Sir editing option ke liye sbhi baccho ko bol diye ki bpsc jaane ke liye group bna le sb ek sath maang krenge tb possible h sir,. Aap humlog ka sehyog kr denge bhut aabhari rhenge ,..
आशिष भैया आपका हर विडियो काफी महत्वपूर्ण होता है। खासकर हम जैसे बाहर स्टेट के छात्रों के लिए।। समयानुसार जैसे ही जो भी परेशानी उत्पन्न होती है। आपका विडियो समस्या निवारक बनकर समास्या दुर कर जाता है। (❛‿❛)लव यू आशिष भैया(❛‿❛)
sir मेरे me reupload करने में गलती हो गई है ciber वाले ने मेरे btc ki सर्टिफिकेट और b.a first year की merkseet upload कर दिया है जबकि फॉर्म डालते टाइम b.a. फाइनल और btc की markseet lgaye the तो इसके लिए कैसे बनेगा affidavid
Sir mera bpsc tre3 me selection hua h aur mere documents ye mistake hai- 1- maine form bharte time jo adhar card upload kiya tha uske address me thora correction kra liya h 2-mere sabhi documents me mother name KALAWATI hai keval inter me KALA WATI hai mtlb bich me space h 3-form bharte time cyber cafe wale ne DELED college ke name me thora mistake kr diya h Sir mai bhut jada pareshan hu please mujhe suggest kijiye ki mujhe kya krna chahiye please sir🙏🙏
Sahi bat Atul sir sabki sunte h hamari bhi sunenge , agar nahi gye to dv ke time partially verify kr.diya jayega fr tension hoti rahegi ki pata nhi kya hoga , isliye jaise.baki sb ja rahe h h ham sabki bhi chalna h
Bhaiya ji Mai jbt chandigarh k liye apply Kiya.test to sabke liye same hu ayega chahe koi science ka ho ya arts ka. But mujjse ek galti ye gyi ki mai graduation degree me BA KI JGH BSC TYPE KRR DIYA
मैं स्टेट पास अभ्यर्थी हूं मेरे आवेदन में साइबर कैफे के गलती के कारण ओबीसी के जगह गलती से एबीसी हो गया है अतः आप बिहार विद्यालय परीक्षा समिति से सुधारने का मौका दिलवाले का अपने वीडियो के माध्यम से प्रयास करें धन्यवाद
Sir मैं ctet pass हू लेकिन ctet अपारिंग pe click ho gya hai certificate essue date bhi nhi dala gya h kya hoga aage bataye bahut tenson hoti hai ctet ka marksheet upload hai कुछ बताए
sir mai ctet pass hu lekin appering me tick ho gya hai or waha pe deled ka admit card apload ho gya tha mai ctet ka crtificate apload kar di hu kya mujhe affidavit banwa na prega
BPSC tre me prashikshan (DELED) ka sara information sahi dala gya hai, lekin appearing par bhi galati se tick ho gya hai. Sir isse koi dikkat bhi hogi kya. DV ke samay So please guide me sir
Mere ..adhar me jb num update karwana tha toh ..mene aapne photo ko v update krwa liya or jaldi form bhare ke karan uprne photo wala aadhar se from bhar diya kya ..mujhe v banwana hoga ..
सर मेरे सभी डॉक्यूमेंट पर दुर्गानन्द हैं लेकिन रेसिडेंश सर्टिफिकेट और NCL सर्टिफिकेट पर दुर्गानंद हो गया हैं इसमें में भी affidavit बनाना पड़ेगा क्या? प्लीज सर बताइए
Sir mera cast Ebc h paper me general fill ho gya h q ki NCL nhi bna tha ....me up ki hu shadi bihar me hui hai....plz btaye mera ban sakta h ya nhi or bnega to kaha se bnwa skti hu.....????
Sir maine dobara 10th exam dia h new name se, purane name Rahul h Aur new name Avinay h, sir kya mera affi davit me pura change ho skta h, agar meri job lgi to document verrification kya koi dikkat aa skti h please reply sir??
