Mashallah.... Mai bhi bijnor se hi hu... But aapka tarika kafi different h... Agar hamaare tarike se banaaogi to.. Kafi delicious😋 lgege inshallah.... Hamaare yhan shadiyon ke urad gosht ka intezar rehta h.. Jo ki kafi majedaar hote hai.... Urad mai kuch cheeze aur aid hogi & urad ko ubalte waqt usmai mustard oil jrur daalte h baad mai ismein gosht mix krne se pehle usko bhut acchi trah se ghota jata h.. Taki yeh smooth ho jaye... Tadka lagane ki bhi jrurt nhi hoti... Wese sister mai aapki almost sari recipes watch krti hu... Jo ki kafi delicious hoti hai... But baat jab hamaare bijnor ke urad gosht ki hui to... Shi tarika btaye bger rha nhi gya....yeh hamaare yhan special occasion mai jrur bante hai... Ik trah se yhan ki popular dish...we don't use tomatoes...ham ismein uper se desi ghee jrur daalte hai.. 😋😋😋😋😋
Mashallah dear kaafi aap ka bhi method bhttt Acha hai dear mere mummy bijnor ki thi or unka method yahi tha or mujhe apni mamma ka hi method best lgta Baaki subke apne apne method hote hai aapka method best hai
Sabka way of cooking different hota h But bijnour ki shadi ke urad gosht chawal to lajawab hote h Mere ghar me to month me 1-2 baar bante hi h Ammi ka tareeka sabse best hota jese meri ammi ka tareeka bhi mam aapse bhot alag h but taste gazab hota . And i have tried your many recipes and the out come is always delicious😋
As Salam O Alaikum Sister, Basically Main Pilibhit Ka Hoon Lkn Job Dubai Me Karta Hai Aaj Mera Bara Dil Kar Raha Tha Urad Goaht Khane Ka Lkn Maine Kabhi Banaya Nahi, Isliye Video Laga Li Aapki Aur Mujhe Bht Pasand Bhi Aayi In Sha Allah Kal Ya Parso Me Urad Gosht Hi Banega Ye Shakore Yaha Nahi Milte unke Bina Hi Banana Parega... Thank You For Sharing
ماشاء اللہ تبارک اللہ بہت عمدہ ریسیپی ہے
Mashallah bahut Sundar drishya
First time dekhi ye recipe.jrur try krungi apne husband k liye.thank to you
Aap kahan se hai mam
Aapki recipe hamesha tarif ke kabil rahti hai 👍
Ma Sha Allah boht umda
Mene bnayi ye dish aapki video dekh k Masha Allah bhut hi lazeez bni sbko psnd aayi ❤❤❤
MashaALLAH testy recipe
Mashaallah bhut acchi recipe
Mashallah best swadest
❤❤ mashallah very good 👍👍👍
Masha Allah 👌 so tempting and perfect cooked nice sharing beautifully presentation 👌
Mashallah hmm
Mashallah bht umda...me bhi bijnnor se hu meri bhi bht bht fevrite dish h ye😋🤗
Ye dish hamare ghar Eid wale din khai jati he or is ko puri raat pakaya jata he, sub ko bohut pasand he ❤
Is baar hi hamne Eid Wale din chiken ki biryani bna li....bhut tasty thi...but urad chawal ko pure din yaad krte rhe ...kya maje ke bante hai..😅😅😅😅😅
Mashallah bahut achche racipe hai mai bhee banaungi zaroor meri favourite hai
Mashalla
Thank you appi ap bohot acha khana banati ho
Behtree ami banati the ye recipe 😊
Mashallah bohut KHUB
Behtreen mashallah
Masha Allah too delicious dish
thank you mam itni acchi recipe share karne ke liye 😍😘
Zabr10 cooking 👍
Mashallah.... Mai bhi bijnor se hi hu... But aapka tarika kafi different h... Agar hamaare tarike se banaaogi to.. Kafi delicious😋 lgege inshallah.... Hamaare yhan shadiyon ke urad gosht ka intezar rehta h.. Jo ki kafi majedaar hote hai.... Urad mai kuch cheeze aur aid hogi & urad ko ubalte waqt usmai mustard oil jrur daalte h baad mai ismein gosht mix krne se pehle usko bhut acchi trah se ghota jata h.. Taki yeh smooth ho jaye... Tadka lagane ki bhi jrurt nhi hoti...
