السلام علیکم ورحمۃ اللہ و برکاتہ بہت عمدہ اور جامع پیرائے میں نکاح کے مقصد کو بیان کیا گیا۔ اللہ تعالیٰ نیک عمل کی توفیق عطا فرمائے۔ آمین محمد فیروز عالم، ڈائی بی ٹیز ایجوکیٹر اینڈ نائس
subhan allah .subhan allah. masha allah aap ki umer draaz ho. yaa allah meri saas ko mere liye rahem dull wale banae. zulm karne me koi kaser nahi rakha.,
Respected Sir, Agreed but ur top cadre well to do but...ground cadre still I agreed JIH efforts. May ALLAH FORGIVE & bless you all with Healthy Happy life Aameen
O Humanity! Be Mindful of your Lord Who Created you from a Single Soul and from it He Created its Mate and through Both He spread countless Men & Women. And be Mindful of Allah in Whose Name you appeal to One another and 'Honour Family Ties'. Surely Allah is ever Watchful over you. [Surah An-Nisa Verse:1]
السلام علیکم مرحومہ عائشہ کی خودکشی کے بعد ہمارے علماء فضلاء اور قائدین ملت نے جوخطابات کا سلسلہ شروع کیا ہے لائقِ تحسین ہے۔ بہت معذرت کے ساتھ عرض ہے کہ ابھی سے قبل جمعہ کے خطابات دینی مجالس اور کتنی نکاح پڑھاتے ہوئے شادی نکاح اور حقوق زوجین اور حقوق العباد کے متعلق کوئی جانکاری دینے کے لئے مقرر حضرات۔ اپنا وقت دیتے ہیں۔ سبھی مسلمانوں آور شادی کرنے والے پر بھی فرض ہے کہ وہ ما لو مات حاصل کر ے۔ یہ معاملہ دو طرفہ نظر انداز کا ہے۔وقت کی ضرورت ہے کہ حقوق اللہ سے زیادہ حقوق العباد پر معلو مات فراہم کرائی جائے۔ شکریہ
Ayisha ki khudkushi ke teen char din ke baad ek Ladke ne khudkushi karli, Wajah Biwi ka zulm to kya Ladke Mazloom nahi hote hain. in par ab kaun bolega. insaaf karna hai to dou tarfa hona zaroori hai.aur sab se badhkar hum ko aik hona zaroora hai "SAB APNE AAPKO UMMATI KAHO" Insha Allah ta'ala Hum aik ho jayenge. Aameen!!!!
بیٹے بہو ساس سسر کو اس لئے ستاتے ہیں کیونکہ جب بیٹا چھوٹا تھا اس کو دینی تربیت کی ضرورت تھی، اس کے دل میں اللہ کا خوف کوٹ کوٹ کر بھرنے کا وقت تھا تب والدین حضرات محلے والوں، رشتہ داروں کی غیبت میں مصروف رہا کرتے تھے، گھر میں ٹیلی-ویژن پر ڈرامے، فلمیں کرکٹ دیکھنے میں پوری فیملی وقت ضائع کرتی تھی. رشتہ داروں کی ساری دکھاوا والی شادیاں جس میں بدعات ہوا کرتے تھے وہاں انجوائے کرتے والدین کو دیکھ کر بچہ یہی سمجھتا ہے کہ بس شادی کا مطلب انجوائے کرنا ہے نا کسی نے نکاح کے مسائل و فضائل سکھایا نا کسی نے شادی سے پہلے نو شادی شدہ کو شادی سے متعلق نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا فرمان بتایا. لہٰذا جو والدین بوتے ہیں وہی کاٹتے ہیں. بہو بھی تلاش کرتے ہیں تو حسن کی دیوی، جہیز سے بھری ہوئی. کوئی بہو تلاش کرتے غریب دیندار گھرانوں کا رخ نہیں کرتا ہے اسی لئے ایسی بے دین بہوئیں اپنے ساس سسر کے ساتھ وہی کرتی ہیں جس کے وہ حقدار ہوتے ہیں. اگر میں یہ کہوں کہ ایسے لوگوں پر اللہ تعالٰی برے لوگوں کو مسلط کرتا ہے تو یہ زیادہ صحیح ہوگا. ورنہ جو والدین بچپن سے ہی بچے کو یہ تعلیم دیتے ہیں کہ ہر حال میں اللہ سے ڈر وہ بچے شادی کے بعد اللہ کا بھی حق ادا کرتے ہیں اور اللہ کے بندوں کا بھی.