Bihar board se matric kiya hu mere admit card mai regular h lekin school jb mul pramaan patr lene gya to bol rhe h regular ap nhi h apka record he nhi h school mai hm apko mil pramanpatr nhi de skte h iske liye ky kr skte h unhone bola jisne apka admission liya tha wo dega apko isse dv krane mai prblm hogi ky sir
Sir... application form m address m suru m kamal chowk likh diya jiski need nhk thi nd bki address thik hai....toh ky verification nhi ho pyga aise m...plz sir suggest me
Sir please please please reply diet se deled kiya hai waha document correction ke liye diya h ab tak nahi aaya. Wo log ghuma rahe hai aise hi raasta nahi de rahe. Agar DV ke time pe mere pas na ho deled ke original documents to kya main baad me de sakti hu
Bhaiya meri mother ka surname mere class 10 aur 12 mai nhi hai lkin mere birth certificate mai aur unke adhaar card mai hai toh kya mai affidavit as provement bnawa lu toh koi issue nhi na hoga?
Bhaiya, Maine district se original STET ka certificate NHi la paya to.. certificate ka web copy jo ki watermark k sath hai.. whi upload kar diya tha.. verification me problem v aayegi kya..? Please answer.
1. Mera aadhaar ka photo aur phone number update kia hu, kya isliye affidavit karvana hoga? 2. Maine form fillup ke samay B. Ed. ka final marksheet upload kia tha kyu ki certificate issue nahi hua. Yaha bhi affidavit chahiye? Please reply sir. 🙏
Sir kya naam ke aage kumari na lagane se koi deekat h kya.kyu ki 10,12 ki marksheet m kumari laga h or aage document m nahi laga h to koi deekat h kya form bhrne m
Mere 10th ke marksheet me bs fathers name ke tital me sirf ek latter A nhi hai baki sare documents 12th,BA,BED,MA sb jagah sahi hai kya mujhe dv me dikkat hogi
Sir mere papa ke name hr document me same hai but adhar card me all hai kuch to kya eske liye affidavit bnwa le🙏plz sir reply hm kaise ese shi kr skte hai
Sir meri graduation 2016 m complete hui h or meri 2nd year ki marksheet m rashtriya gaurav k marks nh h usme not cleared aa rha h or wo nmbr total m nh jude h kya usme muje document verification m bahar nikal diya jayega 🙏🏻🙏🏻 pls reply
आशीष भाई,मैने सक्षमता परीक्षा 1 परीक्षा दिया ,फॉर्म भरते समय पिता जी के नाम के जगह माता जी का नाम भूल से लिखा गया। अब क्या करे ।इसके एफिडेविट कैसे बनाए, मेरा मार्गदर्शन करे।
Sir mere documents me sab jga father name me Pramod Kumar likha h per jbse adhar card bna tha tbse usme bs Pramod Kumar verma likha hua tha or whi adhar card ki photo maine tre 3.0 ke form m upload kiya h . Present time mai maine apne adhar card me correction krwa liya h to is chij ka bhi affidavit bnwana padega mujhe selection hu to pls tell me?
नमस्कार सर मेरा फ्रॉम अप्लाई करते टाइम स्कूल के नाम थोड़ा गलत हो गया है। मेरे स्कूल का नाम Dpcss miller inter school हैं और मैने गलती से Dpcss inter High school कर दिया हू डॉक्यूमेंट verfication में क्या होगा सर मैं रिजेक्ट हो जाऊंगा।
sir ek affidavit banane ke liye kitna time lagta hai aur mai wb se hoon aur mera graduation hua hai uttar pradesh se isliye mera affidavit kaunsi state se karana chahiye
सर मेरे डॉक्यूमेंट मैं सभी जगह अहमद की स्पेलिंगAHMAD है लेकिन ग्रेजुएशन की मार्कशीट में AHAMAD है यानी एक A अक्षर की बढ़त है, तो क्या मुझे भी कर एफिडेविट बनवा कर ले जाना चाहिए प्लीज जरूर बताएं महान कृपा होगी 🥺
सर मेरे निवास प्रमाण पत्र में स्थाई पता है और मेरे आधार कार्ड में वर्तमान पता है दोनो मे अलग अलग पता दर्ज है क्या मै डॉक्यूमेन्ट वेरीफिकेशन में अपात्र हो सकता हूँ?
