I followed Dr Tahir Ul Qadri Sahab in Aqaida e Tawheed, but two thing I admire from Ghamidi Sab i.e. He has lot of patience and his calmness showed on his face expression, even people allege him (mashaAllah), secondly he never abuses other Scholars or Alims.
Both guys are jahil, they need to learn respect first and the way to ask question. They adding their anger. I disagree with ghamidi sahab on few 1 or 2 issues but i really appreciate his knowledge and work done
I agree @opiinion and @Anwar Ali. But don't you think Ghamdi sahab is introducing a new Deen e Islam with his personal logics. Like Ribah allowed hai lenay walon k liay... It leads to liberalism. Kuch achi batain bhi hain Ghamdi sahab ki, but most ov them are just logic based and Deen Islam is out of logics. Jesay Allah ko manna bghair logic k. JazakAllah
@Ali Anwar, sir Allah ko bghair logic isliay k, hindus ya dusray mazahib k according krsihna ya dusra khuda bhi to ho sktaa hai. Hum to Humaray Nabi k farmanay py Allah ko maan ry, Qul hu Wallah.. Humaray Nabi ko hum ny is dour me nahi dykha lekin phir bhi hum unko mantay hain iman rakhtay hain ghaib par. And secondly Ribah is haram in any situation deen e Islam ma agar magar q k chun k ye sab nahi chalta. Instructions are very clear. Humain Iqbal, aur dusray buzrgan e deen ko follow krny ki zarurat hai jo zahir ilam k sath sath Allah k sath taluq ka ilm bhi jantay hon.
Bro, Ribah ko kesay halal ya jaiz kar ry ap?? Majboori ho ya na ho.. Kahin bhi ye mentioned nai. Ribah(sood) haram kar diya gya lenay aur dyny par to is me majboori ya koi aur logic pesh karma fazool nai lag raha ap ko? Agar aisi koi baat hoti to hukam ho jata usi waqt.
@@haseebahsan1779 - aap jo keh rahe hain ke Ribah is haraam in any situation, guzarish hai ki ye same line Quran se cut copy paste karke yahan pesh kardijiye ya koi Hadith se cut copy paste kardijiye. Exact se line ke Ribah is haraam in any situation. Agar aap kar sake to phir aapki baat maanlenge. Agar nahin to phir aapko sochna chahiye ki aise incomplete information ke bina pe aap kaise kisi aur ko judge kar sakte hain jo Quran aur Hadith se saboot pesh kar raha hai.
Sir aap kin se bol rahey hain kuch karney ke liye... Ye jo aap se sawaal kar rahey hai woh kuch bhi nahi karney waale... unko ready-made jo mila usko pakkad liya... aur jo mehnat se, scholarship se, research se, mutaaley se apni baat rakhney waala hai... uski ye samjh nahi rakh paayenge.... But salute to you... the way you handle them..its exemplary ...
The problem is that the people asking questions are not very well conversant with Rules of Quran. And they have the guts to ask questions from a learned person.
