni hua..isse acha mai half apply krdeta

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Aap Instagram use karte ho to..
      Aap pass ka screenshot bhej dijiye jaha par onward journey or return journey ki details di gai hai,.,
      Instagram I'd - @technicalravi__

  • @raviranjan-kf2eq
    @raviranjan-kf2eq ปีที่แล้ว

    Do baar paas ka ticket cancel karne ke baad tisri baar date extend kar sakte hai kya. yadi kar sakte hai to kaise hoga

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Reservation online kiya hai ya fir counter se karaya hai ??

  • @natureloveenfield7637
    @natureloveenfield7637 ปีที่แล้ว

    Hme abhi retirement k baad pass milta h, lakin kya pto bhi milta h retirement k baad.?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Retirement ke bad PTO nahi milta hai....

  • @MithunKumar-nh8hm
    @MithunKumar-nh8hm 7 หลายเดือนก่อน

    Mera ticket nahi confirm hua hai online apply kiye thee, dobara apply nahi ho raha hai, kya karein, 4 din ho gaya cancel ko

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  7 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Eska reply maine apke dusre comment me bta Diya hai....

  • @rishirajmeenah9706
    @rishirajmeenah9706 ปีที่แล้ว

    Ek pass pass se 3 baar reservation ho sakta hai to whole family ka 3 baar kara sakte hai ya single person ka

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      3 baar ka matlab yah hota hai ki....
      Ek pass par aap 2 baar ticket cancel karke tisri bar reservation kar sakte ho puri family ka.....

  • @belamodi9475
    @belamodi9475 ปีที่แล้ว

    Sir, Mera pass SBC Bengaluru ka hai . kya mai SMVT Bengaluru ya yaswantpuram Bengaluru ka ticket book kar sakte hai, please reply,sir.

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Ho sakta hai.....
      Aap try to kar lijiye........
      Or yadi apne pass nahi liya hai to aap ticket counter se bhi pta kar sakte hai....

  • @anand4334
    @anand4334 ปีที่แล้ว

    मैने 3 मेंबर का पास पर टिकट बुक किया था। बाद में मैंने एक का टिकट कैंसिल कर दिया। अब कैंसिल किए एक वायक्ति का टिकट बुक नही हो रहा है। क्या करे

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Ab to apko sabhi ka cancel karna padega..........
      Tabhi aap dobara se sabhi members ka reservation kar sakte ho...
      Yadi aap ek member ka cancel karoge or usi member ka fir se reservation karoge to nahi hoga....

    • @chandanaryan1316
      @chandanaryan1316 ปีที่แล้ว

      Phir se kaise hoga book , journey completed dikha rha hai,pass se

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Date of Journey kab ki thi ??
      mtlb konsi date ka reservation kiya tha...

  • @ramprakashmeena5616
    @ramprakashmeena5616 ปีที่แล้ว

    E PTO se kitani bar Reservation kar sakte hai,
    E PTO se ticket modify ho sakta hai kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Kabhi kabhi to dusri baar Reservation ho jata hai or kabhi nahi hota hai.......
      Esliye Esme kuchh kaha nahi ja sakta ki hmm kitni baar reservation kar sakte hai.....

  • @ranjanjaiswal307
    @ranjanjaiswal307 ปีที่แล้ว

    At present e pass edit nhi ho rha hai sir,,, Pls suggest

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      epass/pto application jab tak pass Clark ke paas rahti hai tab tak hi aap usko edit/delete kar sakte ho.......
      Pass Clark application ko PIA ke paas forward kar deta hai to fir aap usko edit nahi kar sakte....
      Aap us pass ka status check kijiye waha par kya show ho raha hai....

  • @rajmanisingh7686
    @rajmanisingh7686 ปีที่แล้ว

    e pass me break journey se tkt lekar use cancel karne usi pass par phir se booking hoga ?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Apko thoda batana padega...
      (1) Apne kaha se kaha tak ka pass liya hai....
      (2) or break journey kya dala hai...
      (3) konsi break journey ka ticket cancel karke fir se reservation karna chahte ho....

  • @kidstvM
    @kidstvM ปีที่แล้ว

    Sir two tickets cancel hai.pass download kar ke dekha hai.third time reservation nahi ho raha please help me. I saw your video and did it please tell me it's urgent

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Aap mujhe Instagram par message kijiye..... Instagram I'd video ke description me di gai hai.....

    • @chandanaryan1316
      @chandanaryan1316 ปีที่แล้ว

      Pass ticket cancel hone pe , usi pas se dobara kaise book hota hai ticket

  • @SUJEETKUMAR-kd9si
    @SUJEETKUMAR-kd9si ปีที่แล้ว

    Mer group d DV/me ho gya regular se ba kar rhau 2020_2023 part 2 exam ho gya session late h job lagne ke bad part 3 ka exam de sakta hu koi problem to nahi hoga please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apko Part-3 ke exam Dene ke liye department se permission Leni padegi.......tabhi baad me apke service records me graduation add hogi...
      Jab aap permission ke liye application likhenge to apko sab kuchh darshana hoga ki jab aapne form apply Kiya tha us samay aapki konsi year chal rahi hai or ab konsi year ke exam dene hai .....
      Or last me likh Dena ki BA Part-3 ke exam dene ki mujhe permission Dene ka kasht kare or sath me datesheet bhi lga sakte ho ..yadi available hoto....