Sir mein Assam se hu.meri har certificates mein meri maa ka naam same hain lekin unke har documents mein woh alog Naam likhti hain...kya isse mujhe bad mein problem hogi?kya mujhe bhi affidavit bonwa Lena chahiye?pls reply
Sir mera b.ed 2015 me hua lekin uske baad 2018 me additional subject ke liye exam diya jiska result 2019 me aaya tha to mujhe bataye ki bpsc form me maine b.ed year ke jagah 2019 daal diya hu ,kya ye sahi hai sir
Bhaiya meri saddi form apply karne ke baad hui hai toh kya Mai marriage status daal du ya nahi? Ya uske liye bhi affdevit banwana parega? ews female please reply
Sir jab stet or Bpsc tre ka from bharte time jo incorrect document tha 10 ka uska hamne bihar board se sudhar kara liya or jiske baad hamko new document vha se mila par vo purana wala nhi hai to uske karan dikkat hogi kiya bahut tension hai sir stet me bhi aisa hi hai reply plzz
Upsc se lekhapal me Dv krana hai lekin highschool or intermediate me after name me Kumar lga hai lekin graduation me. Kumar ni lga hai to affidavit applicable hoga na?
Sir mai bihar se hu maine form mai 50% inter + deled fill kiye hai To mai gratuation ka nhi lagega na kue ki gratuation ki marks mai galti ho gye h Or mai ctet v p1 se he fill kiye h
Bhaiya mere graduation ke certificate me mere papa ke name me hindi me mistake ho gya hai English me sab jagh shi hai mughe kya karna chahiye plzz reply 😢😢
UPSSSC J.A. form galat Bhara gaya hai 1. प्रादेशिक सेना में न्यूनतम दो वर्ष की अवधि के लिए सेवा की ( yes ) click ho gaya hai 2.नेशनल कैडेट कोर बी सर्टिफिकेट प्राप्त किया है(yes) click ho gaya hai Sir DV me problem to nahi hoga. Please reply 🙏🙏
sir please reply.. maine d el ed ka board ka nam galat dal diya.. mera hs ka board ka nam dal diya.. lekian d el ed ka result, number, institute ka code sehi diya.. koi problem ho sakta hain..?
Sir mere ,10,12 graduation,deled aur ctet sab me naam ke pahle km laga hai ,per adhar aur pan card me nhj hai km,aur bpsc teacher ka form dala hai usme bhi km nhi.hai kya koi problem hogi ise se plz reply sir ,bahut pareshan hu mai 😢😢
Dada I m from West Bengal.... Meri bosc stet fom mein district darjeeling spelling ki jaga darjeelig ho giya hai N nehi aya? Kya kuch problem hoga kya karun?
Mera bed ki original marksheet abhi tak mujhe nhi mili hai ....computer wali hai ....and degree mil gyi hai mujhe but marksheet nhi mili abhi tak ...to mujhe kya karna chahiye ...aise case me ...affidavit chal jaega kya
अच्छा नियुक्ति की बाद वाला पेपर पत्रांक दिनांक सहित वाला देखे और जो मुखिया सचिव जिन्दा है उनसे समेकित मंगाया जाय फिर बहाली की प्रक्रिया का रोस्टर मंगाया जाय सब क्लीपर हो जाएगा वैसे नितिश जी राजकर्मी बना दिए 5 अगस्त को शिक्षक खुशी मनाए
t.me/ashish00551
Telegram channel किसी भी update के लिए join now
instagram.com/ashish_dubey051?igshid=OGQ5ZDc2ODk2ZA==
Any query dm now
Residence me mother ke naam me galti tha to Maine Naya upload kr diya attested krwa kr
District priority change kaise kerwaye jo 3 bhari thi cyber cafe ne galat bhar diya guide kare is subject per ?
@@sivajitheboss2909 aayog chlo sbhi log
Sir editing option ke liye sbhi baccho ko bol diye ki bpsc jaane ke liye group bna le sb ek sath maang krenge tb possible h sir,. Aap humlog ka sehyog kr denge bhut aabhari rhenge ,..
