AURANGABAD KA MASHOOR NAAN KHALIYA| | Aurangabad Food | History of Nan Khaliya

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 67

  • @shahsohail21
    @shahsohail21 ปีที่แล้ว +5

    I am from Hyderabad, once i visited Aurangabad and tasted Naan Khaliya... Alhamdulillah had a great experience...👌

  • @legend7100
    @legend7100 2 ปีที่แล้ว +7

    I love nan khaliya😍❤️😋

  • @Gk_of_islam143
    @Gk_of_islam143 3 ปีที่แล้ว +11

    Aurangabad ki Shaan👍🏻👍🏻👍🏻
    Naan Qaliyah hai Pehchaan💖💖🌷🌷

  • @rehanquraishi7709
    @rehanquraishi7709 3 ปีที่แล้ว +5

    Masha Allah
    Bahot Umda Aadil Bhai 👍👍

  • @anjumshaikh5845
    @anjumshaikh5845 3 ปีที่แล้ว +4

    Bahot acchi malumaat di aapne. Please humari request par kisi bawarchi se kha liye aur naan ki recipe bhi share kare aap. Hum naan khaliya bahot miss karte hai. Aap ki is help se hum apne ghar to bana ke kha sakte hai. Please

  • @muzaffarmahmood700
    @muzaffarmahmood700 3 ปีที่แล้ว +7

    Kalya ka zikr safar nama Ibn-e-batoota men bhi hai, un ke qayam e Daulatabad ke Waqt. Aam taur se hum log Kalya ko urdu men 'qaf' se likhtay hain aur '
    Ha' par khatm kartay hain lekin Ibn-e-batoota men 'kay' se shuru hokar ha ki bajay 'Ain' par khatm hota hai.
    Aap ne kuldabad ka zikr kya hai, lekin ye Jalna men bhi banaya jata hai.
    Aaj Kal to tables par nosh farmaya ajata hai, lekin traditional dastarkhwan, suf, badiya, sarbarahi wagayera ka bhi deedar kar wa den to nai peedhi ke ilm men bhi ajayga, aur guzri tahzeeb se bhi waqfiyat hojayegi.
    Aurangabad men katoron(bowls) men Kalia khaya jata hai lekin traditionally khuldabad men choti thali men Kalia dalkar amnay samnay do admi usay share kartay hain/thay.
    Hyderabad, Bombay,wagayera ke bairooni afraad ko pahle pahl maza nahi ata hai, aur aksar tazheek bhi kartay hain. lekin phir ek bar unke munh ko bhi lag gaya to farmayeshen kar kar ke nosh farmatay hain. . Plchli peedhi ke jo log taqseem ke Waqt Karachi chale gaye thay, woh wahan par khuldabad ka mashhoor urs manatay thay, aur wahan nankaliye ka ehtmam kartay thay. Abhi bhi gulf men basay kai zinda dilan nan kaliye ki taqareeb kartay hain. Pichlay 4 ek saal se ramzanon men Poona men bhi Aurangabad ke kareegar nan kalye ka business kartay hain, lekin sirf take-away ya home- delivery.
    Aurangabad ke afraad jo husool ma'aash ke liye doosray shahron/mulkon men hain, woh A'bad visit ke baad wapis jatay waqt nan lejaten hain aur Kalia apne maqam par banlete hain.
    Nan ki to khair A'bad ki apni khsoosiyat hai, lekin Kalia zara se variation ke sath north karnataka, kokan, sahaydri,
    goa ke muslim ma'ashire men aam hai.
    Meethay men aap ne aaj kal ke rayej meethon raway ka meetha aur double ka meetha kaha hai, jabke traditionally meetha muzaafir (zarda) hua karta tha.
    New middle school men (1955)men hamare marhoom ustad Mannan Sahab ne sabaq padhaya tha ke agar kisi dawat men jao to pahle pata karo ke biryani hai ya nan kalia, agar biryani ho to akhri suf men baithna aur nan kalya ho toh pahli suf men. Kyon? Is paheli ko aap sujhaiye.

    • @altafrahman2254
      @altafrahman2254 3 ปีที่แล้ว +1

      Assalamualaikum Mehmood Sahaab, Maashallah, Jitni tariqi ma'lumaat video se mili, utni hi aap ke comment se mili. Jitna lutf video dekhne me hamne paaya, utna hi aap ka comment padhke paaya. Hyderabad me hum bhilave ki chironji ki talaash me hai. Inshallah jaise hi mili, koshish karenge ke ghar pe banay.

    • @muzaffarmahmood700
      @muzaffarmahmood700 3 ปีที่แล้ว +1

      @@altafrahman2254 shukria. Bhilwen ki chironji ko marathi men God ambi kahte hain. Aurangabad me aam taur se milti hai, magar doosre Sharon men unani /Ayurvedic dawasaaxon ki dika on men mil jaygeygi.
      Khwateen e khana agar banane men expert hojayen toh hamen bhi bulana. NAN to alag alag version men to har shahar men mil jaye hai, Aurangabad ki thodi moti aur narm hoti hai.