  • @shivnarayankumarkushwaha1096
    @shivnarayankumarkushwaha1096 ปีที่แล้ว

    Sir paas me two member hai ek member ko booking kar aur dusra member ko next time wahi paas se kya booking kar sakate hai.please reply me sir......

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Yadi hmm Pass par kisi bhi ek member ka reservation kar lete hai to baad me us pass par or bache huye members ka reservation nahi hoga .......
      Esliye jab bhi reservation Karo to pahle Plan banakar hi reservation kare .....

    • @shivnarayankumarkushwaha1096
      @shivnarayankumarkushwaha1096 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ ok thanks sir batane ke liye

    • @shivnarayankumarkushwaha1096
      @shivnarayankumarkushwaha1096 ปีที่แล้ว

      Sir paas me do member hai ek ka ticket booking ho gaya dusre person next time booking nahi ho raha hai to kya paas se jo ek person ka ticket booking kiye hai usko cancel kar ke phir se dobara dono person ko ek saath booking kar sakate hai. Please reply sir mai aapke answer ka wait karunga please jaldi reply digiye ga sir

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Fir to Dono ka ho jayega....

  • @BottaRajuyadav-p4i
    @BottaRajuyadav-p4i ปีที่แล้ว

    Pto kitne bar cencelled kar sakte hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Ye kahna mushkil hai.....
      Kyuki eske uper maine ek video bhi banaya tha.....maine 1 baar pto se ticket cancel karke usi pto par fir se reservation kiya tha....
      Lekin mere pas kafi employees ke comment aaye ki hamara dobara se reservation nahi ho raha hai.......
      Majburan fir mujhe wo video TH-cam par se hatana pda....

  • @talibhusainrangrezz349
    @talibhusainrangrezz349 ปีที่แล้ว

    Sir mera full set pass kathgodam se Ahmedabad ka he and break journey pass me new delhi and Rampur junction he kya me iss pass se ajmer junction ke liye reservation kar sakta he ajmer junction bhi issi route par aata he sir ji please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jo break journey apne Dali hai....
      Usi ke hisab se reservation kar sakte ho....Ajmer Junction ka nahi hoga......

  • @gouravkumar9800
    @gouravkumar9800 ปีที่แล้ว

    PTO se jab Rajdhani mei Tickets Banna raha hu Then Payment done hone k baad wapss Automatic Back hoker “senior Setizon Quota/Duty Pass Quota” Not allowed”.
    Please Tell me Why this Happen? or aisa baar baar ho rahi hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Aap General quota select karke reservation kijiye........

    • @gouravkumar9800
      @gouravkumar9800 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ this problem also faced in General Quota on Premium Trains.

  • @sushiljangra6850
    @sushiljangra6850 ปีที่แล้ว

    Sir reply please ..mene apne PP pass se sleeper book kr liya ticket 2 aug ki h m cancel krke 3rd ac book kr sakta hu ..kya ye pass meri HRMS id m refund ho jayga ..or kese 🙏

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap ticket ko cancel karke us par 3rd AC me reservation kar sakte ho difference bharke......apka upn number or pin number same rahega...

    • @rajneeshgurjar7580
      @rajneeshgurjar7580 8 หลายเดือนก่อน

      aapka ho gya tha kya cancel krne ke baad usi pass se resrvation plz reply???

    • @sushiljangra6850
      @sushiljangra6850 8 หลายเดือนก่อน

      @@rajneeshgurjar7580 ho gya tha

  • @RajeshKumar-ho6yk
    @RajeshKumar-ho6yk ปีที่แล้ว

    3Ac me pass se ticket krne pr 2/3 paisa lg rha hai kyu?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      3rd AC pass se konsi class or konsi train me reservation karne par 2/3 Paisa lg rha hai......??

  • @kidstvM
    @kidstvM ปีที่แล้ว

    Reservation online kiya hai two times but third time nahi ho raha please tell me

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Esa nahi ho sakta.....
      Aap us pass ko download kijiye....
      Jab aap pass ko open karoge to right side top me reservation ki detail mil jayegi...ki apne kitni baar reservation kiya hai .....

