All the info provided is genuine and the way you explained all that is too good. But i need help for staying at bhawan. As limited dormitories are there
Plz guide me , mera plan May month end me hai,jammutavi station se Katra jane ka kya option hai aur kitna time lagega aur katra se kasmeer kaise jaye,thanks in advance
Jammutavi station se aapko 2-3 ghante lagenge bus se joki aapse 90-150 rupee ke beach lega. phir darshan karne baad aap kasmeer ka package le sakte ho... Jai mata di 🙏🙏
@@sagarsharma Mai single hu aur pehli bar ja rha. Katra pahuchne ke bad kha hotel ya dormatory lu jha fresh hone ke bad yatra suru ki ja ske? Sasta se sasta dormatory bataieye
Hi i will reach on 19th November morning 6 and return 21 Nov subha 10 ki train hai , hum sab log ghoda and palki se jane wale hai toh kya hum, ardhkuwari and shivkhori jaa sakte hai kya?
sir apne bahot achhi jankari di hai lekin bas ek jankari chahiye ki meri family october me jana chah rhi hai to shivkhodi ke baad pantitop n jakar kashmir ke liye nikal jau to kya waha pr ice milegi.
Mai 13 april ko with family ja raha hoon vaisho devi mata k darshan karne... Patni top ka plan ban sakta hai kya... Patni top me barf hoti hai kya bhaai april month me
aap delhi tak flight kar ke aa sa sakte hai... Phir waha se train kar ke aap Katra aa sakte hai.. or passport se aap RFID card le sakte hai ya aapka koi indian dost hai to uske Aadhar card par bhi aapko RFID card mil jayega. phir aaram se darshan kar sakte hai. Katra ke Sabse pass wala airport Jammu ka hai agar Jammu ki fligt mil jaye to phir aapko train karne ki jarurat nahi hai. jyada jankari ke liye aap is link par click kar ke poori video dekh sakte hai, th-cam.com/video/Td-QyBBbaMQ/w-d-xo.html Jai Mata Di 🙏🙏
Bachcho ke liye to hamesha hi jarurat padegi lekin bado ke liye b full sleve jrur honi chahiye… niche jaraurat nahi padti hai lekin bjawan par hamesha thand hoti hai… Jai mata di 🚩🙏🙏
Sir hume konse best season me jana chahiye..? Taki wha bheed bhaad jaida na ho..aur normal aur shi se darsan ho jye aram se.. ? Sir darsan ke bad hume agr rest karna ho toh wha pe konse bhwan hai naam kya hai ? jha hum rest & sleep kar ske ? Please answer sir 🙏
Sir, hum 19 april ko Vaishno Devi ke darshan karne wale he ,20 april ko kashmir tour 5 days ka start karna he to raste me Patnitop, Nathatop aur Sanasar lake karna thik rahega woh time ya direct nikal jana chahiye? Please advise 🙏
Nahi dekh kar jana beach raste me hi padega aapko... maine video bhi dali Patnitop ke naam se jisme ye Patnitop, Nathatop aur Sanasar lake cover kiya hai.... aap ye dekh kar ja sakte ho... lekin phir aapko ek din extra lag jayega shayad. jai mata di 🙏
Bhaiya katra me Hotel online book karna padta hai.... Ya fir waha jaane ke baad mil jaayega...?? Aur kitna charge lgega 9 logo ka hotel ke liye..? Aur saman 2 din hotel me hi rahega yaa sath me leke jaana rahega..? Please reply
bhai wahi jakar room le lena waha 2 logo ke room 500-800 rupee tak mil jayega... or 9 logo ke lie ek sath baat kar sakte ho lagbhag 2000-2500 tak mil chahiye sabke liye ek bada room ya 2 bade room Jai mata di🙏
Waise to gufa 14 jan se mar or apr tak khuli rehti hai. May mai kam chances hote hai. Lekin gufa tabhi khulti hai jab bheed bahut kam ho. Or bheed kam raat 1 se 3 baje tak hi rehti hai. Agar aap lucky ho to shayad khuli mil jaye. Because may best time hai jane ke liye or bheed usually rehti hai us time me. Jai mata di 🙏🙏
June me aap vaishno devi ke sath shiv khodi or jammu full day tour kar sakte ho... Patnitop bhi ja sakte ho lekin waha kewal thand hogi snow nahi.... aap chaho to vaishno devi katra se kasmir bhi ja sakte ho 4 din ka tour hota hai.... Jai Mata Di 🙏
@@sagarsharma sure na? Qki ham 4 june ko waha pohcheyge or rat me chadhai ka plan kar rhe hai to approx 11-12 bjey rat me garbha gufa parchi sthan pr pohoch payege .