  • @moj1938
    @moj1938 3 ปีที่แล้ว +7

    You said right. it is the water of local region which gives speacial taste to Preparation. either bread or Salan. Thanks

  • @AbdulHadi-bh4yz
    @AbdulHadi-bh4yz 3 ปีที่แล้ว +4

    Bahot hi badhiya Adil sahab.

  • @sayyedfaizan9850
    @sayyedfaizan9850 ปีที่แล้ว +4

    My favr8 #Naan_qaliya 😋😋😍😍✌️

  • @mohammedabdulrahim6069
    @mohammedabdulrahim6069 3 ปีที่แล้ว +6

    Adil bhai aise video mat banawo bhai... Ab Hyderabad se bhi phone aa raha hai...khaliya kay liye....kiya baat hai..salute to Khaliya Maker Team Aurangabad 👏

  • @ameemahad8749
    @ameemahad8749 3 ปีที่แล้ว +4

    Sahi me nan khaliya khaate to hai lekin uske piche ka b janna zaruri hona hum sabko👍👍👍👍good job

  • @muhammedabdulhaleem6787
    @muhammedabdulhaleem6787 หลายเดือนก่อน

    Good editing good research bhai. Aise hi videos banaye.

  • @abdulgaffarkhan7179
    @abdulgaffarkhan7179 ปีที่แล้ว

    ماشاءاللہ بہت خوب عادل بھائی نے بہت اچھی معلومات فراہم کی

  • @ateequeurrahmanshaikh6017
    @ateequeurrahmanshaikh6017 3 ปีที่แล้ว +4

    Very informative 👌

  • @mdmuzammil5140
    @mdmuzammil5140 ปีที่แล้ว +2

    Kit bat hai

  • @noteitdown4777
    @noteitdown4777 3 ปีที่แล้ว +5

    Very interesting and unknown facts came to my acknowledgement today
    All thanks to Adil Madni

    • @muzaffarmahmood700
      @muzaffarmahmood700 3 ปีที่แล้ว +2

      Acknowledgment nahi, sirf knowledge. Sorry to correct the mistake, but we learn by making mistakes.

    • @noteitdown4777
      @noteitdown4777 3 ปีที่แล้ว +2

      @@muzaffarmahmood700 😂😂😂damn u r so unacknowledged person I tell you
      Go and check out the meaning of acknowledgement

    • @muzaffarmahmood700
      @muzaffarmahmood700 3 ปีที่แล้ว +1

      @@noteitdown4777 I am sorry Madam for your kind 'acknowledgment' to my comment. Thank you for enlightening me.
      If you are a teacher, I pity your students.

    • @noteitdown4777
      @noteitdown4777 3 ปีที่แล้ว +1

      @@muzaffarmahmood700 no need to pity my students go learn what does that word mean and how is that used .

    • @muzaffarmahmood700
      @muzaffarmahmood700 3 ปีที่แล้ว +1

      @@noteitdown4777 OK. Thnq M'm. In a day or two this poor guy will save/collect money to buy a dictionary. God bless you.

  • @razeqhussain
    @razeqhussain 3 ปีที่แล้ว +3

    Very informative vdo @ Naan Qaliya

  • @nasreensayed5164
    @nasreensayed5164 3 ปีที่แล้ว +4

    Masha Allah Barakallah 👍🏼💯

  • @junadsheikh3352
    @junadsheikh3352 3 ปีที่แล้ว +3

    Zabardast

  • @animallovers7018
    @animallovers7018 ปีที่แล้ว +4

    I love naan khaliya

  • @syedaabedi6773
    @syedaabedi6773 3 ปีที่แล้ว +4

    Mashallah moizbhai👌👌👍👍🌹🌹

  • @sadiyashareef6735
    @sadiyashareef6735 2 ปีที่แล้ว +3

    Mashallah

  • @TRUSTEDPAINTER
    @TRUSTEDPAINTER 3 ปีที่แล้ว +2

    Nan khalya lover very nice BHAIYYA

  • @unofficialimrankhan6354
    @unofficialimrankhan6354 3 ปีที่แล้ว +6

    ❤️❤️

  • @mohammedkarimshaikh6143
    @mohammedkarimshaikh6143 ปีที่แล้ว +1

    aadil bhai Ab muze lagta Solapur main bhi nan khliya shuru karon

  • @mubeelamohsin5145
    @mubeelamohsin5145 3 ปีที่แล้ว +4

    👏🏻👏🏻👍🏻👍🏻

  • @muheebkazi9645
    @muheebkazi9645 3 ปีที่แล้ว +3

    First viewer of this video 😃

  • @tausifullahkhan8507
    @tausifullahkhan8507 3 ปีที่แล้ว +4

    Masha Allah

  • @sulmanajmal1511
    @sulmanajmal1511 ปีที่แล้ว

    Im from pakistan but im trying this nan kaliya in qatar resturant wich i work its good im so wonder nan kaliya fans to much in qatar

