भाई साहब किसी को अगर फैमिली आईडी अलग करनी हो बच्चे वाला कह रहे हो बाबा बालक रहे हो कोई किराए के मकान में रह रहे हो तो उनकी फैमिली आईडी अलग कैसे होगी बिजली का बिल मांगते हैं किराएदार बिजली का बिल कहां से लेगा मां बाप का घर किराए पर रह रहे हैं तो
Sir mere papa ki age aadhar me 01/01/1971 h or mne sir school certificate niklwaya h usme age 17/04/1965 h to sir age collect consi hogi Btana please 🙏
Bhai, meri mother ki age 64 years h lakin pension nhi mil rahi, sb jagah ghum liye, jb b pension office jate h sare documents le kr tb office wale bolte h es bar ho gayegi lakin 4-5 saal ho gye koi smadhan nhi huaa abi tk
Bhai jii mere father ki age family id ma 63 year hogi hai lakin family id ma vote card ka number galat chada hau hai iska kya solution ho bhai jii kuch ho tho btavo
Hlo brother ek sujav dena.. mere father ki age 60+ ho chuki hai family id village ki hai or aadahr or voter card Sahar ke bne hue hai iska kya solution hoga....?
मेरा उत्तर जरूर देना यदि वोटर कार्ड 1996 ka है लेकिन उसका ऑनलाइन रिकार्ड नहीं दिखा रहा है, उसकी जगह है नया epic नंबर आ गया है, इसका क्या समाधान है दो महीने पहले नया वोटर कार्ड दिया था वो रिजेक्ट कर दिया
Bhai sabhi document me same date of birth hai lekin voter card me thoda difference hai kya karu lekin sabhi document me 60+ ho chuki hai aur camp laga tha jab date of birth bhi verify karwa di thi lekin abhi tak koi response nhi aaya hai
Date of birth verify karwane k baad pichli baar ye msg aaya tha प्रिय नागरिक, आपकी जन्मतिथि परिवार पहचान पत्र में सत्यापित नहीं है। हरियाणा सरकार की पात्र योजनों का लाभ उठाने के लिए 24-26 फ़रवरी को नज़दीकी PPP कैंप में अपनी जन्मतिथि संबंधी दस्तावेज़ तुरंत जमा करवाएं। हरियाणा सरकार
Bhai kuch nhi bs sarkar ne rok rakhi hai pension maine guhla block dist kaithal ki statment check ki hai Kisi ki pension nhi lgi abhi tak jab se link band hai pension ka
Sir meri Mata g ki age 60 years ho gayi but voter id 2020 Ko issue Hua h .age Puri h bad voter card 7 .1.2020 Ko Bana h .es liye pension nahi ban Rahi h koi prosser bataye.
Bhai Ji Mai Karnal ke pas Jundla Village se hu Mari Date of birth 4-5-1962ha Matric ki Pacci Sandh bhi ha phir bhi Mari O A P nhi bni Ji Please Send me your phone number I come to Panipat Ji for Pension Ji Thanks Ji
आपने बहुत सुंदर जानकारी दी है धन्यवाद
इतने अच्छे तरीके से जानकारी देने के लिए आभार धन्यवाद जी, बहुत ही नेक काम कर रहे हो 🙏🙏👌👌👍
जानकारी के लिए बहुत बहुत धन्यवाद🙏🙏
Family id k bina pansion ban skte h kya sir plese tell me
Sir agar hasband budapa pansion le raha h to wife Ladli pension le sakti h kya
भाई साहब किसी को अगर फैमिली आईडी अलग करनी हो बच्चे वाला कह रहे हो बाबा बालक रहे हो कोई किराए के मकान में रह रहे हो तो उनकी फैमिली आईडी अलग कैसे होगी बिजली का बिल मांगते हैं किराएदार बिजली का बिल कहां से लेगा मां बाप का घर किराए पर रह रहे हैं तो
Sare document complete hone k bdd pensan ane m kitna tym lgta h
Sabhi document poore hone ke bad pension aane mein kitna time lag jata hai
Sir ji Esme income ki condition kya hai.