Thanks for mataji ke etna accga video banane ke liye ,hamlog plan kar rehe hai
Jai mata di 🙏🙏
All the info provided is genuine and the way you explained all that is too good.
But i need help for staying at bhawan. As limited dormitories are there
Bahut hi acha se batayr apne sagar bhai .ab mai aram se vaisno mata k darsan kar paunga ❤❤
Bahut bahut sukhriya aapka… glad you liked it. Aapki yatra mangalmay ho. Jai mata di 🙏🙏
Thank u bhaiya bhout achi video h or helpful v...ap waha koi sasta or acha hotel recommend krenge to or acha hota.
Bahot badhiya Information!! Mata ki kripa aap pe sada rahe
Jai mata di 🙏❤️
Best video for traveling to vaishno devi
Thank you so much! Jai Mata Di 🙏
Jai mata di ❤️🩹
Pranam Jija ji..... kafi detail me or bhut helpful tha..... Thank you❤
You are most welcome
Thanks for information m bhi 12 June ko jaa rhi hu apki video se hme idea ho gya Thank-you
Thank you so much 🙏🏻 Jai mata di 🙏🏻🙏🏻
Hum bhi same day jaa rahe hai
@@drsharma2922 😊v Good जय माता दी
Hello ma'am
Aap ja aaye
Very Very nice massage or Advice given about Mata vaishnodevi to me & to all Thank you...God always bless to you.
Thank you so much... Jai mata di 🙏🙏
Mai vaishno devi &patnitop ka trip plan kr rha hu kitne din karu 3ya 4 please btaye
1 nmbr bro 👏👏🙏🙏 mujhe yahi confusion tha 2 din me vaishnav devi yatra ho payega ya nhi Thank u soo much for right information
Glad you liked it! Jai mata di 🚩🙏🙏
Thanks so much sir g , mere sare dout clear ho ge Thanks A Lot .
You are most welcome
Great brother....🎉🎉🎉🎉 Thanks for your information
Welcome
Bahut achieved jankari di apne ❤
Thank you 🙏 Jai mata di 🙏🙏
भवन तक पहुंचने में 6,7 घंटे चलने के बाद इतनी थकावट हो जाती है फिर आगे कैसे चलना होगा, मजबूरी में भवन पर ही सोना पड़ेगा।
Haan to so sakte ho koi dikkat nahi hai… Jai mata di 🙏🏻🙏🏻
Thanks for informative video
Thank you, It was very informative.
I am planning to visit Kashmir in August for 8 days.
So nice of you
Shivkhodi me rukne ke hotel ni hote kya
Wow Bhai Bahut Acha ❤
Thank you so much ☺️ Jai mata di 🙏🙏
❤ सर बहुत सुंदर जानकारी उसकेलिए धन्यवाद
Jai mata di 🙏❤️
Good information 👍👍 well done... Saare doubts clear ho gye ❤
Jai mata di 🙏❤️
बहुत अच्छा video 😊
Jai mata di 🙏❤️
Bht achi video h bhai
Thank you so much :)
Thank You. Please advise us that can we go September (6-7 Sep.). Jai Mata di.. 🙏🙏
yes... its the best time to go. Jai mata di 🙏🙏
@@sagarsharma Thank You.. Jai Mata di.. 🙏🙏
Bahut hi help mila apke video se thank you so much
Jai mata di 🙏❤️
Jai mata di ❤
Jai mata di ❤
Yesi e video bna de rheye achi achi
Jai Mata Di 🙏
Jay Mata Vaishno Devi
Jai mata di 🚩🙏🙏
Thank you for the information Bhai
Always welcome 🙏 Jai mata di 🙏🙏
Plz guide me , mera plan May month end me hai,jammutavi station se Katra jane ka kya option hai aur kitna time lagega aur katra se kasmeer kaise jaye,thanks in advance
Jammutavi station se aapko 2-3 ghante lagenge bus se joki aapse 90-150 rupee ke beach lega. phir darshan karne baad aap kasmeer ka package le sakte ho... Jai mata di 🙏🙏
Ap ka video dekh ke hm gantok se aa gaye
Thank you bhai
it is helpful to travel
Jai Mata Di 🙏
Very very informative, thank you 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Jai mata di 🙏🙏
ज्यादा घमंड मत करो तुमसे अच्छा अच्छा विडियो बनाया है सब वैष्णो देवी मंदिर का , जय माता दी 🙏
❤❤nice efforts 😊😊
Thank you so much 🙂
Bhaiya ji mai 2013 mai gai the bhawan par bathing ke liy facilities hai 2013 mai pani nahi tha aap bataoo
Ab thodi thodi door par pani ki tanki hai… Jai mata di 🚩🙏🙏
You missed to include Ardhkuwari mandir .
