Patnitop Trip | Patnitop Tourist Places | Katra se Patnitop | Patnitop Tour Complete Information
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 8 ก.พ. 2025
- Patnitop Trip | Patnitop Tourist Places | Katra se Patnitop | Patnitop Complete Information
Hello friends,
Agr aap patnito trip krne ka plan kr rahe hai to ye video apki trip ke liye bahut hi jyda helpful rahega is video me patnitop trip se related hr ek jaankari apko provide ki gayi hai, agar aap is video ko last tk dekhte hai to ye apke liye bahut hi helpful rahega plzz watch till end.........
In patnitop you can visit these places......
1. sky view point,
2. eco garden,
3. children park,
4. nag temple,
5. patnitop ropeway,
6. nathatop
7. mathatop
8. sanasar lake
9. golf garden
10. himalayan range
patnitop
patnitop trip
patnitop tour
patnitop hill station
patnitop tour guide
patnitop travel guide
patnitop tour package
patnitop tourist places
patnitop tour plan
patnitop tour cost
katra to patnitop
vaishno devi to patnitop
katra to patnitop bus fare
places visit in patnitop
top places in patnitop
palces to visit near patnitop
top tourist places in patnitop
best time to visit patnitop
best hotels in patnitop
how to reach patnitop
patnitop kaise jaye
patnitop me ghumne ki jagah
patnitop ke aas paas ghumne ki jagah
All music credit to TH-cam Audio Library
Thank you!!
मैं गया हु पटनीटॉप मस्त जगह हैं। जून के महीने में सर्दी थी बहा के लोग जैकेट पहने हुए थे
Very interesting location
Bhai bhut achi video hai apki bhai bs ek doubt tha ki Dec mai kabh barf pad jati hai ... Starting mai ya last mai
Haan kbhi kbhi dec me bhi snow fall hi jata hai wahi agr aap Jan Feb me jate hai TB bahut hi ache se snow milti hai
❤❤❤❤Very nice video❤❤❤❤@trainviews
बहुत ही सुंदर जगह आप ने दिखाया धन्यवाद
बहुत ही मनमोहक दृश्य है हम गये थे पिछले साल फरबरी में 👍👍😀😀
May bhi Gaya tha February mey.
October m jaa rahe hai to esa milega kya pls btaiye hum veshno Devi jaa rahe h
Or main gayi thi September me
To kya apko snow fall mila
@@VIVEKKUMAR-l7c9t nahi bas kohara (fog) Mila..
Very nice place
Fantastic pic video sir g 👌
Very good information sir
Thanks
Hum 23 March ka program bna rhe hain ,nathatop me snow hogi ya pighal chuki hogi?
50-50 chances hai
Sir January me Natha top and Sanasar accessible hai kia ya block hojata hai road?
If hum January me Katra/Udhampur se rental bike se aae to roads dangerous to ni hote naa??
nathatop aur sanasar lake tk jaa to skte hai lekn kbhi kbhi bahut dada snowfall hone pr raste block bhi ho jate hai risky rehta hai
@@YatraMitra how are the roads for bike/scooty at that time??
Patnitop se nathaptop and patnitop se sansar lake liye aane - jaane ki bus etc nhi h kya??
nathatop ke liye bus nhi hai asap private Taxi se hi jaye
@@YatraMitra agar hum patnitop se taxi le kr NATHATOP and SANSAR LAKE jaaye toh approx kitna charge hoga sir Taxi ka approx
Bhaiyya abhi jauga September me kya wha already baraf padi milegei , aur thand kitni rhegi
normal thand hai normal wollen clothes se kam chl jayega ..... is time snow nhi milga, snow apko jan last Feb aur March me milta hai
Bolo
@@YatraMitra ok ji
5 January ko bahut thanda hoga kya koi dikkat to nahi hogana
sardi to hoti hai lekn problem nhi hogi
May me thandi rahti h ya nahi
Very tourist places
Nov k mid me snow dekhne ko mil skta h patnitop me??
