@@saritasingh7179 jis company mein aap present mein work kar rahi hain use company se aap yah suvidha le sakti hain, Matlab ESI se Labh lene ke liye last contribution 6 mahine se purana nahin hona chahie, Aur koi help chahie jankari purpose to hamen yah subscribe kar lijiye, Aur humse baat karna chahte hain to Facebook per join Ho jaaiye humse Manoj Gyan karke Facebook page hai
Company se resign dene ke baad agr ham kisi dusre state me shift ho gye wha rahne lge aur apna bank account b transfer krva lia aur apana adress bhi change krva lia sb i.d proof par to jab bhi ham apna pf niklvaenge tab epf ballance withdraw ka form fill krte time address konsa dalna hai pahle wala jha kam krte the jis state me ya current address aur bank account me paise transfer krne me koi dikkat to nhi hogi na bcoz bank account ka ifsc code to bank account dusre state me transfer krane pr ifsc code bhi to change ho jata hai na to form fill krte hue bank account ka ifsc code pahle wala hi dalna he jha phle rahte the aur whi pr company me job krte the ya current ifsc code
apko do Q hai.. 1 . bank ka ifsc code change hone pr ..? ans. Bank ki ifsc code change hone pr apko again pf me bank ki kyc approved krbani hogi.. 2 . Aadhar me aadhar change krne pr Addresses kaun sa dalna hoga... Ans.. Addresses dalne ka Matlab itna hota hai ki koi ager apke pass of office koi bi documents send krte ha to apko milne chahiy matlab kis Addresses pr ap hai aur aadhar me jo Addresses krba liya hai bo addy dalna hoga.. aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke
E si dispensary update krne k 7 din bad updated esi card ya esi e-pahchan patra kha se milega purani wali esi branch office ya company ya new dispensary jisko update krte time bhra hai wha se milega
Company se region dene ke baad kitne mahine ya saal tk esi ka benefit le skte hai Aur agr hamne region dene se phle dispensary change krva li hai tab bhi kitne time tk ham update krvai hui dispensary se treatment kra skte hai btaye
Company se resign dene ke baad Pf ka paise epf account me kitne time tk save rakh skte he taki contribution na ho but internet milta rhe hme jaise bank me milta he agr na niklvana chahe to pf account invalid to nhi hoga na agr resign dene ke baad bhi 1-2 sal ya 58-60 saal ki age tk na niklvaye to
Company se resign dene pr graduity ke sath bonus ka paisa bhi mil jata he kya agr diwali se phle resign de mtlb april may month tak to bonus de deti hai kya company
Sir mene ek company me job kr rha tha but mene ab job chhod di ab nhi krta aur mera esic card hai usi company ka to mai esic se apni treatment le skta hu sir
Sir kitane din me dispensary change ho jaayegi ,,, mene change ki request bhi daali hai or mujhe reference number bhi mila hai par 7 din ho gaye hai abhi tak change nahi hua hai dispensary
@@EPFManojGyan but ye to galat h na Bhai company ko jarur Dena chahiye aakhir hamne itne saal to company me Kam Kia aur fir khi dusri jagah jaege to wo bhi to puchega ki itne saal aapne kya Kia to ham apne Kam ka btate huye apna experience certificate to dikhana hi padega na study and skill certificate ke sath sath
@@ruminminhal apki jo dispensary hai bo open ni ho rhi ya jo new add Krna chaha rhe ho.. Aur kisi bi doubts ke liy comment kijiyga aur channel subscribe jarur kijiyga
hii sir Abi ESIC Department website pr glitch hua h mene apna account login kiya tha thodi der mera apna account hi open rha bad me page ko resubmission krne k bad kisi other ka account open ho gya or all personal details samne aa gyi mobile number name gurdian name etc... ye kese hua
server problem hoga hai website pr bi.. jaise mobile me ap apne ko call lgy aur bo kisi unknown person ko lg jata h.. todi der baad try again.. aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