@@ayeshaiffat8763 Agar walidain apne bachho ke dil me Allah ka dar khauf nahi dalenge. Apne bete ki shadi ke liye deendar ladkio ko reject karke be deen ladkio ko bahu banaenge. Nikah me haldi, majha, juta chhupai, barat, shadi Hall jaisi wahiyat functions karenge to jee Haa Allah buri Aulad, buri bahu, bure logo ko aise burhe walidain ke sar par masallat karega. Aur isse Nijat hasil karne ka ek hi tareeqa hai Allah se maghfirat talab karna, Allah ki Raza hasil karne ke liye sadqa dena. Namaz parhna, roza rakhna aasan hai lekin Shariyat ki guidelines par bachho ki Tarbiyat karna, society se takkar lekar nikah ko Qura'n aur Sunnat ke mutabiq karna behadd mushkil kaam hai aur Allah ka deen buzdilo ke liye nahi hai. Nikah bina Masnoon istekhara ke, na ladke ka deen dekha jata hai na ladki ka deen dekha jata hai. Ladki chand si khubsoorat ho ladka behadd maaldar ho, lekin Bidat khurafat ke sath aaj society aksariyat me hai lihaza Muslim society Fitne me mubtala hai.
Daughter in low truble dete haii saso ko gharai fitna ladae lagati warna joh maa baap apne aas pados ko uff nahe karte woh daughtet in low ko litna sir pe rakhe ge aksar har saas nahe sirf bahu 100 time galat hote haii joh sasural mai aa kar khud ko apne baap ki jagir samjh lete hai khud ko raja bakiyo ko fakir man kar un k sath battamizi karti hai yeh ek reality haiii bahu ki🤨🤨
Jo walidain apne ghar me deendar bahu late hain, bahu talash karte waqt deen ko sabse upar rakhte hain aur nikah jaisi muqaddas ibadat me kisi qism ki khurafat Bidat rasm o riwaj nahi late hain balki Qura'n aur Sunnat ke mutabiq nikah organise karte hain unke yaha ki bahuein bhi Alhamdulillah nek hoti hain. Aur jo walidain /guardian shakal - jahez, duniyadari ki buniyad par bahu late hain unki bahuein apne Saas sasur ke sath wahi suluk karte hain jiske wo haqdaar hote hain.
@@InstaTube-u3i yeh sab dakh kar laane par bhi aaj kal saitan lee aate haii waledain jab rista dakh ne jao toh khud ko nek batati haii aur jab shadi kar k le aao toh saitan say bhi 10 kadam jada aage aa kar fitna failati haii yeh bahu bechare waliden har daar apne izzat k chalte aise bahu ko chup chap jehte haii aur woh sir pe nachte haii
@@Zainbookhan105 Kisne kaha hai ke bahu talash karte waqt apni aqal lagao. Kya Nabi Sallalahu Alaihi Wasallam ne nikah se pahle Masnoon istekhara ka hukm nahi dia hai? Kya hume sirf Allah par tawakkul karte hue Masnoon istekhara par hi bharosa nahi kar lena chahiye jaise Nabi Sallalahu Alaihi Wasallam ke Sahaba kia karte the? Kitni shadiyan istekhara ke baad hoti hain? Balki mai puchhti hu ke Sunnat ke mutabiq istekhara karna aata hi kitne musalmano ko hai? Aur phir shadi ke waqt Aulad ko lazmi naseehat kon karta hai Aajkal - Ye sab to guardian ya walidain ka hi kaam hai. Mere sasur ko Allah ne 9 beto se nawaza hai 8 ki shadi ho chuki hai, ek bhi shadi bina istekhara ke nahi hui, sabka nikah Qura'n aur Sunnat ke mutabiq sadgi se kia gaya. Sari bahuein gareeb ghar se aayi hain sirf deen dekhkar nikah hue hain mere sasural me. Aur aaj mai ye kahte hue Allah ka shukr ada karti hu ke Allah ne mujhe nek, deendar shohar, aala zarf sasural ata kia hai. Mere sasur ne ek bete ki shadi me na koi Bidat, na jahilana rasmo ko hone dia balki sabki mukhalifat bardasht karke Nikah ko Qura'n aur Sunnat ki roshni me karke society ke liye misaal ban gaye. Aaj mere sasur ki log misaal dete hain ke Aulad ki Tarbiyat aur bachho ki shadi karo to Dr. Sabir Hussain jaisi. Maine to yahi dekha hai ke Jaha deen ko har baat par tarjeeh di jati hai waha se sare Shaitan dar ke bhagte hain.