It is already included in vaishno devi trip. Jai mata di 🙏🙏
Ahmedabad se family leke Navratri mein ja raha hun Vaishnodevi mata ke darshan mein total kitna time lagta h bhai !! Darshan karke niche aane mein
Bhai is video me poora time hi bataya hai.. waise 2-3 din lagte hai.
Mujhe akele jana hai. Mrng me 6bje train katra pahuchegi aur next day raat 8bje meri train hai returning hai
aaram se wapas aa jaoge next 8 baje tak... Jai mata di 🙏🙏
@@sagarsharma Jai Mata Di. Mrng ke 8bje ya eveng ke 8bje?
@@sagarsharma Mai single hu aur pehli bar ja rha. Katra pahuchne ke bad kha hotel ya dormatory lu jha fresh hone ke bad yatra suru ki ja ske? Sasta se sasta dormatory bataieye
next day 8 baje se phle aa jaoge
sab dormatroy saste hai waha
Apke plan se enjoy nhi ho payega
Or apne ardhkuwari bhi miss kr diya
Bhai wo kar sakte hai waha bhi darshan
Thank u😊
Jai mata di 🚩🙏🙏
Jay Mata Di❤❤
Jai mata di 🚩🙏🙏
Hi i will reach on 19th November morning 6 and return 21 Nov subha 10 ki train hai , hum sab log ghoda and palki se jane wale hai toh kya hum, ardhkuwari and shivkhori jaa sakte hai kya?
ardhkuwari ja sakte ho lekin shivkhori nahi ho payega...
Kya bhawan par mini speaker le ja sakte hai
Yes
After Vaishnodevi darshan, planning Patnitop in Nov 1st week.
Ice milne ke chamce bahut kam hai... kya jana chahiye ?
Saem question answer mile to batana
@@adityakushwaha4925 My Jammy friend said... No ice in Nov
@@navdeepmahesh ooh
ja sakte hai lekin ice nahi milegi. ye video me jaisa mahol hai waisa hi milega watch this video
th-cam.com/video/0SXhgZ2r6qk/w-d-xo.html
ja sakte hai lekin ice nahi milegi. ye video me jaisa mahol hai waisa hi milega watch this video
th-cam.com/video/0SXhgZ2r6qk/w-d-xo.html
sir apne bahot achhi jankari di hai lekin bas ek jankari chahiye ki meri family october me jana chah rhi hai to shivkhodi ke baad pantitop n jakar kashmir ke liye nikal jau to kya waha pr ice milegi.
October me dono jagah barf nahi milegi... waise aap kabhi bhi ja skte ho.. kashmir jane ke lie aapko 3 din extra lagenge bus. Jai mata di 🙏🙏
Mumbai se by road car se jaye tho kaise or kaha kaha plan no day1.2.3.4.5 kaise kare😊
Hum Tuesday nikal rahe hai
Aap sidhe car se katra jaye or phir waise hi plan kare jaise bataya hai... Jai mata di 🙏🙏
Please provide the name of hotel in katra and patni top
Please watch my Patnitop video... In that video i have shared hotel details and everything.