Wese sister mai aapki almost sari recipes watch krti hu... Jo ki kafi delicious hoti hai... But baat jab hamaare bijnor ke urad gosht ki hui to... Shi tarika btaye bger rha nhi gya....yeh hamaare yhan special occasion mai jrur bante hai... Ik trah se yhan ki popular dish...we don't use tomatoes...ham ismein uper se desi ghee jrur daalte hai.. 😋😋😋😋😋
Good
Adeel Danish I m from Nagina bijnor aapne sahi bola agar ye hamare andaaz me Bane to ye or bohot zyada mazedaar ho jayenge
Mashallah dear kaafi aap ka bhi method bhttt Acha hai dear mere mummy bijnor ki thi or unka method yahi tha or mujhe apni mamma ka hi method best lgta Baaki subke apne apne method hote hai aapka method best hai
@mkgmanu mei moradabad se hu. Or meri ammi apke wale method se hi banati thi. Mei bhi apni ammi ko hi follow krti hu.
Sabka way of cooking different hota h
But bijnour ki shadi ke urad gosht chawal to lajawab hote h
Mere ghar me to month me 1-2 baar bante hi h
Ammi ka tareeka sabse best hota jese meri ammi ka tareeka bhi mam aapse bhot alag h but taste gazab hota .
And i have tried your many recipes and the out come is always delicious😋
Maine aaj hi aapki old video se urad banae ,bane to bhot achhe h ,or aaj hi ye new video aagai .
I am from district bijnor..ab bhi humare yahan shadi me urad chawal hi bante h 😚
Me to me bhi wahi ki hu
Salams. My ancestors are from bijnor. Can you confirm if this is the authentic way of making urad ghost?? Thank you.
M bhi bijnor ki hu....🤓🤓
Hamare yahan bhi bante hain,Chandupr Bijnor
Mam ek saath kaise banayenge ,do cooker use nahi karne mujhe,
Mashallah 👍meri bhi favourite dish hai mai bhi try krungi .aapki recipe bht acchi lgti hai mai aapki recipe dekhkr bnati hoon
Allah ham sab ko kamyabi de or hmari mehnat Ko kabul kare Amin 🤗🤗
Hamare ghar m bhi banate ye mashallah bahut zyada acchi lagti h😋
Bijnor ki femus dish
Bht ache bane h mashallah se... Kal hi banati hu
Masha Allah Bahot khub ❤
mashalllah mashalllah
Very nice recipe
Thanks a lot
Bohot time se soch rha hu bnane ki yaad aari hi wo shadi k ulad chawal apne yhaa k.