@@InstaTube-u3i toh tum khus raho fir itne unlogic baat kuy rahe ho tum aaj kal joh jada hota haii woh bataya mai ne itna example kuy de rahe ho jab itna aala neak aur mesal wale log mile haii baat toh aise kar rahe ho jaise kitna firstred ho aap joh jada safae de woh jada chor hota hai mujhe aap wahe lag rahe ho jaise khud saas sasur ko nanad dewar ko joh bahu nahe samjhte haii wahe mai say ek lagte ho tabhi mere topic pe koe nahe tum he bole jaa rahe ho nd tum hara discussion pe mujhe intrest nahe hai so dont come in my topic
@@Zainbookhan105 Mai example isliye de rahi hu kyuki bahot sare musalman online apni Saas sasur bahuo ki gheebat kar rahe hain. Gheebat karna bhi Kabeera Gunaah hai. Jo comment section me musalman hazaarat apne hi rishtedaaro ke khilaf Zahar ugal rahe hain unki zahniyat kitni kharab hogi aise log kya Sabr bardasht rakhte honge aur kaisi Tarbiyat karenge apne bachho ki. Ye video Saas sasur bahuo ki gheebat kaise kare kitna kare par nahi tha.
Maulana nikaha ka tareeqa bayan karne ke liye namaz ki sunnat ko nishana banana zaruri nahi aur Hazrat ali ne zira farokht nahi ki thi 30 dirham me balke hazrat usmaan ke pass girwi rakhi thi....
subhan allah .subhan allah. masha allah aap ki umer draaz ho. yaa allah meri saas ko mere liye rahem dull wale banae. zulm karne me koi kaser nahi rakha.,
ماشاءاللہ ماشاءاللہ۔مجودا دور کے لحاظ کے تناظر میں ایک بھترین خطاب۔۔
Jazak allah khair Muhatram
Jazakallah khair Allah tala ham sab ko in baton per Amal kerne ki toufeeq ata kare aameen
Behad umda aur mufeed guftagu hai g, Jazakallah.
ماشاءاللہ بہت ہی مدلل اور عمدہ خطاب ہے لیکن امت مسلمہ کو عمل کی ضرورت ہے
Allah maulana sahab ko achchi sihat aur duniya o aakhirat ki kamyabi de
ماشاءاللہ بہترین بیان
ماشاءاللہ سبحاناللہ 👍👍👍 خطبہ کریں تو آپ جیسا کرے👌👌 بلکل صاف باتیں direct دماغ میں بیٹھ جاتی ہے۔۔۔
سبحان اللہ ایسے لکھا جانا ہے
😊😊
Masha Allah
Jazakallahu qaira ahsan jaza.
Allah aap ku sehetho aafiyath atha kare
Jazakallah maulana
Best jamat
ماشاءاللہ مولانا
اللہ تعالیٰ ہم سب کو ان تمام باتوں پر عمل کی توفیق عطا فرمائے آمین۔
بہت خوب عمدہ تقریر۔اللہ تعالیٰ سے دعا ہے کہ عمل کی توفیق دے آمین
Masha Allah
Zabardast bayan
Kash hamare mazhab k loag is bayan per amal kerte koi bhi bahu bahu nahi beti bann ker rahegi
Alhumdulillah, very informative and in right perspective
MashaAllah SubhaanAllah.... THIS KHUTHBA is the NEED of time !! SPREAD THIS BAYAAN..... !!!
Mashallah Maulana
Is bayan ko spread karna chahie.
ماشاءاللہ
Jazakallah khairn ksiran
Jazakallah u khair
Mashallah behtreen
📚کیا بلا کا علم ہے مولانا کے پاس۔۔۔۔!👍🏻🌹
Barakallah...
Masha Allah ❤️
Mashaallah
Very nice lecture
Masha Allah bahut hi achha bayan
Barakallahu feekum
Mashallah . ... this should be the final Reminder.