Plsss btaye
nhi mam ..... January mid ya last me snowfall hota hai
@@YatraMitra ty kya katra s nearby koi hill station h jaha Hume Nov k mid me snow dekhne ko mil skti h
Baki sb to 250km above h
katra se 160 km duri pr Bhadherwah hill station hai yaha pr nov me snowfall hua tha last year .... aap jb jaye to latest updates le le ki snowfall hua hai ki nhi .... maximum log us time pr patnitop ki jagah Bhadherwah hi jate hai
@@YatraMitra ohky tysm
@@YatraMitra kitna fare hoga uska vaha s
Very nice analysis
Good 👍
Bhai phele mata darshan ke liye jaaye ya patnitop jaaye??
Kyoki darshan krne ke baad thakkan bhut ho jaati h na
pehle aap mata ke darshan kre fhr jaye.... maximum log aise hi jate hai 12 hours katra me aram jrur kre .... fhr patnitop jaye ....... agr aapka mn pehle patnitop jane ka hai to waha pehle bhi ja skte hai
@@YatraMitra ohkk... Thank u
Hmm log 10 jan ka plan bnaa rhee he tb baraf milegi ki nhii
50-50 chances hai
Nice 👍❤
Good information
Brother mujhe yaha 12 baje tak pahuch kar wapas 6 baje tak katra aana hai... How to manage
Aur clothes ka kya scene h yaha par... Apna bojha dho k lena jana h yaa waha mil jate hai...
ye to aapke uper hai ap patnitop me kitne der enjoy Krna chahte hai...... bus ya taxi se bhi ap 10 bje ke bad hi pahuchege..... fhr sham ko 5 bje bus ya taxi waps aaane lgti hai jo apko 8 bje katra drop kr degi...... snow dress waha bhi rent pr mil jati hai ₹200-300 me ....... thanks for your valuable comment ❤️
@@YatraMitra 3-4 k aas pas bhi buses or traveller chalte hai?
@@YatraMitra thank you so much for information
Kya September me ja sakte hain
Agar September me jate hai to Kya Kya dikkat hogi
dikkat kuch bhi nhi hogi......bs snow milna muskil hai acha time hai rate bhi normal rehte hai
@@YatraMitra
Dhanyawad Sir
patni top i love u and 😍😍
Very informative video 😍
Bhout Acha hi
Agar mai November starting me jaye to snow milta hai?
nov last ya dec 1st week me snow hone ke chances rehte hai ...... pakkka nhi hai kuch bhi
Chlo thik bcho k sath jare h to prblm hoti h thnd me bcho k sath to dikkat nhi hna wha
sir Sardi to bahut hoti hai ache se woolen clothes pehne bs aur koi problem nhii
Bus se charge per person btayA h kya aapne?
haan ji
agar hum patnitop se taxi le kr NATHATOP and SANSAR LAKE jaaye toh approx kitna charge hoga sir Taxi ka
2500/3000
Kya December starting m bhi snow hori h wha pr
starting me muskil hai
Brother
Mey katra se bus lekar patnitop auu aur mujhe 1 rat k liye rukna hey toy kya mujhe patni top se natha top k liye koi bus car mil payegi kya ???ya personal taxi karni padegi mujhe patni top se natha top k liye aur kitna price hoga
sbse acha rahega ki aap katra se hi private Taxi kr le patnitop aur natha top ke liye aur night me ruk bhi jaye ........ agr bus se patnitop tk jana hai fhr waha se natha top to apko patnitop se share taxi bhi mil jayegi 100-150 rs lete hai aram se jaa skte hai
private Taxi me 1500-2000 rs lete hai
Hello sir namaste ...kya April me ghumne aa skte h ...us time snow 🌨️ ❄️ hoti h kya patnitop me please jaankari de sir reply....
agr April ke first week me jayege to mil skti but pakka nhi rehta April me
@@YatraMitra bhut bhut dhanyawad sir
Pahalgam to patnitop how to I go plz tell me sir
srinagar kanyakumari national highway se hote hai chenani nashari tunnel ke pass se hi patnitop ka rasta gya hai nearly 150 km ka safar rehta hai
24 octuber ko snow dekhne ko mil sakti hai kya
abhi to mushkil hai
@@YatraMitra ghumne jana chahiye ki nhi... Kal ja raha hu
Haan ji ghumne jaa skte hai bahut acha place hai
July ya august me snow nhi milega yha pr
nhi sir .....