Assalamualaikum mam very tasty mashallah main aapki saari video dekhti hoo
Me meet or urad dono sath me add krke bnati hu uska test hmesha amazing rehta h ...ye first tym dekha h alg se fry Krna but apki recipe mj psnd h bht
Mem l am big fen off u and mene bhot si recepi banai h aap ki sb best h
very nice 👍
Great job
Wa Alaikom Assalam Sister 😊 Wah gi Zabardast Thanks for Sharing With Us Mouthwatring
Nice recipe
Maseallha
Yummmm
Bht acha bnaya h mash Allah urad ko boil krne k bad mash zarur krein usse zayka or badhta h
MashaALLAH testy recipe 😘
Yammy n testy👌👌
हैलो appi आपकी ये डिश मुझे बहोत पसंद आई
Kal hi maine khai thi 😍😍😍
Tasty 👍
yummy yummy yummy recipe
I made it today its too yummy
and I like ur all recipes and its all make yummy and tasty
मैं बनारस से हु और मेरा सुसराल बिजनौर में है,,,,वहा का खाना बहुत उम्दा होता है
As Salam O Alaikum Sister, Basically Main Pilibhit Ka Hoon Lkn Job Dubai Me Karta Hai Aaj Mera Bara Dil Kar Raha Tha Urad Goaht Khane Ka Lkn Maine Kabhi Banaya Nahi, Isliye Video Laga Li Aapki Aur Mujhe Bht Pasand Bhi Aayi In Sha Allah Kal Ya Parso Me Urad Gosht Hi Banega Ye Shakore Yaha Nahi Milte unke Bina Hi Banana Parega... Thank You For Sharing
Mashallah super
Padosi bnate thhe or kbhi recipe nhi btate thankyou appi ab bnankr btaungi unko
Bijnor Zindabad ❤
Masha Allah Ham bhopal se Sakore nahi milte hain v good Udaad gost oasand aae
Hm lucknow wale bilkul isi trah se moong gosht bnate hain ❤mger hm kewda water bhi daalte hain😊hm log gosht ki kisi bhi dish me zeera nhi daalte😊
,🥰🥰🥰 i m from bijnor urad gosht its soo testyyy
Nice 👍
Wow yammi 👌
Bijnor walo like karo 😘😘
This is my favorite dish.. I m from bijnor 😋😍☺️
Main bhi
@@naziyakhan8290 कहा से 🤔
Qazipara aur tum
@@naziyakhan8290 चाँदपुर..
@@naziyakhan8290 me jatan se😀
Masha allha resipy hmm bhi bijnor ke h bsji
Hamare yaha aaj bhi shadiyon me urad hi bante h &I'm from main bijnor
Superb ❤
❤❤❤
Aapne Thodi different tarike se bnayi hai
🎉❤
Hm bhi ese hi banate h
Chicken changezi recipe bnaye plzzz
Love from bijnor
Me isme dal boil krte waqt sabut dhana , variyali, or lahusan ki potli bana kr dalti hu ...
min bhi ase he bnati hu
Wow! Amazing. Thanks 🙏
Looks yummy. I will definitely try cooking this recipe - thank you 🤲🙏❤️
Appi me b bijnor ki hu hamare yaha shaadi me aaj b urad bante h
Bijnour ka yakhni pulao ki recipe den achar wala yakhni pulao
Ji bilkul
Salam , Is main chihkoray smoky flavour add krtay hain kia ? Excellent recipe
Ji dear
Yasminnnnn...........😘😘😘😘😘😘👍😘
Sis bhindi ki recipe share kren plz
Dear mere channel pr bhindi ki recipe upload hai aap dekh lijiye
Is recipe k talash me thi me
Mere yahan Har Jumma ko udad Gosht bante Hain
Bhut hi acche lgte hai
Baji
Assalamualaikum baji
main usa se hoon yahan per shakore nhi hoty koi alternate bataiye please
Abhi bhi banate h hamare yaha m bhi apni shadi udad chawal hi banwaunga 😂😂😂
Ye kokar bht nice hy ye Mujya kaha sy MIL Jya ga
Dear aap online Maga sakte hai amazon se
Shakore use ka main purpose kya h sis kindly tell me
Alaikum assalam
Ap shakore jo keh rahi hain woh hum jis me kheer jamate hain se baghar sakte hain kiya
Aappne ye nnhii btayya k urad rat me. Biigoye the yya abhi
Assalamualaikum baji ap kase hai bhot dino se ap ke ko recepy nahi aae
सकोरा क्या होता है।क्या ये कोई मिट्टी का बर्तन है?
Are mam kese btao mere mu Ka pani khtm nh horha
🤣🤣🤣🤣
Aap kaha se ho medam
Delhi
Hum bijnor se
Mam aap na namak ko namal likhaya hai 😁😁😁
Oh my bad 😅
Oil amount used in the recipient is unhealthy
मैडम उर्दू में बात किया कारो मैडम
.😅
Nice 👍