Bhai Maine bhi same to same ek Aisa hi fan banaya hoon but motor bahut zyada heat hota ha thoda ghumne ke baad, uska solution bataye kya koi capacitor lagana padega
Nahi kuch problem to nahi hoga, aap agar bina charging module ka charge kerna chahete ho to aap ek 4007 ka diod laga dena is se battery ki voltage charger me reverse nahi jayega.
Aap is Charging socket ke badle Tp4056 Charging Module ka use karna, usme Charging hone ka indicator hai or full charge hone ka bhi indicator hai to aap uss Module ka use karna
Main jo ehaa pe charging system lagaya aap uske badle Tp4056 charging module laga sakte hoo isme Charging indicator hai or Charge hona ke baad battery full ka bhi indicator show hote hai, so aap Tp4056 charging module laga sakte ho.
Arre bhai diode kaha se khareedu stationary+electric shop+mobile store par dhund liya par nhi mila and charging socket ka bhi koi ata pata nhi Aapne kaha se arrange kara?
Is ka conection bohot easy hai main ek motor liya or use maine battery ki negative wire ke sath connect kiya or motor & battery ki positive wire ko maine switch ki dono pin main conect kiya maine ihape battery ko charge karne ke liya connector or 1N 4007 Diod use kiya ap charging module bhi uske badle le sakte hoon
1) Dc Motor, 2) On Off Switch, 3) Lithium-ion Battery, 4) Charging Socket, 5) 1N 4007 Diode, 6) Led With 1k Resistance. Aap charging socket ke badle “Tp4056 Charging Module” ka bhi use ker sakte hooo
Bhai maine apka video dekh kar ak mini fan bana diya ❤😊😊
Congratulations bhai 😍😊
Without the use of Mobile battery can I use HW battery 9v
Yes u can use HW 9v battery
Thank you
Vai ek cooler banena ka video lao naa. Cpu fan use karke 😢😢😢😢😢😢😢
I am impressed - Your videos are incredibly impressive and genuinely helpful
Thank u dear 😀
Cardboard ko cutting kaise kare uska video banaye
బ్రో వైరింగ్ పెట్టు బ్రో టేబుల్ ఫ్యాన్ ది😮
సరే
Aadhe ghante me puri charge ho gayi bhai thanku
Welcome dear😊
Bhai aapka ban gya
Tumne kon sa battery fit Kiya tha
Aapne kaunsi battery use ki tji bta dijiye plz🙏🏻
Bhai koisi bhi kharab mobile ki battery lekar usme red and black wire jod do
Bhai Maine bhi same to same ek Aisa hi fan banaya hoon but motor bahut zyada heat hota ha thoda ghumne ke baad, uska solution bataye kya koi capacitor lagana padega
Ha Bhai Mera bhi ahi problem hai😢
Motor thodi acchi lagao aur voltage 4 se upar mat dena
@@kgoswami255 aur agar jyda heat ho rha hai to upr heat sink ya aluminum ka piece motor ke upar chipkao
@@sasukeee_editz Bhai Maine motor new lagaya hai or voltage 3.7 ka battery hai lithium ion battery fir bhi heat ho raha hai. Or heat sing kaise lagaye
Thank you bro for making such an informative video. You saved my time and money 😊
Thank u dear😍
Vo jo aapne do ragistance lagaya ha uska naam batayie mujhe video me samajh nhi aaraha h bhaiya
Black Colour ka jo hai Oo -1N 4007 diode hai, Or dusra 1k ka Resistance hai,
Thik h bhaiya
Bhaiya usme laal ki jagah white light laga sakte h ????
Very very thanku this is helpful bro ❤️❤️👍🏻👍🏻
❤️😍
bina soldering iron ka rechargeable fan Arnav kumar
i will make this for my science fair
👌😍
Bhai ek mini freez 🥶banao n aasan tarike se please please please 🥺 battery se hi
Ok jarur
Nahi banaya kya
Friend abhi to summer ka session jane wala hai to main na next summer me bana ker dikhaunga.