السلام علیکم ورحمۃ اللہ و برکاتہ
بہت عمدہ اور جامع پیرائے میں نکاح کے مقصد کو بیان کیا گیا۔ اللہ تعالیٰ نیک عمل کی توفیق عطا فرمائے۔ آمین
محمد فیروز عالم، ڈائی بی ٹیز ایجوکیٹر اینڈ نائس
Masha Allah.
Very informative n necessary.
MashaAllha bahut khub 👍👍👍👍👍
ماشااللہ
Very effective speech
MashaAllah👍👍👍
جب تک آپ اور میں ایسی دعوتیں کھاتے رہینگے کچھ نہیں ہوسکتا
Mashallha
Masha allah
Masha Allah Bilkul Sahi hai ye kanoon hona Chahiye
الحمداللہ جزاکاللہ خیر آمین
جزاک اللہ *
MashaAllah.sideekhasahiba.Assalamulaikum
Allh hmko amal krne ki taufeeq bkhshe
MashaAllah.jazakAllahukhairankatheeran.Assalamualaikum
MashaAllah
Aaj sakht zarurat hai counseling ki
اللہ تعالیٰ ہم سب کو عمل کی توفیق دے
inshaallah inshaallah
Jazakallah khair 🌷
ThebestmessegasAlhamdulillah
Bhut hi acha
Subhanallah
subhan allah .subhan allah. masha allah aap ki umer draaz ho. yaa allah meri saas ko mere liye rahem dull wale banae. zulm karne me koi kaser nahi rakha.,
Allah bless you
111q1aAqq 2a22q22ok2 hpil
Bilkul sahi
Aameen Ya Rabbal Alamein
Good speech
Respected Sir,
Agreed but ur top cadre well to do but...ground cadre still
I agreed JIH efforts.
May ALLAH FORGIVE & bless you all with Healthy Happy life Aameen
What is a Cadre?
Jih I like
Jo bahuein sabko aata rahi hn unky barey mn bhi bayan karein Hazrat aajkal ladkiyan zyada pareshan karrahi hn susral mn
O Humanity! Be Mindful of your Lord Who Created you from a Single Soul and from it He Created its Mate and through Both He spread countless Men & Women. And be Mindful of Allah in Whose Name you appeal to One another and 'Honour Family Ties'. Surely Allah is ever Watchful over you. [Surah An-Nisa Verse:1]
Salaamun alaikum
Jazak allah
Moulaana jahez ka kuchh data bhi pesh kar den
Bilkul Sahi Kaha aapne
Hazrat aajkal ladkiyan sata rahi hn ladkon ko aur ladkon k ghar walon ko meherbani karky balance taqreer kiya karein
Beshq
हर राज्य में युनिवर्सिटी स्कूल कालेज अस्पताल और मेडिकल कॉलेज बनानें पर जोर दिया जाना चाहिए। रोजगार क्षेत्र में भी काम करने की जरूरत है।
Wa altomul alauna in kutum mumeneen Tarjuma Tumhi Sar buland ho ge agar waqai tum mumin ho
This murgi example i know from 10yrs before..
This is good example..but few understand 😀
👏👏👏
السلام علیکم
مرحومہ عائشہ کی خودکشی کے بعد ہمارے علماء فضلاء اور قائدین ملت نے جوخطابات کا سلسلہ شروع کیا ہے لائقِ تحسین ہے۔
بہت معذرت کے ساتھ عرض ہے کہ ابھی سے قبل جمعہ کے خطابات دینی مجالس اور کتنی نکاح پڑھاتے ہوئے شادی نکاح اور حقوق زوجین اور حقوق العباد کے متعلق کوئی جانکاری دینے کے لئے مقرر حضرات۔ اپنا وقت دیتے ہیں۔
سبھی مسلمانوں آور
شادی کرنے والے پر بھی فرض ہے کہ وہ ما لو مات حاصل کر ے۔
یہ معاملہ دو طرفہ نظر انداز کا ہے۔وقت کی ضرورت ہے کہ حقوق اللہ سے زیادہ حقوق العباد پر معلو مات فراہم کرائی جائے۔
شکریہ
💔💔😭😭
Why these emoji
Ayisha ki khudkushi ke teen char din ke baad ek Ladke ne khudkushi karli, Wajah Biwi ka zulm to kya Ladke Mazloom nahi hote hain. in par ab kaun bolega. insaaf karna hai to dou tarfa hona zaroori hai.aur sab se badhkar hum ko aik hona zaroora hai "SAB APNE AAPKO UMMATI KAHO" Insha Allah ta'ala Hum aik ho jayenge. Aameen!!!!