@@YatraMitra fir to patnitop jana bekaar h july me
How much paragliding cost ..where it can booked
wahi pr counters bne ke waha se book kr skte hai ya aap ko bahut se agent bhi mil jayege unse bhi kr skte hai
Hey I am from patnitop☺️
Hi mujhe all tour destination ka name bata sakte ho.
Can we visit the place in month of march
Hi
April ne brf milegi kya?
Sir ji Abhi barf h kya wha par
July mein Jana hai climate kaisa rahega
bahut acha rahega but snow Milne ke chances km rehte hai
Thank you sir
KYA 10 MARCH KE AAS PAAS PATNITOP ME SNOW MILEGI YA NATHATOP ME
nathatop me milene ke chances jada hai but umid rehti hai ki 15 March tk patni top me bhi snow mil jayegi...
Kya patnitop mai bike taxi hai local sightseeing ke liye??
bike milna muskil hai
M kal aa rha hu
Desi ghee wale pattise ka Village address plz ??
patnitop se 8 km pehle places hai Kud ye patisa ke liye bahut famous hai ...... jaha pr Prem sweets kud wale bahut famous hai aur bhi bahut si shops jaha se aap patisa le skte hai
@@YatraMitra Thank You
3 January ko snow milega kya
umid to hai kyuki last year 5-6 Jan ko ache se snowfall hua tha
May month 25 date re snow milegaa kya
abhi tk to snow hai but 25 may tk umid kr skte hai but bahut muskil hai
जुलाई और अगस्त में मौसम कैसा रहेगा जी।।
acha rahega ....... bs barish hoti hai to raincoat aur umbrella sath me le jaye
October m kaisa weather rha h
acha rehta hai normal sardi bhi hoti hai raat me
Snowfall kis month me milti h yha
last year Jan last aur Feb me hui thi ...... is year bhi yahi umid hai
@@YatraMitra hume 2o jan ko aana h milne ke chances h na
@@vritikagarg8724 50-50%
Kya may month me wha snow ⛄️ rehta hai 🤌🏻❤️
nhi .....
May m kesa weather rhta h hme jana chahiye kya?
weather bahut acha rehta hai but snow nhi milegi
Last June me jana kesa rhega?
Mai aaj ja rha hu patnitop
Best trip👌👌
My best place patnitop
March April me barf milegi vaha??
सर कटरा से पटनीटॉप बस का दोनों तरफ का किराया कितना पड़ेगा plzz सर बताओ
bus apko katra bus stop se 250 ya 300 rs me le jati hai aur fhr se wahi bus apko sham ko katra waps chod deti hai..... 250 ya 300 ka kiraya ek bar hi deta rehta bs
Udhampur tk 50 and 70 ..
120 tk
Jun ke mahine me baraf ni rehti h..
July mai ja sakte hai
17may ko snow mil sakte hai kya????
may me snowfall nhi milegi
Sir kya vha 16 march k baad snow fall hoti h
snowfall to tb nhi hoti lekin apko snow mil jayegi
Sir mujhko 16march ke baad veshnu devi mata mnder anaa h to hamra plan pathnitop bhi ane ka h kya aap humko Gide kr skte h
ha bilkul video me sabhi bato ko follow kare ..... aur bhi koi questions ho to puch skte hai
@@Radhe_Radhe_vlogs30 bro bilkul b ni hogi snow tb
3 log ka vashnowdevi patnitop shivkhodi trip kese kare kitna kharch ayega or kese manage kare pl reply
Best trip
October me snow fall milega
nhi sir.... jan last aur Feb me snowfall milega
@@YatraMitra October me patanitop jana thik hai
Waha to October me thanda lagta hoga
@@kumarpitamber1522 normal Sardi rehti hai aap normal wollen clothes jrur le jaye barish hone pr temperature km ho jata hai
April me snow mil sakta h kya?
is time to snow view point pr snow hai lekin aane wale dino me milna thoda sa muskil rehga aap 1week ke aandr plan bna le aur ek br weather update jrur dekh le ...... happy journey
December first week Mai snow mill jayegi kya
km chances hai
Kya feb last me snow fall Hota ha
Feb me snow hone ke chances bahut km rehte hai ..... but snow khub milegi
May mai ice hai kya
nhi sir
Thanks Bro ❤️
Patnitop me iss time snowfall hori h
March ke last me barp milegi kya ?