Ok
Thank u bhai bahut achcha banaya
Welcome
Kitne ghante lagbhag chal jaaega
Approx 2 ghante tak chal jaaega.
Beautiful Brother ❤
Very very nice 👍🙂
Thank u dear😍
Sound sensor ka bilkul aaisa hi shape ka ek bettery fan kaise banaye video upload karo
Ok
instead of soldering kya feviquick ka use kar luu???
Pahale black tape se uske bad Fevikiwek .
Bhai battery ko bina charging module ke direct mobile charger se charge karne se kya Bo phatega nahin
Nahi kuch problem to nahi hoga, aap agar bina charging module ka charge kerna chahete ho to aap ek 4007 ka diod laga dena is se battery ki voltage charger me reverse nahi jayega.
@@CreativeHack Okk Bhai
@@CreativeHack Bhai is number ka diod nahi mil raha dusri diod chalaga
Mobile charger ki circuit me hai
@@CreativeHack hmm
Bhai ye sab me mere 500 rupees ka karcha aya😊
😍
bhai without soldering kuch upay
Maine Soldering Iron making video banaya hai to aap uss video ko dekh ker Soldering Iron bana ke Soldering ker sakte ho..
Hello 👋👋 bhaiya muje aap se ye puchna tha ki isme jb fan hoga tbhi phone bhi charge hoga ya fir nhi hoga phone charge
Samajh me nahi aiya
Kon sa tranaiator hai😊
Transistor nahi Resistance hai 1k ka
Nice
Thank you dear
Hi bhala karicha
Thank you dear
Bai moter our battery khrab to nhi ho jaygi
Nahi
Bai kasie charge kare hm
Achhha bai meri eak help kar do ki eak moter choti wali 9volt ki battery se kitni dir chatli hee
Module Lagana jaruri hai
Battery se canetion karne ke bad sidhe motar se cunet karne par kya ko. Chalega battery 🔋 charging hota rhe aur motar bhi chale 🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇🙇
Ak cooler banene ka video laonaa vai mai ap ka subchriber hoo😢😢😢😢😢
Bhai glue gun ki jagah or kya use kar sakte hai
Ap agar Pvc Sheet se bana raha ho to ap Fevikiwek ka use ker sakte ho, or ap Cardboard se bana raha ho to ap glue gun or fevicol se fix ker sakte ho
Ap jis se wire ko jor rahe ho usko kiya bolte he please bataayiye
Solding iron
Bhai sara element bata do n
1) Dc Motor, 2) Propeller, 3) Battery, 4) Switch, 5) Changing socket & you can use here tp4056 charging module.
Thanks 🙏kafi acha hai
Thank u dear😍
Bhai yar propeler fan nhi mil rha hai or mil rha hai to bdi motor wala mil rha hai or jo apne motor btai uske liye chota sa mil rha hai
Ab kya karu
Maine chote motor ke liya Propeller banaya to ap us video ko dekh ker khud bana sakte ho
3:21 ye red wire positive hai ya negative
Aur 3:52 red wire jo aap solding kar rahe ho wo konsa hai?
Pls reply fast
One wire positive hai or dusra negative
Bhai hame kitni der charge karna hai
Ayr ye kaise pata chalega ki battery full charge ho gyi
Aap is Charging socket ke badle Tp4056 Charging Module ka use karna, usme Charging hone ka indicator hai or full charge hone ka bhi indicator hai to aap uss Module ka use karna
Maine to par bana liya
Bass apko Charging socket ke jaga tp4056 Charging Module ko lagana hoga
Bhai mera bi ban gaya thanks
Welcome dear😍
Ye kaise pata chalega ki battery full charge ho gyi?
Pls reply fast
Battery ko charge kerna ke liya aap Tp 4056 Charging Module ka use karna
@@CreativeHack
Mujhe charging module use nahi karna
Mujhe charging socket wala system lagana hai
Pls reply
Too aap Charging socket laga sakte hoo main jaise lagaya
Bhai charging socket kha milega
Electronic shop per mil jayaga.
