Shah Waliullah's رح Explanation of the 4 Levels of Tawheed & ILM Numoom as Polytheism علم نجوم شرک

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 ก.ย. 2024
  • Shah Waliullah's (may Allah have mercy on him) Explanation of the Four Levels of Tawheed and how Ilm e Nujoom and Astrology are Forms of Polytheism
    شاہ ولی اللہ رحمتہ اللہ علیہ کی توحید کے چار درجات کی تفصیل، علم نجوم اور سیاروں کے اثرات اور اس کا شرک ہونا
    مکمل بیان سننے کیلئے یہاں کلک کریں
    www.seerat.net...
    For more lectures by Hazrat Mufti Muhammad Saeed Khan sahib (حفظہ اللہ)
    ندوہ چینل پر مفتی محمد سعید خان صاحب کے ساتھ درسِ قرآن، حدیث، سیرت اور بہت
    سے بیانات کے لئے ہماری ویب سائٹ
    www.seerat.net
    Like our facebook page:
    لائک کریں
    Al-Nadwa Educational Trust
    / alnadwa.official
    Subscribe to our TH-cam Channel
    یو ٹیوب چینل
    / seeratvideo
    Join our WhatsApp group
    ہمارا وٹس ایپ گروپ
    chat.whatsapp....
    ~
    DISCLAIMER: The material, Video, Audio, Written, published on this Site, may not be reproduced anywhere else, in parts or in such a form, which distorts or changes the essence or intention of the producers of this material originally displayed in this website.

ความคิดเห็น • 16

  • @mudsr
    @mudsr 3 วันที่ผ่านมา

    *یارَبّْ لَکَ الْحَمْدُ کَما یَنْبَغِي لِجَلالِ وَجْهِڬَ وَ لِـعَظِـیـمِ سُلطانِڬ*😊

  • @MrBeen-s4u
    @MrBeen-s4u 3 วันที่ผ่านมา

    ❤❤❤❤سبحان اللہ ما اجملک ما احسنک

  • @badarmalik5887
    @badarmalik5887 3 วันที่ผ่านมา +1

    Hazrat Sheikh Abdul Haq dehlvi R.A aur imam Rabbani ka tasawwar e tauheed bh bayan kr dein

  • @mohdzaki1896
    @mohdzaki1896 3 วันที่ผ่านมา

    Ye pura bayan kaha sunne ko milega

  • @Xoundz
    @Xoundz 2 วันที่ผ่านมา

    جزاک اللّہ واحسن الجزاء فی الدارین ❣️
    اللہ کریم آپ سے راضی ہو ❣️

  • @muhammadumairtariq4709
    @muhammadumairtariq4709 3 วันที่ผ่านมา

    Sir ap ki lectures say kuch samj ni ata barlvi or shia ko bolty hain k wo shrik ni karth hain or pir is lecture say kuch or samj a rha hain sir ak request hain haq kia hain wo bol tay plz 24 saal ki age mein pagal ho ga huo deen tu ni samj ni a rha

    • @SeeratVideo
      @SeeratVideo  3 วันที่ผ่านมา +1

      اس پر کیا کنفیوژن ہے؟ اسی کلپ کے آخر میں مفتی صاحب نے علم نجوم اور وہ شرک کب ہوتا ہے واضح کر دیا ہے۔ بریلوی مکتبہ فکر پر تو مفتی صاحب کا پورا بیان موجود ہے اور شیعہ کے عقائد اور ان کے فرقے پر بھی تفصیل موجود ہے، آپ ان کو سن لیں

    • @muhammadumairtariq4709
      @muhammadumairtariq4709 3 วันที่ผ่านมา

      @@SeeratVideo sir barlvi logo b tu sab ye chez manty hain ya ali madad ya ghous madad tu pir shrik hain k nahi