    • @kidstvM
      @kidstvM ปีที่แล้ว

      Sir two tickets cancel hai.pass download kar ke dekha hai.third time reservation nahi ho raha please help me. I saw your video and did it please tell me

  • @amitkumarbhaskar7390
    @amitkumarbhaskar7390 ปีที่แล้ว

    Pass se attendent ki ticket cancel karne pr dwara ticket kr skte h ky

    • @amitkumarbhaskar7390
      @amitkumarbhaskar7390 ปีที่แล้ว

      Please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jaha tak mujhe knowledge hai..
      Yadi employee or dependent members ki bhi ticket cancel hoti hai...to us case me attendant ki ticket cancel karne par bobara reservation ho sakta hai.............
      Oy yadi aap ye chahte ki only attendent ki ticket cancel karke bobara reservation kar le to... Esme risky ho sakta hai...aap apne Risk par try kar sakte hai...

    • @amitkumarbhaskar7390
      @amitkumarbhaskar7390 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ dono ki ticket cancel karke dwara krna h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Date of journey kab ki hai ??
      Or Es pass par pahle to ticket cancel nahi ki gai hai na....

  • @shriramchaurasia6430
    @shriramchaurasia6430 ปีที่แล้ว

    Sir Mera epass bbs se asr tak ka hai, isme Maine bbs se ddu, ddu se ndls and ndls se asr ka reservation Kar liya hai. Kya mai isko cancel karke reservation kar sakta hu.

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Kaha se kaha Tak ka cancel karna chahte ho.......
      Ya fir sabhi ticket cancel karna chahte ho...

  • @RATNESHKUMARRANJAN
    @RATNESHKUMARRANJAN ปีที่แล้ว

    Sir epass se ticket book kiye to ticket to book ho gaya par returning ticket 🎫 book nahi ho pa raha error massage ata H return jrnyCompleted please sir help m 🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      1) Apne kaha se kaha tak ka pass liya hai...??
      2) or break journey kya dal hai ??

    • @RATNESHKUMARRANJAN
      @RATNESHKUMARRANJAN ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ rajendra nagar se howrah tak

    • @RATNESHKUMARRANJAN
      @RATNESHKUMARRANJAN ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ howrah se rajendra nagar

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Aap Pahle pass ko download kijiye....or usme dekhkar bataiye..ki..
      Onward journey me kaha se kaha tak ka likha aa raha hai ??

    • @RATNESHKUMARRANJAN
      @RATNESHKUMARRANJAN ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ return jrny PNBE. asn. PRYJ. ddu. Sab h sir

  • @erdharm726
    @erdharm726 ปีที่แล้ว

    Mene pass se irctc se ticket kiya wo cancelled ho gya par ab ticket nhi ho rha hai journey completed bta rha h kya kare kya kare

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Mtlb ki apka ticket confirm nahi huaa...jis karan ticket automatically cancel ho gaya hai kya??

    • @vlogging__bro
      @vlogging__bro ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ ha mere sath bhi yehi hua... ticket confirm nahi hua or ab pass se book bhi nahi ho raha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Esa to nahi ho sakta......
      Database me update hone me thoda time jarur lagta hai ... Maximum 5 days ....Lekin bad me reservation ho jata hai......
      Jab aap us pass par reservation kar rahe ho to kya error show kar rakha hai....

    • @erdharm726
      @erdharm726 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ ticket cancel ho gya massage bhi aa gya irctc par ticket cancel dikha raha hai but ticket karne par journey completed dikha raha hai, HRMS me koi cancelled me no dikha rha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Date of journey se kitne din/hours pahle ticket cancel Kiya tha??

  • @geer1320
    @geer1320 ปีที่แล้ว

    ek pass me ek reservation k baad aage ki journey ka reservation kitne time baad tak kar sakte hain

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Yadi half set pass hai to jab tak uski validity hai tab tak aap aage ki journey kar sakte ho......
      Yadi full set hai to return journey karne se pahle aage ka reservation kar sakte ho...

  • @brijmohan2330
    @brijmohan2330 ปีที่แล้ว

    सर मैं एक रिटायर्ड रेलवे एंपलाई हूं मैं अपना 2023 का कंप्लीमेंट्री पास निकालना चाहता था जब मैंने अचार में से खोला और उसमें अप्लाई पास में लॉगिन किया तो उसमें मेरे पास की संख्या 00 दिखाई लेकिन अप्लाई होने पर केवल लिस्ट ऑफ पास लिखा हुआ आ रहा है उसका फार्म डाउनलोड नहीं हो रहा है तो यह कैसे

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apke pass Clark ne HRMS me 2023 ke pass ki manual entry nahi ki hogi esliye ye problem aa rahi hogi .....
      Aap ek baar apke pass Clark se contact kar lijiye......

  • @rishimeena4345
    @rishimeena4345 ปีที่แล้ว

    Maine free pass pr total 3 times cancelled reservation cancelled krwa liya, aur 4th times reservation kra ke yatra bhi kr lee.
    It's practical information.

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jaha tak m samjhta hun...
      4th time tabhi ho sakta hai..jab chart bnne ke baad waiting rah jati hai....or jldi fir se reservation ke liye hmm ticket ko cancel kar lete hai ....