Masah allah...aap bahut perfect cooking karti ho....bht asaan tarike se batati ho....bht maza aata hai dekh ke meri mummy bhi bht pasand karte aapki cooking
Askm Aunty Khairiyath se Hy 😀? Mashallah most wanted kaju rice Yeh tareeqe se kaju rice acha Hy Mashallah yummy yummy food Jazakallah hu khairoon Aunty 😀👍💯
Masha'Allah Masha'Allah Allah Aap ko sehat de aap ki her jaez dua poori karay Masha'Allah bohath achay tareeqay say dikharaha hai aap hum bhi Hyderabad Deccan say hi hai Alhamdullilah.
Assalamualaikum Bahut acche recipes hai aapke Aur banane ka tareeqa bhi .. They were helpful in our daily cooking Aur koi bhi veg- recipes.. I am looking forward ur recipes of Authentic hyderabadi Haleem Khatti dal Shahi tukda Shami kabab.. Jazakallahu khair..
Assalamu Alaikum aunty outstanding mouth-watering wonderful recipes thank you so much for sharing I am your new subscriber.... and which city you belong aunty Jii.....
Kaju rice9 ke liye pehle khali adhan chadate biryani ke adhan ke jaisa phir kaju pyaz thodey thail me fry karke uper se garnish karna aur phir pyaz tale so thail uper se dalna thoda asli ghee b dalna aur dam dena chawal.
SalaM I want to request to u to make a recipe which I had eaten at my hyderabadi friends house It was like a puri with halwa inside and it was fried I hav not seen it anywhere nor do I know the name If u can plz make that whenever possible for u thanx
My other channel also support and subscribe th-cam.com/video/1RIvgEFG2NY/w-d-xo.html
My kitchen tasty dieshes
Assalamualaikum aunty how r u I hope u fine u r amazing nice dishes yummmmmmmyyyyyyyyyy 😘😘😘👍👌😊😋😋😋😋😋❤️❤️❤️😘😘😘😘🌹🌹
@@HyderabadiShahiDastarkhawn konse brand k chawal h?
Assalamu alaikum
Itni achi achi recipes thank you
Allaha aap ku kush rakhey
MASHAALLAH. Bahut maza agaya.
Mashallah bohoth khoob mouth watering yaar 😀😀👌👌👍👍
Mashallah bhot hi mazedaar zaberdast yummy yummy lagra mouth watering dish definitely I try this 👌👌👌👌
Masha Allah,from the time I started watching your uploads ,I don't miss a single one .
Very clear explanation thank you so much for the recipes
Mashallah zaberdest banay pury dishes
Masah allah...aap bahut perfect cooking karti ho....bht asaan tarike se batati ho....bht maza aata hai dekh ke meri mummy bhi bht pasand karte aapki cooking
Asalamwalakum wa rahmatuallah
Mashallah Mashallah Allah app ki sayhat Dey jazakallah khair 🌹
Walaikumasalam ameen
Everything seems so delicious 😋 thank you for the video 🙏
Very good anti👌
wow...very nice.....Namaste Unity ji......your amazing.....
Nice recipie
Ma shaa Allah.... Ur cooking makes me feel hungry.... 😋😋
Wow yummy 😋
Very easy thanks for sharing love it 😘
Nice 👍
Super recipe
jazak Allah khair ap ny details de rice ki .
Kaju kay badlay mongphali istamal karsaktay
Askm aunty, mujhe dawat wala white fruit ka mitha bana bataye plzz
Askm Aunty
Khairiyath se Hy 😀?
Mashallah most wanted kaju rice
Yeh tareeqe se kaju rice acha Hy
Mashallah yummy yummy food
Jazakallah hu khairoon Aunty 😀👍💯
Walaikumasalam alhamdulliah aap khairiyat se hai jazakallah khair aap ka
Hyderabadi Shahi Dastarkhwan
Ji my Bhi alhamdulillah
Khairiyath se hoon 😀Aunty
Mashalha
👌👌👌👌
Masha'Allah Masha'Allah Allah Aap ko sehat de aap ki her jaez dua poori karay Masha'Allah bohath achay tareeqay say dikharaha hai aap hum bhi Hyderabad Deccan say hi hai Alhamdullilah.
