Sir, mere papa ki service book department se goom hogyi 2009 me 2022 me office se ek new book banayi h. Ab usme bhot sa data nahi h kaffi saal ki entry bhi Samajh nahi aari koi increments bhi nahi hai or na koi Chhutti ki details. Office me Puchho to koi kuch batata nahi 31year's government job Hai papa ki. Unfortunately Wo Ab nahi hai. 2021 ki suruwat tk working me the. Achank pta chala unka accident ka. Sir Ab tk Humme samjh nahi aarha Apne papa ki 30 saal ki service ki mehnat ko kaise office walon se waise theek trh likhwaye book me. Wakil kare ya Kisse Puchhe please koi rasta ho to reply kren.
Sir main sarkari employee hoon mere service sheet per mer family member ka jo naam Maine un married main bharwaya tha kya after marriage main un sab ka naam service book se hatwa sakta hoonn
Bhaiya 41year service period m starting m leave without pay hone k karan retirement k time basic pay ko recast karke km kar diya jata hai kya yeh rule h
Sir G service book me name ke piche surname lga hua h ... Like mohar singh saini but documents like 10th 12th Bed me name mohar singh h .... Ab kse correction kre retirement hone bala h
Sir mera adhar cad m or marksheet m name spelling alag alag h or mera medikal 22 april ko hone wala h to kya ise problem ho sakta h yes /no plz. Sir reply
Sir me 2019ntpc me SM ke liye select hun. Time jada lagane ki vajah se Dv ke samay mene galti se hindi me signature kar diya jabki application me english me kiye the. Ab meri joining bhi ho gayi ha or training chal rahi ha to aage job me koi problem to nahi hogi kya training ke baad me apne signature change kar sakta hun
Sir 4th class ka employee hun madhyapradesh dist bhind se yaha apni salary ko service book par approval ( sheel or sign ) karane ke paise Dene padte hai risvat ke roop me tab jakar opretor ya usse age ke adhikari service book approve karte hai isse bacha ja sakta hai kya kisi prakar se ...😢
Sir muje y btaye ki ydi ko sarkari karamchari ki niyukti hoti h TB bo apne Bibi bacho k naam service book m likhaye jate h to kya bo kbhi bhi apne baccho ka naam kbhi bhi htba skta h or bdba skta h kyoki sir mere papa ne muje 2019 m bedakhl kiya ta rajistri office s to kya mera naam us book m nhi hoga 2019 s phle us sarvis book m mera naam ta
Sir meri mammi ki service book Puri nhi ki gai or jinhone Puri karni thi vho log ab retairment le chuke h hamne is ki sikayat bhi ki h pr samadan nhi ho rha
Sir mere papa service krte the jab bo expire ho gye to unhone meri mummy ka naam service book me nhi kiya to meri mummy ko pencie nhi milge hamne court me kes bhi Kiya tha
Sir main ek coal india employee hoon meri bhi service book 10 saal baad bhi nahin bhari gai hai mujhe pahle jankaari nahin thi aur ab kaise bharwa sakta hoon service book
school mein galat date of birth darj ki gayi thi, woh hi service mein apprentice ship mein entry ho gayi. After 3 and half months break mujhe appointment letter Mila, tab as per rule Maine birth certificate of MCGM submit Kiya, service book k sabhi forms & documents per likhe dono date of birth( as per school leaving & as per birth certificate) but verifying officer ne cut karne kaha & jo apprentice ship k waqt tha school leaving pe woh likhne kaha but in 2 forms maine Attached documents mein Birth certificate & birth dates likhi hain wahaa verifying officer ne birth certificate word cut kar ke school leaving certificate likh kar and birth date change ki hain but no signature. Service record files ke papers maine RTI se liye tab mujhe yeh baat samajh mein aayi. Is k liye verifying officer ko punishment honi chahiye ya nahi, please reply Permanent job Agar service book mein verifying officer ne correction Kiya hain aur counter sign nahi Kiya hain to yeh galat hain ya nahi, eske liye kya karna chahiye.