Hi Katra se jammu Jane ke liye evning me koi transport facility hi kya ho to time table bheje
Bus or private taxi aapko mil jayegi aaram se. Jai mata di 🚩🙏🙏
20 जुलाई को जा रहे हैं हम वहां का मौसम कैसा रहेगा बताइए 2 साल के बच्चे के साथ सेव रहेगा
Baris ho sakti hai lekin weather acha rahega… bachcho thand ke kapde le jana jaroor… Jai mata di 🙏🏻🙏🏻
Thank you 🙏
Bhi ap ka video bhut mst hai
Thank you so much bhai... Jai Mata Di 🙏
जय मातादी
Jai mata di 🙏❤️
Battery car kya mata ji ka bhawan ke ek dam pass utaregi ya…kuch distance walk krna pdega..
Haan bilkul bhawan ke pass. Waha se mandir lagbhag 200-300 meter reh jata hai. Jai mata di 🙏🙏
@@sagarsharma old age walo ke lie koi subidha hai 200 mtr ke lie..
palki le sakte hai wo thoda costly hota hai
Mata vaishno devi boliye
Jai mata di 🙏🏻🙏🏻
Nice
Jai mata di ❤
Jai mata di 🙏🙏
Jai mata di 🙏🙏
Plz aap budget hotel patanitop ke liye
Patnitop ki video kal upload rahi hai usme hotel or number mil jayega aapko. Subscribe kar lijiye. Jai mata di 🙏🙏
3 प्लान 10.30पर चालू 😊
❤️
Jay mata di👏
Jai mata di 🙏🏻🙏🏻
Thanks Bhai ❤
Welcome bhai ❤️ Jai mata di 🚩🙏🙏
Sagar bhai, 15 October ke baad October month me patni top me baraf dikh jaegi kya? Jana accha rahega kya?
Barf kewal December end kr jan and feb mai milti hai… maine patnitop ki video daali hai jisme barf nahi hai waisa hi milega aapko waha
🙏जय माता दी 🙏👍👍
Jai mata di 🙏🙏
Bhaiya kya Prasad kaha se le bhar se ya official counter se
Prashad aapko uper hi milega bhawan par official shop se. uske alawa waha koi or shop nahi hai. Jay mata di🙏
@@sagarsharma thank you bhaiya Jay mata di
4 June ji 👍 tickets 🎫 hai or 10 June ki return tickets 🎫
Kya mata k darshan k baad Kashmir tour ho jayega 👍❤️
Ho jayega aaram se Jai mata di 🚩🙏🙏
Bhaiya total kharcha Kitna a jata hai including train ticket khana rehna aur wapis Ana till delhi please answer thx Jai Mata di
Total kharcha 2500-3500 ke beach aa jayega everything. Jai Mata Di 🙏
Mai 13 april ko with family ja raha hoon vaisho devi mata k darshan karne... Patni top ka plan ban sakta hai kya... Patni top me barf hoti hai kya bhaai april month me
Nahi snow nahi milegi aapko. April me patnitop par barf nahi padti. Jai mata di 🙏🙏
Maine ek or video daali hai patnitop ki. Waisa hi kuch milega aapko jab aap patnitop jaoge april me.
Sir April month ky last week mey kitni bheer hoti hai
Bheed to rehti hai lekin jyada nahi hoti… jyada bheed june july or navratri par rehti hai. Jai mata di 🙏🙏
Thank you 😊 Jai Mata Di
Bhai hmm bhi 17 April ko ja rahe hai bher bahut hai navratri ka last day hai
Kya sham ke time yatra start kar sakte hain .... Din me 12 baje train ke pahuchane ka time hai katra .... please guide 🙏
Haan kar sakte hai koi dikkat nahi hai
Ham inda se Bahar ke he to kaise jasakte he mata ji ki darsan Karne ke liy kirpaya batay ?
aap delhi tak flight kar ke aa sa sakte hai... Phir waha se train kar ke aap Katra aa sakte hai.. or passport se aap RFID card le sakte hai ya aapka koi indian dost hai to uske Aadhar card par bhi aapko RFID card mil jayega. phir aaram se darshan kar sakte hai.