میں بھی غامدی صاحب کو پڑھنے سے پہلے سنت اور حدیث میں فرق نہیں جانتا تھا ۔ کبھی مسجد کے ممبر سے میں نے اس فرق کے بارے میں سنا ہی نہیں۔ غامدی صاحب کا لاکھ لاکھ شکریہ۔
سب سے پہلے تو آپ یہ جان لیں کہ حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے حدیث لکھنے سے منع فرمایا تھا۔ اور خلفاء راشدین اس بات پر عمل پیرا رہے۔ تقریباً آپ کے وصال کے 80 سال بعد یہ حدیث جمع کرنے کا عمل شروع ہوا ۔ پھر ایک زمانہ ایسا آیا کہ لوگوں نے قرآن کی طرف دیکھنا چھوڑ دیا۔ یہ جو آپ سنتے ہیں کہ فلاں آیات پڑھوگے تو فلاں اجر ملےگا ۔۔۔۔ یہ کیا ہے ؟ یہ دراصل قرآن کی طرف واپسی کا ایک طریقہ کسی عالم نے سجھایا ۔ بس اور کچھ نہیں۔
@@pupilofghamidi5842 ہمممم مگر یہ تو آپ مجھے اس کا تاریخی پس منظر بتا رہے ہیں جو کے وہ بھی غلط ہے ۔ جبکہ میں نے حدیث رسول اور سنت رسول کا فرق پوچھا ہے۔؟؟ اور دوسری بات یہ کہ منع کرنے کے کچھ عرصہ بعد آپ صل اللہ علیہ وسلم نے اجازت بھی تو مرحمت فرمائی تھی۔اس کا آپ کو علم کیسے نہیں ہو سکتا۔ اور تیسری یہ بات کہ حدیث 80 سال بعد جمع ہوئی۔ میرے علم کے مطابق آپ کی یہ بات بھی درست نہیں کیونکہ صحیفہ الصادقہ 63 ہجری دے پہلے لکھا جا چکا تھا ۔ آخری بات آپ نے حدیث کی شرعی حیثیت کے بارے میں بھی کچھ نہیں فرمایا۔؟؟
سبحان اللہ لاجیکل بیان جلیل القدر ابراھمک انبیاء موسی و عیسی ع کی امتوں کی موجوہ زرٸیتیں ، أج بھی کسی نہ کسی طور ملتی جلتی مشابھتی عبادات ، جیسے نماز و روزہ کرتے ہیں اور سرکار کوزکوات دیتے ہیں جو عین قرانک زکوات ھے جس سے عوام کی فلاح بھبود ھوتی ھے
These guys are desperately trying to prove him wrong that's why the hand waving and shaky sound and aggressive comments are observed from the two. But calmness of Ghamidi Sahab is impeccable. MashaAllah
Sir, Javed Ahmed Ghamidi, you should not accept invitations from such inconsiderate people who don't have any manners and say frivolotical things to a Scholar's face like your's.
7.27 theek hai. No counter argument. Right After that still smirking like a jahil. What can we do with people like these and most unfortunate part is that they r religious missionary. What can I say... Good luck pakistan from srinagar kashmir.
These guys don't even deserve to sit in front of ghamidhi , both prove themselves , jahil ne apny aap ko jahel sabet kia aur ghamidi k sber ne osy waqai mn aik brah aalim sabet kia , shame on these guys jin ko bat krny ki b tameez nhi
haqeeqat ye hai ki tamaam ambiya ikram ka deen ek tha per shariat alag thi.. Surah maida ayat 48.. "hum ne tum mein se har ummat k liye alag shariat aur tareeqa muqarar kia hai aur agar allah chahta to tum sabko ek hi ummat bana deta" aap iska arabi matan bhi padh sakte hain. aur ghamidi sahab bhi isi baat per zor de rhe hain ki deen ek hai.. isme koi shubhe wali baat kisi k dil mein nhi hai..hajj roza zakat etc etc sab mil jayega aapko quran mein aur sunnat aur hadith mein bhi.. Mera sawaal ye hai ki mohd. (saw ) ki besat k waqt makke mein deen-e-ibrahimi ki kaun si riwayaat maujood thin.. ?? (Hajj karte the barehna ho kr..) to yaqeenan mohd.(saw) ne theek karaya jihad kr k..Aise to mane nhi honge.. jahaalat k urooj per makke k us daur mein shirk k markaz mein asal deen e ibrahimi to mehfooz tha nhi to riwayaat kaun si asal shakl mein maujood hogi.?? AUR mere hisab se deen - e - ibrahimi nhi balke ibrahim (as) ka deen kaha jana chahiye kyunki isse zehen mein mughalta paida hota hai.. Please note kijiye: Sunnat ki definition ghamidi sahab ne jo di hai wo ye hai.. "sunnat se hamari murad deen - e - ibrahimi ki wo riwaayaat hain, mohd (saw) ne uski tajdeed aur islah k bad aur usme baz izaafo k sath apne maanne walo mein deen ki haisiyat se jaari farma di" Quran: Surah Nahl:123 is ayat mein riwaayat word nhi aya hai.. to ghamidi sahab ne ise kahan se akhaz kia hai.. Shukria..
