Sir sirdiyon main jo keeday lagtey hain uska kya kare?Hamare Bangalore main dhoop bhi kam aati hain.Jaada barish hoti hain.please safed tarah key insects key liye kuch davaayi bata deejiye
aapko ghbrane ki jrrurat nahi aap apne tulsi plant par THIAMETHOXAM pesticide 1 gram 1 liter pani me gholkr poore plant par sprey krna hai...or plant ke ooper yadi aap har roj pani ka chidkav krte hain to aisa nahi krna hai...kyunki ye white fly wahi jyada hoti hai jaha cotton ki kheti ho or mosam me nami umas jyada ho...is pesticide ki choti packing 20 rupaye ki milegi pesticide shop par ya fir aap ise online flipcart par search krenge to waha bhi apko mil jyaegi...but ho skta hai ki choti packing online na mile but local pesticide shop par apko mil jayegi....thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
Din k smya aap plant dhoop me rakhein...or pani tb tak nahi dalein jabtak top soil dry nahi ho jati...Thanks and Welcome...Dear....Viewer...Happy Gardening...
चाहे जितना जतन करते है लेकिन ठंडी में तुलसी का जाना तय है जब तक अच्छी धूप नही प्राप्त हो जाती है तब तक कुछ भी उपचार करलो लेकिन वह पुनः अंकुरित नहीं होती है हां अगर धूप बराबर प्राप्त हो जाती है तो उस का कोई भी मौसम कुछ नहीं बिगाड़ा सकता है सबसे पहले ज्यादा से ज्यादा धूप की आवश्यकता होती है
Sorry Dear...maine kbhi ye kiya nahi or na hee mere according ye thik hai...ha but yadi aap krna chahte hain to ek liter pani me matra 1 boond dalkr kijiye...oos jyada bilkul bhi nahi...Thanks and Welcome Dear...Viewer...Happy Gardening...
Bhaiya mere vahan Raat ke time se se 60 degree temperature rahata hai dil mein 8 se 9 kabhi kabhi Sardi ke Mausam mein meri maharani to shaadi Shubh ja rahi hai Kali pad chuki hai to humne kaise badhaen please video ke madhyam se hamen
to Aap DAP khad ke 5-7 dane dal dijiye...or ho ske to latest video watch krein video section me jakr...rat me low temp. se tulsi plant ko bachane ke liye...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
Dear viewer aap mera latest new video dekhiye...jisme main kuch khas care tips di hain...video ka link- th-cam.com/video/Wpu7EXTUdJU/w-d-xo.html Thanks and welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
Sir mine goumutra, kande ke tulde, dudh, haldi rakh ka sprey sab dala hai 1 month ache se growth huinlekin ab pure patte jadh rahe hai pile nahi parvkale hora he hai. Please bataye kya karu
dear...kya aap ne mera new video dekha hai jisme maine kuch important care btai hain...yadi nahi to plz dekhein video ka link- th-cam.com/video/Wpu7EXTUdJU/w-d-xo.html
hello sir mera tulsi ka phoda shuk rha hai ..aur leaf murjha rhe hai black ho kr sukh rhe ..plz tell me k mai kya kru....day mey dhoop dikha kr evening mey cover kr deti hu.pr phir bhi sukh rha hai kya kru mai?mere pass 2 tulsi hai.ek to theek hai pr dusri murjha rhi hai
Sir meri tulsi sukh chuki hai m out of station gyi thi 20 din k liye ake dekha to sab plant sukh chuke the mere plz koi advise dijiye ki mere plant again shi ho jaye
तुलसी के पत्तों को store कैसे करते हैं 3 दिन के लिए सर्दियों में? पानी डाला था कटोरी में ताकि तुलसी के पत्ते ना सूखे मगर वो काले हो गए हैं पानी हटाने के बावजूद.. Please मदद कीजिए
store krne ke liye poora patta pani me na dalein...sirf dundhl ko dalkr rakhiye...hlke se pani me to shayad result acha mile...aapko ek bar try kijiye...waise maine kbhi tulsi ke patte ko store nahi kiya...isliye...kya result hoga kuch keh nahi skta...thank you...Dear..viewer happy Gardening..