Nhi
Main 25 August ko aaunga patnitop
Apna acha se batye hau
Katra se patnitop ke liye bas ka timing
subah 7-10 bje tk buses jati hai
9 January ko snow ❄️ mil sakti h kya bhai
umid puri hai.... Mausam acha hua to snowfall b mil skta hai
March m kb tk snow milti h sir?
15 March tk umid rehti hai barf milne ki koshish kare ki 1st week me ghum aaye
April Tak hoti he yaha snow
24 December 2022ko gya tha pure family ke sath
Bhai snow rhi kya jb ap gye the please batao yaar
Natha top bhi gye the kya
3 April ko snow milgi kya sir
bahut muskil hai 15 March tk jane ki koshish kariye
26..27 Jan ko snow mil jayega kya
is time snow fall suru ho chuka hai...... 26..27 Jan tk to bahut ache se milegi...... happy journey
@@YatraMitra ok thanku
Sir march month m kb tk snow mil skti h
last March tk but acha rahega aap 15 March ke aas pas jane ka plan ke
Sir ji patnitop me abhi barph h kya
patnitop me snow poi t pr snow Milne ki umid hai .....
Nov mai Jaye to bro
acha time hai.... but snow milne ke chances km rehte hai
Kya 15 January tak snow rahayega
ha bahut ache se jaiye aur khub enjoy kariye..... happy journey ❤️
Very nice video ❤️❤️❤️❤️
Nov. m mil skti hai kya bhai braf. 12 nov k as pass
bahut muskil hai
Dismber last me kya snow milta hai
99% chance hai snow milne ke
Sir Kya hum apni car se ja skate h patni top
haa jaa skate hai but snow me drive carefully kare happy journey ❤️
It's really wonder of nature
July me
February 1st week mai snow fall ho skta hai kya?
snow fall to Mausam pr hai lekn snow bahut ache se milegi umid rehti h isi time pr snow fall b hota hai
February me barf milega ya nhi
ha bahut ache se
Hello bhaiya
hello
@@YatraMitra Katra se Jay to kitne rupe lagege
Kab किस मौसम में जाए
January m ja bhai
20 june tak snow rahegi
mushkil hai is time snow
6जून तक तो रहेगी kya
Hi u didn't mention the cost for para gliding, boating, sking, tube sliding
sabhi ke rates alg alg hai aur ye change bhi hote rehte hai is wajh se rate batana mushkil tha............ thnks for your valuable comment
@@YatraMitra hi if we are coming to patnitop just for experiencing snow is one day enough like coming from katra and back to katra in the evening
ha 1 din enough rehega apko patnitop enjoy ke liye maximum tourist same day return ho jate hai katra ko
@@YatraMitra great bro thank you for replying me one more question can u suggest low budget room near by the snow playing area
budget room apko patnitop town me milege ya ap huts le skte hai jo bahut costly hai .....
8th dec ko hoga snow
umid to hai ..... but bahut km chances hai apke luck ke uper hai
Google kar le kaha hai
Katra se patnitop kse jaye
katra bus stand se subah subah buses jati hai aap sham ko hi apni seat book kr le pura din ghumane ke bad sham ko same bus apko Katra drop kr deti hai bus ki booking aap katra me tour n travel office se kra skte hai ya aap sharing taxi se bhi jaa skte hai
@@YatraMitraKatra me tour wala 500 per head ana jana bata rha h..Traveller 18 seater gaadi se
@@DarkSouL_7996 haa sir sahi rate hai bus me ₹250-300 lete hai isse bhi jaa skte hai ya traveller se bhi thik hai
@@YatraMitra ok
Pr7
Hi
17 dec ko snow milegi kya?? Plzz rply
muskil hai but Mausam snow wala hua to mil b skti hai
Patnitop jammu mein hai kasmir mein nahi
Jammu
Jammu me hi he
❤️❤️❤️❤️
Isnow🤣🤣🤣🤣
Very beautiful video/..excellent information/ please give more information for summer season. Also give your contact no.
aapko is channel pr patnitop ka ekdm new video mil jayega jo last week hi aaya hai aapko us video me complete information mil jayegi