Sir mera HAL trade apprentice aur dimplo in electronics and टेलीकम्युनिकेशंस me do jagah number laga , to mai kya choose karu dimploma ya phir apprentice? Please reply 🙏😟I,'m confused
agar higher qualification karni hai to diploma theek hai.... par aapne diploma main electronics kyu choose Kiya? jis field se ITI ki hai usi se diploma karna chaiye.. for example agar Fitter se kiya hai to diploma main mechanical.... Draughtmen se kiya hai to diploma main civil.... electrician se kiya hai to diploma main electrical... agar aapke paas higher qualification ka option hai to aap higher qualification yaani diploma ki taraf jao... phir agar apprenticeship karni hogi to diploma base pe apprenticeship kar lena... aapne ITI kiya hai to diploma bhi 3 ke bajaye 2 saal main hi ho jayega....
Sir mere pass ek job he as electrical trainee. 1.5 year ho chuka he. Abhi mujhe appentice k lie aya he MCL k taraf se. To me kya karu .mujhe karna chahiye ya nehi. Plz reply
Sir batayiye After diploma ke bad apprenticeship krna chahiye ya nhi hm Nats portal se apply kiye the humko ek polytechnic college se aya hai or ek Ntpc se college me interview bhi conferm ho gya hai or mera branch civil engg hai humko kidhr Jana chahiye ntpc ya govt polytechnic college please reply sir 🙏
Charan sparsh sir ji....sir mai up se hu .. sir maine electric se politecnic kiya h 2018m ... Sir abhi tk khi bhi job nhi mil payi h . Sir mai apprentice krna chata hu .. kha se or kese kru... Please 🙏 sir reply please 🙏🙏🙏🙏...
Sit meri iti electrician abhi final hui h 2023 m 12 August ko result aaya h 89% h mera abhi Jamia Millia Islamia m diploma electrical m no aagyya h kiya mujhe diploma krna chahiye ya apprenticeship karni chahiye agar m diploma karlo to m diploma kr baad iti se apprenticeship kr dakta hu
agar family conditions achi hain to higher education lena best hai.. agar money problem hai to iti kr baad apprenticeship karke khin bhi job mil skti hai industry main…. diploma ke baad bhi jobs hain..
@@GoodRaman paise ki dikkat bilkul nhi h bas m ye pochna chahta hu diploma ke baad iti se apprenticeship kr sakta kiyuki kuch jagha iti+apprenticeship maangte h
Sir me diploma kar raha hu ar abhi me 3rd year me hu . Mujhe ek acchi company me apprentice job Mila hai ,or ek mujhe bohot hi kam reputed company me permanent job Mila ha , agar mujhe passout hone ke pehle or koi job na Mila to me in dono me se konsa Karu?
bro m 23 ka ho gya hu is saal mene diploma mech pass out hu 2020 ka uske baad mene 2021 se 2022 oct tk apprentice kri power plant m but uska certificate abhi nhi mila cop yet to be verified aa rha. Mujhe ye janna hai kya abhi m BTech mech same branch se krlu ki nhi financial status bhi avg h abhi btech ka koi scope hai kya mech field m ya diploma is better in terms of vacancies?? I'm very much confused 🤕abhi krunga btech toh 3saal or langega 26 ki age tk hoga
Sir maine bhi diploma kiya par mera ek sal gap ho gaya aur mujhe kahi koi job bhi ni mili hai aur mai biche me government me prepration chalu ki hai but kuch samjh ni araha to plz guide kijiye ki mujhe apprentice karni chahiye ya ni sir plz reply
Sir diploma in pharmacy vale ka apprenticeship complete ho jane ke baad sir exam bhi hota hai kya sir please please explain agar sir hota hai to uska syllabus or sir previous year paper bataye sir papar language kya hogi hindi English ya sir both please please explain sir
Diploma kare hue 6 manth ho gye h sir isi bich koi placement nhi hua h ab Jakar haryana mai mene apprentice ki 1 manth ki par mujhe vaha ka pani suit nhi huaa or na hi us company mai aage ka koi future h mene vo apprentice chhod di h to sir ye btao me kahi par dubara apprentice kr Pauga ya nhi ya apprentice ko bich mai hi chod dete h to kya dikaat hoti ye btaye
apprenticeship main enroll sirf ek baar hi hota hai..bhle hi beech main chod di ho...ab dobara nhi hogi... han agar aapne NATS ka number generate nhi kiya hoga to dobara se kar skte ho..but aajkl NATS main registration ke baad hi apprenticeship hoti hai..