Bhai yhi bat to m.shaikh bhi khte hai ki khane kaba me kbhi nange twaf nhi hua.hajj ibrahim a.s. ke waqt aur usse phle bhi isi trh ho rha tha.vo Allah ka ghr hai kaise usme but rkha ja skta hai.nmaj roja bhi phle se chla aa rha hai.hr ummt pr Allah ne vhi niym lagu kiye hai jo mohammd r.s.a.w.ke ummt pr lagu hai.
Ghamdi sahab hazrat eesa alahisalam ke nazool ko nhi mante agar aisa ha phr dajjal ko koun qatal karayga ar allah sa yajooj majooj se najat koun dilayaga dua kar ke allah say
Both are tarditionalist... They are blind Muqallids...Mr Ghamidi has drawn the real Deen from Quran...These guys are judging their traditional believes which does not math with Ghamidi sahab definition... These to alliterate Molvies are not judging Mr Ghamidi's explanations from Quran, but their Old Traditional Historical prospectives... They Need to learn Quran and its explanations..not just judging the research of Mr Ghamidi on their traditional knowledge...
Ghamdi Sahib apke nazdeek Sunnat tawatur amli se saabit hai ... Lehaza apne Jo Sunnat e Ibrahimi byan ki hein 26 ya 27 zara un sab ko Hazrat Ibrahim tak tw puhncha dein ... Or Jo ap sunnat ki tareef krty hein vo istlah Tawatur amli or ijma k bhi khilaf hai ... Hamary nazdeek Har vo kaam jo sirf Or Sirf Rasool Allah ne kiya Frmaya Apka Amal taqreer vhi sunnat hai ... Chahy phly Sab log hi krty chaly aa rhy hon
Ye ulema kon han agr argue krna ha to achay baray baray renowned ulema mojud han un k sath karen na ye khud se ulema bula k betha liye han Jo na koi argue kr Raye han na ghamidi ke ksi baat ko negate kr Raye han
Taassub se bhari soch ki hadd is se aage ja bhi nahi sakti jo aapne likha hai. Dr. Israr Ahmad saahib aur Ahle Tasawwuf hazraat se Ghamidi saahib ki guftugu mene suni hai. Vo sab hazraat koi jawaab hi nahi de paa rahe thay. Kisne roka hai aapke bade-bade Ulama ko baat karne se? Vo kyo baat nahi karte? Aap apne un ulma ko tayyar kariye baat karne ke liye! Saari umr hasad, tang-nazri, ulma parasti, akaabir parasti me zaaya kar dena koi achhi baat nahi hai.
Mujhy bahut km ghusa ata hy, mgr jahil log baith kr ik aalim e den pr baqwasat ky pul bandh rahy hn. question pochny mn hi khbasat nazr ati hy, seekhny wala ya samajhny wala andaz hi nhi...bs tanqeed bray tanqeed
These two molvi's have zero knowledge and they are questioning ghamadi sahab....yehi molvi hain jinho nay aj islam ko humaray liya mushkil kiya hoa ha....I'm 100% sure they even don't know what ghamadi sahab is saying...
