#patakha

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 ธ.ค. 2022
  • #patakha #misfire 2002 मॉडल से लेकर 2010 मॉडल तक की गाड़ियों में मिस फायर का कारण missing ka jad
    #cngkit
    #cnggas #CNG_misfire
    #CNG_se_mis_fire_gadi_kyon_Karti_hai
    #LPG_se_chalne_per_misfire_kyon_Karti_hai
    2001 se lekar 2010 tak ki gadiyon Mein Aksar ham mising ka problem dekhte hain jismein ki is paar plug palat lead distributor router point typit aur head ke bal ke Karan mising hota hai yahi per agar dekha jaaye to bahut sari gadiyan petrol per Sahi chalti hai iska sabse bada Karan hota hai petrol jvalanshil aur CNG hona jiske vajah se current thoda sa bhi agar hamen kam milta hai to gadi Mein fire karti hai jiska khamiyaja jab ham gadi ko LPG se chalate Hain tab dikhta hai ya to CNG per chalate Hain to dikhta hai Lekin pata nahin chalta
    gadi aapki jab Tak Sahi position aur Sahi tarike se nahin chalegi acchi prakar se ran nahin karegi tab tak gadi ke andar mileage nahin aata hai achcha mileage pane ke liye aapko ine sabhi parts per Dhyan dene wala hota hai running cost ki agar ham baat karte hain to aapka running chalne ke liye engine ke साथ-साथ yah sare parts bhi kam karte Hain aur hamara sabhi paath jab Sahi rahata hai to hamen gadi drive karne mein achcha bhi lagta hai aur hamen thakan nahin mahsus Hoti aur ham gadi ko lambe tarike se drive kar sakte hain average bhi achcha nikal sakte hain duri bhi ek sath Lamba Tay kar sakte hain han gadi Mein mising ki samasya jab bhi aaye to sabse Pratham karya aapko spark plug check karna hai is paar plug denso ya NGK company ka hi dalen
    ISASE AAPKI GADI ACHCHA CHALTI HAI AUR ACCHI TARIKE SE MILEAGE DETI HAI RAN BHI ACHCHA RAHATA HAI GADI MISFIRE BHI NAHIN KARTI NA HI TO MISING KI SAMASYA AATI HAI NEW BHIJWA TO GAYA CHANNEL PER AAP SABHI KA SWAGAT HAI
  • ยานยนต์และพาหนะ

ความคิดเห็น • 20