Bhaiya form m certificate number galt ho gya h kya kre
आशिष भैया आपका हर विडियो काफी महत्वपूर्ण होता है। खासकर हम जैसे बाहर स्टेट के छात्रों के लिए।। समयानुसार जैसे ही जो भी परेशानी उत्पन्न होती है। आपका विडियो समस्या निवारक बनकर समास्या दुर कर जाता है। (❛‿❛)लव यू आशिष भैया(❛‿❛)
Trusted channel ❤❤'
sir मेरे me reupload करने में गलती हो गई है ciber वाले ने मेरे btc ki सर्टिफिकेट और b.a first year की merkseet upload कर दिया है जबकि फॉर्म डालते टाइम b.a. फाइनल और btc की markseet lgaye the तो इसके लिए कैसे बनेगा affidavid
Nahi garima
Sir mera bpsc tre3 me selection hua h aur mere documents ye mistake hai-
1- maine form bharte time jo adhar card upload kiya tha uske address me thora correction kra liya h
2-mere sabhi documents me mother name KALAWATI hai keval inter me KALA WATI hai mtlb bich me space h
3-form bharte time cyber cafe wale ne DELED college ke name me thora mistake kr diya h
Sir mai bhut jada pareshan hu please mujhe suggest kijiye ki mujhe kya krna chahiye please sir🙏🙏
Jinko editing option chaiye sbhi log bpsc chlo maang krte h mil jaayega bd me dikkt hogi nhi to 🙏🙏🙏🙏
Sahi bat Atul sir sabki sunte h hamari bhi sunenge , agar nahi gye to dv ke time partially verify kr.diya jayega fr tension hoti rahegi ki pata nhi kya hoga , isliye jaise.baki sb ja rahe h h ham sabki bhi chalna h
Ha bhai chalo sare log ak bar edit ka options diya jaye hamlog ko
Bhai sare log chaliye bpsc office nahi to bhot dikkat hoga bad me
Ha bhai chala jay
Sir mera 59 no. H up se gen category kya chances h
Bhaiya ji
Mai jbt chandigarh k liye apply Kiya.test to sabke liye same hu ayega chahe koi science ka ho ya arts ka.
But mujjse ek galti ye gyi ki mai graduation degree me BA KI JGH BSC TYPE KRR DIYA
Most trusted channel
सर मेरा bpsc 2.0 में tgt and junior dono m ho gya hai बट मेरा फ़ार्म अप्लाई करते समय 10 की जगह 12 की मार्कशीट अपलोड हो गयी, सर प्लीज बताइये
Kya huaa ab aapka ?
मैं स्टेट पास अभ्यर्थी हूं मेरे आवेदन में साइबर कैफे के गलती के कारण ओबीसी के जगह गलती से एबीसी हो गया है अतः आप बिहार विद्यालय परीक्षा समिति से सुधारने का मौका दिलवाले का अपने वीडियो के माध्यम से प्रयास करें धन्यवाद
OBC ka option hi nhi tha
Mera CTET certificate me OBC category aa gya hai but mai SC se hun ...mere pas SC ka Certificate bhi hai to ? Mujhe bhi bnbana prega A...
Mera bhi obc ke jagah ebc kar diya h
Bseb board jakr application dedena tha main exam me dv ho to affidevit
@@sudhaprajapati29595 ha bpsc me mail kr diya hu sb kuch mention krkr aur dono obc NCL bhi upload kr diya hu mail me, aapke sath bhi hua tha kya?
Hlo sir mene saksham adhikari k samaksh affidavit bnwaya hai koi problem to nhi h na ya shiksha vibhag k samaksh hi bnwana pdega
Sir please mujhe kuch btao mene ctet ki Google ki marks seet bpsc me lga di h digilocker ki jgha please
Kya bhai apko koi pareshani to nahi hui apko dv me?
Sir main stet paas hu but bed certificate me certificate number me ek digit extra fill kr diya gya h kya kre please tell me srg
ब्लर वाले लोगों का सपथ बनाना है या नहीं?