Wat non.sense iq level of molvie sahabs is below 70 n iq level.of ghamidi sahab is 130.in hazrat ka akhlak dekh.k kia hi kahay banda in ko.ghamidi sahab na ulja karen asay jahilon say..afosos hota inhaiy dekh k
سنت کے معنی ہمیشہ اسی طرح کا عمل کرنا ہیں۔ قرآن میں اللہ،کی سنت کہ کافروں پر عذاب نازل کرتا ہے اور اولین کی سنت کہ وہ نبیوں کی باتوں سے انکار کرتے ہیں۔ نبیوں کی سنت یا رسول خرم عس کی سنت کا قرآن میں کوئ بھینذکر نہیں ہے۔ انسانوں کی جھوٹی بغیر گواہوں کے شنی سنائ سنتوں اور حدیثوں کو اللہ کے دین میں کوئ مقام نہیں ہے۔ابراہیم عس کے حج کی سنتوں کا ذکر قرآن میں نہیں ہے۔ حج کی رسومات میں کافروں نے بہت تبدیلیاں کر دی تھیں اور وہاں بت رکھ دیۓ تھے۔ اس لیۓ ابراہیم عس کے مقصد حج کو رسول اکرم عس نے ایک بہتر شکل میں پیش کیا۔
@@alimansoor6459 Alhamdolillah men apny pyary nabi k deen pe mukamal eman rkhti hun aur is deen men koi reshaping or remodeling nai chahti Jo in sahab ke krny ke koshish ha aur in ke apni baten he is baat ka prove han darhi in k deen men nai parda in k liye wajib nai bht sari ahadees ko ye nai mantay Quran ka maqsad tazqiya e nafs btaty huye hr hukum ko us hisab se fit krty han apna e ak criteria bnaya hua ha jo chz us pe fit aa gai wo thk Jo na aye wo ghlt Allah paak ke panah mangni chahiye aisy gumrah krny walon se
ume kalsoom gumrah kaun hai wo sirf Allah janta hai.. jiska pata Qayamat ka pata chala gaa.. Rahi remodelling ke baat tu remodelling yeh molviyon naa akar kia hai specially hindustan mein pechal 200 300yrs mein.. soo many fabricated hadeeths!
@@alimansoor6459 Beshak Allah SWT to sb jantay han aur Allah SWT ne he insan ko haq aur batil men frq krny ke aqal b de ha.jin baton ke mene nishandahi ke ha agr ap ko thk lgti han to ap follow krty rahen ghamidi ko.. Fe-amaan Allah
I followed Dr Tahir Ul Qadri Sahab in Aqaida e Tawheed, but two thing I admire from Ghamidi Sab i.e. He has lot of patience and his calmness showed on his face expression, even people allege him (mashaAllah), secondly he never abuses other Scholars or Alims.
Thank you sir ghamdi! It’s certainly the way to educate people.
Well done ustad sb..........love and respect for you
Mashallah Kya Ilm aur Kya baseerat ha ustad ghamidi ki
kesey badtameez log hain jo sawal kar rahey hein, Jeetey rahein Ghamidi sab behtareen jawab diye apne.♥️
جاوید احمد غامدی صاحب کا تعلق لاھوری گروپ سے وابستہ ھے اور یہ وہ شخصیت ھیں جنھوں نے سور کو جائز قرار دیا ھے۔
Bakwaas.
Jazak Allah Ghamdi Sir❤we love th way u educate us..
Both guys are jahil, they need to learn respect first and the way to ask question. They adding their anger. I disagree with ghamidi sahab on few 1 or 2 issues but i really appreciate his knowledge and work done
I agree @opiinion and @Anwar Ali. But don't you think Ghamdi sahab is introducing a new Deen e Islam with his personal logics. Like Ribah allowed hai lenay walon k liay... It leads to liberalism. Kuch achi batain bhi hain Ghamdi sahab ki, but most ov them are just logic based and Deen Islam is out of logics. Jesay Allah ko manna bghair logic k.
JazakAllah
@Ali Anwar, sir Allah ko bghair logic isliay k, hindus ya dusray mazahib k according krsihna ya dusra khuda bhi to ho sktaa hai. Hum to Humaray Nabi k farmanay py Allah ko maan ry, Qul hu Wallah.. Humaray Nabi ko hum ny is dour me nahi dykha lekin phir bhi hum unko mantay hain iman rakhtay hain ghaib par.
And secondly Ribah is haram in any situation deen e Islam ma agar magar q k chun k ye sab nahi chalta. Instructions are very clear. Humain Iqbal, aur dusray buzrgan e deen ko follow krny ki zarurat hai jo zahir ilam k sath sath Allah k sath taluq ka ilm bhi jantay hon.