Sir mere papa ki age aadhar me 01/01/1971 h or mne sir school certificate niklwaya h usme age 17/04/1965 h to sir age collect consi hogi Btana please 🙏
Sr esme income veryfication hona bhe zururi hai kaya.or kitne hone chaiy.
Sir 2017 Se phle ka pahchan patra nhi lekin maine 2012 Ki election vibhag se nakal niklwa rakhi or vo family id main update h kya pencil bnegi
Jagadhri ki pention lagwa sakte ho
Bai sahab sare document me age puri hai lekin voter card me kam hai kya kare plz help
Sir aapke wtsp group me shamil hona h
8930904114 pr msg kro
Bhai, meri mother ki age 64 years h lakin pension nhi mil rahi, sb jagah ghum liye, jb b pension office jate h sare documents le kr tb office wale bolte h es bar ho gayegi lakin 4-5 saal ho gye koi smadhan nhi huaa abi tk
Sir 2021 Ka voter card hai or usme age 60 year hai eske alava koi documents nhi h kya pencil bnegi
Online to kr do baaki bad me dekh leena verification ke time
Online to kar di lekin pahchan ptra 2017 se phle ka mang rhe hai😢
.Sir mera 2016 ka vot kat gaya 2004 ki voter list me mera name galat h kya kare
Sir muje bhi lgwani hai papa ki nhi lg rhi hai bhut try kiya hai plz ap help kare
Bhai sahab Panipat mein kis jagah hai aapki shop
Red cross ke bilkul samne hai bhi.....Hotel Green Castel ke sath Main gali ke kone par
Bhai jii mere father ki age family id ma 63 year hogi hai lakin family id ma vote card ka number galat chada hau hai iska kya solution ho bhai jii kuch ho tho btavo
Voter ID nhi bni hai school living certificate bhi hai birth certificate hai pension bn jayegi
Agar kisi k pass family I'd na ho or age 64 ho chuki h to pension kaise bnegi
Hlo sir aapse baat kse ho skti h
हम भिवानी हरियाणा से हैं तो हमारी पेंशन नहीं बनी है यह सब आईडी जो आपने बताई है वह सब है हमारे पास कितना दिन में बन जाएगी
Dear Manoj Cafe ram Ram.
My and my wife old age pension not ready. Both of us already completed the age of 60.
Panipat me aapki cafe kha h me panipat se he hu meko kise ki pnsn bnwani h
Bhai ji vot card me age shi nhi h thik katwaya to vot card par new date aa gyi
Hlo brother ek sujav dena.. mere father ki age 60+ ho chuki hai family id village ki hai or aadahr or voter card Sahar ke bne hue hai iska kya solution hoga....?
Bhi aap decide kro gav me rhna hai ya shar me...uske hisab se documents rkho
Brother Family ID me income verify nhi ho rhi h only Declare show kr rha h To isme pansion banwane me problem ayegi kya
Depend krta hai income kitni hai
@@manojcybercafe Bro income to 1.70 h pr wo declare h
Verify kaise hogi veryfy nhi ho pa rhi h
Family I'd update kr va ni h
Aadmi army ho. Uski wife ki budpa pension mil sakti h kya
Bhai ji sare document pure h or gov employee ghar akar sabki copy b lekar ja chuke h lekin pension start ni Hui h abhi tak
राम राम भाई बहुत ही अच्छी जानकारी दी 👌👌👌🙏🙏🙏
Vidhava pension ki verify kyuu hota h
Kuch jankari chahiye
मेरा उत्तर जरूर देना
यदि वोटर कार्ड 1996 ka है लेकिन उसका ऑनलाइन रिकार्ड नहीं दिखा रहा है, उसकी जगह है नया epic नंबर आ गया है, इसका क्या समाधान है
दो महीने पहले नया वोटर कार्ड दिया था वो रिजेक्ट कर दिया
