Bhai ye gadi may bahut mahnat lagi isliye double thams 👍👍bahut achchi malomat di aap ne, bhai background may bahut noise thi, dainter janboj kar aawaz karraha hai aisa lagraha hai, bhai ek request hai aap multimiter ko kahan aur kayse use karna hota hai is ke alag alag videos banayye please.
mere paas 8 seetar vaala petrol enjoy hai, main pichhale 1 saal se oto raijing ishyoo ka saamana kar raha hoon. giyar shipht karate samay, aaidal staart, aur traiphik signal par nyootral giyar lagaate samay aarapeeem bahut badh raha hai (rpm 3-4 tak badh jaata hai) jab main klach chhod raha hoon to raijing daun ho raha hai. ek saamaany holt par bhee rpm 1 se 1.5 ya 2 mein utaar-chadhaav kar raha hai. adhikrt deelar is samasya ko theek karane mein asamarth hain, unhonne o2 sensar ko badal diya hai, klach plet ko badal diya hai aur eyar philtar ko bhee saaph kar diya hai lekin phir bhee yah samasya banee huee hai.
Sir mere pas Chevrolet Beat Petrol (2014) 37000km chal chuki hain. Kabhi kabhi beech beech meinLong Cranking le rahi hain.Engine pick up ok hain, no missing. No check engine light.
Sir tata indica vista quatrajet engine check lighat chali jati hai fir kabhi bad main aati hai to gadi chalu hoti hai kya problem hoga main ne main relay change kiya hai fir bhi asa hi hota hai.
Sir es indica ka ecm dala check light ka problem soaul ho gaya.par gadi ka check light show ho raha hai aur code ajib sa araha hai 5e019001 code please refer to manual asa code hai delete karne par jaka second me vapas ata hai.kya hua ho yahi code pahile ke ecm main bhi tha.
Ye jo aap ka concept hai dtc wali bohot aacha hai.or aap ka video bahot hi aacha hai.iam from odhissa.me ek auto electrical technician hoon🙏
Your explanation is very basic and simple. Thank you.
Explain accha karte ho bhai .
Bhai ye gadi may bahut mahnat lagi isliye double thams 👍👍bahut achchi malomat di aap ne, bhai background may bahut noise thi, dainter janboj kar aawaz karraha hai aisa lagraha hai, bhai ek request hai aap multimiter ko kahan aur kayse use karna hota hai is ke alag alag videos banayye please.
Thank you. Enjoy ka full service bhi upload karna. Ye gadi ke owners ko help hogi.
Hi sir iam omer shanu from hyderabad sir muje aap say aur bohath kuch sikna hai u r a great sir
Masha allah zabardast bhai👍
Namste sar g bahuta axh video hai sar g
Ustad ji good information. Thanks
Bhai bhot mehnat karte ho yaar
Ha mehnat karta hu
Mujhe kantiniyuti chek karne ka tarika bhout pasand aaya aapka bilkul simpal
Thanks brother for your help 🙏
Always welcome
Veri nice Sar bahut badhiya
Good explanation Bro , thank you
Acha samja the bhai 👍👍👍
Thank you good explain 🙏🙏🙏
Namste sar g app video bahuta axh hai
Very very nice vedeo
❤good job
U are a like dhrona for me
Sir I am Junaid from Hyderabad
Thanks bhai g
Superb explanation
Sir very good and clrear vidio thanks a lot
Very good excellent video
Very nice Bhai thankyou so much
Nice bhai👍👍👍
Awsome 👌👌boss
Aapka big fan Hu Mai
Great sir.
Sir thank you I'm from kolkata
Nice sir ❤
Thanks ✌️
Good morning sir
Ye 2013 ka second hand model Petrol version lena chahiye Enjoy ka?? Please reply kijiye 🙏
Super, sir
Very very nice sir,, 👍👍👍👌👌
Sir apka phone no ta milsakta hai,, give Mey ur contact no
Thnxs sir
thank you for the lessons
Thanks sir ji
Super
Good work
Good education
Bhai ji i20 petrol sportz model 2012,k camshaft caps ke bolts ko kitene newton meter pr tight krna hota hai
Good video sir
Nice video bro
Zabardas bhai
Super Sir
Nice bro
Nice
My friend what brand your scanner
good information
👍👌
Bhai ji beat diesel h hinjector me current nahi aa raha h kya proublum ho sakti h please reply
Crank sensor aur wiring
Jay hind bhai
Mangye guru
Bhut ache job
Very good
Good 👍🏼
Very helpful video sir 👍🙏
Frnsd fuel injector system testing repair ki jankari ke liye subscribe kre
#mechanicbrother
Espe apko bhut helo milegi
Very well
Multimeter kese chalate hai sr ,beep sound ane ka matalab wire ok hai kya sr and injector se lekar ecm wire check kese kare
Countinity beep sound check karo ecm to injectors ka.