    • @badarmalik5887
      @badarmalik5887 3 วันที่ผ่านมา

      Shah Abdul Haq dehlvi R.A aur imam Rabbani ki kutab prho

    • @truthlover8277
      @truthlover8277 3 วันที่ผ่านมา

      ​@@muhammadumairtariq4709
      Mayar E Uloohiyat Wajibul Wajood Hona Hai Aur Mustahiq E Ibadat Hona Hai !!
      Jo Zaat Wajibul Wajood Hogi Uska Khaliq Ul Qayenat Hona Lazmi Hai Uska Khud Mukhtar /As Samad /Self Sufficient Hona Lazmi Hai Uska Muassir Bizzat Hona Lazmi Hai..... Isme Se Ek Bhi Khoobi Gairullah Me Hamesha Ke Liye Ya Ek Lamhe Ke Liye Bhi Maan Liya Jaye Shirk Sabit Ho Jayega !!
      Ibadat Yani ALLAH Ke Hukmo Ki Dil Se Ita'at/Pairwi Karna Ye ALLAH Ki Ibadat Hai Aur Uske Sareeh Hukmo Ke Muqable Me Gairullah Ki Ita'at O Pairawi Ko Halaal Samajhna Ye Gairullah Ko Rab Ya Ilaah (Hakim/Mabood/Lord) Maan Lene Ke Mutaradif Hai Jaise Yahood O Nasara Ne Apne Padriyon Ki ALLAH Ke Hukmo Ke Muqable Me Ita'at O Pairawi Ki Usko Apne Liye Halaal Samjha To ALLAH Ne Unke Iss Amal Par Iss Nazriye Par Unko Mushrik Karaar Diya (Qur'an 29:39)
      "La Ilaha Illallah Kahna Yani Inil Hukmu Illa Lillah...None Can Command Except ALLAH /The Decision Is Only For ALLAH /Allah's Command Alone Prevails...Hukm Sirf ALLAH Hi Ka Chalta Hai (Qur'an 12:67)" Ka Bhi Zaban Aur Dil Se Iqraar Kar Lena Hai Iske Ulat Aqeeda O Nazariya Rakhna Kufar O Shirk Hai...
      Masiyat/Gunaah Ye Hai Ki ALLAH Ke Haraamkarda Aur Jo Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Bi-iznillah Haraam Kar De Usko Haraam Jante Huwe Bhi Usme Mubtala Ho Jana...Yaha Par Banda Nafs O Shaitan Ki Ita'at Ya Pairavi Kar Baithta Hai Magar Fir Bhi Wo Kafir O Mushrik Nahi Hota kyuki Wo Nafs O Shaitan Ki Ita'at O Pairawi Ko Haraam hi Janta O Manta Hota Hai...
      Nafs Ko Apna Ilaah (Hakim; Mabood) Bana Lena..."Kya Tumne Uss Shakhs Ko Dekha Jisne Apni Khwahish E Nafs Ko Apna Ilaah (Hakim/Mabood) Bana Rakha Hai (Qur'an 25:43)" Yani Aisa Shakhs Jo ALLAH O Rasool Ke Muqable Me Apne Khwahish E Nafs Ki Ita'at O Pairawi Karne Ko Tarjeeh Deta Hai Aur Aisa Karne Hi Ko Wo Durust Manta Hai To Wo Mushrik Hai Usne Shirk Fil Ibadat Ka Irtekab Kiya...
      Shaitan Ki Ibadat Yani Shaitan Ko Apna Ilaah (Hakim O Mabood) Bana Lena....Aye Bani Adam ! Kya Maine Iss Baat Ka Tumse Ahad Nahi Liya Tha Ki Tum Shaitan Ki Ibadat Na Karna ; Beshak Wo Tumhara khula Dushman Hai (Qur'an 36:60)
      Kya Aaj Tak Aapne Shaitan Iblees Ke Naam Ki Koi Moorti Dekhi Jisko Samne Rakhkar Bani Adam Uski Pooja Karte Ho ?? To Fir Allah Ke Iss Farman Ka Kya Matlab Hai ??
      "Aye Bani Adam Shaitan Ki Ibadat Na Karna" Allah Ke Iss Farman Ka Yahi Matlab Hai Ki Allah O Rasool Ke Muqable Me Shaitan Ke Hukmo Ki Ita'at Ya Pairavi Ko Jaiz Na Samajhna Agar Jaiz Samjha To Ye Shaitan Ko Apna Ilaah (Hakim/Mabood) Tasleem Kar Lene Ke Mutaradif Hoga !!!
      Ambiya O Awliya Ko Bi-iznillah Apna Madadgar Samajhna Ye Jaiz Hai Aur Unko Allah Ke Muqable Me Apna Himayati O Madagar Manna Kufar O Shirk Hai..."So Beshak Allah Hi Inka Dost O Madadgar Hai Aur Jibraeel Aur Saleh Momineen Bhi Iske Baad Sare Farishte Bhi Inke Madadgar Hain (Qur'an 66:4)".... Yaqeenan Gairullah Ki Madad Jis Tarah Ki Bhi Ho Wo Bagair Izn E Rabbul Aalameen Ke Mumkin Hi Nahi Lihaza Ambiya O Awliya Ko Bi-iznillah Mutasarrif Manna Shirk Nahi Jo Isko Shirk Manta Hai Uspar Lazim Hai Ki Wo Shirk O Ibadat Ke Usool O Zawabit Ko Samne Rakhte Huwe Isko Shirk Sabit Karke Dikhaye !!!
      Maine Jo Kuch Bhi Likha Agar Usme Koi Bhi Galti Hai To Aap Meri Islaah Kar Sakte Hain !!!

    • @ArsalAhmedShaikh-u7g
      @ArsalAhmedShaikh-u7g 3 วันที่ผ่านมา

      @@muhammadumairtariq4709 bhai ap pehlay to pareshan mat ho, bilkul bhe.. :) achi baat hai kay ap fikar mand ho.
      ab main apko mufti saheb ka bataya hua tareeqa batata hun "seedhay rastay par anay kay liyen, IN SHA ALLAH"
      apko 3 ya 4 chillay karnay paraingey.
      ap ya 40 days main ap koi aik waqt chun lain, jis main ap 2 nafil hajat kay parhain, pher uskay baad Dua karain
      "AYE ALLAH SWT Jo aqeedah tera hai, wohi mera bhe aqeedah hojaye"
      yani apko yeh cheez continuously 40 days tak karni hai, pher yehi cheez again 40 days tak karni hai, pher again 4o days tak karni hai, => to hogaye 3 chillay
      remember: din main koi aik waqt bana lijiye, jey raat ko sonay sey pehlay. pher us he waqt nafil parhain, aur dua mangain, same waqt sey apkay liyeh yeh karna asan hojaye ga.
      After some time ALLAH SWT will bring you on the right path. Please, reply if you have any confusion.