Noo
@@Ashishacademy1sir result me pass hu bt ctet ka result bss aaya tha to whi upload kr di thi kya prblm hoga
मेरा मैट्रिक सर्टिफिकेट इश्यू डेट गलती से जिस दिन फॉर्म भरे उसी दिन का साइबर कैफे वाला डाल दिया आगे कोई दिक्कत भी हो सकता है
Sir paper Dene ke baa jo hologram Mila tha agar o gayab ho Gaya ho to koi dikkat to nahi hogi please reply 😮😮
Mere me bhi nahi hai to kya problem hogi sir please reply ya kuchh solution bta de sir
Sir mera form fill krte time graduation ka passing year galat bhar diya hai to sir mujhe affidavit bnavana pdega
Bhaiya aap bahut ache se samjhate ho
Thank you ❤
मैं ओबीसी हूं, मेरा फॉर्म जेनरल में भरा गया है मैं क्या करूं
Form ke edit ka option aayega ya nahi sir
Sir plzz ye bata dijiye jiske name ke aage km lga hai aadhar me km nhi lga hai to koi presaani hogi plzz bta dijiye sir
Sir मैं ctet pass हू लेकिन ctet अपारिंग pe click ho gya hai certificate essue date bhi nhi dala gya h kya hoga aage bataye bahut tenson hoti hai ctet ka marksheet upload hai कुछ बताए
Sare log chaliye bpsc office edit ka options maga jaye nahi to bad me bhot dikkat hoga bhai
@@sapanakumari8256 चला जाए कब जाना है
Same problem
Kal Friday ko chlo bpsc office sblog aao 10bje
sir mai ctet pass hu lekin appering me tick ho gya hai or waha pe deled ka admit card apload ho gya tha mai ctet ka crtificate apload kar di hu kya mujhe affidavit banwa na prega
Sare log jald se jald chaliye bpsc office edit ke option magne nahi to bad me diikat hogi hamlog ko
Same problem
Ky domicile certificate ke affidavit bn skta hai ky sir up police me glt ho gya hai 🙏🏻🙏🏻
Koi problem hogi kya srg kuch upaay btaiye
BPSC tre me prashikshan (DELED) ka sara information sahi dala gya hai, lekin appearing par bhi galati se tick ho gya hai. Sir isse koi dikkat bhi hogi kya. DV ke samay
So please guide me sir
Same problem
@@shubhamverma1024 BPSC office Jana jaruri hai kalh parso me
Ha chlo bpsc office. ..kuch pta chla
Mera B.ed Wale provisnal me
Issue date galat kar diya hai
October 2020 me exam hua aur issue date Feb. 2020 kardiya 21 ki jagah
Thanku sir 🙏 ap bhut genuine ho
Mere ..adhar me jb num update karwana tha toh ..mene aapne photo ko v update krwa liya or jaldi form bhare ke karan uprne photo wala aadhar se from bhar diya kya ..mujhe v banwana hoga ..
Sukriya sir itnaa best information dene k liyee... 👍
सर मेरे सभी डॉक्यूमेंट पर दुर्गानन्द हैं लेकिन रेसिडेंश सर्टिफिकेट और NCL सर्टिफिकेट पर दुर्गानंद हो गया हैं
इसमें में भी affidavit बनाना पड़ेगा क्या?
प्लीज सर बताइए
Yes
Hlw bhai kuch hua kisse affidavit bnway
अपनी तहसील में जाकर वकील से बनवाओ एफिडेविट @@निखिलसिंहराजपूत-न4य
Sir चरित्र प्रमाण पत्र का फार्मेट नहीं है कृपया बताए समाज कल्याण विभाग द्वारा जारी है
Kya sabhi document me last name hon aavashyak hai
Sir please reply kijiyega ki agr ak se jada glti hui h to ak hi affidavit m sare add hoga ya sb ke liye alg alg hoga......😢😢😢😢😢😢😢
Sir name k aage km lga ho to problam hogi kya other kisi exam m BPSC k alawa
Sir meine address change karya hai kya uska bhi affidavit banega kya
Sir residential bht purana h wo original mil ni rha xerox le jaa skte h???
Sir mera cast Ebc h paper me general fill ho gya h q ki NCL nhi bna tha ....me up ki hu shadi bihar me hui hai....plz btaye mera ban sakta h ya nhi or bnega to kaha se bnwa skti hu.....????
भाई अगर 10th और ctet में अलग अलग गलती है तो क्या शपथ अलग अलग बनवाने पड़ेंगे या एक ही में सारा लिखवा सकते हैं प्लीज़ बताएं
Sir thoda blour tha ctet certificate me to attased kra ke submit kiye hai to isme v affidavit chahiye kya ❤
Noo
Sir. Please reply dijiye. Verification time me affidevit joma korne ke badh firse certificate correction karwana firse joma karna he?