Resistor AC hai ya
DC PLZ BROTHER REPLY NE
1k resistor dc
Bhai aap kahan per Rahte Ho
Kolkata
Bhai Bina connector ke ho jaega
Hoga
Motar mehanga mil raha hai
Toy Car ke andar mil jayega
It is very simple ❤️
😍💖
Bhai ❤ ye kam karega plz batao
1000% work karega😍
@@CreativeHack Thank you ❣️ Bhai reply karne ke liye
Bhai, full charge hone se pata kaise chelega
Main jo ehaa pe charging system lagaya aap uske badle Tp4056 charging module laga sakte hoo isme Charging indicator hai or Charge hona ke baad battery full ka bhi indicator show hote hai, so aap Tp4056 charging module laga sakte ho.
Ok bro, but apke trick se maine banaya hai bahut acha chal rha hai
Thanks😊
Welcome😍
Bhai apka to charging led light jalta hi nahi hai please bataiye ki apne ye connection kaise kiye hai please🙏🙏🙏
Ap charging module Tp4056 module use ker sakte ho
Konsa charger lagega
Koie sa bhi phone ka charger
Led aur diode nahi lagaya to chalegA kya
Chalega lekin battery ko charge kerne ke badd charger ko khol dena hoga nahi to voltage reverse me charger me chala jayega
bhai pls jitne bhe materials use kare ha unka naam bata dijiye🙏
1) Battery,
2) Dc Motor & fan
3) Switch,
4) 1N 4007 Diode,
5) Led &1k Resistance
6) Dc Socket
Arre bhai diode kaha se khareedu stationary+electric shop+mobile store par dhund liya par nhi mila and charging socket ka bhi koi ata pata nhi
Aapne kaha se arrange kara?
Electrical shop per mil jayega
@@CreativeHack ok agar mai bina resistance ke he banata hu to koi dikkat to nhi aayegi🤔
Resistance sirf led ko kharab hone se bachane ke liya
Thanks bhai
Welcome dear😍
Bhai Mai kal electric shop jaunga aur sara chij le aaunga but mere paas solding machine nahi hai
Aap ek video aur banao solding machine please Bhai aasan trick ka
Maine to aasan trick se soldering iron making ki video pahale hi banaya to aap uss video ko dekh ker asani se bana sakte ho.
Hyw battery se chal jaega kya
can you please give more clear idea about the circuit...please really need it..kindly provide me with the steps
Come to instagram :- Creativehack7 if u not use instagram so tomorrow I upload connection diagram in my channel community so stay tuned.
😂
Thanks u bhaiya ❤
Welcome dear😍
Very nise
Thank u dear😍
Nice hota hai
Uncle ji aap banae Na Mujhe Banane Nahin Aata thoda sa pass mein dikhaiye Humko
4:10 ye red wala wire positive hai ya negative?
Pls reply fast
Positive hai
Jo motor me taar connect kiye hai red wale ,wo dono positive hain ?
Pls reply
Motor ke sath maine jo dono wire connect kiya tha ussme se ek positive hai or dusra negative hai
@@CreativeHack
Par red wale wire to positive hote hain
Reply pls
PR changing mobile ko kese hogi
Aap kya bol raha ho samajhme nahi aya
Ye battery ko charging karya he ky mobile ko
Aap ise mobile ke charger se charge ker sakte ho
Bro ek baar connection ka system meko comment me bataye please
Is ka conection bohot easy hai main ek motor liya or use maine battery ki negative wire ke sath connect kiya or motor & battery ki positive wire ko maine switch ki dono pin main conect kiya maine ihape battery ko charge karne ke liya connector or 1N 4007 Diod use kiya ap charging module bhi uske badle le sakte hoon
Bhai pencil itna chota kyu hai?. Thida bada lelete
Mera paas ye hi tha to is se hi kaam ho gaya
Bhai ye kam to karega na plz bta do
Jarur ap banaker to dekho 100% work karega😊
Bina glue gun ke kaam ban jaega🤔🤔
Ap agar Pvc Sheet se bana raha ho to ap Fevikiwek ka use ker sakte ho, or ap Cardboard se bana raha ho to ap glue gun or fevicol se fix ker sakte ho
Tp4056 module price please??