Aaj k daor mein bahu saas ko satati hai
Aor bete bi
بیٹے بہو ساس سسر کو اس لئے ستاتے ہیں کیونکہ جب بیٹا چھوٹا تھا اس کو دینی تربیت کی ضرورت تھی، اس کے دل میں اللہ کا خوف کوٹ کوٹ کر بھرنے کا وقت تھا تب والدین حضرات محلے والوں، رشتہ داروں کی غیبت میں مصروف رہا کرتے تھے، گھر میں ٹیلی-ویژن پر ڈرامے، فلمیں کرکٹ دیکھنے میں پوری فیملی وقت ضائع کرتی تھی. رشتہ داروں کی ساری دکھاوا والی شادیاں جس میں بدعات ہوا کرتے تھے وہاں انجوائے کرتے والدین کو دیکھ کر بچہ یہی سمجھتا ہے کہ بس شادی کا مطلب انجوائے کرنا ہے نا کسی نے نکاح کے مسائل و فضائل سکھایا نا کسی نے شادی سے پہلے نو شادی شدہ کو شادی سے متعلق نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا فرمان بتایا.
لہٰذا جو والدین بوتے ہیں وہی کاٹتے ہیں. بہو بھی تلاش کرتے ہیں تو حسن کی دیوی، جہیز سے بھری ہوئی. کوئی بہو تلاش کرتے غریب دیندار گھرانوں کا رخ نہیں کرتا ہے اسی لئے ایسی بے دین بہوئیں اپنے ساس سسر کے ساتھ وہی کرتی ہیں جس کے وہ حقدار ہوتے ہیں. اگر میں یہ کہوں کہ ایسے لوگوں پر اللہ تعالٰی برے لوگوں کو مسلط کرتا ہے تو یہ زیادہ صحیح ہوگا. ورنہ جو والدین بچپن سے ہی بچے کو یہ تعلیم دیتے ہیں کہ ہر حال میں اللہ سے ڈر وہ بچے شادی کے بعد اللہ کا بھی حق ادا کرتے ہیں اور اللہ کے بندوں کا بھی.
To beta bahu sahi aor maa baap galt hain
@@ayeshaiffat8763
Agar walidain apne bachho ke dil me Allah ka dar khauf nahi dalenge. Apne bete ki shadi ke liye deendar ladkio ko reject karke be deen ladkio ko bahu banaenge. Nikah me haldi, majha, juta chhupai, barat, shadi Hall jaisi wahiyat functions karenge to jee Haa Allah buri Aulad, buri bahu, bure logo ko aise burhe walidain ke sar par masallat karega.
Aur isse Nijat hasil karne ka ek hi tareeqa hai Allah se maghfirat talab karna, Allah ki Raza hasil karne ke liye sadqa dena.
Namaz parhna, roza rakhna aasan hai lekin Shariyat ki guidelines par bachho ki Tarbiyat karna, society se takkar lekar nikah ko Qura'n aur Sunnat ke mutabiq karna behadd mushkil kaam hai aur Allah ka deen buzdilo ke liye nahi hai.
Nikah bina Masnoon istekhara ke, na ladke ka deen dekha jata hai na ladki ka deen dekha jata hai. Ladki chand si khubsoorat ho ladka behadd maaldar ho, lekin Bidat khurafat ke sath aaj society aksariyat me hai lihaza Muslim society Fitne me mubtala hai.
Daughter in low truble dete haii saso ko gharai fitna ladae lagati warna joh maa baap apne aas pados ko uff nahe karte woh daughtet in low ko litna sir pe rakhe ge aksar har saas nahe sirf bahu 100 time galat hote haii joh sasural mai aa kar khud ko apne baap ki jagir samjh lete hai khud ko raja bakiyo ko fakir man kar un k sath battamizi karti hai yeh ek reality haiii bahu ki🤨🤨
Jo walidain apne ghar me deendar bahu late hain, bahu talash karte waqt deen ko sabse upar rakhte hain aur nikah jaisi muqaddas ibadat me kisi qism ki khurafat Bidat rasm o riwaj nahi late hain balki Qura'n aur Sunnat ke mutabiq nikah organise karte hain unke yaha ki bahuein bhi Alhamdulillah nek hoti hain.