Bro, Ribah ko kesay halal ya jaiz kar ry ap?? Majboori ho ya na ho.. Kahin bhi ye mentioned nai. Ribah(sood) haram kar diya gya lenay aur dyny par to is me majboori ya koi aur logic pesh karma fazool nai lag raha ap ko? Agar aisi koi baat hoti to hukam ho jata usi waqt.
I agree lekin phir bhi wo jaiz kisi soorat nahi ho sakay ga uska jo bhi gummah btaya gya hai wo usi tarha milay ga according to our Prophet SAWW..
@@haseebahsan1779 - aap jo keh rahe hain ke Ribah is haraam in any situation, guzarish hai ki ye same line Quran se cut copy paste karke yahan pesh kardijiye ya koi Hadith se cut copy paste kardijiye. Exact se line ke Ribah is haraam in any situation. Agar aap kar sake to phir aapki baat maanlenge. Agar nahin to phir aapko sochna chahiye ki aise incomplete information ke bina pe aap kaise kisi aur ko judge kar sakte hain jo Quran aur Hadith se saboot pesh kar raha hai.
They are agreeing over what he says after explanation. Their problem is they have already decided Ghamidi is innovating things
Plus they are so arrogant and rude. In another clip they said your and previous scholars have different levels, and calling his work a joke.
Allah pak ghamidi shab ko lambi umer dy . ♥️♥️♥️
Sir aap kin se bol rahey hain kuch karney ke liye... Ye jo aap se sawaal kar rahey hai woh kuch bhi nahi karney waale... unko ready-made jo mila usko pakkad liya... aur jo mehnat se, scholarship se, research se, mutaaley se apni baat rakhney waala hai... uski ye samjh nahi rakh paayenge.... But salute to you... the way you handle them..its exemplary ...
So perfect so complete ❤
May ye Maloom karna chat a hoon kay is interwive kay bad in theen hazrat Kay kya tasoraat thy
Jazakallah imam ghamidi Sahab koi shak nahi rahny dety
Gr8 Ghamidi Sir👏👏👏
The problem is that the people asking questions are not very well conversant with Rules of Quran. And they have the guts to ask questions from a learned person.
Mr Ghamdi is at his best in recent era
Ghamidi Sahub z our jewel. may GOD bless him n preserve him for us.
میں بھی غامدی صاحب کو پڑھنے سے پہلے سنت اور حدیث میں فرق نہیں جانتا تھا ۔ کبھی مسجد کے ممبر سے میں نے اس فرق کے بارے میں سنا ہی نہیں۔ غامدی صاحب کا لاکھ لاکھ شکریہ۔
Chalo g. Ab Masjid k 'Mulla' se ap ek Alim ko compare kar rahe ho?
تو پھر بتائیں حدیث رسول اور سنت رسول میں کیا فرق ہے؟؟
اور حدیث رسول کی شرعی حیثیت کیا ہے؟؟
سب سے پہلے تو آپ یہ جان لیں کہ حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے حدیث لکھنے سے منع فرمایا تھا۔ اور خلفاء راشدین اس بات پر عمل پیرا رہے۔ تقریباً آپ کے وصال کے 80 سال بعد یہ حدیث جمع کرنے کا عمل شروع ہوا ۔ پھر ایک زمانہ ایسا آیا کہ لوگوں نے قرآن کی طرف دیکھنا چھوڑ دیا۔ یہ جو آپ سنتے ہیں کہ فلاں آیات پڑھوگے تو فلاں اجر ملےگا ۔۔۔۔ یہ کیا ہے ؟ یہ دراصل قرآن کی طرف واپسی کا ایک طریقہ کسی عالم نے سجھایا ۔ بس اور کچھ نہیں۔
