Hello sir maine August Mai GST No cancelled karvaya tha last file maine sep bhari thi jo ki August ki nil file thi .or sir abhi maine September ki nil bharni hai october Mai but option nhi araha usme Monthly tha mai monthly nil file karta hu but Usme quarter 2(jul-sep) last August period meri gstr1 and gstr3b file hai .or ab mujhe aage bharni hai ya nahi.or mai jab profile check kar raha hu toh GST suspended araha hai please sir bataiye ab mujhe bharna hai ya nha.or jo maine cancellation form bhara tha vo processing mai hai abhi tak.
@dragonballthings688 bhai cancellation ka form bhara tha but vo processing mai hai august ko bhara tha form ab december lag gaya but abhi tak processing mai hai.
@OTT_BBVIDEOS shayd jb se cancellation ke liye apply kiya uske bad se return bharne ki liability khtm ho jati h. Fir bhi ek bar CA se confirm krlo. Or agr return bhrne ka option hi nhi aa rha h to Mtlb nhi hi bhrna hoga
@@dragonballthings688 Hm bhai last maine july hi bhari thi august mai September mai option nhi aaya return ka or Mai Nill GST bharta tha . Bhai baad ma kuch problem toh nahi ayegi?
Hi Dev, great to the point crisp video, as always. Just answer me one thing, do we not need Shop License, Fire Safety License, and Health Safety License? Only Fssai and GST will be enough?
Sir main bhi registration kiya hai lakin wo bol rahe hai ki menu pdf main dale ...is vajah se wo abi tk uska prosess ho nahi raha hai.. mene bhut try kiya lakin pdf format nahi ho raha hai... Kya is pr ko video bana sakte haii.plzzz
Dekho food licence already hai toh kuch pay nahi karna hota but agar nAhi hai toh zomato waale ke through jo licence banwane ka charge hota hai bas wahi lagta hai 1000-1500 ke bich
Sir, maine zomato mein apna cloud kitchen khola hai, 1 week hone jaa raha hai abhi tak koi order nhi aaya mere pass. Aap bata sakte hai aisa kyun ho raha hai
Sir meri ek problem hai jaise ki main gst quarterly file karta hu and July mein koi transaction nahi, August mein ek transaction b2b, September mein bhi koi transaction nhi. Iff ka use nhi kar skta time ja chuka meri question ye hai ki September July and September ka nil file kaise karu and August ki invoice kaise daalu ?
👉 Consult Here for FSSAI - go.myonlineca.in/fssai
fssai no kon sa hota hai hai ?
Sir ye activate hone me kitna time lega or es ke bad kya process hoga please gide me
Bhai main zomato rider hu to main apne id pe cloud kitchen registration kar sakta hu kya like adhar, pan, bank passbook
Galti se bhi mat karna blacklist hojaoge aur life me koi bhi dhandha nahi kar paoge
bhai ek zomato partner app pe 2 outlet onboard ho sakte hai key?
Bhai zomato aur siwegy ka alag alag. Banata hai kya registration?
Sir kya ek s adhik cloud kitchen open kar sakte hai
Please tell us about Swiggy rates, also!
Hello sir maine August Mai GST No cancelled karvaya tha last file maine sep bhari thi jo ki August ki nil file thi .or sir abhi maine September ki nil bharni hai october Mai but option nhi araha usme Monthly tha mai monthly nil file karta hu but Usme quarter 2(jul-sep) last August period meri gstr1 and gstr3b file hai .or ab mujhe aage bharni hai ya nahi.or mai jab profile check kar raha hu toh GST suspended araha hai please sir bataiye ab mujhe bharna hai ya nha.or jo maine cancellation form bhara tha vo processing mai hai abhi tak.
Cancel karva diya na. Fir nhi bhrna hai
@dragonballthings688 bhai cancellation ka form bhara tha but vo processing mai hai august ko bhara tha form ab december lag gaya but abhi tak processing mai hai.
@OTT_BBVIDEOS shayd jb se cancellation ke liye apply kiya uske bad se return bharne ki liability khtm ho jati h. Fir bhi ek bar CA se confirm krlo. Or agr return bhrne ka option hi nhi aa rha h to Mtlb nhi hi bhrna hoga
@@dragonballthings688 Hm bhai last maine july hi bhari thi august mai September mai option nhi aaya return ka or Mai Nill GST bharta tha .
