Insan Ki Asliyat - Sufi Khurshid Alam

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 1 ก.พ. 2025

ความคิดเห็น • 115

  • @gulafshankhan2233
    @gulafshankhan2233 หลายเดือนก่อน +3

    سبحان اللہ سبحان اللہ ماشاءاللہ بہت اچھا سمجھائے اللہ اکبر اللہ اکبر اللہ اکبر ❤❤❤❤

  • @SuhanaSuhana-v1q
    @SuhanaSuhana-v1q 28 วันที่ผ่านมา

    Subhanallah ❤

  • @Khankahi-v3g
    @Khankahi-v3g 28 วันที่ผ่านมา

    Mashallah bahut khoob

  • @afrozjabber5175
    @afrozjabber5175 หลายเดือนก่อน +1

    Masha allaha allaha salamath rakkhe

  • @AzharuDdin-vd5yy
    @AzharuDdin-vd5yy 22 วันที่ผ่านมา

    As slam Ale kum Byan Bayan Bahut Achha Lga

  • @azharmahmood277
    @azharmahmood277 หลายเดือนก่อน

    Zaberdast video baba jee make more videos like this 👍

  • @chandsspasha3562
    @chandsspasha3562 2 หลายเดือนก่อน

    Beshak wasila. Zaroori hai ❤

  • @myhome7458
    @myhome7458 2 หลายเดือนก่อน

    سبحان اللہ العظیم وبحمدہ

  • @mohd.kshnmehraj6656
    @mohd.kshnmehraj6656 หลายเดือนก่อน

    ❤❤ mashallah ruhani Sikar bataiye

  • @ayoubansari5530
    @ayoubansari5530 หลายเดือนก่อน

    Billkul sahe bawa

  • @MdKhan-dq3jf
    @MdKhan-dq3jf 28 วันที่ผ่านมา

    ❤❤❤❤❤🤲🤲🤲

  • @MohdAli-q2n
    @MohdAli-q2n หลายเดือนก่อน

    سبحا ن اللہ

  • @Rajagohar7
    @Rajagohar7 3 หลายเดือนก่อน +4

    Jee haq kaha aap ne😊

  • @MASH6666
    @MASH6666 3 หลายเดือนก่อน

    Bahut umda❤❤❤

  • @KhalidSabri-kb2cw
    @KhalidSabri-kb2cw 2 หลายเดือนก่อน

    اللہ تعالیٰ آپ کو سلامت رکھے آمین جزاک اللہ خیرا

  • @BrownboyKabir
    @BrownboyKabir 3 หลายเดือนก่อน

    Boht khob boht aalla....
    ❤❤❤

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +1

      JazakAllah khair! Thank you for your kind words!

  • @bushrashah6131
    @bushrashah6131 3 หลายเดือนก่อน

    Mashallah slamat rahain 🍀 bht awla SubhanAllah 🍀 aik aik haref Ap ne bht achae se bayan kiya hu bahu hmarae baba jee serkar or tamam owliya e Karam ne aesa hi frmaya !

  • @ShifaShaikh-m1u
    @ShifaShaikh-m1u 3 หลายเดือนก่อน

    Aap bhut achacha samjaty ho❤

  • @MehtabParveen-td8xc
    @MehtabParveen-td8xc 3 หลายเดือนก่อน +1

    Mashallah bhut ziyada pyri Batien. Subhanallah. Hazrat assalamualaikum

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน

      Wa Alaikum Assalam! JazakAllah khair aapki duaaon aur tareef ke liye.

  • @nausinkhan8850
    @nausinkhan8850 3 หลายเดือนก่อน

    Masha Allah ❤❤

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 3 หลายเดือนก่อน

    Mashaallah ❤

  • @SajjadAli-vw8js
    @SajjadAli-vw8js 2 หลายเดือนก่อน

    हक फरमाया अपने मुर्शीद के लिए ही सब कुछ उसका पीर हैं

  • @786shariff786
    @786shariff786 3 หลายเดือนก่อน

    SUBHAANALLAH... AUR AISE ACCHI VIDEO BANAYIYE...