₹39 in Amazon
@@CreativeHack ok thanks
DC motor kitne rpm ka hai? Aur kitne volt ka?
Rpm 11500 hai aur motor 4v ka🤗
Very nice
Thanku😍
4:36 Bahar ki taraf le chooke h. Lagaya hai.
Ye kaisa hindi hai bhai?
Thank you so much
Welcome😊😍
Ye jack kahan se milta hai?
Electronic shop per mil jayega
ভাই লাগতো একটা
Bhai. Ulactronik sirkit ka hai
Bhai please kis kis saman ka use ho a hai bata do mai apka subcriber ho ❤❤❤
1) Dc Motor,
2) On Off Switch,
3) Lithium-ion Battery,
4) Charging Socket,
5) 1N 4007 Diode,
6) Led With 1k Resistance.
Aap charging socket ke badle “Tp4056 Charging Module” ka bhi use ker sakte hooo
Charger side fhirce video digia.I can't understand.
Come to instagram i will share you connection diagram.
Nice tips
Thanks
Led के साथ क्या लगा है
1k Resistance
Thanks Bro nice Fan 👌🇮🇳
New Subscriber
Welcome dear😍🇮🇳
Hamera idhar to dc motor 50 rupees and lithium battery 80 rupees ka at ahia 😢😂
Hamera idhar low price me milta hai electrical shop per
Mara idhar 20 rupees ma fan moter light or butten and
Or battery 10 only 😊
Hi made about Chicago
Please use another battery How to do wiring
You mean if i connect 12v battery
What minit it charged
Approx half hour
Bhai mere pash iron soldering nahi hai kya karun 😢😢😢😢😢
Main Soldering Iron bhi banakar dikhaya to aap us video ko dekh ker Soldering Iron bhi bana sakte ho.
@@CreativeHack bhagwan karen is bande ke chaneel par 1000m subscribe ho jaye
🙏 Thank u dear😍
Bro ise sell karoge
Jarur.
Bhai samjh me nhi aya waire wala cnection achchha se batao
Come to instagram i will share you connection diagram image.
Dc moter ka sahi se detail batayen
Dc motor main 3v ka use kiya ap 6v ka bhi use ker sakte ho
Veri veri veri nice
Thank u dear😍
Bhai aap ka light glow nahi hoa
Led kharab tha isi liya
Kitni hours chalti hai
bro solding kause kre
Maine Soldering Iron making kabhi video banaya hai to aap us video ko dekh ker Soldering Iron bana sakte ho.
Nice
#sanjucreationvlog
Thanks
Bro agr me bina LED ke banau toh kaam karega?
Yes 100% kaam karega
Toh resister lagau ya nai
@@manavgopal1164 maine sirf led ke liya Resistor lagaya ap agar led use ker raha ho to aap Resistor laga sakte ho
Ok thank you fro reply
@@manavgopal1164 Most welcome
Hello hello yah Jo motor ka pankha banaya aapane is ka Sahara total kharcha
Hamare yaha electronic shop nhi hai tab bhi iron solder nhi hai aur mobile battery nhi hai
🤗
Bhai kithna time chalega ful charge pe ???
Ap jayda battery lagaenga to backup bhi accha dega 😍
@@CreativeHack series me ya parlal me ??
@@wasimakram5440 parlal me
Bro resister value kithha
1k Resistance
Very good
Thank u dear😍
Bro I want to buy plz ❤
Ok how I contact you
Kitni der chalega
Aap battery jitni jayda capacity ki lagayenga utni hi der chalega
Motor Garam Hogi heavy pankhi mein
Aap agar motor ke requirement ka hi pankhi laga raha ho to motor garam nahi hoga.
Kitni ghante chalte hai
Approx 2 hour
Bhaiya atah successful
😍