Sir Whistel Language ka kuch fanda hota hai kya jaise stop karne ke liye kaise bajana, aage chalne ke liye kaise bajana, Row me khada karne ke liye etc....
Han hota hai stop karne k liye bhi hota hai and age Chalane k liye bhi even aap pared karwane k liye bhi whistle ka use kar sakte ho . Race start karne k liye bhi use kar sakte ho.
Pahle to aap lezium counting Pr sikhayiye. Uske baad aap students ko bataiye ki ek long or short whistle banate HI lezium start karenge suppose aap lezium me char awaz Padha rahe hai to long or short whistle bajate start karenge or counting ki jagah whistle bajegi . Apko is baat ka dhyan rakhna hai k jitna waqt number count Karne me Lagta hai utna hi waqt whistle bajane me lage to Vah Achese sunai dega.
Thank u 🙏
Nice sr... thank u sir
Sir Whistel Language ka kuch fanda hota hai kya jaise stop karne ke liye kaise bajana, aage chalne ke liye kaise bajana, Row me khada karne ke liye etc....
Han hota hai stop karne k liye bhi hota hai and age Chalane k liye bhi even aap pared karwane k liye bhi whistle ka use kar sakte ho .
Race start karne k liye bhi use kar sakte ho.
@@rohitdube7993Namaste sir
To Ispe ek video bna dejea...
Superb bro
Nice sir
Sir i am from tsps
Sir lazim me kaise whistle ka use karte Hain...? My self Aditi......
Pahle to aap lezium counting Pr sikhayiye.
Uske baad aap students ko bataiye ki ek long or short whistle banate HI lezium start karenge suppose aap lezium me char awaz Padha rahe hai to long or short whistle bajate start karenge or counting ki jagah whistle bajegi . Apko is baat ka dhyan rakhna hai k jitna waqt number count Karne me Lagta hai utna hi waqt whistle bajane me lage to Vah Achese sunai dega.
@@rohitdube7993sir Lazium pe video bna dejea with whistle counting and sound...
SIR FoX 40 ki whistle kitne rupees ki aati he
40/- starting price hoti hai...
Nice Sir