Sir Ji, M to apko prefer karunga..ki aap hamesha half set karke hi pass le.. Kyuki man lijiye apne full set pass le liya hai or apko aane v Jane dono side ka reservation bhi kar liya hai.. Kisi karanwas apne Jane ka reservation cancel kar liya to ... Dobara aap Jane ka reservation nahi kar pawoge....pass already used batayega... kyuki us par already Return journey ka reservation kiya huaa hai esliye...
Sir Ji, Bilkul de sakte ho... Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega... Or eske liye maine shorts video bhi banaya aap wo dekh lijiye uske releted videos ke option me us video ka link diya hai..
Sir me susanta das me own request transfer hrms apply kar diya hai dt 17/06/23 but me sse not forward nehi karata hai sanction nehi karata hai kya me karunga RTI karega kya
Sir Ji, Yadi Esi bast hai to aap Division leval par apke senior officer ko bta sakte hai...ya fir unions ko bta dijiye wo iska solution karwa denge DRM sir ko bolkar..
Mera hrms account me 2023 ka pass 30 may tak show kar raha tha. Ab sirf 2024 ka show kar raha hai. Next year 2025 ka pass kab se show karega. Kindly help
Sir Ji, Eske liye maine already video upload kar rakha hai... Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega..
Ravi ji please help Main pass Puri se New Delhi and back full set liya hue.... Break journey DDU,KODERMA,GOMOH,TATANAGAR dala hue main tata se Puri and Puri se tata travel kar liye 1 din pahle yani 17 April Mai tata se koderma book Kiya ticket ho gya lekin ab Mai koderma se tata book kar rha hue to nahin ho rha hai...bolta hai return journey is allowed from koderma onwards or check or journey date .Mai 25 April ka book kar rha hue koderma se tata . Please give your phone
Sir Ji, Office me to information de diya hoga...tabhi to unki wife ko pension milegi.. Yadi information de diya hai to HRMS me name bhi tha diya hoga employees ka.... Fir to Pass apply online ho jayega
सर जी hrms खोलने पर ही लिखा हुआ आ रहा है कि your pass family declaration is older than 350 days.please insure due submission within next one days to insure uninterrupted e-pass/e-pto.
Sir Ji, Apko redeclare karna hai family declaration ko....eske liye apko pass module me jakar applying epass/pto par Jana fir right side top me family declaration ka option milega us par click karna hai then redeclare family option par click karke sabhi members ka I'd proof upload karke submit kar dena hai...
Good morning sir जी। 23 march 2024 को मैं Half set pass लिया ,जिसमें सिर्फ दो Dependent ही Allow किया जा रहा है। जबकि पहले Half set pass लेने में भी सभी dependent को Allow करता था। अब Half set pass लेने पर सिर्फ दो Dependent ही allow कर रहा है। Please make a video.
Sir Ji, SMS dobara se resend kar sakte ho....aap SMS mail par bhi resend kar sakte ho.... Aap my issued pass me jaiye waha par apko resend ka option mil jayega..
I like Long video to see
Okkk sir
Good information bro
Thank you 🙏
Kindly review your manual pass enterned by clerk yhe likha aarha h kya kare
Excellent video
Thank you 💐
Sir ji full set lena hota hai ya half? or kyu?
Sir Ji,
M to apko prefer karunga..ki aap hamesha half set karke hi pass le..
Kyuki man lijiye apne full set pass le liya hai or apko aane v Jane dono side ka reservation bhi kar liya hai..
Kisi karanwas apne Jane ka reservation cancel kar liya to ...
Dobara aap Jane ka reservation nahi kar pawoge....pass already used batayega... kyuki us par already Return journey ka reservation kiya huaa hai esliye...
@@technicalravi__agar humlog half set pass liya to AC me reservation hoga ki nehi
Sir Ji,
Bilkul ho jayega....
Bhai bilkul deeply btao pto pp pass ke baare m kya hota h
Okkk sir
Mera dusra pass m document mang raha h usme kya de
Sir Ji,
Pass Apply karne me document mang Raha hai?
@@technicalravi__ haa
@@technicalravi__ half set pahle kr liye the ab full kr rhe to document mang raha hai
Kabhi family declaration submit karne ke liye to nahi bol raha hai
Easy btaye bro
🙏
NPS and X SERVICE MAN ARMY valo ko online pass milta hai yah nhi
Please reply fast
Sir Ji,
Bilkul milta hai....
Date ka detel bta bhai seat kaise milegyi
Sir Ji,
Jis train me seat available hai usme. Reservation karoge to seat to confirm mil hi jayegi....
Agar hum Upgrade pass ka half set lete hai to dusra बचा hua half set in future le skte hain Upgrade?
Sir Ji,
Bilkul le sakte ho...
@@technicalravi__ ek aur comment kiya hai iske baad uska bhi kro solution
Good knowledge
PTO main break journey de sakte h ?
Sir Ji,
Bilkul de sakte ho...
Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...
Or eske liye maine shorts video bhi banaya aap wo dekh lijiye uske releted videos ke option me us video ka link diya hai..
Ghy to okha me break journey ASN,pnbe, BSB, ADI dalne par kyon nahi le raha hain? Please solve
Sir kya yahi rule same retired karamchari ke liye bhi hai
Kis train ka pass book hua kese pata chale ga
Sir Ji,
Jiske aap intitle hai ..usi me hoga..