  • @AbdulGaffar-hf7vx
    @AbdulGaffar-hf7vx 3 หลายเดือนก่อน

    SubhanAllah ❤

  • @iqbalahamedinamdar582
    @iqbalahamedinamdar582 2 หลายเดือนก่อน

    Hazrat Adm A S Baagh e bahisat me gandum khaaye uske baare me bhi kuch batayiye ji

  • @SaquibSaquib-f2u
    @SaquibSaquib-f2u 3 หลายเดือนก่อน +1

    HAZARAT SUFEE SAHAB SALAMAT RAKHAY MALEEK ENAKA SAYA ATAA HU HAMKU YAY HAZARAT SUFEE SAHAB MAYRAY DADA KAY TARAH DEEKH RAHAY HAY

  • @Philosopher555
    @Philosopher555 3 หลายเดือนก่อน +15

    कुर्बानी की बात जो कि गया है कुरान में वह भी अलग है खुदा ने नफ्स की कुर्बानी की बात कही है जिस नफ्स की कुर्बानी की बात कही गई है उसकी शक्ल सुरत भेड़ बकरे की तरह होती है उसे कुर्बान करने की बात कही गई है।❤

  • @jamilchishty4039
    @jamilchishty4039 3 หลายเดือนก่อน

    Good ❤

  • @irfaninamdar246
    @irfaninamdar246 3 หลายเดือนก่อน

    Haq haq❤sahi baat❤

  • @muneerahmed5887
    @muneerahmed5887 หลายเดือนก่อน

    Hazrat aadam me DAM aur AA ka zikr jo aapne kiya please ya bhi bata de lafz e AA aur DAM konsi zaban ka lafz h?

  • @RoohAli-o8w
    @RoohAli-o8w 3 หลายเดือนก่อน

    Mashallah ❤❤❤

  • @AuliyaAllah-i8k
    @AuliyaAllah-i8k 3 หลายเดือนก่อน

    MashaAllah

  • @technicianAyush
    @technicianAyush 3 หลายเดือนก่อน +1

    ❤❤❤❤❤❤❤VaryGOOd

  • @TalatParween-v8t
    @TalatParween-v8t 3 หลายเดือนก่อน

    ❤subhanallah

  • @syedmohsin7492
    @syedmohsin7492 2 หลายเดือนก่อน

    Checha app kidhaer se kidhar jarahe ho Jo bath kitopic hai us ko Pura bathaye aour Jo loog whha karrahe hain thoda sonchye

  • @MdnadimSarwar-oi4ns
    @MdnadimSarwar-oi4ns 3 หลายเดือนก่อน +1

    ❤❤

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 3 หลายเดือนก่อน

    Suffi sarkar next video me 1 kalimath kithne thasrir kar sakthe ho

  • @yawerhussain-bu1gk
    @yawerhussain-bu1gk 3 หลายเดือนก่อน

    Mashallah

  • @EhjabGaming1
    @EhjabGaming1 3 หลายเดือนก่อน +1

    ❤❤❤❤❤❤

  • @Philosopher555
    @Philosopher555 3 หลายเดือนก่อน +2

    आवाज़ बुलंद करें हज़रत आपकी बातें हक़ीक़त से ताल्लुक रखती है आवाज़ बुलंद करें अच्छे माइक का इस्तेमाल करें।
    शुक्रिया ❤

  • @NinadSheth-b2r
    @NinadSheth-b2r 3 หลายเดือนก่อน

    Jordar

  • @almasjahan6276
    @almasjahan6276 3 หลายเดือนก่อน

    Qebla app kahan say hain.

  • @syedusmanusman8683
    @syedusmanusman8683 2 หลายเดือนก่อน

    Mashallah Jo Insan bhaiya nahin diya Na vah kaisa Mal kar

  • @SaquibSaquib-f2u
    @SaquibSaquib-f2u 3 หลายเดือนก่อน

    HAZARAT SUFEE SAHAB SALAMAT RAKHAY MALEEK ENAKA SAYA ATAA HU HAMKU YAY HAZARAT SUFEE SAHAB MAYRAY DADA ALIMIYA EBRAHEEM KAY TARAH DEEKH RAHAY HAY

  • @AmeenKhan-qc1tb
    @AmeenKhan-qc1tb 3 หลายเดือนก่อน

    Correction kar raha hon galthi maaf kijiye Latifah 7 hain . qalb ,ruh , sirri ,ikhfah ,qafi ,nafs, aur aana