यदि कोई कर्मचारी कोई ब्लॉक पर कार्यरत था और वहां से रिटायर हो गया है रिटायर होने के कुछ साल बाद उसकी मृत्यु हो गई है तो क्लेम पाने के लिए उसे फाइल को जिले पर भेज दिया गया है तो क्या फाइल भेजने का कोई डिस्पैच नंबर या दिनांक होता है जिससे कि जिले पर फाइल ढूंढी जा सके कृपया बताइए
Aap sbse achhi info dete he sur aaram se achhe se smjate he...good job sir...mene apki channel b subscribe kr li he bt bell icon show nh ho rha...
welcome dost
Sir, apke dwara di gyi information valuable dhanyabad iske liye
Sir service book kho jati kisi bhi karan se koi dushra option hota h
Very valuable information for govt employees
Thank u
Service book mai mera naam MOHAN K.T
hai joki galath hai my real name is MOHANA K T 10 marksheet mai bi MOHANA K T
CCA rules ke tehat proceeding Drop ki entry service book me hoti kya. Ya cca rule proceeding me punishment diya gaya ho toh hi intry hoti h.
Sir Jee service book me kya apna address change krwa sakte hai other state ki
Sir agar koi central govt job me hi ...aur use chod kr state government ki job join krta hi to kya uski service book same rahi hi ya alag ho jati hi
Kya ek hi division ke under alag alag office me deputation hone par bhi eski information service book me entry hoti hai.
Very good character kya hai
Service book me Duty barabar jawabdari se na karne ki entry bhi hoti Hai kya?
Sir, gazette publication ke liye central gov employee service record ka copy kaise prapt karega, kindly bataiye.
Service book me cateike sath caste bhi likha General (Bhumihar) is tarah se isse koi dikkat to nhi hoga n
Sir my father had died on duty and office persons are saying that no nominee is listed into the service book so you have to file case to get the gpf
Very good information sir🙏
Sir, mere papa ki service book department se goom hogyi 2009 me 2022 me office se ek new book banayi h. Ab usme bhot sa data nahi h kaffi saal ki entry bhi Samajh nahi aari koi increments bhi nahi hai or na koi Chhutti ki details. Office me Puchho to koi kuch batata nahi 31year's government job Hai papa ki. Unfortunately Wo Ab nahi hai. 2021 ki suruwat tk working me the. Achank pta chala unka accident ka. Sir Ab tk Humme samjh nahi aarha Apne papa ki 30 saal ki service ki mehnat ko kaise office walon se waise theek trh likhwaye book me. Wakil kare ya Kisse Puchhe please koi rasta ho to reply kren.
Haar saal government employer dwara karmik sampada bharaja hai usmain bhi puri jankari rahti hai
Mere saath hi yahi hua
Aapke papa ke employee ID HRMS se nikalne ke liye boliye
Sir main sarkari employee hoon mere service sheet per mer family member ka jo naam Maine un married main bharwaya tha kya after marriage main un sab ka naam service book se hatwa sakta hoonn
@@sandeeptripathi3524yes
Bhaiya 41year service period m starting m leave without pay hone k karan retirement k time basic pay ko recast karke km kar diya jata hai kya yeh rule h
Sir, kya service book mai cast (जाति की जानकारी) mansion hoti hai ???
Sir ji service book or ppo me kya Antar he plz ruply
Thank you sir 🙏🙏
Welcome...
Permotion na lene pr kya acp kt jati hai
Sir probation time m le hue avatnik avkash ki entry service book m kha hoti h
Sir G service book me name ke piche surname lga hua h ... Like mohar singh saini but documents like 10th 12th Bed me name mohar singh h .... Ab kse correction kre retirement hone bala h
Sir mai school ka DDO hu .mai apni salary bhe khud nikalta hu . Kiya mai apni service book verification kar shakte hai ki nahi. Margdarshan de
Can a officer paste a paper in the Service Book of his sub-ordibate ? Without any information to the Govt. Servant ?
Sir probation period Mai EL leeye ya naa sir
Kya without marriage document wife ko service book me entry karaya ja sakta
Who can provide service record to investigation agency ? what is the procedure ?
LAst pay certificate is also required when an emplyee is transferred from one place to another
Sir agar service books khogei tho. Duplicate service books new Bana sakte hai ka?
Please reply 🙏
Very good
Sir mera adhar cad m or marksheet m name spelling alag alag h or mera medikal 22 april ko hone wala h to kya ise problem ho sakta h yes /no plz. Sir reply
Service book ka record kaha se (kis department) le sakte hai.sir??