Aur jo walidain /guardian shakal - jahez, duniyadari ki buniyad par bahu late hain unki bahuein apne Saas sasur ke sath wahi suluk karte hain jiske wo haqdaar hote hain.
@@InstaTube-u3i yeh sab dakh kar laane par bhi aaj kal saitan lee aate haii waledain jab rista dakh ne jao toh khud ko nek batati haii aur jab shadi kar k le aao toh saitan say bhi 10 kadam jada aage aa kar fitna failati haii yeh bahu bechare waliden har daar apne izzat k chalte aise bahu ko chup chap jehte haii aur woh sir pe nachte haii
@@Zainbookhan105
Kisne kaha hai ke bahu talash karte waqt apni aqal lagao.
Kya Nabi Sallalahu Alaihi Wasallam ne nikah se pahle Masnoon istekhara ka hukm nahi dia hai? Kya hume sirf Allah par tawakkul karte hue Masnoon istekhara par hi bharosa nahi kar lena chahiye jaise Nabi Sallalahu Alaihi Wasallam ke Sahaba kia karte the?
Kitni shadiyan istekhara ke baad hoti hain?
Balki mai puchhti hu ke Sunnat ke mutabiq istekhara karna aata hi kitne musalmano ko hai?
Aur phir shadi ke waqt Aulad ko lazmi naseehat kon karta hai Aajkal - Ye sab to guardian ya walidain ka hi kaam hai.
Mere sasur ko Allah ne 9 beto se nawaza hai 8 ki shadi ho chuki hai, ek bhi shadi bina istekhara ke nahi hui, sabka nikah Qura'n aur Sunnat ke mutabiq sadgi se kia gaya. Sari bahuein gareeb ghar se aayi hain sirf deen dekhkar nikah hue hain mere sasural me. Aur aaj mai ye kahte hue Allah ka shukr ada karti hu ke Allah ne mujhe nek, deendar shohar, aala zarf sasural ata kia hai. Mere sasur ne ek bete ki shadi me na koi Bidat, na jahilana rasmo ko hone dia balki sabki mukhalifat bardasht karke Nikah ko Qura'n aur Sunnat ki roshni me karke society ke liye misaal ban gaye. Aaj mere sasur ki log misaal dete hain ke Aulad ki Tarbiyat aur bachho ki shadi karo to Dr. Sabir Hussain jaisi.
Maine to yahi dekha hai ke Jaha deen ko har baat par tarjeeh di jati hai waha se sare Shaitan dar ke bhagte hain.
@@InstaTube-u3i toh tum khus raho fir itne unlogic baat kuy rahe ho tum aaj kal joh jada hota haii woh bataya mai ne itna example kuy de rahe ho jab itna aala neak aur mesal wale log mile haii baat toh aise kar rahe ho jaise kitna firstred ho aap joh jada safae de woh jada chor hota hai mujhe aap wahe lag rahe ho jaise khud saas sasur ko nanad dewar ko joh bahu nahe samjhte haii wahe mai say ek lagte ho tabhi mere topic pe koe nahe tum he bole jaa rahe ho nd tum hara discussion pe mujhe intrest nahe hai so dont come in my topic
@@Zainbookhan105
Mai example isliye de rahi hu kyuki bahot sare musalman online apni Saas sasur bahuo ki gheebat kar rahe hain.
Gheebat karna bhi Kabeera Gunaah hai. Jo comment section me musalman hazaarat apne hi rishtedaaro ke khilaf Zahar ugal rahe hain unki zahniyat kitni kharab hogi aise log kya Sabr bardasht rakhte honge aur kaisi Tarbiyat karenge apne bachho ki.
Ye video Saas sasur bahuo ki gheebat kaise kare kitna kare par nahi tha.
Maulana nikaha ka tareeqa bayan karne ke liye namaz ki sunnat ko nishana banana zaruri nahi aur Hazrat ali ne zira farokht nahi ki thi 30 dirham me
balke hazrat usmaan ke pass girwi rakhi thi....
Masha Allah
MashaAllah
Subhanallah
subhan allah .subhan allah. masha allah aap ki umer draaz ho. yaa allah meri saas ko mere liye rahem dull wale banae. zulm karne me koi kaser nahi rakha.,
Mashaallah mashaallah
Mashaallah👍👍
Good speech
👏👏👏
MashaAllah
Masha allha