Sir mujhe ye janna h ki, mra domicile certificate nahi bn pa rha h, to kya mein apna purana domicile 2018 ka lgagr affiidavit lga skti hu
Pls rply sir, kl last date h
Laga dijiye but vo manya hoga ya nhi ye nhi kha ja sakta h
Sir pls give me your wtsp no
Sir maine dobara 10th exam dia h new name se, purane name Rahul h
Aur new name Avinay h, sir kya mera affi davit me pura change ho skta h, agar meri job lgi to document verrification kya koi dikkat aa skti h please reply sir??
Sir maine form fill kiya bt adhar card 1 number wrong hogya h toh kya likhenge affidavit mai?
Bihar board se matric kiya hu mere admit card mai regular h lekin school jb mul pramaan patr lene gya to bol rhe h regular ap nhi h apka record he nhi h school mai hm apko mil pramanpatr nhi de skte h iske liye ky kr skte h unhone bola jisne apka admission liya tha wo dega apko isse dv krane mai prblm hogi ky sir
Sir... application form m address m suru m kamal chowk likh diya jiski need nhk thi nd bki address thik hai....toh ky verification nhi ho pyga aise m...plz sir suggest me
Does KM before lady name in 10th and 12th certificate but not in other will considered as mistake? Any idea.. @StudyWithAshish1
Please reply
aap ka hua tha km vale pe...10 12 Ba ar bed me hai km but adar ar form me nhi hai kyaa nikl dega
Sir please please please reply diet se deled kiya hai waha document correction ke liye diya h ab tak nahi aaya. Wo log ghuma rahe hai aise hi raasta nahi de rahe. Agar DV ke time pe mere pas na ho deled ke original documents to kya main baad me de sakti hu
Bhaiya meri mother ka surname mere class 10 aur 12 mai nhi hai lkin mere birth certificate mai aur unke adhaar card mai hai toh kya mai affidavit as provement bnawa lu toh koi issue nhi na hoga?
Bhaiya, Maine district se original STET ka certificate NHi la paya to.. certificate ka web copy jo ki watermark k sath hai.. whi upload kar diya tha.. verification me problem v aayegi kya..? Please answer.
Sir mere adhar card me mere father name ek spelling chut gya hai aur address v glti kr diya
सर मेरा ग्रेजुएशन की डिग्री में गलत सब्जेक्ट यूनिवर्सिटी ने fill कर दिया है bpsc 3.0 में एफिडेविट से काम चल जाएगा??? प्लीज सर बताएं ❤🙏😔😔
1. Mera aadhaar ka photo aur phone number update kia hu, kya isliye affidavit karvana hoga?
2. Maine form fillup ke samay B. Ed. ka final marksheet upload kia tha kyu ki certificate issue nahi hua. Yaha bhi affidavit chahiye?
Please reply sir. 🙏
Sir kya naam ke aage kumari na lagane se koi deekat h kya.kyu ki 10,12 ki marksheet m kumari laga h or aage document m nahi laga h to koi deekat h kya form bhrne m
Mere 10th ke marksheet me bs fathers name ke tital me sirf ek latter A nhi hai baki sare documents 12th,BA,BED,MA sb jagah sahi hai kya mujhe dv me dikkat hogi
Sir mere papa ke name hr document me same hai but adhar card me all hai kuch to kya eske liye affidavit bnwa le🙏plz sir reply hm kaise ese shi kr skte hai
Sir meri graduation 2016 m complete hui h or meri 2nd year ki marksheet m rashtriya gaurav k marks nh h usme not cleared aa rha h or wo nmbr total m nh jude h kya usme muje document verification m bahar nikal diya jayega 🙏🏻🙏🏻 pls reply
सर हर एक चैनल पर नोटरी cut off के बारे में जानकारी दी जा रही है किसी भी चैनल पर रिजल्ट के बारे नही बताया जा रहा है की आयेगा की क्या होगा।
sir मेरे form me बहुत सारी गलतियां हो गई है तो क्या sbke लिए अलग अलग affidavid bnwana पड़ेगा ya ekhi pr सब likhkr बनवा de
आशीष भाई,मैने सक्षमता परीक्षा 1 परीक्षा दिया ,फॉर्म भरते समय पिता जी के नाम के जगह माता जी का नाम भूल से लिखा गया। अब क्या करे ।इसके एफिडेविट कैसे बनाए, मेरा मार्गदर्शन करे।
Sir मेरा d-el-ed का original marksheet और certificate में papa के नाम पर प्रसाद के जगह कुमार हो गया है तो सुधार कैसे होगा plz बताइए sir
Mera v nios del ed me naam me thoda sa galti ho gaya h
Sir form bharte time signature mei mistake hai affidavit se admission ke time sahi kr skte hai
Sir mere documents me sab jga father name me Pramod Kumar likha h per jbse adhar card bna tha tbse usme bs Pramod Kumar verma likha hua tha or whi adhar card ki photo maine tre 3.0 ke form m upload kiya h . Present time mai maine apne adhar card me correction krwa liya h to is chij ka bhi affidavit bnwana padega mujhe selection hu to pls tell me?