Sir me 2019ntpc me SM ke liye select hun. Time jada lagane ki vajah se Dv ke samay mene galti se hindi me signature kar diya jabki application me english me kiye the. Ab meri joining bhi ho gayi ha or training chal rahi ha to aage job me koi problem to nahi hogi kya training ke baad me apne signature change kar sakta hun
Sir kya ppo no se family detail pta chl jati h plz suggest sir
Haan...Agar online suvidha hai toh
@@Rakshitkhanna online suvidha h mtlb. link sir kr dijiye sir its imp family details kaise pta chalegi use
Agar gpf department mai online hai tab
@@Rakshitkhanna ye pta kaise kre koi suvidha h
Explaination letter v add hota hai kya sir??
Sir service book and joining letter aam aadmi lesakta hai
Sir
Service book ki copy retirement ke bad hi milti. Joining ke 4 sal bad lena hai to
Hello sir kya service book par jiska naan hai usko hi job milti hai kay ?
Nahi aisa nahi hai....
Sir 4th class ka employee hun madhyapradesh dist bhind se yaha apni salary ko service book par approval ( sheel or sign ) karane ke paise Dene padte hai risvat ke roop me tab jakar opretor ya usse age ke adhikari service book approve karte hai isse bacha ja sakta hai kya kisi prakar se ...😢
Sir mera Address me correction krni hai kaise kre
Sir servise book me family details dena jarur hota h kya.. .
अवकाश नकदीकरण कैसे किया जाता है उदा.सहित समझाएं।
Agar service book missing hai to dubara ban sakta hai kya
Sir naukari anukmpa ki di ja skti hai
Sir iski photocopy kis dipartment se mang skte h?
Agar service book me pahle ke kuch years ki earned leave ki entry nahi hui he to kya ye leave leps ho jati he.
Sabki hoti hai entry
Sir meri service book me pl jodte samaya ddo ne kat- chant kr di koi problem hogi kya
Cutting attested hota hai.
ka advance leave application ka Leve ka advance deduct hoti ha or Leve ka bad entry hoto ha
Service book me notional labh ki entry kaise kre.
Ye off line hoti hi ya online hoti hi
Sir meri shadi ho gyi h to kya zaroori h ki father name change krwa kr husband name likhwana aur mera sur name bhi chnge ho jyga plz full detail batye
रिटायरमेंट के बाद कौन कौन से डॉक्यूमेंट मिलते हैं संभाल के रखने के लिए और कितने हमें इसकी जानकारी?
Sir medical facilities milti hai kya service book me
nahi
Mujhe apne bete ka naam jana hi husband ki servies book m to m kyse pata kru
Usne koi property kharidi ho to uska detail bhi hota hai ya nahi
Sir meri dusari shadi hui hai to kya pati ka nam likhana jaruri hai kya
Mere liye Janna bahut jaruri hai sar please bataiye bahut meherbani hogi
Very good news sir
Rpsf constable ki service book me wife ka naam h ya kisi or ka ye kese pta chlega
Sir divorce ke bad service book se wife ka hatane ke liye konsa form lagata hai
Koi bhii lga do 😢waise bhi divorce ke baad dusri wife bhi to ayegi
Sir muje y btaye ki ydi ko sarkari karamchari ki niyukti hoti h TB bo apne Bibi bacho k naam service book m likhaye jate h to kya bo kbhi bhi apne baccho ka naam kbhi bhi htba skta h or bdba skta h kyoki sir mere papa ne muje 2019 m bedakhl kiya ta rajistri office s to kya mera naam us book m nhi hoga 2019 s phle us sarvis book m mera naam ta
Or ab mere papa nhi h bo on duty expayr hue te
Service book ki jankari mil sakti hai kya office se
Sir railway employees ka record Kahan se aur kaise.
Sarvis vala majaye to iski sarvis buc kyese nikale
Sir hamara bhi tubwell oprater m dv ke baad 672 post khali hone ke baad joining nhi ho rahi h to kya krare sir please give me ans...🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir meri mammi ki service book Puri nhi ki gai or jinhone Puri karni thi vho log ab retairment le chuke h hamne is ki sikayat bhi ki h pr samadan nhi ho rha
Sir mere papa service krte the jab bo expire ho gye to unhone meri mummy ka naam service book me nhi kiya to meri mummy ko pencie nhi milge hamne court me kes bhi Kiya tha
Sir , joining date galat daal di gayi ho..to correction ke liye kya karna hoga....
Very useful
Caste information nahi hoti kya?