Katra ke Sabse pass wala airport Jammu ka hai agar Jammu ki fligt mil jaye to phir aapko train karne ki jarurat nahi hai. jyada jankari ke liye aap is link par click kar ke poori video dekh sakte hai,
th-cam.com/video/Td-QyBBbaMQ/w-d-xo.html
Jai Mata Di 🙏🙏
Jai mata di
Helicopter ka vataye
Bhai abhi mai helikoptar 🚁 se gaya nahi hu. Jaldi hi jaunga or aapko video b banakar dikhaunga. Jai mata di 🙏🙏
Kya Ardhkumari ka darshan nahi karna hai? Aur Vaishno Devi temple raat main Kab tak Khali rahti hai.
Kar sakte hai koi dikkat nahi hai.
भैया अगर जून के सेकंड वीक में जा रहे है तो भी सर्दी के कपड़ो की जरूरत पड़ेगी क्या प्लीज बताना
Bachcho ke liye to hamesha hi jarurat padegi lekin bado ke liye b full sleve jrur honi chahiye… niche jaraurat nahi padti hai lekin bjawan par hamesha thand hoti hai… Jai mata di 🚩🙏🙏
@@sagarsharma thank you boss
May mai temperature kya rehta hai mandir ka?? Warm kapde rakhne hai ya normal kapde?? Plz reply
yes, only one full sleve jacket just for the night... jai mata di 🙏
Sir agar Katra ham saam ko 5 bje k aas paas pahunche family k sath to kis trh planning hogi ?
sham ko aane ke baad aap aaram kare or phir Aap next day subah 5-6 baje yatra start ke de. best time rahega aapke liye. Jay mata di🙏
Total khrch kitna ho jayga bhaiya December ke time par 2 jano ke liye delhi se by train 3 no wala plan kaa
5-7 hzar tak aa jayega aapka ek person ka
Sir hume konse best season me jana chahiye..? Taki wha bheed bhaad jaida na ho..aur normal aur shi se darsan ho jye aram se.. ?
Sir darsan ke bad hume agr rest karna ho toh wha pe konse bhwan hai naam kya hai ? jha hum rest & sleep kar ske ?
Please answer sir 🙏
Aap may, Aug and Sep mai ja sakte hai lekin navratri mai mat jana....
or aap bhawan par bhi ruk sakte hai...
Jai mata di 🙏🙏
Thankfully
Welcome. Jai mata di 🙏🙏
ডিসেম্বর মাসের ৩য় সপ্তাহে মায়ের দর্শন পেতে চাই। এই সময়টা কি ঠিক হবে? জানাবেন, ধন্যবাদ
Sahi samay hai bilkul lekin bachcho ke liye nahi… bade aaram se ja sakte hai. Uper bahut thand hogi bhawan par
August me jane layk h vesnodevi,sasta hotel hm 12 log ja rhe,wha traveler sivkhori k liye kitna lgega ,
5-7 hzar ke beach me traveller ho jayegi.. Jai mata di 🙏🙏
Ham log bhi August me plan kar rhe hai
August acha time hai jane ke liye.
Bhai hai log 10 May ko mumbai se vaishno devi mandir Jane Wale hai to vaha par thand hogi ya nahi
Thand nhi hogi bhai
Bhai jab bhairo baba par pahucoge sabse uper waha thand hoti hai raat me. Lekin din me garmi rahegi bahut. Jai mata di 🙏🙏
Jai mata di 🙏🙏
Brother जो घर से समान लाए रहेगे उन को कहा रखूगा..
Jis hotel me rukoge wahi rakh dena....
Thanku bhaiya ❤
Jai Mata Di
Jai Mata Di🙏
Kashmir vala plan batao
Jald hi ayega plan.
Sir, hum 19 april ko Vaishno Devi ke darshan karne wale he ,20 april ko kashmir tour 5 days ka start karna he to raste me Patnitop, Nathatop aur Sanasar lake karna thik rahega woh time ya direct nikal jana chahiye? Please advise 🙏
Nahi dekh kar jana beach raste me hi padega aapko... maine video bhi dali Patnitop ke naam se jisme ye Patnitop, Nathatop aur Sanasar lake cover kiya hai.... aap ye dekh kar ja sakte ho... lekin phir aapko ek din extra lag jayega shayad. jai mata di 🙏
Bhiya vaisno Devi jane k lye off season kaun sa hai ,jis time bilkul v bhid na ho?