Bhai sabhi document me same date of birth hai lekin voter card me thoda difference hai kya karu lekin sabhi document me 60+ ho chuki hai aur camp laga tha jab date of birth bhi verify karwa di thi lekin abhi tak koi response nhi aaya hai
Voter card ke alava age proff kya kya hai school, birth record, marksheet, old pan card etc kya kuch ha
Date of birth verify karwane k baad pichli baar ye msg aaya tha प्रिय नागरिक, आपकी जन्मतिथि परिवार पहचान पत्र में सत्यापित नहीं है। हरियाणा सरकार की पात्र योजनों का लाभ उठाने के लिए 24-26 फ़रवरी को नज़दीकी PPP कैंप में अपनी जन्मतिथि संबंधी दस्तावेज़ तुरंत जमा करवाएं। हरियाणा सरकार
age verification krvane k baad kitne din baad bhudapa pension bn jati hai
Same
Bhai kuch nhi bs sarkar ne rok rakhi hai pension maine guhla block dist kaithal ki statment check ki hai
Kisi ki pension nhi lgi abhi tak jab se link band hai pension ka
Sabi documents me age Puri hai sirf voter card me kam hai fir bhi nahi ban rahi hai sir iska salutations bataye
Voter card update kra lo bhi fer
Sar Hamen budhapa pension Badwani hai
Sir meri Mata g ki age 60 years ho gayi but voter id 2020 Ko issue Hua h .age Puri h bad voter card 7 .1.2020 Ko Bana h .es liye pension nahi ban Rahi h koi prosser bataye.
Bro voter card ka record niklwa k. Lga do
भाई मेरी उमर 68 की होगी है पेंशन नही बनी है
Sir mere mummy papa k liye call ayi thi
But documents ni h 😢
Bhai ji voter cars ghum ho gaya h.pan card h lekin
Sir mera father ki age 59 ho chuki hai lakin voter card 1994 m age 49 hai or ise sa agale koi age proof document nhi hai too kya solution hoga 🙏
Voter card update krwa lo uske bad whi lg jyega
@@manojcybercafe voter card update ki liye proof nhi hai adhaar card hai usi m 49 age hai sir
Meri date of birth 19 8 1962 h pr pension nhi bni h
Agr kisi ki age 60 ho chuki ho or I'd proof m 60 na ho to kya krna chahiye
जन्म प्रमाण पत्र ऑप्शन रहता है उनके पास
Meri mmy ka koi v age proof ni j
Age proof nhi hai too fir kya kare
Kuch to hoga voter card pen card adhar card jo hai lga do
@@manojcybercafe
Sir ji age verification k liye ve sirf voter card ( 2017 se phle ka) , SLC, 10th class dmc ke alava aur documents ko nhi le rhe
@@amitduhan3625 adhaar card or voter card dono m age 49 kam hai lakin actually m age 57 hogi
@@amitduhan3625 Sir ji kya SLC ki photocopy sa kam chale jaya ga nhi
Original upload karni pada gi
61 age hoge mere papa ki
Disiblity ki wife ki pansain kaise banaye
जिनकी पेंशन बनी हुई है उनको तो दे नहीं रहे हैं
Please
अभी बनी नही पेंशन
Vote c
Aap ka mobile no
Bhai sha no bejo aapna
Rohtak Wale kya kre plse 9812121111
Na jut h 61 saal ho gyi h myri
Kya jhuth ha ji
FamiLy id me 60 hone par bhi nahi ban rahi
Please sir reply karna
Teacher ka phone aa gya h age verification ka aage kya karna padega
To kya process h
Meri family ID Mein Naam Ki Ganpati hai
भाई अपना मोबाइल नम्बर सेंड करो।
Bhai Ji Mai Karnal ke pas Jundla Village se hu Mari Date of birth 4-5-1962ha Matric ki Pacci Sandh bhi ha phir bhi Mari O A P nhi bni Ji Please Send me your phone number I come to Panipat Ji for Pension Ji Thanks Ji
Apka mobile number batao
अपने ग्रुप की link send kro or mobile number send karo