Waise apka pay level konsa hai?
Can we claim 2023 pass in 2024? I heard we can do soo till may. But, the pass is not showing up for 2023, it's showing 0 available pass
Sir Ji,
Apne sare pass issue kar liye honge... esliye waha 0 show ho raha hoga...
Maine v half set liye h fr v 0 dikha raha h
Hum mobile se pass generate or cancel kar sakte hai kya..??
Haa
Genrate kar sakte hai
But cancel ke liye cos se contact karen
Sir Ji,
Kar sakte ho,..
Mere me e pass ka option nhi ara
Sir Ji,
Apke pass Clark se contact kijiye...
22.09.24 ko pass banate samay expiry date 28.01.25 aa rahi hai, 05 maheene kyon aa rahi hai
Sir me susanta das me own request transfer hrms apply kar diya hai dt 17/06/23 but me sse not forward nehi karata hai sanction nehi karata hai kya me karunga RTI karega kya
Apne apply kar diya hai
Cos se approve nahi hua hai
Sir Ji,
Yadi Esi bast hai to aap Division leval par apke senior officer ko bta sakte hai...ya fir unions ko bta dijiye wo iska solution karwa denge DRM sir ko bolkar..
Ac silper pass iske bare me option nhi dik rha
Sir Ji,
Submit/Generate pass button se uper Upgraded Pass ka option aata hai us par click karna hota hai AC Pass ke liye....
Vo log bhi isi tarah apply karenge
Mera hrms account me 2023 ka pass 30 may tak show kar raha tha. Ab sirf 2024 ka show kar raha hai. Next year 2025 ka pass kab se show karega.
Kindly help
Sir Ji,
Previous Pass/PTO ki validity Next year ki 30 May tak hi rahti hai.....
30 May ke bad wo automatically remove ho jata hai......
@@technicalravi__ sirf 2024 ka hi show kar raha hai. 2025 ka kab tak aayega
Year 2025 ke 1 January 2025 ko show honge.....
इस पर आई डी कैसे बनाये
Sir Ji,
Eske liye maine already video upload kar rakha hai...
Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega..
Sir ji Short video me dekhaye
??
What to type in the "application number" option for privilege pass
Sir Ji,
Application Number me kuchh bhi type nahi karna hai?
Bhai maine half pass book kiya tha par mere account se ek full pass deduct bhi ho gya
Sir Ji,
Esa nahi ho sakta..
Aap fir se check kijiye ki apne half set liya hai ya full set ..
@@technicalravi__ half set liya hu
Long video
Okkkk
Ravi ji please help
Main pass Puri se New Delhi and back full set liya hue.... Break journey DDU,KODERMA,GOMOH,TATANAGAR dala hue main tata se Puri and Puri se tata travel kar liye 1 din pahle yani 17 April Mai tata se koderma book Kiya ticket ho gya lekin ab Mai koderma se tata book kar rha hue to nahin ho rha hai...bolta hai return journey is allowed from koderma onwards or check or journey date .Mai 25 April ka book kar rha hue koderma se tata .
Please give your phone
Sir Ji,
Aap Instagram par message kijiye..
I'd - technicalravi__
सेवानिवृत्त रेल कर्मचारियों की मृत्यु उपरांत उनकी धर्म पत्नी एवं आश्रित बच्चे भी इसी पर पास अप्लाई कर सकते है क्या ??
Sir Ji,
Office me to information de diya hoga...tabhi to unki wife ko pension milegi..
Yadi information de diya hai to HRMS me name bhi tha diya hoga employees ka....
Fir to Pass apply online ho jayega
Sahi se btao
Sir Ji,
Kitna detail me ye video banaya hai.....aap dobara se video dekh lijiye Esme sab kuch bahut deeply se bataya hai...
सर जी hrms खोलने पर ही लिखा हुआ आ रहा है कि your pass family declaration is older than 350 days.please insure due submission within next one days to insure uninterrupted e-pass/e-pto.
Sir Ji,
Apko redeclare karna hai family declaration ko....eske liye apko pass module me jakar applying epass/pto par Jana fir right side top me family declaration ka option milega us par click karna hai then redeclare family option par click karke sabhi members ka I'd proof upload karke submit kar dena hai...
Good morning sir जी।
23 march 2024 को मैं Half set pass लिया ,जिसमें सिर्फ दो Dependent ही Allow किया जा रहा है।
जबकि पहले Half set pass लेने में भी सभी dependent को Allow करता था।
अब Half set pass लेने पर सिर्फ दो Dependent ही allow कर रहा है।
Please make a video.
Sir Ji,
Total kitne dependent hai?
Or yadi son hai to unki age kitni hai?
Long
👍
😮🙄
Sir SMS to nhi aaya
Sir Ji,
SMS dobara se resend kar sakte ho....aap SMS mail par bhi resend kar sakte ho....
Aap my issued pass me jaiye waha par apko resend ka option mil jayega..
Bahut hi pakau video banete ho
Thank you 🙏..for your feedback
Long video
Okkk sir...
Long
Long
Okkk
Long
Okkk.... sir