Service book per pf number kaha hota hai
Sir kissi v government teacher employees ko medical facilities nii milta hai kya
milti hai ...kaun bol raha nahi milti
Sir main ek coal india employee hoon meri bhi service book 10 saal baad bhi nahin bhari gai hai mujhe pahle jankaari nahin thi aur ab kaise bharwa sakta hoon service book
Agar service book me kisi year me koi entry chaut jati he to bad ke years me entry kese karvay agar adhikari change ho jata he.
Uski entry baad mai karwani padti hai...Jitni chooti hai
Sir jese mere papa ji ki death ho gayi hai or unki service book Agra gyi hai to wo kitne din m wapas aati hai sir please reply
State government job mein bhi same rule hai sir 🙏❤️
करता c.l भी लिखना है service book me likhna hai
No
Sar service book mein nominee ka kya hak or power hota hai kripya Karke bataiye
Relway me workar ko sarvice book deta h kiya
Service book online kaise download kare (Maharashtra police ke liye)
school mein galat date of birth darj ki gayi thi, woh hi service mein apprentice ship mein entry ho gayi. After 3 and half months break mujhe appointment letter Mila, tab as per rule Maine birth certificate of MCGM submit Kiya, service book k sabhi forms & documents per likhe dono date of birth( as per school leaving & as per birth certificate) but verifying officer ne cut karne kaha & jo apprentice ship k waqt tha school leaving pe woh likhne kaha but in 2 forms maine Attached documents mein Birth certificate & birth dates likhi hain wahaa verifying officer ne birth certificate word cut kar ke school leaving certificate likh kar and birth date change ki hain but no signature.
Service record files ke papers maine RTI se liye tab mujhe yeh baat samajh mein aayi.
Is k liye verifying officer ko punishment honi chahiye ya nahi, please reply
Permanent job Agar service book mein verifying officer ne correction Kiya hain aur counter sign nahi Kiya hain to yeh galat hain ya nahi, eske liye kya karna chahiye.
Sir service book deposit ho jati hai after retirement?
Service book. Accounts office rehti hai. Wahi se atti jaati rehti hai....Employee ya pensioner ko nahi milti service book.
@@Rakshitkhanna ok thanks
Welcome
Explain junior senior case 6 pay commission punjab
Sir department me service record nahi mil raha hai to kya karna chahiye
Complain kare unki
Sir service book mai free medical facilities milti hai ki nii sir reply me and give me answer
retired hone ke baad card banta CGHS ka
Sadi huye ho to faimly me kiska name dalna chahiye
To iske aage me kya karu thoda guide karoge to accha hoga
what is the source for your information? GFR /CCS / any other?? please specify
Sir mujhe 85/88 ki details chaiye to me DRM office me gaya to wo bol rahe hai itna old record nahi hai hamare pass
mai apne department me pension dekhta hun, plz aapse contact kar sakte hain kya?
@@Rakshitkhanna ok, thank you so much 🙏❤
mene aapka no note kar liya hai, aap isko ab delete kar lijiye safety ke liye.
Ok
mai aapko saturday ya sunday ko dopahar ko call karunga. aapse pahle time le lunga whatsapp par
@@officialshobhit theek hai....
Sir mujhe aap se kuchh jankari chahiye
Thank you sir
Widow kota sa job mili ho or bad ma remarige kar la to kya hoga
Job toh chalti rahegi
Retirement ke baad service book kaha hoti employee ke pass
No
Office main jma ho jata hai ex unit and cda
Sir service book father address galt ho gya
यदि कोई कर्मचारी कोई ब्लॉक पर कार्यरत था और वहां से रिटायर हो गया है रिटायर होने के कुछ साल बाद उसकी मृत्यु हो गई है तो क्लेम पाने के लिए उसे फाइल को जिले पर भेज दिया गया है तो क्या फाइल भेजने का कोई डिस्पैच नंबर या दिनांक होता है जिससे कि जिले पर फाइल ढूंढी जा सके कृपया बताइए
Sir mere paapa 2010 me retirement ho ke death ho gya family pension milta hai mujhe service book ki photo chaiye kaha se milegi please baatein
Thank
Service book me husband ke surname correction ka process bataye Rajasthan teachers ke liye
Agar service book me report kharab kr di ho to kya hota h probation k bad
Cr kharab ho gayi toh.. Promotion mai dikkat aayegi .....
Service book mil nai reha acp hona tha