Sir ek ghar 6 sal pahle liya hai. Chhat me seapage ka problem tha. Chhat ki top 2.5 se 3 inch layer kharab hai jo khurachne se nikal rahi hai. Uske niche ki concrete slab solid hai.sir kya top ka kharab layer puri trah se nikal kar 8mm sariya ka 8x8 inch gap ke sath concrete slab purane slab ke upar dalne ka plan hai. Kya ye method kam karega seapage thik kerne ke liye. Sir please jankari dene ka ksht kijiye.
Very nice information 👌👌 Is chemical coating stop permanent leakage ?
I think grouting is more useful. Please advise
Thank you
Sir ak ghar ban gya or bagal me jamin liya use kaise jode
Dr fixit ka chemical name btaye nhi sir..? LW+ or URP or other... Plz tell us.
Agar acc watershield cement use kar rahe hain slab casting mein tab bhi ...old to new slab joint pe chemical use karna hai
1st - Porseal C- 900
Nd 2nd - Elephant shield liquid rubber chemicals use kiye h
Sir ek ghar 6 sal pahle liya hai. Chhat me seapage ka problem tha. Chhat ki top 2.5 se 3 inch layer kharab hai jo khurachne se nikal rahi hai. Uske niche ki concrete slab solid hai.sir kya top ka kharab layer puri trah se nikal kar 8mm sariya ka 8x8 inch gap ke sath concrete slab purane slab ke upar dalne ka plan hai. Kya ye method kam karega seapage thik kerne ke liye. Sir please jankari dene ka ksht kijiye.
Sir gatar pathhar ki chhat aur rcc ki chhat ko joint karne ka tarika bataiye..
Daaru peekar ye video banaya hai..😂😂😂..slab jodne ka process batate batate leakage ka batane laga...Chemical ka naam nhi bataya..
😂
Sir iss par detailed video banao na connect old and new slab
Agar beam se Lena hai....muje extension karwana hai isilye beam Tak e Naya slab raka toh abhi udar se e Lena hoga right
Sir agar nhi chhod paya to kaise hoga yad nhi raha hai or aage makan banna hai any help sir
पुरानी छत और नई छत के लिकेज दूर कैसे करें?
Humne ese hi kiya tha but chemical nhi dala h
Welding is wrong process
To or kya options hai?? Please reply