👌
mere paas 8 seetar vaala petrol enjoy hai, main pichhale 1 saal se oto raijing ishyoo ka saamana kar raha hoon. giyar shipht karate samay, aaidal staart, aur traiphik signal par nyootral giyar lagaate samay aarapeeem bahut badh raha hai (rpm 3-4 tak badh jaata hai) jab main klach chhod raha hoon to raijing daun ho raha hai. ek saamaany holt par bhee rpm 1 se 1.5 ya 2 mein utaar-chadhaav kar raha hai.
adhikrt deelar is samasya ko theek karane mein asamarth hain, unhonne o2 sensar ko badal diya hai, klach plet ko badal diya hai aur eyar philtar ko bhee saaph kar diya hai lekin phir bhee yah samasya banee huee hai.
Parnam ser sabhi 3 pin crank sensor ka voltage 4.5 hota hi kya
Nahi
Sir mere pas Chevrolet Beat Petrol (2014) 37000km chal chuki hain. Kabhi kabhi beech beech meinLong Cranking le rahi hain.Engine pick up ok hain, no missing.
No check engine light.
Clean fuel filter and spark plug.
@@technicalautotech ok Sir...
Aajtaak Spark Plug aur fuel filter change nahi kiya hain.
Change karo spark plug aur fuel filter
@@technicalautotech ok sir..
Spark Plug konsa brand accha hain
NGK
Good
Sir three pin sensor and wiring test ka video banao please Sir
Ok sir.
Sar crank sensor aur camp sensor kya kya chij mein kam aata hai
Ok bataunga.
Bhai garrege cha address dya mala kam karayache aahe,same issue in my xcent perol 2016 model.
Sir g
Fuel return pipe bar bar fat jati he
Kya issue hoga
Bhai app kha se ho
Mumbai Parel se
Supar bhai ma Gujrat Rajkot sa hu
Bhai mo na apo
Sir mera Chevrolet enjoy 1.3L diesel hai
or ek car jayse ek signal aa raha hai
or accelerator kam nahi kar raha hai
Please
Reply
Scanning mai live data check karo sir
Sir ji ye car kya model hai batao pls or jab bhi video banao na model or car naam batao pls
Chevrolet injoy
Ok
Sir g workshop ka name kya hai
Sir mujhe kaam karna hai aap ke pass
Or kitne degree pr rotate krna hota hai
Gadi hit hone ke bad class mein Kam Nahin kar raha hai iska ek video dalo kya problem hai 10 minut ke bad chalu ho raha hai
Sir kam sikhana hai apse mai mechanic hu
Sir tata indica vista quatrajet engine check lighat chali jati hai fir kabhi bad main aati hai to gadi chalu hoti hai kya problem hoga main ne main relay change kiya hai fir bhi asa hi hota hai.
ECM aur body ground check karo.
Sir es indica ka ecm dala check light ka problem soaul ho gaya.par gadi ka check light show ho raha hai aur code ajib sa araha hai 5e019001 code please refer to manual asa code hai delete karne par jaka second me vapas ata hai.kya hua ho yahi code pahile ke ecm main bhi tha.
Gadi hit hone ke bad class mein Kam Nahin kar raha hai today race Lekar FIR 10 minut less Leke chalu ho raha hai Skype video dalo
Namste sir ji
Aap ka garegge kaha p hai
Plz aap ka address aur phone no millega
Mujhe apni Chevrolet enjoy petrol
Service p aap ko deni hai plz reply
भाई मेरे पास ये गाड़ी हे ईजन्न का काम किया हे गाड़ि चालू होती हे रेस करके छोड़ते हे तो गाड़ी बन्द हो जाती हे
Gadi hit hone ke bad class mein Kam Nahin kar raha hai thoda Janna chahta hun gadi hit hone ke bad class mein Kam Nahin kar raha hai iska ek video
Address batao na garage ka
Hi big B
Comment karke batana
आपका गैरेज किधर है सर आपके गैरेज पर मुझे काम सीखना है सर प्लीज
Kidar hai aapka gareg
Hi
Bhai apka no doge thada baat karna thaa wiring related
Aap jo gari ko scen karte hai uska naam kiya bhai jee
Launch scan plus
Sar apna number dal dijiye mujhe aapse baat karna hai skin ke bare mein
Sir rpm wire konsi he
Crank sensor ki 3 wire mai koyi bhi wire cut hogi tho RPM meter kaam nahi karega.
Out signal wire konsi he
Kisibhi gadi ka rpm nahi chalega
Enjoy desal 2013 hai let start hoti hai rpm sahi hai koi folt cod nhi
Wate sab number do na bhai appe ka
Sir ji aap ka nambar cahiye
Sir aapne garage kaha hai address send karo with mobile number
Gog
Please sir aap ka nambar cahiye
Pls reply
Chevrolet enjoy
Model 2015