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 3 หลายเดือนก่อน

    Kalime ki thashrir kaise karna hai batho

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน

      Kalime ki tashreeh marfat aur tasawwuf ke zariye yeh hai:
      1. Kalima Tauheed: "La ilaha illallah" - iska matlab hai ke Allah ke siwa koi ibadat ke laayak nahi. Is kalime ka asal maqsad dil se duniya ke tamaam ghair-Allah ko nikaal kar sirf Allah ki wahdaniyat ko maan-na hai. Nafs aur duniya ke dhoke se nikal kar Allah ki wahdaniyat ka ehsaas dil mein utarna zaroori hai.
      2. Kalima Risalat: "Muhammadur Rasoolullah" - Iska matlab hai ke Hazrat Muhammad (PBUH) Allah ke Rasul hain. Unki sunnat aur talimat par amal karna, unko apni zindagi ka rehnuma banaana tasawwuf ki rooh hai.

    • @salmansallu555
      @salmansallu555 3 หลายเดือนก่อน

      @@SufiKhurshidAlam mashallah bahuth acha bathae apne

  • @ghulamyasinmirza1362
    @ghulamyasinmirza1362 3 หลายเดือนก่อน +2

    sufi sahibb ka address or contact if any one > please!

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน

      Humein khushi hai ke aap humse baat karna chahte hain. Lekin, hum apni personal contact information ko private rakhna pasand karte hain. Agar aapke paas koi sawaal hai ya kisi vishay par baat karna chahte hain, toh yahaan bata sakte hain. Aap humein email bhi kar sakte hain, aur hum wahaan aapke sawaalon ka jawab dene ki koshish karenge. Hum aapki madad karne ki poori koshish karenge.

    • @muneerahmed5887
      @muneerahmed5887 หลายเดือนก่อน

      Hazrat me DAM nahi h samne Baat karne ki...... To hazrat aadmi bhi nahi h warna samne bula kar Baat karte.

  • @poojabhanushali8676
    @poojabhanushali8676 3 หลายเดือนก่อน +1

    Jisne khud ko dekha usne khud ko dekha zikr se dil ko qalbi banao marfat e illahi se haqiqi tak jana isq e illahi deedar e illahi. Sare sadar dil ki kar2 zism or ruh allah k suput kar2 ahle bait k gulam ban jaao murid ban jaao. Anna ko pira k anna past ho jao na tha na hu na rahunga allah tha h or rahega allah samandar h ruh usi samandar ka katra h.. noir e illahi . Ji dam gafil wo dam kafir..

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +1

      Masah Allah, aapke alfaaz mein ilm aur ishq ki gehrai nazar aa rahi hai. Allah Ta'ala ki pehchaan, marifat aur haqeeqat ka safar waqai ek badi ne'mat hai. Dil ko zikr se roshan karke aur Ahle Bait (R.A.) ki ghulami mein khud ko supurd kar dena hi asal bandagi hai. Allah ki Noor-e-Ilahi mein fanaa hona insaan ka asal maqsad hai. Allah se dua hai ke woh aapko aur humein apni rehmat aur noor se roshan kare, aur is ishq-e-Ilahi mein hamesha sukoon aur qareebiyat ata farmaaye. JazakAllah Khair!

    • @poojabhanushali8676
      @poojabhanushali8676 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@SufiKhurshidAlam sukriya aage bhia aap hai allah hai muolla hai allah pak k rasool hai bas aap ese deen k sache video banaye or deen ko bachaye aap k video sab ko bhejungi taki wo log sach ko jane muolla ali se nafrat na kare unhe galiya na de na unko beche ne unke naam se juth felaye na unke naam se pese batore sirf unka naam kafi hai muolla ali ka zikr walliy bama sakta hai jese k ali ka naam wali banade or galat karo gunha karo to ali ka jalal kolsa kala bana de jalade . Ab muslik ko samajna hai jo gunha pahele kiye ab na kare muslim muolla ali k gunhagaar pahele bhi the abhi b hai

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +2

      @@poojabhanushali8676 Islam mein Hazrat Ali (a.s) ka maqam bohot buland hai. Humein unka izzat, adab aur zikr karna chahiye, aur kisi bhi tarah ke jhoot ya badgumani ko door rakhna chahiye. Galtiyan sabse hoti hain, lekin tauba aur haqiqat ko samajhna zaroori hai. Allah aur Rasool (PBUH) ke raaste par chalte hue humari zindagi ki asli manzil samajhni chahiye."
      Aapka jazba qabil-e-taareef hai, Allah aapko is silsile mein kamyabi de.