नमस्कार सर मेरा फ्रॉम अप्लाई करते टाइम स्कूल के नाम थोड़ा गलत हो गया है। मेरे स्कूल का नाम Dpcss miller inter school हैं और मैने गलती से Dpcss inter High school कर दिया हू डॉक्यूमेंट verfication में क्या होगा सर मैं रिजेक्ट हो जाऊंगा।
Sir main up se hu maine graduation ki jagah 12 ki market upload ho gyi h to mai ppr pass kene ke baad bhi job lg skti h
sir ek affidavit banane ke liye kitna time lagta hai aur mai wb se hoon aur mera graduation hua hai uttar pradesh se isliye mera affidavit kaunsi state se karana chahiye
Sir mera d el ed complete h mene qualification & certificate bhi sahi upload kra h _pr appearing bale pr click kr deya h __mereko solution bta dejiye
सर मेरे डॉक्यूमेंट मैं सभी जगह अहमद की स्पेलिंगAHMAD है लेकिन ग्रेजुएशन की मार्कशीट में AHAMAD है यानी एक A अक्षर की बढ़त है, तो क्या मुझे भी कर एफिडेविट बनवा कर ले जाना चाहिए प्लीज जरूर बताएं महान कृपा होगी 🥺
Same problem
Same kya aboard study k liye affidavit se kaam chal jayega
Aapne afitdifit bnawaya tha kya
Sir mera marksheet me correction ho chuka h kya fir bhi affidavit banbana hoga..
Sir c tet ka cerial number manga gya tha glti se roll number bhr diya h ..mere pass marksheet certificate dono hain..kya affidavit bnbana pdega??
सर मेरे निवास प्रमाण पत्र में स्थाई पता है और मेरे आधार कार्ड में वर्तमान पता है दोनो मे अलग अलग पता दर्ज है क्या मै डॉक्यूमेन्ट वेरीफिकेशन में अपात्र हो सकता हूँ?
Document me alag signature ho to kya koie problem hogi to nahi na please sir reply kijiyega sir
Sir Mai CTet qualify hu Magar bpsc ke from me appearing dala Gaya Hai kiya kare sir
Same problem
सर अगर दो डैक्यूमेंट में गलती h to kya do एफिडेविट बनवाना पड़ेगा
या ak me ही दोनो मैटर लिया जायेगा
Sab galtiyo ka ek hi affidavit kafi hai
Accept hua kya ?
Notary se Karwaye ya sdm se ?
Accept hota hai kya Affidavit bataye plz
Admit card me naam ke aage km nhi lga baki sabhi documents me hai to uske liye bhi bnawana pdega kya
Sir mein Assam se hu.meri har certificates mein meri maa ka naam same hain lekin unke har documents mein woh alog Naam likhti hain...kya isse mujhe bad mein problem hogi?kya mujhe bhi affidavit bonwa Lena chahiye?pls reply
Sir aadhar me. Correction krwane ke baad bhi affidavit bnwana hoga kya plz bataye
Sir mera b.ed 2015 me hua lekin uske baad 2018 me additional subject ke liye exam diya jiska result 2019 me aaya tha to mujhe bataye ki bpsc form me maine b.ed year ke jagah 2019 daal diya hu ,kya ye sahi hai sir
Sir jinka digitally sign chhut gya tha to kya uska v afedevit bnwana padega??
Sir Maine bhi digital sign wala 2bara upload nhi ki thi...to kya Affidavit se kaam ho jaega??
