Sir hamara business abhi under process hai aur hm 3 investrors aur partners hain, Hm log basically ek contract business krne ja rhe hain Aur us contracting company ki T&C hai ki vo sirf indivisual se contract sign krti hai Sir partner A ke account me aayi hui income me se partner B aur C ka share B aur C ke accounts me transfer hogi,,, Aur A, B aur C ka other koi bhi income source nahi hai 1. To B aur C apne itr file me apna income source kya likhenge ? 2. Is case me partnership business registered krne ka koi option hai? 3. Kyaa Total income Jo A ke bank account me hui h, uska poore ka income tax A pay karega aur B, C usi income se mile apne share ka income tax indivisually pay karenge? 4. contracting company se hui poori income ka income tax pay krna hoga ya usme se expenses hatakr bachi pure income ka? Mtlb officially expenses minus kr skte hain kya?
Partnership firm ka current account open karaya bank wale bol rahe atm card nahi milega bas cheque book milegi. Please reply. Kya mujhe mil sakta hai atm card ya nahi
Sir meri firm registration kara rakha hai or uska register no bhi hai, to sir uska license lena hoga, maine jis wakeel se paper banwaye the unhone bola tha yahi iska license hai, to kya mujhe koi license lena hai ya nahi, sir firm websites minister of government par nahi aa rahi wakeel ne bola pehle net par nahi dalti the, sir mere sire questions ka reply de please.
Awsm video
Bot ache se samjya sir apne
Full explanation in very good way 👍
Good lesson.
Does account opening form need to be signed by sleeping partner also
Sir hamara business abhi under process hai aur hm 3 investrors aur partners hain,
Hm log basically ek contract business krne ja rhe hain
Aur us contracting company ki T&C hai ki vo sirf indivisual se contract sign krti hai
Sir partner A ke account me aayi hui income me se partner B aur C ka share B aur C ke accounts me transfer hogi,,,
Aur A, B aur C ka other koi bhi income source nahi hai
1. To B aur C apne itr file me apna income source kya likhenge ?
2. Is case me partnership business registered krne ka koi option hai?
3. Kyaa Total income Jo A ke bank account me hui h, uska poore ka income tax A pay karega aur B, C usi income se mile apne share ka income tax indivisually pay karenge?
4. contracting company se hui poori income ka income tax pay krna hoga ya usme se expenses hatakr bachi pure income ka?
Mtlb officially expenses minus kr skte hain kya?
¹¹111111111111111111111111111111111111111111
Do we need GSTIN of the firm to open current account?
Thanks dost
Internet banking milta hai kya ya nhi pertnership firm me
Partnership firm ka current account open karaya bank wale bol rahe atm card nahi milega bas cheque book milegi. Please reply. Kya mujhe mil sakta hai atm card ya nahi
Atm card is not available for partnership account
Awsm video sir
Cash withdrawal allow hota hai ki nahi partnership ac me
Allowed hota h.. But depend krta h apna kis k signature ko right dia h.. Usi k signature se withdraw ho skta h.
Regards
Sir meri firm registration kara rakha hai or uska register no bhi hai, to sir uska license lena hoga, maine jis wakeel se paper banwaye the unhone bola tha yahi iska license hai, to kya mujhe koi license lena hai ya nahi, sir firm websites minister of government par nahi aa rahi wakeel ne bola pehle net par nahi dalti the, sir mere sire questions ka reply de please.
Very nice vidio
Nice video
Good👍
Thanks sir
Partner ship letter format
Jaha paisa ka bat ata he waha , bharosa nehi , document pe sub kuch karna chahiyea
पाटणार शिप डिड रजिस्ट्रेशन fee?
Ye PDF download kaise kare
Can we open partnerships account in a bank without GST number
Yes
Account opening kam partnership ke bare bataya.😢
❤🌹🙏
If any person abroad how it is possible to make partnership and account opening procedure
Awsm video sir