Assalamualyekum w r b sufi sahab aap ka bayan aur bolne ka a nn daz bhuth nirala hay masha allah nafs ki pah chan kiai se karen mazirath ka talab gar hun
Wa alaikum assalam, aap ke pyare alfaaz par Allah ka shukr hai. Ye sab Allah ka fazl aur rahmat hai. Nafs ki pehchan ek ahem maudhuh hai, aur hum sab is raah mein seekhte rehte hain. Jazakallah khair
Dil roohani markaz hai, jo Allah ki yaad aur hidayat se roshan hota hai. Nafs insani hawas aur khwahishat ka zariya hai, jo duniawi cheezon ki taraf khinchta hai. Tasawwuf ke mutabiq, nafs ko paak karna aur dil ko Allah se jorna, roohani taraqqi ka asli maqam hai.
batini dil roohani dil hai jo Allah ke noor ka markaz hai, jabke zahiri dil jismani hissa hai.Marfat ke hisaab se, nafs ka paak hona insaan ko Allah ke qurb mein le jata hai.Sufi aqeede ke mutabiq, nafs-e-ammara (burai ki taraf le jane wala) se shuru hota hai aur isay nafs-e-mutmainna (Allah ki raza mein raazi aur pur sukoon nafs) tak paak karna insani roohani taraqqi ka asli maqsad hai. Ye maqamat marifat-e-ilahi (Allah ki pehchan) aur qurb-e-ilahi (Allah ke qareeb hona) hain. Mukam yaani roohani manzil ka matlab yeh hai ke insaan apne nafs-e-ammara se nikal kar nafs-e-mutmainna tak pohanchta hai, jahan uska dil Allah ki raza mein pur sukoon hota hai. Is roohani safar mein insaan ko Maqam-e-Fana (apni khudi ka fana kar dena) aur Maqam-e-Baqa (Allah ke sath abadi qayam) naseeb hota hai. Yeh maqam wo roohani manzil hai jahan banda Allah se itna qareeb ho jata hai ke uske dil mein sirf Allah ki muhabbat aur raza hoti hai.
Subhan Allah Subhan Allah
Allah Hu Akbar KabeerA
💖💖💖💖💖⚘️⚘️⚘️⚘️⚘️🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Mashallah❤
Haq Murshid Mera Rab Murshid HAQ HAQ HAQ
Subhanallah
Subhanallah ❤❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤
HAQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQ ❤❤❤❤❤
Masha Allah
JazakAllah khair!
Mashallah subhanallah ❤❤❤❤❤
Mashallah
Assalamualyekum w r b sufi sahab aap ka bayan aur bolne ka a nn daz bhuth nirala hay masha allah nafs ki pah chan kiai se karen mazirath ka talab gar hun
Wa alaikum assalam, aap ke pyare alfaaz par Allah ka shukr hai. Ye sab Allah ka fazl aur rahmat hai. Nafs ki pehchan ek ahem maudhuh hai, aur hum sab is raah mein seekhte rehte hain. Jazakallah khair
😊😊❤
😊o no😊w😊😊w? with 😊 www😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊w😊😊😊😊😊😊😊@@SufiKhurshidAlam
@@SufiKhurshidAlam❤❤
@@SufiKhurshidAlam❤❤
🎉 mashallah 🎉
Unwan badhiya lie hain baba ❤❤
❤❤❤❤❤
🙏❤️👍
Assalam walekum
❤❤❤❤👌👌👌👌👌
Hurt e muktyat ke meaning batadain or unki tareef bayan kardain
Hazrath aapse bait kaise hona
اپ کے بیان سے نفس کی پہچان کہاں ہوی۔
Dil aur nafs kya dono alag hai???
Dil roohani markaz hai, jo Allah ki yaad aur hidayat se roshan hota hai. Nafs insani hawas aur khwahishat ka zariya hai, jo duniawi cheezon ki taraf khinchta hai. Tasawwuf ke mutabiq, nafs ko paak karna aur dil ko Allah se jorna, roohani taraqqi ka asli maqam hai.
@@SufiKhurshidAlamkonse dil zahiri ya batini ...aur nafs ka muqam kya hai wajood me jisko paak karna hoga
batini dil roohani dil hai jo Allah ke noor ka markaz hai, jabke zahiri dil jismani hissa hai.Marfat ke hisaab se, nafs ka paak hona insaan ko Allah ke qurb mein le jata hai.Sufi aqeede ke mutabiq, nafs-e-ammara (burai ki taraf le jane wala) se shuru hota hai aur isay nafs-e-mutmainna (Allah ki raza mein raazi aur pur sukoon nafs) tak paak karna insani roohani taraqqi ka asli maqsad hai.
Ye maqamat marifat-e-ilahi (Allah ki pehchan) aur qurb-e-ilahi (Allah ke qareeb hona) hain.
Mukam yaani roohani manzil ka matlab yeh hai ke insaan apne nafs-e-ammara se nikal kar nafs-e-mutmainna tak pohanchta hai, jahan uska dil Allah ki raza mein pur sukoon hota hai. Is roohani safar mein insaan ko Maqam-e-Fana (apni khudi ka fana kar dena) aur Maqam-e-Baqa (Allah ke sath abadi qayam) naseeb hota hai.
Yeh maqam wo roohani manzil hai jahan banda Allah se itna qareeb ho jata hai ke uske dil mein sirf Allah ki muhabbat aur raza hoti hai.
@@SufiKhurshidAlam jaise batini dil markaz hai usi tarha nafs ka maqam kya hai jisko paak karne ki baat ho rahi hai...
@@unboxthebox9079 nafs ka maqam gussa, lalach,hasad,duniya ki mohabbat yeh 4 chize hain inse pak hojana hain.
Hazrath aap ka phone number bhi add kegeA kuke hamaapse aur taleemath ke bare me maloom Kara ke
❤❤❤❤❤❤❤