D El ED ki jahah ctet ka upload tha Maine change kerke Deled ka upload kr Diya hai.Kya mujhe v Affidavit ban wana padegaa.pls reply
आशीष भैया मेरा एनसीएल या आवास में डिजिटल signature so nahi kar raha esse koi problem to nahi hogi na plz btaiye
Bhaiya meri saddi form apply karne ke baad hui hai toh kya Mai marriage status daal du ya nahi? Ya uske liye bhi affdevit banwana parega? ews female please reply
Ctet ka marksheet upload kiye h koi dikkt to nhi h
Form bharte time marks galat dale hai, to sahi marks dalkar affidavit banaya hai, DV me accept hoga kya?
Sir jab stet or Bpsc tre ka from bharte time jo incorrect document tha 10 ka uska hamne bihar board se sudhar kara liya or jiske baad hamko new document vha se mila par vo purana wala nhi hai to uske karan dikkat hogi kiya bahut tension hai sir stet me bhi aisa hi hai reply plzz
apne girls k after marriage sir name change wale topic k bare me to btaya hi nhi , wo kya krei aise me. Plz rply.
Upsc se lekhapal me Dv krana hai lekin highschool or intermediate me after name me Kumar lga hai lekin graduation me. Kumar ni lga hai to affidavit applicable hoga na?
Sir mai bihar se hu maine form mai 50% inter + deled fill kiye hai
To mai gratuation ka nhi lagega na kue ki gratuation ki marks mai galti ho gye h
Or mai ctet v p1 se he fill kiye h
Sir voter ID ka dob marksheet se Mach nhi kr rha hai kya krun.29/1/24 tk document jama karna hai
Please bataiye
Bhaiya mere graduation ke certificate me mere papa ke name me hindi me mistake ho gya hai English me sab jagh shi hai mughe kya karna chahiye plzz reply 😢😢
Yadi 10 , 12 ki marksheet mai lamination hai to koi dikat hoga bpsc teacher document verification mai
सर जी 3 डॉक्यूमेंट में फादर और मदर नेम में थोडा स्पेलिंग मिस्टेक है ! तो क्या करे plz रिप्लाई 🙏❣️
UPSSSC J.A. form galat Bhara gaya hai
1. प्रादेशिक सेना में न्यूनतम दो वर्ष की अवधि के लिए सेवा की ( yes ) click ho gaya hai
2.नेशनल कैडेट कोर बी सर्टिफिकेट प्राप्त किया है(yes) click ho gaya hai
Sir DV me problem to nahi hoga. Please reply 🙏🙏
sir please reply.. maine d el ed ka board ka nam galat dal diya.. mera hs ka board ka nam dal diya.. lekian d el ed ka result, number, institute ka code sehi diya.. koi problem ho sakta hain..?
Sir mere ,10,12 graduation,deled aur ctet sab me naam ke pahle km laga hai ,per adhar aur pan card me nhj hai km,aur bpsc teacher ka form dala hai usme bhi km nhi.hai kya koi problem hogi ise se plz reply sir ,bahut pareshan hu mai 😢😢
Dada I m from West Bengal.... Meri bosc stet fom mein district darjeeling spelling ki jaga darjeelig ho giya hai N nehi aya? Kya kuch problem hoga kya karun?
Mera certificate me name short me hai
Form bhi short me apply Kia hai
Voter id , passport me full name hai
Koi. Problem hogi kya
Mera bed ki original marksheet abhi tak mujhe nhi mili hai ....computer wali hai ....and degree mil gyi hai mujhe but marksheet nhi mili abhi tak ...to mujhe kya karna chahiye ...aise case me ...affidavit chal jaega kya
Sir mera deled ka parsentage galt kr diye h bharne me to dikkat aaskti h kya?
अच्छा नियुक्ति की बाद वाला पेपर पत्रांक दिनांक सहित वाला देखे और जो मुखिया सचिव जिन्दा है उनसे समेकित मंगाया जाय फिर बहाली की प्रक्रिया का रोस्टर मंगाया जाय सब क्लीपर हो जाएगा वैसे नितिश जी राजकर्मी बना दिए 5 अगस्त को शिक्षक खुशी मनाए
Jssc cgl k form me mera matric or diploma ka percentage galat type ho gya h
DV me hata dega kya ?
Ya affidavit banawa k ho jayega ?
Please reply sir