December and January lekin bachcho ko mat le jana is time. Jai mata di 🚩🙏🙏
@@sagarsharma thanks bhiya jai Mata Di 🚩
Hello sir, December and or January may snow dikhegi patnitop pr ???
December mai nahi milegi lekin January mai mil jayegi appko
Bhaiya ji chardham yatra kaise or kaha se kare kya ap bta sakte h 🙏🚩
Bhai ji mera next plan yahi hai… abhi mujhe juada jankari nahi hai. Jai mata di 🚩🙏🙏
Bhai, Agr Katra se Direct Patnitop jaayen to bus ki suvidha milti hai whahan se?
Sure nahi hu lekin tempo traveller mil jati hai
Bhaiya katra me Hotel online book karna padta hai.... Ya fir waha jaane ke baad mil jaayega...??
Aur kitna charge lgega 9 logo ka hotel ke liye..?
Aur saman 2 din hotel me hi rahega yaa sath me leke jaana rahega..?
Please reply
bhai wahi jakar room le lena waha 2 logo ke room 500-800 rupee tak mil jayega... or 9 logo ke lie ek sath baat kar sakte ho lagbhag 2000-2500 tak mil chahiye sabke liye ek bada room ya 2 bade room Jai mata di🙏
20 October se 24 October Tak ka Mera ticket hai
All the best bro
Sir tatkl se ja rehe hai return ticket kase hogi easliy mil jagi
Tatkal hi try kar lo mil jayegi
Bhawan me sky walk entry se pehle phon or camera kaha submit karege?
Parvati bhawan me Jai mata di 🚩🙏🙏
Bhaiya garbhjoom gufa ke darshan possible h April me Mai phli bar jarhi hu vaishno devi so mujhe pta nhi h so bhaiya aap bta do
Haan april me ho jayenge jyada bheed nahi hoti… jate waqt parchi le lena aate waqt darshan kar lena 🙏 Jai mata di 🚩🙏🙏
@@sagarsharma thank you for reply, Jai Mata di 🙏🙏
12 pm se 4 pm tk mandir closed ho jata h
Nahi only morning and evening me… Jai mata di 🙏🙏
Main iss Saal May me Jaara hun prachin gufa se darshan ho payenge kya by any chance?
Waise to gufa 14 jan se mar or apr tak khuli rehti hai. May mai kam chances hote hai. Lekin gufa tabhi khulti hai jab bheed bahut kam ho. Or bheed kam raat 1 se 3 baje tak hi rehti hai. Agar aap lucky ho to shayad khuli mil jaye. Because may best time hai jane ke liye or bheed usually rehti hai us time me. Jai mata di 🙏🙏
Rf id card ke liye jitne log hai wo sabhi ko line me lagna hoga ya ek admi sabhi ka addhar card dikha kar le sakta hai
Nahi sabko jana hota hai… Jai mata di 🚩🙏🙏
@@sagarsharma Txs. Jai Mata Di 🙏🙏🙏
June me j & k me kaha ghoomna achcha hoga sir
June me aap vaishno devi ke sath shiv khodi or jammu full day tour kar sakte ho... Patnitop bhi ja sakte ho lekin waha kewal thand hogi snow nahi.... aap chaho to vaishno devi katra se kasmir bhi ja sakte ho 4 din ka tour hota hai.... Jai Mata Di 🙏
Bhaiyan june me kesi trip rhegi.. Ho jaenge na shi se darshan or gumna firna aaram se ya tang honge june me
Haan bhai aaram se jao… Jai mata di 🚩🙏🙏
Garbhajun gufa ki slip kab se kab tak milti hai?
Suppose ham rat ko chadhai karey to rat me kya timing hai gufa slip ki?
24 ghante milti h … Jai mata di 🚩🙏🙏
@@sagarsharma sure na? Qki ham 4 june ko waha pohcheyge or rat me chadhai ka plan kar rhe hai to approx 11-12 bjey rat me garbha gufa parchi sthan pr pohoch payege .
Rat me trolley bacho ki mil jaati h kya ?
yes
kuch dukan band ho jati hai kismat rahi to open mil sakti hai
or kya rat me bhi jarurat padne pr pony facility hai?
Nhi 10 bje k baad pony nhi milegi… Jai mata di 🚩🙏🙏