Ameen suma ameen jazakallah khair aap ka
Good
وڈیو میں گھنگروؤں کی آواز آرہی ہے ریسیپیز اچھی ہیں ماشاءاللہ
Bazo sai aarahi hai
Nice recipe apne chawal konse liye naam bataye
Brand ka nam nhi simple basmati rice li hu
Assalamualaikum
Bahut acche recipes hai aapke
Aur banane ka tareeqa bhi ..
They were helpful in our daily cooking
Aur koi bhi veg- recipes..
I am looking forward ur recipes of
Authentic hyderabadi Haleem
Khatti dal
Shahi tukda
Shami kabab..
Jazakallahu khair..
Thanx for the reply
Good work
healthy n tasty
Masha allah 🌹🌹
Asklm ap bohath ache se dikhare allah apki haton may barkath ata farmayen. Humare leyen ap tahari ka recipe b bataieyen plz
Walaikumasalam ameen suma ameenth-cam.com/video/nP_rqT1LmbI/w-d-xo.html
taheri ke link hai mere dosre channel per
Hyderabadi mutton tahari ki link hai check karijiye th-cam.com/video/xx7AE8vYqKo/w-d-xo.html
Assalamualaikum madam . Allah Pak aapko abaad rakhe
Walaikumasalam shukriya
Assalamualaikum
Mast receipes
Kadai mutton is awesome
Salam very nice. Good
Walaikumasalam shukriya
Mashallah bahut bahut,,,
Assalamu Alaikum aunty outstanding mouth-watering wonderful recipes thank you so much for sharing I am your new subscriber.... and which city you belong aunty Jii.....
Rumali roti kadak hui nai
Kaju rice aur bagaare khaane me kya difference hai aunty? Bas fried kaaju hi extra
Kaju rice me peyaz fry karki nekaleti hai bagari khani me peyaz fry karki cook karte hai thoda sa farak hai
Nai bhot faraq hai
Aap jo banaye wo bagara khana bana
Kaju rice9 ke liye pehle khali adhan chadate biryani ke adhan ke jaisa phir kaju pyaz thodey thail me fry karke uper se garnish karna aur phir pyaz tale so thail uper se dalna thoda asli ghee b dalna aur dam dena chawal.
Can v skip ginger powder mam in mutton. Awesome mam. I eagerly wait for ur recipes. Jazakallah
Basmati Rice konsa brand hai
Basmati rice hai brand ka nhi le
Kal ap nay lomu ka achar baya
Mujh baty. 1
Lomu ko dhop may rkhy 7day. 2.
Sugar ki jaga gur istamal kar sakty hu. Plz reply me
7 days rakhe mager dhop me nahi aur sugar ki jaga gude bhi dalsakte hai
Assalamualaikum Apne pahle eak video me kaju rice me dahi b Dale they isme NH add kare kyun
Walaikumasalam optional hai dalke b banasakte ya ny dalke b banasakte
Assalamualaikum baji...is there a way to contact u thru email?
SalaM I want to request to u to make a recipe which I had eaten at my hyderabadi friends house It was like a puri with halwa inside and it was fried I hav not seen it anywhere nor do I know the name If u can plz make that whenever possible for u thanx
Puran puri Hyderabadi recipe ki link hai check karijiye yehi halwa ku puri me use kar ti hai th-cam.com/video/CF2bDQDq-pw/w-d-xo.html
Chobi ki puri Hyderabadi haan puria bana ni ki bth-cam.com/video/tPD-MyF-Qy4/w-d-xo.html
aad thande hune tak us ku dhapna nhi
I love you aunty