Sir mai Sanjay Gandhi Polytechnic Jagdishpur Amethi se Electronics engineering me diploma kar rha hu sir electronic engineering ka scope hai ke nahi sir please reply de do
negative - government main electronics ka koi scope nhi hai...branch change kra lo... ssc je mechanical electrical aur civil ke liye hota hai har saal... eske alawa zyadatar fom civil ke liye zyada vacancy main aate hai... electronics ka scope thaa BSNL main hua karta thaa but ab usmain nhi aati... positive - other government departments jaise ISRO,NPCIL etc main 4-5 vacancy aati rehti hai... khin khin electrical ke saath electronics bhi eligible kar diye jate hain..
Sir Diploma Mechanical Engg branch se hai to coal India limited ( CIL ) Kaisa rahega apprentices ke liye Ya PHIR damodar valley corporation ( DVC ) kaisa hoga ... Dono mai se konsa mere lie acha ho skta h suggest kijiye plss...🙏🥺
Charan sparsh sir ji....sir mai up se hu .. sir maine electric se politecnic kiya h 2018m ... Sir abhi tk khi bhi job nhi mil payi h . Sir mai apprentice krna chata hu .. kha se or kese kru... Please 🙏 sir reply please 🙏🙏🙏🙏...
dear ab to apprenticeship nhi ho payegi.. diploma karne ke 3 saal ke andar tak hi karni hoti hai..ab 2020-2023 tak ke diploma holders hi kar sakte hain.
Sir mera HAL trade apprentice aur dimplo in electronics and टेलीकम्युनिकेशंस me do jagah number laga , to mai kya choose karu dimploma ya phir apprentice? Please reply 🙏😟I,'m confused
agar higher qualification karni hai to diploma theek hai....
par aapne diploma main electronics kyu choose Kiya?
jis field se ITI ki hai usi se diploma karna chaiye..
for example agar Fitter se kiya hai to diploma main mechanical....
Draughtmen se kiya hai to diploma main civil....
electrician se kiya hai to diploma main electrical...
agar aapke paas higher qualification ka option hai to aap higher qualification yaani diploma ki taraf jao...
phir agar apprenticeship karni hogi to diploma base pe apprenticeship kar lena...
aapne ITI kiya hai to diploma bhi 3 ke bajaye 2 saal main hi ho jayega....
Kiyu ki me ordinance factory me diploma apprenticeship Kiya hu abhi tak apprenticeship ka kuch vacancy nahi ata hai
Sir mechanical wale railway apprentice ke liye naye portal per aavedan kaise karen ek video banaaiye.
Diploma walo ko bhi apprentice portal ma registration krna hoga kya ?
Sir mere pass ek job he as electrical trainee. 1.5 year ho chuka he. Abhi mujhe appentice k lie aya he MCL k taraf se. To me kya karu .mujhe karna chahiye ya nehi. Plz reply
Kya online diploma degree se apprencticeahip hosakta hai kya
Sir charan sparsh.... Sir mere pass iti nhi h but politicnic h kya m fill kr sakta hu... Please 🙏
Sir apprenticeship k liye interview bhi Dena pdta h ??? Please any one tell me😢😢
is it ok to do 1 year apprenticeship and do btech after 1 year
Sir batayiye After diploma ke bad apprenticeship krna chahiye ya nhi hm Nats portal se apply kiye the humko ek polytechnic college se aya hai or ek Ntpc se college me interview bhi conferm ho gya hai or mera branch civil engg hai humko kidhr Jana chahiye ntpc ya govt polytechnic college please reply sir 🙏
Charan sparsh sir ji....sir mai up se hu .. sir maine electric se politecnic kiya h 2018m ... Sir abhi tk khi bhi job nhi mil payi h . Sir mai apprentice krna chata hu .. kha se or kese kru... Please 🙏 sir reply please 🙏🙏🙏🙏...
Sir apprenticeship k liye apply kayse kare plz bataiye
Sir , girls k apprecentship Kaisa rhegaa?????