    • @poojabhanushali8676
      @poojabhanushali8676 3 หลายเดือนก่อน

      @@SufiKhurshidAlam sirf bandgi ka hath tham liya muolla ali ka hath tham liya ab na kisi se milna raha na kaam kaaj raha rozi malik kahi se khan dila dete hai haota 15 din ya mahina jab mile tab bamd darwaje mil jata hai bas ab bandgi hi hai jine k liye allah pak k rasool e pak me jo rasta diya nek rah pe chalna bandgi quran zikr sine se jarbe ruhani ye marte dam tak karte rahena hai hukam malik ka jo hoga qabul hai jo mila sukh dulh swikar hai aane wale kal me jo milega swikar hai jo jiya sukriya se jiya aane wale kal me jo jiyungi sukr gujar hu andheri raato se lekar subh aakh khulne tak zikr me soti hu sukriya karu rab ka k aakh khuli jinda hu roj raat ko marna subh jina uthna sukriya adda karti hu pani mila khana mila kapde mile har wo chiz ka sukriya hai or juna jahir batil andhere ujale kaano se suna jaban se bola khuli sans bamd sans se jane anjane jo kuch hiwa ruhami guna jismani guna un sab k tamam gunhaki maafi talab gaar hu . Maa k pet se aaj tak k jane anjane k guna ki maafi har roj mangti hu gunha galti hai qabul karna mere haq me hai astghfar karna aadat hai wo guna dusri baar na karna haq hai or allah malik maaf kare malok ishq noh9bat aasu janta hai or ruh talab gaar hai haq se mafi mangna . Bas ye jivan hai rote bilakte bichde malil se rite bilakte wapas jana hai malik k paas khuda se juda nhi bas aakho me roshni kam gunha k karan insan malik se dur hai par gunha kam to khuda k karib or gunha band to allah malik khud bande se pukare bol mere bade ab teri marji kya rajiya marjiya tu mera jikar kar me tera zikr karu . Yeitna mene allah pak k rasool e pak se sikha samja muolla ali pade rahem farmaye jo marfat sikhaya or ishq sikhaya sina khula or hogya ishq e ilahi sayad me esi na hoti jo aaj hu jo thi wo rahi nhi . Ishq ne ishq ko khuda se milaya .muolla ki ahesan band hu aapne walliyo ne allah pak k rasool e pak ne muje moka diya deen ka sina khola ishq sikhaya or ishq mila jo maa baap se nhi mila wo sab mujhe mila hai me sab ki sukr gujar hu aap sabki jo muje kabil samja or kabil banaya . Ye ishq e ali na ho kam marte dam tak badega par kam na hoga . Ya ali ya ali har sans jine se marne tak puakregi ya ali ya ali mera ishq ya ali muolla mera zikr ya ali muolla kaynat e ishq sirf muolla ali or allah pak rasool e pak .

  • @Andsabkucch
    @Andsabkucch 3 หลายเดือนก่อน

    Bina daleel ke baat karna aasaan hai
    Daleel rakh kar baat karna mushkil hai

  • @wahiuddinkhanbawadiwale
    @wahiuddinkhanbawadiwale 3 หลายเดือนก่อน

    Nafs ki Qurbani upanishad mein bhi hai.

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +1

      Shukriya aapke valuable comment ke liye. Nafs ka concept Islam aur Upanishad dono mein ek ahem role ada karta hai. Islam mein, nafs ko Allah ki raza ke liye qurbaan karna asal maqsad hai, aur yeh bandagi ka raaz hai. Aapne bilkul sahi kaha, ke Upanishad mein bhi is qurbani ka zikr hai, jahan self-control aur apni khwahishat ko Allah ya Parmatma ke liye khatam karna hai. In dono dino ki taleemat insani ruh ke ikhlaqi irteqa ki taraf raahnuma hain.