5 inchi pot me lga skte hain yadi plant chota hai...but bada plant to km se km 10 inchi pot me lgaiye...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
sar main Mumbai mein rehte hain jyada thand nahin padati lekin Meri window mein subah morning ki dhup mere paudhe ko lagti hai lekin mere ek paudhe ka pati se Hari bhari bhari dusri pati bhi a Rahi niche jarur a rahi hai lekin ek stick mein Patti murjha gaye aur halki Jo pati 2 3 bacchiyon Khali padhne lag Gaye ek kis vajah se ho raha hai mujhe bataiye kya karna chahie
dear km se km dhoop ki bat karu is plant ke liye...to 2 ghnte ki dhoop is plant ko achi growth ke liye chahiye hoti hai...tbhi plant ki life increase hoti hai...dear...plant ke liye bhojan patte tyar krte hain...or patton ko bhojan bnane ke liye jo outdoor plant rehte hain...oonko bhojan bnane ke liye...dhoop ki jarurat rehti hai...or dhoop ke bina plant ke patte bhojan nahi bna payenge...thodi der ki dhoop me patte jo bhojan bna payenge...wo plant ke liye bohat km rehta hai...or km bhojan milne ki wjha se plant kuch mahine hee survive kr pata hai...isi wjha se apke ghr tulsi plant 5-6 mahine hee jeevit rehta hai... baki km dhoop me yadi aap apne plant ki life badana chahte hain...to aise me aap hr 10ve din ya mahine me km se km 2 bar apne plant me koi bhi organic compost video me btaye anusar apen plant me dein...plant me pani adhik na dein...mitti dry lge tbhi pani dein... ya fir DAP khad ke sirf 3 Dane adha liter pani me gholkr hr 12-13 din ke gape se dein....yahi aapke plant ki problem ka hl hai...baki DAP ek camical fertilizer hai...or aap tulsi plant ki pooja krte hian...ya iske patte ka use chaye aadi bnane me krte hian...to DAP ka use bilkul bhi na krein... sirf vermicompost ya koi bhi organic compost ka use karein...liquid form me...or aaj kl to online ghar baithe koi bhi khad fertilizer mngwa skte hian...bs naam pta hona chahiye... Dear...or koi problem ho to comment krke pooch skte hain...Thank you...happy Gardening...
shyama tulsi ke patte adhik sardi me aise hee ho jate hain...joki natural hai bs aap brf se bachane ke liye plant ko raat ko shade me rakhein ya fir transparent polythine se cover krein raat ke smya...ooske liye aap mera latest video dekh skte hain video ka link- th-cam.com/video/EkEk2ejcWZk/w-d-xo.html Thanks and Welcome...dear...Viewer...Happy Gardening...
Hi sir jaise tulsi ki Puja krte h to pani dalna padta h tulsi me aise me kya kre meri tulsi bilkul sukh chuki h bahut tenshn hoti h dekh kr aise me kya kru
Dear...main apki bat se poori trha sehmat hu...aap jal thodi si matra me chadaya kriye...jb winter khtm ho jaye...mosam achha hone lge dhoop wala tb aap dhoop me rakhiyega plant ki yadi bracg hari hain...to fir se naye naye patte niklne lgenge...Thank you...Dear...Happy Gardening...
Mere Tulsi aaj Kal atte Kam ho gae hm yahanper gazipur u p s hon mere tulsisafed macher h Jo hate nahi m net nahi laga sakti kyonki rent per h Bal pare bhi Peele aur murgha rahe h aawlakapaudha bhi pura Ghar gya h
Dear itni sardi me upaye bs ab yahi hai...ke tulsi ji ko chatt ke niche rakhein...ab to green net bhi kam nahi kar raha is 0 degree ke tapman me...Thank you...Dear...Happy Gardening...
Dear aap mere channek par ( tulsi plant care fertilizer ) wali playlist me jayein wha aapko tulsi plant ki 6 video milengi jisme maine sbhi information di hai...oosme aapke mtlb ka video bhi hai...baki aap mere channel ki playlist me nahi jana chahte to aap 1. pehle apne plant par pani ka spray kriye... 2. jali hui lakdi ki ya fir jale hue oople ki rakh ko pani ke spray ke bad chidak dijiye... 3 teen din tk plant ko kuch nahi krna... 4 chothe din aap ne fir se pani ka spray krna hai...taki jo raakh hai...weh ache se saf ho jaye sbhi kide khtm ho jayenge... or yadi fir bhi kide reh jayein...to aap ek bar or is kaam ko krein...sbhi kide khtm ho jayenge... thank you...dear...happy Gardening...