@@pupilofghamidi5842 ہمممم مگر یہ تو آپ مجھے اس کا تاریخی پس منظر بتا رہے ہیں جو کے وہ بھی غلط ہے ۔ جبکہ میں نے حدیث رسول اور سنت رسول کا فرق پوچھا ہے۔؟؟ اور دوسری بات یہ کہ منع کرنے کے کچھ عرصہ بعد آپ صل اللہ علیہ وسلم نے اجازت بھی تو مرحمت فرمائی تھی۔اس کا آپ کو علم کیسے نہیں ہو سکتا۔ اور تیسری یہ بات کہ حدیث 80 سال بعد جمع ہوئی۔ میرے علم کے مطابق آپ کی یہ بات بھی درست نہیں کیونکہ صحیفہ الصادقہ 63 ہجری دے پہلے لکھا جا چکا تھا ۔
آخری بات آپ نے حدیث کی شرعی حیثیت کے بارے میں بھی کچھ نہیں فرمایا۔؟؟
سنت مطہرہ کے تعین پر بھرپور کام کیجئیے تقبل اللہ
سبحان اللہ
لاجیکل بیان
جلیل القدر ابراھمک انبیاء موسی و عیسی ع کی امتوں کی موجوہ زرٸیتیں ، أج بھی کسی نہ کسی طور ملتی جلتی مشابھتی عبادات ، جیسے نماز و روزہ کرتے ہیں اور سرکار کوزکوات دیتے ہیں جو عین قرانک زکوات ھے جس سے عوام کی فلاح بھبود ھوتی ھے
7:31 the moment he said latifeh ki batein hein.. Tameez cho ker nae guzre in sahab ko
جزاک اللہ خیر کثیر
A lot of love and respect for uuu ustad g
The terms used by Ghamdi sb, in madrassa chhapon ne kbi suni b ni hon gi..
اللہ طول عمرک
Ma sha Allah ❤
I respect Ghamidi sahab from my heart.
Well done sir!👍❤
Shukriya, ghamidi sahab
Jazakallah khair
استاذ محترم ❣️
Ghamidi Sb always gives logical answers.
اللہ یحفظک
MashaAlah ghamdi shab Allah apko izat se nawazien or in dono immature jahilo ko aqal ata kry
Great Ghamidi sahib
اللہ سلمک
These guys are desperately trying to prove him wrong that's why the hand waving and shaky sound and aggressive comments are observed from the two. But calmness of Ghamidi Sahab is impeccable. MashaAllah
Sir, Javed Ahmed Ghamidi, you should not accept invitations from such inconsiderate people who don't have any manners and say frivolotical things to a Scholar's face like your's.
7.27 theek hai. No counter argument. Right After that still smirking like a jahil. What can we do with people like these and most unfortunate part is that they r religious missionary. What can I say... Good luck pakistan from srinagar kashmir.
Ghamdi sahab humbled them 😅
Gr8 ghamidi
thanx
These guys don't even deserve to sit in front of ghamidhi , both prove themselves , jahil ne apny aap ko jahel sabet kia aur ghamidi k sber ne osy waqai mn aik brah aalim sabet kia , shame on these guys jin ko bat krny ki b tameez nhi
Javed Ahmed Ghadimi belongs to Lahori Group becareful with him.
Haha Mullah's trying to take over a Genius....
Ap bhi jahil lag rahe hain mulla word use karte hai
@@defaultuser7190 I m much Qualified than Mullah's
@@sana__3950 Vo is liye kyunki ummat ko zarorat hai is word se chutkaray ki...
لڑکوں انشاء اللہ اب تم بھی سمجھدار ھو چکے ھو گے
It would be injust to let incomparable competers to compete
Allah molviyon ko hidayt dn...
haqeeqat ye hai ki tamaam ambiya ikram ka deen ek tha per shariat alag thi.. Surah maida ayat 48..
"hum ne tum mein se har ummat k liye alag shariat aur tareeqa muqarar kia hai aur agar allah chahta to tum sabko ek hi ummat bana deta"
aap iska arabi matan bhi padh sakte hain.
aur ghamidi sahab bhi isi baat per zor de rhe hain ki deen ek hai.. isme koi shubhe wali baat kisi k dil mein nhi hai..hajj roza zakat etc etc sab mil jayega aapko quran mein aur sunnat aur hadith mein bhi..