Bhai baad ma kuch problem toh nahi ayegi?
Bhai main zomato rider hu to main apne id pe cloud kitchen registration kar sakta hu kya like adhar, pan, bank passbook link h
vai kitna income hota hain delivary boy me ?
Yes
Bhai ghar se agar karna hoto kya kare
Bhai ye batao Road side ka Food court register kar skte hai ?
Agar road ke peeche aap ke dukan hy to register kar sakte ho mumbai me aase dukaan hy
Ha bhai kar sakte hai
agar fssai lic me person ka naam h to zomato me bhi person ka naam aayega ?
Bhai, "Standered" kya hota hai ? School mein to hamein "Standard" sikha te hai.
Hi Dev, great to the point crisp video, as always. Just answer me one thing, do we not need Shop License, Fire Safety License, and Health Safety License? Only Fssai and GST will be enough?
Muje aap banwana hai legal home delivery ka to kitna karcha lagega mere ak business idea h mere paas please batawo muje
Zomato onn krna h toh 5000 ka budget leke chalo
Sir main bhi registration kiya hai lakin wo bol rahe hai ki menu pdf main dale ...is vajah se wo abi tk uska prosess ho nahi raha hai.. mene bhut try kiya lakin pdf format nahi ho raha hai... Kya is pr ko video bana sakte haii.plzzz
Bhai menu ko pdf bana lo
sir 1 labour licence ka video banadete maharastra me kaise lete hai please sir request hai aapse
Account active hone me kitna time lagta hai
24hr se kam
Bhai apko lagta hai k yeh ghar ki choti rasoi ka prosess hai
❤❤ 😊😊
Bhai ky isme humko kuch pay karna hota hai ?
Dekho food licence already hai toh kuch pay nahi karna hota but agar nAhi hai toh zomato waale ke through jo licence banwane ka charge hota hai bas wahi lagta hai 1000-1500 ke bich
Acha Ye Batao Ki Main Apne Ghar Ko Cloud Kitchen Ki Tarah Use Kar Sakta Hu Kya
Nahi bhaut bura case banega 😮
Easily kar sakte ho bas food liscense hona chaiye aur profit ho rha ho acche se toh gst banwa lo koi issue nahi hoga aap ghar se bhi kar sakte hain
Kya isme dia gya address fssai me registered address se alag ho sakta hai..? Aur kya zomato ki taraf se visit bhi hogi?
Ye hi baat mujhe bhi puchni h bhai
Visit nahi hoti aur as per food licence hi adress enter karna padta hai
@@AHealthyMile thanks and apply karte waqt name jo cloud kitchen ka naam hai wahi likhna hai? And kitne din me approval mil jata hai?
Sir, maine zomato mein apna cloud kitchen khola hai, 1 week hone jaa raha hai abhi tak koi order nhi aaya mere pass. Aap bata sakte hai aisa kyun ho raha hai
Ab aa raha hai order
@sabitakumari5822 nhi aa raha hai order
Restaurant partner ko delivery karni hoti hai kya
Nhi
Can u please share link for Zomato website
fees kitni hy zomoto ki apna bussnis add karne ke liye
Zero
WHERE IS THE DIRECT LINK FOR ZOMATO PARTNER REGISTRATION?
I have a food licence
Registration krana h please dm
Yes
Fassi nahi to kya kare
Banana hpga
Sir meri ek problem hai jaise ki main gst quarterly file karta hu and July mein koi transaction nahi, August mein ek transaction b2b, September mein bhi koi transaction nhi. Iff ka use nhi kar skta time ja chuka meri question ye hai ki September July and September ka nil file kaise karu and August ki invoice kaise daalu ?
Nill filling nahi hoga fir
Ap quarterly file karte hai to kya problem hai abhi file karne ke liye
😢 registration fee kitna h
Free
@@projecttrening fassai k 1900 rupees maang raha hai
Sir aapka calling number kaha hai
Aap se kaise contact hoga