Thanks for the tips it’s 21 degrees here in Mumbai...sab ke liye shayad 21deg Kuch bhi nahi but for us it means fan band, socks & hoodie on, time for razai..also my tulsi died 😒
@@gardeninginpot lloloujl iolkoookooll it iiuujookoii jo hippy jo oh 👌 hi lioliuhoi ko Uoouoo lii 👌 ooljouoloiuookypouiuokukuolikiookol jioiukok9oiuo hook 👌 oouojukojuiipuokokloloooo hi uoujjkiolokkkokpkoookuux doko
Tulsi care tips started at 2:36
Thanks for saving time 🙏😊
Tysm
Thank you
tysm
Hello
Very effective tip mere pudhe ke upar mene kal net lagai or aaj hari patti aana shuru ho gayi thankyou sir😍😍
Tulsi ke bare mein aapane bataya bahut accha laga
Big like
Sir aapne bahut aachi jankari Di 👌👌
Thank you so much ji 🙏
Nice vedio 👍👍 👍👍 👍
Thank you...dear...Happy Gardening...
Hari bol jai Tulsi maa
jai Tulsi maa...
Sardi me tulsi ko kitni der ki dhoop chahiye ?
Thank you sir ....hare Krishna 🙏
Sir sirdiyon main jo keeday lagtey hain uska kya kare?Hamare Bangalore main dhoop bhi kam aati hain.Jaada barish hoti hain.please safed tarah key insects key liye kuch davaayi bata deejiye
aapko ghbrane ki jrrurat nahi aap apne tulsi plant par THIAMETHOXAM pesticide 1 gram 1 liter pani me gholkr poore plant par sprey krna hai...or plant ke ooper yadi aap har roj pani ka chidkav krte hain to aisa nahi krna hai...kyunki ye white fly wahi jyada hoti hai jaha cotton ki kheti ho or mosam me nami umas jyada ho...is pesticide ki choti packing 20 rupaye ki milegi pesticide shop par ya fir aap ise online flipcart par search krenge to waha bhi apko mil jyaegi...but ho skta hai ki choti packing online na mile but local pesticide shop par apko mil jayegi....thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
@@gardeninginpot tq very much for replying very fast
Wonderful information 👌👌
Very nice Tulsi ji
Plzz help kariye...mere tulsaji ke patte tip se jalne lage hain...kyaa kru?? Shade me rakhi Hain fir bhi😕
Din k smya aap plant dhoop me rakhein...or pani tb tak nahi dalein jabtak top soil dry nahi ho jati...Thanks and Welcome...Dear....Viewer...Happy Gardening...
चाहे जितना जतन करते है लेकिन ठंडी में तुलसी का जाना तय है जब तक अच्छी धूप नही प्राप्त हो जाती है तब तक कुछ भी उपचार करलो लेकिन वह पुनः अंकुरित नहीं होती है हां अगर धूप बराबर प्राप्त हो जाती है तो उस का कोई भी मौसम कुछ नहीं बिगाड़ा सकता है सबसे पहले ज्यादा से ज्यादा धूप की आवश्यकता होती है
Nice sharing
Jai shree Radhey ❤❤❤
Jai tulsi Mata Ji ki jai ho
jai tulsi maa...Happy Gardening...
More information on Tulsi podha care N Thanks about it
Nice👍👍
Night me temperature mines 3 or 4 homage to kaise bacheye tulsi plant ko
Very many thanks for pre vence of Tulsi poudha
Nice video
Good night 😌🔥⛱🌺🌳☘🍀🙏🙏
Good Morning...Thanks and Welcome...Dear...viewer...Happy Gardening...
Jai Tulsi matA ji ki 🙏
Sarso ki khali ka liquid de sakte hai ?
Jai maa Tulsi
jai tulsi mata...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
5 mint ki video mai 4 mint to bus yahi bola abhi batata hu abhi batata hu 😂😂
Good video very very nice
क़ौन सा ऑर्गैनिक खाद एस्तेमाल करते हैं
क्रिपया बताने की कोशिश करें
Jai Maa Tulashi
What to do with manjiri, that we pull from tulsi plant?