Mera sawaal ye hai ki mohd. (saw ) ki besat k waqt makke mein deen-e-ibrahimi ki kaun si riwayaat maujood thin.. ?? (Hajj karte the barehna ho kr..) to yaqeenan mohd.(saw) ne theek karaya jihad kr k..Aise to mane nhi honge..
jahaalat k urooj per makke k us daur mein shirk k markaz mein asal deen e ibrahimi to mehfooz tha nhi to riwayaat kaun si asal shakl mein maujood hogi.??
AUR mere hisab se deen - e - ibrahimi nhi balke ibrahim (as) ka deen kaha jana chahiye kyunki isse zehen mein mughalta paida hota hai..
Please note kijiye: Sunnat ki definition ghamidi sahab ne jo di hai wo ye hai..
"sunnat se hamari murad deen - e - ibrahimi ki wo riwaayaat hain, mohd (saw) ne uski tajdeed aur islah k bad aur usme baz izaafo k sath apne maanne walo mein deen ki haisiyat se jaari farma di"
Quran: Surah Nahl:123
is ayat mein riwaayat word nhi aya hai.. to ghamidi sahab ne ise kahan se akhaz kia hai..
Shukria..
unko bus Ghamidi Sahub se aitraz hai. Ghamidi sahub k nukhta e nazar se wo puri tarah waqif e ni hn na e apne maktab e fikr k uloom se.
Bhai yhi bat to m.shaikh bhi khte hai ki khane kaba me kbhi nange twaf nhi hua.hajj ibrahim a.s. ke waqt aur usse phle bhi isi trh ho rha tha.vo Allah ka ghr hai kaise usme but rkha ja skta hai.nmaj roja bhi phle se chla aa rha hai.hr ummt pr Allah ne vhi niym lagu kiye hai jo mohammd r.s.a.w.ke ummt pr lagu hai.
Phir jab Muqam e ibrahim pe nawafil prhy jaaty hein vo Tw sunnat naa hui
Kyu k Uska Aghaz Rasool Allah ne kiya
Ghamdi sahab hazrat eesa alahisalam ke nazool ko nhi mante agar aisa ha phr dajjal ko koun qatal karayga ar allah sa yajooj majooj se najat koun dilayaga dua kar ke allah say
Both are tarditionalist... They are blind Muqallids...Mr Ghamidi has drawn the real Deen from Quran...These guys are judging their traditional believes which does not math with Ghamidi sahab definition... These to alliterate Molvies are not judging Mr Ghamidi's explanations from Quran, but their Old Traditional Historical prospectives...
They Need to learn Quran and its explanations..not just judging the research of Mr Ghamidi on their traditional knowledge...
Ghamdi Sahib apke nazdeek Sunnat tawatur amli se saabit hai ...
Lehaza apne Jo Sunnat e Ibrahimi byan ki hein 26 ya 27 zara un sab ko Hazrat Ibrahim tak tw puhncha dein ...
Or Jo ap sunnat ki tareef krty hein vo istlah Tawatur amli or ijma k bhi khilaf hai ...
Hamary nazdeek Har vo kaam jo sirf Or Sirf Rasool Allah ne kiya Frmaya Apka Amal taqreer vhi sunnat hai ...
Chahy phly Sab log hi krty chaly aa rhy hon
mullah ke azan aur mujahid ke azan aur.
Mujy ye samaj nhi a rahy ye apny ap ko smjthy kia hai deen ka taika lyraka hai ....
Ye dangar molvi is trha swaal puch rahay hn jaisay tamam books parh li hn inhon ne or ghamdi shb ko khuch pta e ni hy.
Ye ulema kon han agr argue krna ha to achay baray baray renowned ulema mojud han un k sath karen na ye khud se ulema bula k betha liye han Jo na koi argue kr Raye han na ghamidi ke ksi baat ko negate kr Raye han
Khud se bithaye hotay tou wo itnay rude na hotay.. un ka ilm he ni, behas kia krain...