  • @FatimaBibi-q1r
    @FatimaBibi-q1r 3 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤🤲🕋📿💚🤍

  • @shabbirahmed4877
    @shabbirahmed4877 3 หลายเดือนก่อน

    Saheb aap kahan se ho apna taruff toh karao kya batana chahtey ho kya bata rahe ho you tube par aakar kyoun mazaq ban rahe ho

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +1

      JazakAllah aapka comment dene ke liye. Hum yahan Tasawwuf aur marfat ke zariye Allah ki hidayat ko samjhana chahte hain. Humara maqsad mazak banana nahi, balki logon ko roohani ilm dena hai. Agar aapko koi ghalatfehmi hai, toh Hum isay wazeh karne ke liye yahan hain. Aapka feedback Humari koshishon ko behter banane mein madadgar hoga."

    • @shabbirahmed4877
      @shabbirahmed4877 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@SufiKhurshidAlam mein aapko tankid nahi kar raha hoon aap urdu thik karlo aur unwan kya hai woh batao paanch anasir kahan se laye ho char hi rahene do ek mukamil insan kitney cheezin se banta hai

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน

      @@shabbirahmed4877Hum apne content ka maqsad sirf ilm aur rahnumai ka faida pohchana samajhta hain, na ke kisi se behas ya ikhtilaafat mein ghustana. Mukammal insan ke taluq se agar dekha jaye, Islam mein insan ke 5 anasir ka zikr hai, jo uski ruhi aur jismi halat ko poora karte hain-zameen, paani, hawa, aag aur rooh. Agar aap kisi mukhtalif raaye ya riwayat ko samajhna chahte hain, toh usay ilmi tehqiqat aur tajribe ke zariye dekhein. Char anasir par aapki rai bhi maqbool hai, lekin humne apne video mein jo concepts share kiye hain, woh mukhtalif Islamic riwayat aur tasawwuf ki tehqiqat par mabni hain. Aapki raaye ki bhi izzat karte hain, aur agar koi sawal hai, aap ilm ke liye raabta kar sakte hain.

    • @shabbirahmed4877
      @shabbirahmed4877 3 หลายเดือนก่อน

      Chalo acha hai bahes ki zaroorat nahi aap khadri kahete ho tou khadri taleem do dosri riwayat zaroori nahi aapke murshid ka ataa kirda ilm batao aap kahan se hain silsila kahan se hai khoshi hogi chalo ye ghar ki bateen hain shukriya ho sake toh phone no do

  • @indiaheaven78
    @indiaheaven78 3 หลายเดือนก่อน +1

    5 waqt ki namaz bajamath app k pass farz hi ya nahi ....!!!!!!!??????

    • @786shariff786
      @786shariff786 3 หลายเดือนก่อน

      BEWAKOOF HO KYA TUM... JO INSAAN ISLAAM KI BEHTAREEN BAAT KAR RAHA WUSE TUM NAMAZ KE BAARE ME SIKAWOGE... BESHAK TUM JAAHIL HO...

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +2

      Assalamualaikum. Sufiyon ke najdik 5 waqt ki namaz ka bajamaat ada karna bohot zaroori hai kyunki yeh na sirf Shariah ka hissa hai, balki roohani tor par dil ko Allah ke kareeb laye jaane ka zariya bhi hai. Tasawwuf mein namaz ka asal maqsad sirf zabaan se lafz ada karna nahi, balki kalbe huzuri ke saath Allah ke samne jhukna hota hai Q ki Namaz Momino ki meraj hain, Namaz, insaan ko zahiri aur batini tor par paak karti hai, aur rooh ko Allah ki taraf rujoo karne ka zariya banti hai. Allah humein is farz ko ada karne aur apne roohani maqam ko samajhne ki taufeeq de."

    • @indiaheaven78
      @indiaheaven78 3 หลายเดือนก่อน

      @@SufiKhurshidAlam MASHALLAH app ka jawab padkar bohat khushi huyi...
      Kuch latest ju apne app ko sufi. Molai kahrahe hi deen e islam me nayi nayi cheeze add karrahe hi 🤝💚