  • @jayhas30
    @jayhas30 9 หลายเดือนก่อน

    Very well edited

  • @TanvirkhanPathan-z8i
    @TanvirkhanPathan-z8i หลายเดือนก่อน

    Adress

  • @anjumshaikh5845
    @anjumshaikh5845 3 ปีที่แล้ว +2

    Ek aur request hai aapse gosht maande ki original recipe bhi de please

  • @BOSS-nl8tn
    @BOSS-nl8tn 3 ปีที่แล้ว +2

    Are bhai bhook. Lag jari dekh kar 😂

  • @shaikhmujahed3808
    @shaikhmujahed3808 3 ปีที่แล้ว +4

    i love naan khaliya 😘😘😘

  • @SYEDTAWFEEQUE
    @SYEDTAWFEEQUE 2 ปีที่แล้ว +2

    Nan Qaliya ko missed karraha hoon ...

  • @dreammerchant33
    @dreammerchant33 3 ปีที่แล้ว +3

    Daku k jaise awaz me awaz mat nikalo
    Bache darr jate mere

  • @faizanmalikmalik2337
    @faizanmalikmalik2337 ปีที่แล้ว

    Kaun si jagah machhali ki dawai khilai jaati hai purush mahila ka kya naam hai

  • @sadequeshaikh9726
    @sadequeshaikh9726 3 ปีที่แล้ว +5

    good👍.magar aapki aawaz itna khich kar nikalney ki koi zaroorat nhi, ma'azirat k sath mashvara hai

  • @noteitdown4777
    @noteitdown4777 3 ปีที่แล้ว +3

    Gonna eat Khaliya now 😅

  • @mubarakshaikh4206
    @mubarakshaikh4206 3 ปีที่แล้ว +3

    King of king
    aurangabad ka nan kaliyaa

  • @humashaikh8335
    @humashaikh8335 2 ปีที่แล้ว +2

    Aurangabad k bahuwo ko bahot mushkil hota h jbrdasti nan khaliya khilaya jata h

  • @akrampathan7233
    @akrampathan7233 3 ปีที่แล้ว +2

    Agar TH-cam wale bhai sahab iski Sahi tarike se Maloom Hath aur pahchan kar rahi hai Nahin kha liya ki tu yah number jo mein de raha hun is number per phone ma ke a jao 9225 22525 to per

  • @sadeqhussain1894
    @sadeqhussain1894 3 ปีที่แล้ว +1

    Nice

  • @abdullahchishty
    @abdullahchishty 2 ปีที่แล้ว +1

    Chacha Khuldabad ke khaliye main Phalli ke dane nahi dale jate..Khuldabad ka khaliya ek number rahte hai

    • @AdilMadni
      @AdilMadni 2 ปีที่แล้ว

      Khaliya Khud 1 Number hi rahta kahi ka bhi

  • @SahilKhan-mk5mv
    @SahilKhan-mk5mv 3 ปีที่แล้ว +2

    Apan Aurangabadi ♥️

  • @akrampathan7233
    @akrampathan7233 3 ปีที่แล้ว +2

    Yah jo bhatiyari abhi TH-cam per Aaye is Se Poochho ki Ravi Ki Roti kahan se Nikali aur kaun yah Aurangabad Shahar ke Bhatiya Keval it Shamsher Khan aur Nawab City Chauk Ghas Mandi Aurangabad mobile number 9 22522 5252 Akshaya caterers

  • @khanrayeesahmed
    @khanrayeesahmed 3 ปีที่แล้ว +1

    👍😆

  • @ओमराजेजगतापपाटील
    @ओमराजेजगतापपाटील 2 ปีที่แล้ว +3

    जय श्री राम 🧡🧡🧡

  • @zohebali3771
    @zohebali3771 ปีที่แล้ว

    Love from aurangabad ❤️

  • @skjaveriya3796
    @skjaveriya3796 3 ปีที่แล้ว +2

    Aurangabad ki spelling wrong h

    • @ghaziabbas472
      @ghaziabbas472 2 ปีที่แล้ว

      Salam Phaik raun hydrabad see hun kab khila tey naan khaliya

  • @akrampathan7233
    @akrampathan7233 3 ปีที่แล้ว +1

    Yah Hamare mashhur hai inse puchiye aap ki Aurangabad Shahar ke andar Ravi Ki Roti Aur Dudh ka Haliya Kisne banae the Taj Hotel ke andar Auron se yah bhi Poochho Aurangabad Shahar ke City Chauk Ghas Mandi ke navab bhai kaun hai

  • @Third-eye624
    @Third-eye624 3 ปีที่แล้ว +1

    आराम से बोलो भाई
    ये क्या तरीके है बोलने का

  • @AyeshaKhan-dx6it
    @AyeshaKhan-dx6it 3 ปีที่แล้ว +5

    I love nan khaliya

    • @ghaziabbas472
      @ghaziabbas472 2 ปีที่แล้ว +1

      Salam Phaik raun hydrabad see hun kab khila te naan khalya