Kerlo
Polytechnic kya hai ya iti..
Jaisa he ladko ka he
Sir Diploma In Mechanical engineering Ke Bad railway apprentice Kar Pau Ya Nahi
Agar aapko det mechanical me job chaiye toh you can contact
Sit meri iti electrician abhi final hui h 2023 m 12 August ko result aaya h 89% h mera abhi Jamia Millia Islamia m diploma electrical m no aagyya h kiya mujhe diploma krna chahiye ya apprenticeship karni chahiye agar m diploma karlo to m diploma kr baad iti se apprenticeship kr dakta hu
agar family conditions achi hain to higher education lena best hai..
agar money problem hai to iti kr baad apprenticeship karke khin bhi job mil skti hai industry main….
diploma ke baad bhi jobs hain..
@@GoodRaman paise ki dikkat bilkul nhi h bas m ye pochna chahta hu diploma ke baad iti se apprenticeship kr sakta kiyuki kuch jagha iti+apprenticeship maangte h
Sir me diploma kar raha hu ar abhi me 3rd year me hu . Mujhe ek acchi company me apprentice job Mila hai ,or ek mujhe bohot hi kam reputed company me permanent job Mila ha , agar mujhe passout hone ke pehle or koi job na Mila to me in dono me se konsa Karu?
Diploma final result Aane ke baad apprenticeship karaya jata hai ya 6th semester ka exam dekar kar sakte hai please reply
complete hone ke baad
Diploma ke baad btech kre ya apprenticeship?
Btech if affordable
Sir apprentice karne k liye diploma me kitne percentage hone chahiye?
jitna zyada ho utna acha hai
@@GoodRaman thank you sir
Is it possible to cancel the apprenticeship contract this year and fill the form again with the same company?
no
apprenticeship k liye apply kayse karee plz bataiye, resume le kar company jay direct
NATS main registration hoga
bro m 23 ka ho gya hu is saal mene diploma mech pass out hu 2020 ka uske baad mene 2021 se 2022 oct tk apprentice kri power plant m but uska certificate abhi nhi mila cop yet to be verified aa rha.
Mujhe ye janna hai kya abhi m BTech mech same branch se krlu ki nhi financial status bhi avg h abhi btech ka koi scope hai kya mech field m ya diploma is better in terms of vacancies?? I'm very much confused 🤕abhi krunga btech toh 3saal or langega 26 ki age tk hoga
btech m admission le lo… clg se baat krna ki sirf project aur exam dene aa paunga…
baaki time diploma level ke exam ki taiyari chlti rhegi…
Apprentice kaha karinge Onlline kob hata hii
Sir maine bhi diploma kiya par mera ek sal gap ho gaya aur mujhe kahi koi job bhi ni mili hai aur mai biche me government me prepration chalu ki hai but kuch samjh ni araha to plz guide kijiye ki mujhe apprentice karni chahiye ya ni sir plz reply
kar lijiye apprenticeship..
kisi ghar ke pass wale psu main…
Sir mera DET hai metallurgical engineering se after one year confirm hoga ki khi ktta percent chances hai confirm ka?
Sir me apprentice me kr rha hu but training center me trainer ki job mili hai kya shi hai pls answer 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Apprenticeship kitne prakar ki hoti hai..
PGDCA vale apprentice kr skte hai kye please give me answer
yes abhi aayi huyi hai apprenticeship ki requirement PGDCA walo k liye
@@GoodRaman link kaha se milegi
Sir diploma in pharmacy vale ka apprenticeship complete ho jane ke baad sir exam bhi hota hai kya sir please please explain agar sir hota hai to uska syllabus or sir previous year paper bataye sir papar language kya hogi hindi English ya sir both please please explain sir
Nahi
Sir diploma valo ka certificate kese milega after exam please explain sir please please
login your NATS account..