Taassub se bhari soch ki hadd is se aage ja bhi nahi sakti jo aapne likha hai. Dr. Israr Ahmad saahib aur Ahle Tasawwuf hazraat se Ghamidi saahib ki guftugu mene suni hai. Vo sab hazraat koi jawaab hi nahi de paa rahe thay. Kisne roka hai aapke bade-bade Ulama ko baat karne se? Vo kyo baat nahi karte? Aap apne un ulma ko tayyar kariye baat karne ke liye! Saari umr hasad, tang-nazri, ulma parasti, akaabir parasti me zaaya kar dena koi achhi baat nahi hai.
Mujhy bahut km ghusa ata hy, mgr jahil log baith kr ik aalim e den pr baqwasat ky pul bandh rahy hn. question pochny mn hi khbasat nazr ati hy, seekhny wala ya samajhny wala andaz hi nhi...bs tanqeed bray tanqeed
Why these molvis are always angry. Their rude behavior is the reason people don’t like them
.c
These two molvi's have zero knowledge and they are questioning ghamadi sahab....yehi molvi hain jinho nay aj islam ko humaray liya mushkil kiya hoa ha....I'm 100% sure they even don't know what ghamadi sahab is saying...
Ghamidi Saheb is running rings around these molvis. No comparison between a giant and blind bats
Wat non.sense iq level of molvie sahabs is below 70 n iq level.of ghamidi sahab is 130.in hazrat ka akhlak dekh.k kia hi kahay banda in ko.ghamidi sahab na ulja karen asay jahilon say..afosos hota inhaiy dekh k
سنت کے معنی ہمیشہ اسی طرح کا عمل کرنا ہیں۔ قرآن میں اللہ،کی سنت کہ کافروں پر عذاب نازل کرتا ہے اور اولین کی سنت کہ وہ نبیوں کی باتوں سے انکار کرتے ہیں۔ نبیوں کی سنت یا رسول خرم عس کی سنت کا قرآن میں کوئ بھینذکر نہیں ہے۔ انسانوں کی جھوٹی بغیر گواہوں کے شنی سنائ سنتوں اور حدیثوں کو اللہ کے دین میں کوئ مقام نہیں ہے۔ابراہیم عس کے حج کی سنتوں کا ذکر قرآن میں نہیں ہے۔ حج کی رسومات میں کافروں نے بہت تبدیلیاں کر دی تھیں اور وہاں بت رکھ دیۓ تھے۔ اس لیۓ ابراہیم عس کے مقصد حج کو رسول اکرم عس نے ایک بہتر شکل میں پیش کیا۔
He is severely misleading young ppl who r trying or willing to learn islam..he is totally reforming n reshaping islam according to his own thoughts
ume kalsoom really? Based on wht are u accusing him!? Give some evidence or jst like these mullahs u hve made up ur mind .. ppl give some example!
@@alimansoor6459 Alhamdolillah men apny pyary nabi k deen pe mukamal eman rkhti hun aur is deen men koi reshaping or remodeling nai chahti Jo in sahab ke krny ke koshish ha aur in ke apni baten he is baat ka prove han darhi in k deen men nai parda in k liye wajib nai bht sari ahadees ko ye nai mantay Quran ka maqsad tazqiya e nafs btaty huye hr hukum ko us hisab se fit krty han apna e ak criteria bnaya hua ha jo chz us pe fit aa gai wo thk Jo na aye wo ghlt Allah paak ke panah mangni chahiye aisy gumrah krny walon se
ume kalsoom gumrah kaun hai wo sirf Allah janta hai.. jiska pata Qayamat ka pata chala gaa..
Rahi remodelling ke baat tu remodelling yeh molviyon naa akar kia hai specially hindustan mein pechal 200 300yrs mein.. soo many fabricated hadeeths!
@@alimansoor6459 Beshak Allah SWT to sb jantay han aur Allah SWT ne he insan ko haq aur batil men frq krny ke aqal b de ha.jin baton ke mene nishandahi ke ha agr ap ko thk lgti han to ap follow krty rahen ghamidi ko.. Fe-amaan Allah
your molvi has reshped Islam and lead you to jahannam
Poor kids