Canada winter how take care Hindi main door care minies ma weather Kara ha
aap mera abhi latest uploaded video watch krein...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
Good info
Tulsi plant rocks *
This plant is very nice and heavy
JaiTulsi mata g ki.
sir detol ka spray kar sakte hai kya kale kide hatane ke liye
Sorry Dear...maine kbhi ye kiya nahi or na hee mere according ye thik hai...ha but yadi aap krna chahte hain to ek liter pani me matra 1 boond dalkr kijiye...oos jyada bilkul bhi nahi...Thanks and Welcome Dear...Viewer...Happy Gardening...
Bhaiya mere vahan Raat ke time se se 60 degree temperature rahata hai dil mein 8 se 9 kabhi kabhi Sardi ke Mausam mein meri maharani to shaadi Shubh ja rahi hai Kali pad chuki hai to humne kaise badhaen please video ke madhyam se hamen
winter mein tulsi ugaa skte hai
Useful information sir
Vermi compost kahan se multi hai
Dear Viewer aap apne najdiki plants nursery me pta krein 100% mil jayegi...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
Sir agar ghar mein dhoop nahi aate ho to kya kr sakte hai.
to Aap DAP khad ke 5-7 dane dal dijiye...or ho ske to latest video watch krein video section me jakr...rat me low temp. se tulsi plant ko bachane ke liye...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
Sir furtilies krne ke liye kya kya lena hota hai please sir reply me
Thanku sir nice information
Gover ka khad daal sakte he kya
Hamare Delhi me 4°celcius tak hojata hai toh kya kare?
Dear viewer aap mera latest new video dekhiye...jisme main kuch khas care tips di hain...video ka link- th-cam.com/video/Wpu7EXTUdJU/w-d-xo.html
Thanks and welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
Organic compost Kya hota hai
you can buy online, find organic compost in the google
Very beautiful Tulsi ❤️
Jai Tulsi Mata
My tulsi plant is not so full of leavespl advise
Good advise
tulsi plant me compost ki jagah dal ya chawal ka pani daal sakte h.pls reply
but winter me koi fayda nahi milega but dal skte hain 8-10 din me ek bar...Thanks and Welcome Dear...Viewer...Happy Gardening...
Sir mine goumutra, kande ke tulde, dudh, haldi rakh ka sprey sab dala hai 1 month ache se growth huinlekin ab pure patte jadh rahe hai pile nahi parvkale hora he hai. Please bataye kya karu
dear...kya aap ne mera new video dekha hai jisme maine kuch important care btai hain...yadi nahi to plz dekhein video ka link- th-cam.com/video/Wpu7EXTUdJU/w-d-xo.html
3digari selsiyas temperature hai to kya kiya jaye jisse Tulsi hari bhari bani rahegi
JAYSHRIKRISHNA
Agar kisi ke Ghar pe sunlight na aati to kya kare
Nice
#AntraCreations
Thank you...dear...Happy Gardening...
Jay Shree Krishna
Om namo bhagawate vasudevay Namah
Mere tulsi plant new repot karne k baad one week m hi kharab ho ja rahe h kya kare
hello sir mera tulsi ka phoda shuk rha hai ..aur leaf murjha rhe hai black ho kr sukh rhe ..plz tell me k mai kya kru....day mey dhoop dikha kr evening mey cover kr deti hu.pr phir bhi sukh rha hai kya kru mai?mere pass 2 tulsi hai.ek to theek hai pr dusri murjha rhi hai
jo murjha rahi hai weh aap chatt ke niche rakhein...kapde se oos plant ko na dhakein...Thank you...dear happy gardening...
@@gardeninginpot thank u
Sir meri tulsi sukh chuki hai m out of station gyi thi 20 din k liye ake dekha to sab plant sukh chuke the mere plz koi advise dijiye ki mere plant again shi ho jaye
Jai Tulsi namo namo Jai Mata Di 🙏🪔
jai tulsi mata ki....jai ho...Thansk and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
तुलसी के पत्तों को store कैसे करते हैं 3 दिन के लिए सर्दियों में? पानी डाला था कटोरी में ताकि तुलसी के पत्ते ना सूखे मगर वो काले हो गए हैं पानी हटाने के बावजूद.. Please मदद कीजिए
store krne ke liye poora patta pani me na dalein...sirf dundhl ko dalkr rakhiye...hlke se pani me to shayad result acha mile...aapko ek bar try kijiye...waise maine kbhi tulsi ke patte ko store nahi kiya...isliye...kya result hoga kuch keh nahi skta...thank you...Dear..viewer happy Gardening..