@@GoodRaman sir apprenticeship complete ho jane ke baad exam bhi hoga kya sir please explain
Iti+apparantice+diploma
Pahle apparantice kare ya nahi
kar lo
Diploma+apprantiship+btech
Diploma apprenticeship me kuch faida nahi hota hai acha hoga kuch ur kam karo
Sir, apprentice diploma walo ke liye achha rahega ya fir ITI walo ke liye
ITI
Thanku sir..appreciate
Diploma kare hue 6 manth ho gye h sir isi bich koi placement nhi hua h ab Jakar haryana mai mene apprentice ki 1 manth ki par mujhe vaha ka pani suit nhi huaa or na hi us company mai aage ka koi future h mene vo apprentice chhod di h to sir ye btao me kahi par dubara apprentice kr Pauga ya nhi ya apprentice ko bich mai hi chod dete h to kya dikaat hoti ye btaye
apprenticeship main enroll sirf ek baar hi hota hai..bhle hi beech main chod di ho...ab dobara nhi hogi...
han agar aapne NATS ka number generate nhi kiya hoga to dobara se kar skte ho..but aajkl NATS main registration ke baad hi apprenticeship hoti hai..
Sir tata steel company se apprentice karte hai toh wo permanent karegi ya nahi
Kya aap abhi tata Steel me job karte ho
I got 72% in diploma will i get selection through merit base in pgcil apprenticeship?
muskil hai…hope for the best
@@GoodRaman kitna safe rehta h?
@@GoodRaman is baar 1000 se uper seats h to shyd ummeed kri ja skti h??
Ho jayega
Mera bpcl se aaya tha interview
Bhai
Agr Diploma 6 sem mai back lg gyi to kya
Marksheet ke base paer pvt job kr skte hai
nhi.....pura complete hone k baad hi
@@GoodRaman acha
@@GoodRaman apprintice to kr skta hu sayd
Sir kya diploma ke bad apperantice kar sakte g
yes
diploma ke baad Apprentice ship karte samay engineering college me admission hoga to chalta hai kya please reply
no….
chodni pdegi…
esmain proper police verification hota hai..
Sir railway apprentices ke baad diploma kar sakte hai ya nahi
yes..
Sir mai Sanjay Gandhi Polytechnic Jagdishpur Amethi se Electronics engineering me diploma kar rha hu sir electronic engineering ka scope hai ke nahi sir please reply de do
negative -
government main electronics ka koi scope nhi hai...branch change kra lo...
ssc je mechanical electrical aur civil ke liye hota hai har saal...
eske alawa zyadatar fom civil ke liye zyada vacancy main aate hai...
electronics ka scope thaa BSNL main hua karta thaa but ab usmain nhi aati...
positive -
other government departments jaise ISRO,NPCIL etc main 4-5 vacancy aati rehti hai...
khin khin electrical ke saath electronics bhi eligible kar diye jate hain..
Hlo
Diploma k baad job kre ya apprenticeship sir
job...
Bsnl me documents verification ke liye mail aya hai toh kya select mana jayegaa kya
Bhai bsnl me apprenticeship kr rhe aap ki nhi ??
@@saurabhsinghrana8896 ha
Mom and sp se appretiship hal se kre ki nhi
Sir diploma ece hai two plus ho gya Job nhi mila to kya kra sir
Sir D pharma kr liya hu 1year ho gya h fresher hu job nhi mil rha appreciate Krna jruri h
Job chor kr apprentice karna sahi hoga ya nhi
Nhi chhorna chahiye Apprenticeship matlab 365 din kaa kaam
Yaa der saal yaa 2 saal bas
Sir PWD se apprenticeship training ker sakte h after diploma in Civil engineering
yes....
@@GoodRaman salary kya hoti hai
Sir diploma ke bad HL me jop kese kre
regular recruitment
Private companies Mt join kro
sir maine already diploma base per PSU say apprentice kr li hai and mere pass ITI bhi to kya mai railway mai apprenctice ke liye apply kr skta hu ?
NATS main aadhar card number dala hua hoga… vahan se details aa jayegi ki apprenticeship already kar rkhi h
Apprentic ho giya ab kiya kre
Ab kya kr rhe ho bhai
Sir apse call pr bat krna chahta hu
Sir Diploma Mechanical Engg branch se hai to coal India limited ( CIL )
Kaisa rahega apprentices ke liye
Ya PHIR damodar valley corporation ( DVC ) kaisa hoga ...
Dono mai se konsa mere lie acha ho skta h suggest kijiye plss...🙏🥺
DRDO JE ki taiyari kro
sir apprenticeship kya hota hai?
one year training program with little salary 😁
Ky private company se apprenticeship kr skte h