  • @TajJabeen-xz3ds
    @TajJabeen-xz3ds หลายเดือนก่อน

    No dear a sab samjho phir sahi aur galat ka faisala kregay

  • @AmeenKhan-qc1tb
    @AmeenKhan-qc1tb 3 หลายเดือนก่อน

    Mitti Hawa pani aag ye Latifah nahi hai

  • @AmeenKhan-qc1tb
    @AmeenKhan-qc1tb 3 หลายเดือนก่อน

    App aur bahooth sikh na padega hazrath

  • @AmeenKhan-qc1tb
    @AmeenKhan-qc1tb 3 หลายเดือนก่อน

    Aur itna to apne batadiya abb ye abb in latayaf ke bare me bhi batao ke ye kun hain in ka kya kaam hai allah ne insaan ke under inko kyun chupaya aur in ka taluq kisse hai inse insaan ko kya faida hai aur bahooth hai

  • @OtherSide73
    @OtherSide73 3 หลายเดือนก่อน

    Sufism Shirkia Soch hai. Quran or Nabi (saw) ki taleemaat k khilaf hai. Quran may Creator creation say alag hai lekin Sufism or Hinduism may aik hain😮

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +1

      Sufism aur Quran: Sufism ka asal maqsad Allah ki yaad aur tauheed ko samajhna hai. Quran mein Allah ne farmaya hai: "Wa ma khalaqtu al-jinna wal-insa illa liya'budoon" (Surah Adh-Dhariyat, 51:56) - "Aur maine jinn aur insaan ko sirf apni ibadat ke liye banaya." Sufism is ibadat ko gehraai se samajhne ki koshish karta hai.
      2. Taqwa aur Marfat: Sufism insaan ko Allah ki nazdeek karne aur uski marfat ko samajhne mein madad karta hai. Hazrat Ali (as) ne kaha, "Jisne apne nafs ko jaan liya, usne apne Rab ko jaan liya." Ye baat Sufism ki asal buniyad hai.
      3. Shirk ka Iqrar: Shirk ki wajah se insaan Allah ki tauheed se door hota hai. Sufi tariqon mein Allah ki yaad aur ibadat ka behtareen zariya hota hai, na ke kisi aur ko Allah ki maqam mein rakhna.
      4. Hadees ka Hawala: Nabi (SAW) ne farmaya, "Inna Allah la yanzuru ila suwarikum wa ajsamikum, walakin yanzuru ila quloobikum" (Muslim) - "Allah aapke rukhsar ya jism par nahi, balki aapke dilon par nazar rakhta hai." Ye Sufism ka maqsad hai - dil ko saaf karna aur Allah ki taraf rujoo karna.

    • @OtherSide73
      @OtherSide73 3 หลายเดือนก่อน

      @@SufiKhurshidAlam Sufism or Hinduism may Khaliq o makhlooq aik hain, alag nahi. Yehi shirk ki bunyaad hai

    • @Physics14728
      @Physics14728 3 หลายเดือนก่อน

      ​@@OtherSide73tumhe kaisa pata ki creator or creation ek nehi hai??

  • @muneerahmed5887
    @muneerahmed5887 หลายเดือนก่อน

    Mera ummati bani israil k baraber h....... Is ka matb hazrat Moos عليه السلام h ye kaha se maloom howa israil to yaqoob عليه السلام ka Naam h...... Please quran sahi parho aap ki tilawat sun kar aisa lagta h quran ka mazaq kar rahe ho

  • @Andsabkucch
    @Andsabkucch 3 หลายเดือนก่อน +2

    Ye maolvi sahab se meri ye darquast hai ke. Jis topic baat shuru ki jaye usi par baat ho

    • @RoshanmohammedaliMohammedali
      @RoshanmohammedaliMohammedali 3 หลายเดือนก่อน +1

      Zaban sambhal kar bhaijaan. Adab

    • @RoshanmohammedaliMohammedali
      @RoshanmohammedaliMohammedali 3 หลายเดือนก่อน +1

      Samajh aye ti sun warna mat sun masti nahi❤

    • @Entertainment-x6l
      @Entertainment-x6l 3 หลายเดือนก่อน

      Pahli Baat to Ye maulwi Nahin Hain ،
      Dusari Baat Ye Shariyat Ka Bayan Nahin Hai، is aise Hi Kaha Jaata Hai ،
      Aage peechhe Ka Jodakar Hame Khud Samajhna Padhta hai ۔
      Example Jaise Qur'an Hai ۔

  • @ahmedcashqs3932
    @ahmedcashqs3932 3 หลายเดือนก่อน

    چو مضمون ہے انسان اسے ہٹ کر بتا رہے ۔ کوشش کرے چو بھی مضمون بتاے اسی پر بات کرے۔ ورنہ سننے والوں کا وقت برباد ہے