very useful...pl.make it bit short
Thank You. Good Tip.👍
Sir meri tulsi kharaab ho gai puri sukh gai hai sir please sir help me meri tulsi kho thik kr dijiye
Tulsi plant k moghre nikaal na chaiye ki nahi...agar nahi nikalte toh tulsi plant jaldi sukh jaayega...plz reply
Shri Radhe 🙏🙏♥️
Sir tulsi ji 5"ke pot mai laga sakte hai please reply
5 inchi pot me lga skte hain yadi plant chota hai...but bada plant to km se km 10 inchi pot me lgaiye...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
sar main Mumbai mein rehte hain jyada thand nahin padati lekin Meri window mein subah morning ki dhup mere paudhe ko lagti hai lekin mere ek paudhe ka pati se Hari bhari bhari dusri pati bhi a Rahi niche jarur a rahi hai lekin ek stick mein Patti murjha gaye aur halki Jo pati 2 3 bacchiyon Khali padhne lag Gaye ek kis vajah se ho raha hai mujhe bataiye kya karna chahie
Ek stick ke upar neeche se hare bich se Khali padhne lag Gai ab main Kya karun
Dear plant ka name kya hai...please reply...happy gardening..
Tulsi
Sir
हमारे घर मे सर्दियों में बिल्कुल भी धूप नही आती। ऐसे में तुलसी जी की कैसे देख रेख करें। sept से march तक जरा भी धूप नही आती। pl बताइये
dear km se km dhoop ki bat karu is plant ke liye...to 2 ghnte ki dhoop is plant ko achi growth ke liye chahiye hoti hai...tbhi plant ki life increase hoti hai...dear...plant ke liye bhojan patte tyar krte hain...or patton ko bhojan bnane ke liye jo outdoor plant rehte hain...oonko bhojan bnane ke liye...dhoop ki jarurat rehti hai...or dhoop ke bina plant ke patte bhojan nahi bna payenge...thodi der ki dhoop me patte jo bhojan bna payenge...wo plant ke liye bohat km rehta hai...or km bhojan milne ki wjha se plant kuch mahine hee survive kr pata hai...isi wjha se apke ghr tulsi plant 5-6 mahine hee jeevit rehta hai...
baki km dhoop me yadi aap apne plant ki life badana chahte hain...to aise me aap hr 10ve din ya mahine me km se km 2 bar apne plant me koi bhi organic compost video me btaye anusar apen plant me dein...plant me pani adhik na dein...mitti dry lge tbhi pani dein...
ya fir DAP khad ke sirf 3 Dane adha liter pani me gholkr hr 12-13 din ke gape se dein....yahi aapke plant ki problem ka hl hai...baki DAP ek camical fertilizer hai...or aap tulsi plant ki pooja krte hian...ya iske patte ka use chaye aadi bnane me krte hian...to DAP ka use bilkul bhi na krein...
sirf vermicompost ya koi bhi organic compost ka use karein...liquid form me...or aaj kl to online ghar baithe koi bhi khad fertilizer mngwa skte hian...bs naam pta hona chahiye...
Dear...or koi problem ho to comment krke pooch skte hain...Thank you...happy Gardening...
What else can we do if it we can not arrange for green net?
Kon si khad dale sir isse kase bna sakte h reply me pls
kya aap ne video poora dekha hai...ye swal poochne se pehle..
Meri tulsi k plant k sabhi patte red nd brown ho gye hn jamuni type ho gye hn 🤔🤔🤔
shyama tulsi ke patte adhik sardi me aise hee ho jate hain...joki natural hai bs aap brf se bachane ke liye plant ko raat ko shade me rakhein ya fir transparent polythine se cover krein raat ke smya...ooske liye aap mera latest video dekh skte hain video ka link- th-cam.com/video/EkEk2ejcWZk/w-d-xo.html
Thanks and Welcome...dear...Viewer...Happy Gardening...
@@gardeninginpot thanks a lot 😊🍫
Kaunsi LAGUAGE hai sir Aapki sar ke ooper se chali gai
Tulsi ka plant kaunsa lena chahiye ? Ram Tulsi ya Krishna Tulsi ? Please tell me.
Krishna tulsi mein jyada Benefits hai to apko vahi Lena chaiye I think ya aap Dono BHI laga sakte hai
Hi sir jaise tulsi ki Puja krte h to pani dalna padta h tulsi me aise me kya kre meri tulsi bilkul sukh chuki h bahut tenshn hoti h dekh kr aise me kya kru
Dear...main apki bat se poori trha sehmat hu...aap jal thodi si matra me chadaya kriye...jb winter khtm ho jaye...mosam achha hone lge dhoop wala tb aap dhoop me rakhiyega plant ki yadi bracg hari hain...to fir se naye naye patte niklne lgenge...Thank you...Dear...Happy Gardening...
Thenku
Thanks and Welcome...Dear...viewer...Happy Gardening...
Thanku sir
Mera Tulsi plant shade k niche he to grow hoga?
Wo pura murja gaya he to sare patte nikal sakte he?
Fir new patte ayenge?
th-cam.com/video/TAufOuTh77g/w-d-xo.html
Sir here the temperature is 3-2 degree minimum n 10 degree max
Thanks and Welcome Dear...Viewer...Happy Gardening...
Thank u ji ...mere tulsi murjha rahe Tha ...aapke bataye hue jaise karungi ...Kya net ke bajaye ghar ke andar rakh sakti hun ?? Plz reply kijiyega
Sir mere tulsi plant k leaf nichy ki trf jhul gy h ya khu ki tulsi murjha gyi h plz hlp kry
My town temperature is -5 degree Celsius
share krne ke liye...Thanks and Welcome...dear...Viewer...Happy Gardening...
Kya ham Tulsi mein chalk dal ke bacha sakte hain
Thank u sir
Jai tulsi mata
Mere Tulsi aaj Kal atte Kam ho gae hm yahanper gazipur u p s hon mere tulsisafed macher h Jo hate nahi m net nahi laga sakti kyonki rent per h Bal pare bhi Peele aur murgha rahe h aawlakapaudha bhi pura Ghar gya h
Aaj kal tulsi ke leaves bahut jadh rahe hain. Koi upaye bataye please
Dear itni sardi me upaye bs ab yahi hai...ke tulsi ji ko chatt ke niche rakhein...ab to green net bhi kam nahi kar raha is 0 degree ke tapman me...Thank you...Dear...Happy Gardening...
Video starts a 2:36
Thankyou 😊
😅
Jai Tulci Mata ji
Mare ghar Ki Tulci Suk gahi Hai ji
Hello sir mere yha 2 digger temperature ho jata he Kese care kru
Nice👏
Thank you...dear...Happy Gardening...
Sunday ko tulsi plant ko hath ni lgaye
ji mafi chahunga...Thanks and Welcome...Dear...Viewer...Happy Gardening...
@@gardeninginpot good to see ki aap logo ki baat ko response krte hain or sunte hain.... ❤️❤️❤️❤️
Thank you so much
White colour k kide ho gye h tulsi plant m kya daalu
Dear aap mere channek par ( tulsi plant care fertilizer ) wali playlist me jayein wha aapko tulsi plant ki 6 video milengi jisme maine sbhi information di hai...oosme aapke mtlb ka video bhi hai...baki aap mere channel ki playlist me nahi jana chahte to aap
1. pehle apne plant par pani ka spray kriye...
2. jali hui lakdi ki ya fir jale hue oople ki rakh ko pani ke spray ke bad chidak dijiye...
3 teen din tk plant ko kuch nahi krna...
4 chothe din aap ne fir se pani ka spray krna hai...taki jo raakh hai...weh ache se saf ho jaye
sbhi kide khtm ho jayenge...
or yadi fir bhi kide reh jayein...to aap ek bar or is kaam ko krein...sbhi kide khtm ho jayenge...
thank you...dear...happy Gardening...
Pl inform me too ,same problem with my tulsi plant
@@gardeninginpot tx
Green net kaha se le
Dear aap green net online mngwa lijiye...thank you...happy gardening..
Nice bhai
Video starts at 02:38
Haha
Mein delhi se hu temprature bhut down ha
Nice ji
Thanks for the tips it’s 21 degrees here in Mumbai...sab ke liye shayad 21deg Kuch bhi nahi but for us it means fan band, socks & hoodie on, time for razai..also my tulsi died 😒
Dear aap ek bar ye video dekhiye...video ka link- th-cam.com/video/Wpu7EXTUdJU/w-d-xo.html
Thanks and Welcome Dear...Viewer...Happy Gardening...
@@gardeninginpot popping 😂 I pull you