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน

      Shukriya aapke feedback ke liye. Humara maqsad sirf ek mazmoon par baat karna nahi, balki us topic ko mukammal tareeke se samjhana hota hai. Kabhi kabhi kisi mazmoon ko samjhanay ke liye kuch zyada pehluon ko chhuna padta hai taake sunne walon ko puri tasveer samajh aaye. Humara irada har viewer ka waqt ki qadr karna hai, aur yeh hi wajah hai ke hum apne content ko un logon ke liye banate hain jo in baaton mein gehraai se dilchaspi rakhte hain. Aapke waqt ki qadr karte hue hum aapko yaqeen dilate hain ke hum koshish karte hain ke har baat se kuch na kuch seekhne ko mile.

  • @Andsabkucch
    @Andsabkucch 3 หลายเดือนก่อน

    Pehle Apni islah kare logo ko lan tan na kare
    Logo ko lan tan karna “kam Zarf” insan ki nishani hai
    Meri raye ye hai ke pehle apna zarf badhaye phir tableegh kare

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน

      JazakAllah khair aapki rai ka izhar karne ke liye. Islam mein sab se pehle apni islah ki ahmiyat hai, aur hum sab ko apne aamaal ka ehtesab karte rehna chahiye. Humari koshish hai ke hum Quran aur Hadees aur sunnat or AHL-E-BAIT ke roshni mein logo ko taleem dein aur unhein hidayat ki taraf raah dikhane mein madad kre. Agar aapko koi baat ghalat lagi ho, to hum aapka feedback qadar karte hain. Hum sab insaan hain aur galti se paak nahi hain, lekin humein apne ikhlaaq aur rawayya mein tahammul aur achhai ka muzahira karna chahiye. Allah humein hamesha hidayat ata farmaye. Ameen.

  • @mohammadyusufshaikhshaikh2210
    @mohammadyusufshaikhshaikh2210 3 หลายเดือนก่อน

    Waliyam murshida

  • @ows2414
    @ows2414 3 หลายเดือนก่อน

    Awaz hai nhi

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +1

      Video mein awaaz sahi tarah se aa rahi hai, lekin ho sakta hai aapko apne device ya volume settings mein koi masla ho. Kripya ek baar apna volume ya headphone check karen

    • @imnot_rehan0
      @imnot_rehan0 3 หลายเดือนก่อน

      ​@@SufiKhurshidAlam nahin sound kam hai

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน +1

      @@imnot_rehan0 Humein afsos hai ki video mein awaaz ka masla hua. Hum isko jaldi se sahi karenge aur aane wali videos mein is baat ka khayal rakhenge. JazakAllah!

  • @SyedMaqsudulhassan
    @SyedMaqsudulhassan 3 หลายเดือนก่อน

    Saheb Insan ki asaliyat ki bajaye kuchh aur bata diye

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam  3 หลายเดือนก่อน

      Insan ki asliyat ek gehra maudha hai, aur kabhi kabhi mazeed wazeh karne ke liye zyada topics ko shamil karna padta hai. Aapki feedback ka shukriya.

    • @salmansallu555
      @salmansallu555 3 หลายเดือนก่อน

      Asalamualikum hazrath mai apse baiyath karna chahathon

    • @salmansallu555
      @salmansallu555 3 หลายเดือนก่อน

      Mujje apna morid banlijeya

  • @ajazahmadhajamajazahmadhaj6861
    @ajazahmadhajamajazahmadhaj6861 2 หลายเดือนก่อน

    Gumrah sufi mentally unfit toba kar warnah Gumrah hai to aur taray fallower

  • @SajjadAli-vw8js
    @SajjadAli-vw8js 2 หลายเดือนก่อน +1

    मगर पीर भी पीर हो मुल्ला जाली पीर नहीं जो सिर्फ हदीश के दावे से पेरी मुरीदों को समझाता हो

  • @Khanqueen2019
    @Khanqueen2019 3 หลายเดือนก่อน

    Mashallah ❤️

  • @mohammedjaberasim8259
    @mohammedjaberasim8259 3 หลายเดือนก่อน

    MashaAllah

  • @IqraBano-m4l
    @IqraBano-m4l 3 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