employer se Insurance no lijiyga... aur esic me apki details kya add ki hai usne yh bi puch lijiyga..jaise apka full name,Date of birth, father name etc... aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
Jab Chao.. but add to hi hogi jab esic ki side se approval ho jayega... aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
डिस्पेंसरी की जानकारी आपके अकाउंट की प्रोफाइल में होती है इसको आप चेक कीजिएगा जो भी डिस्पेंसरी का ना हो आ जाएगा थोड़ा चेंज हुआ होगा तो अधिक जानकारी के लिए हमें कमेंट कीजिए जरूर कीजिए
Dispensary change ki request ki process hoti hai phle jab approved ho jayegi dispensary tab print nikla sakte hai... Aur koi problem ho to yaad kijiye aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke please
video me btaya hai ki kitne din me change hoga dispansery add.. aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
@@gulabgahile4162 .. आपकी बैंक की पासबुक में देखिए आपका नाम और आपके पिताजी का नाम दोनों एक ही लाइन में दिया होगा अब आपको करना क्या होगा आपको अपना नाम और अपने पिताजी का नाम अलग अलग करवाना होगा या कोई ऐसी बैंक लेनी होगी जिसमें आपका नाम और आपके पिताजी का नाम अलग अलग नल में हो उसकी केवाईसी अप्रूव करवाइए उसके बाद आपका पीएफ क्लेम हो जाएगा
2016 to 2018 eps contribution ko EPF mai jama kiya employer aur retired k badh claim 19 pf settle bhi hogaya lekin 10D reject ho Raha Clarification letter form 3A bhi diya pf office bol raha hai tumne pf nikal Diya ab eps contribution kaise jama hoga
The pension contribution deducted upto 11/2016, but member completed 58 years on 2018. Hence, follow up with employer for deposition of pension contribution upto 2018. Furthermore as per Para 73(2) any error to the correctness of annual statement should be brought to notice to the commissioner within 6 months on receipt of Annual Statement.
🎉🎉 darun video anke boro help holo
OK plz send in English or hindi
Super ❤❤
Thank you for this video
My pleasure..
plz subscribe the channel
Super
Thanks for comment..pls support channel to subscribe
Sir, mujhe Maternity leave lena hai aur mere pass do ESIC number hai diff companies ke toh kaun se company ka esic number dena hoga ..
@@saritasingh7179 jis company mein aap present mein work kar rahi hain use company se aap yah suvidha le sakti hain,
Matlab ESI se Labh lene ke liye last contribution 6 mahine se purana nahin hona chahie,
Aur koi help chahie jankari purpose to hamen yah subscribe kar lijiye,
Aur humse baat karna chahte hain to Facebook per join Ho jaaiye humse Manoj Gyan karke Facebook page hai
Sir when i want to select my family imp then automatically it converts to dispensary ...pls suggest rectification process
Ok
Company se resign dene ke baad agr ham kisi dusre state me shift ho gye wha rahne lge aur apna bank account b transfer krva lia aur apana adress bhi change krva lia sb i.d proof par to jab bhi ham apna pf niklvaenge tab epf ballance withdraw ka form fill krte time address konsa dalna hai pahle wala jha kam krte the jis state me ya current address aur bank account me paise transfer krne me koi dikkat to nhi hogi na bcoz bank account ka ifsc code to bank account dusre state me transfer krane pr ifsc code bhi to change ho jata hai na to form fill krte hue bank account ka ifsc code pahle wala hi dalna he jha phle rahte the aur whi pr company me job krte the ya current ifsc code
apko do Q hai..
1 . bank ka ifsc code change hone pr ..?
ans. Bank ki ifsc code change hone pr apko again pf me bank ki kyc approved krbani hogi..
2 . Aadhar me aadhar change krne pr Addresses kaun sa dalna hoga...
Ans.. Addresses dalne ka Matlab itna hota hai ki koi ager apke pass of office koi bi documents send krte ha to apko milne chahiy matlab kis Addresses pr ap hai aur aadhar me jo Addresses krba liya hai bo addy dalna hoga..
aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke
E si dispensary update krne k 7 din bad updated esi card ya esi e-pahchan patra kha se milega purani wali esi branch office ya company ya new dispensary jisko update krte time bhra hai wha se milega
isko ap download kr sakte hai jo bi hoga esic details me
Last mai
Dispensary change karne ke baad, branch office bhi change karne ki jarurat hai kya
ni
Company se region dene ke baad kitne mahine ya saal tk esi ka benefit le skte hai
Aur agr hamne region dene se phle dispensary change krva li hai tab bhi kitne time tk ham update krvai hui dispensary se treatment kra skte hai btaye
6 month
@@EPFManojGyan Esi dispensary change krne ke 7 din bad employer khud update kr dete hai ya employer ko bolna padta hai ki sir update krdo dispensary
Company se resign dene ke baad Pf ka paise epf account me kitne time tk save rakh skte he taki contribution na ho but internet milta rhe hme jaise bank me milta he agr na niklvana chahe to pf account invalid to nhi hoga na agr resign dene ke baad bhi 1-2 sal ya 58-60 saal ki age tk na niklvaye to
Company se resign dene pr graduity ke sath bonus ka paisa bhi mil jata he kya agr diwali se phle resign de mtlb april may month tak to bonus de deti hai kya company
EPF me bank account update kre to wo bhi khud update kr dege ya employer ko inform Krna pdta hai
Sir mene ek company me job kr rha tha but mene ab job chhod di ab nhi krta aur mera esic card hai usi company ka to mai esic se apni treatment le skta hu sir
job chhodne ke 6 month tak bas
Sir esi mei 2se jada family name kase aad kare
bo fir apke hr kar sakte h
Only close option Hai update option Hai hi nhi
Sir kitane din me dispensary change ho jaayegi ,,, mene change ki request bhi daali hai or mujhe reference number bhi mila hai par 7 din ho gaye hai abhi tak change nahi hua hai dispensary
ap esic office me bat kijiyga iske jaldi apprval ke liy aur hame subscribe jarur kijiyga
Experience letter lene ke liye notice period dena jruri h kya company me resign se phle Bina notice period diye experience certificate nhi milega
aisa koi rule ni hai...
but ager Comapny ki margi ke bina Yh Latter mangoge to yh company pr depend hai ki bo de ya ni de
@@EPFManojGyan but ye to galat h na Bhai company ko jarur Dena chahiye aakhir hamne itne saal to company me Kam Kia aur fir khi dusri jagah jaege to wo bhi to puchega ki itne saal aapne kya Kia to ham apne Kam ka btate huye apna experience certificate to dikhana hi padega na study and skill certificate ke sath sath
Dispensary details open ni horahi hai
@@ruminminhal apki jo dispensary hai bo open ni ho rhi ya jo new add Krna chaha rhe ho..
Aur kisi bi doubts ke liy comment kijiyga aur channel subscribe jarur kijiyga
hii sir Abi ESIC Department website pr glitch hua h mene apna account login kiya tha thodi der mera apna account hi open rha bad me page ko resubmission krne k bad kisi other ka account open ho gya or all personal details samne aa gyi mobile number name gurdian name etc... ye kese hua
server problem hoga hai website pr bi..
jaise mobile me ap apne ko call lgy aur bo kisi unknown person ko lg jata h..
todi der baad try again..
aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
@@EPFManojGyan ha sir but aese server problem hona govt.. ki website par ye to sahi nhi h... Humari privacy security ka kya hoga fir
@@kartikn0812 apki bat se mai pura sahmat hu..
but bhai yh india ho kuch bi Possible ho sakta hai...
@@EPFManojGyan ye v h..
@@kartikn0812 support channel subscribe plzzz.
Invalid insurenc no. Bata rha Hai...kya kre
employer se Insurance no lijiyga...
aur esic me apki details kya add ki hai usne yh bi puch lijiyga..jaise apka full name,Date of birth, father name etc...
aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
sar kitne din bad change kar sakte hain dobara
Jab Chao..
but add to hi hogi jab esic ki side se approval ho jayega...
aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
Bhai dispensary to band rehti night me.. to kya kisi bhi esic hospital jaa sakte hai near me ho bhi ho?
ji bilkul...
but esic ke Hospital band ni rhte hai..
but ap emergency me kisi bi nearest hospital ja sakte hai..
Change hua ki nehin hua hai kaisa details mein janenge
डिस्पेंसरी की जानकारी आपके अकाउंट की प्रोफाइल में होती है इसको आप चेक कीजिएगा जो भी डिस्पेंसरी का ना हो आ जाएगा थोड़ा चेंज हुआ होगा तो अधिक जानकारी के लिए हमें कमेंट कीजिए जरूर कीजिए
Bhai dispensary change ka print nahi nikalta hai kya
Dispensary change ki request ki process hoti hai phle jab approved ho jayegi dispensary tab print nikla sakte hai...
Aur koi problem ho to yaad kijiye aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke please
Hamari 3 Ac train pe reaction do
Sir kitna din lg jata h
video me btaya hai ki kitne din me change hoga dispansery add..
aur koi doubts ho to comment kijiyga aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke plzz
ESIC branch office kaise change karne
@@gulabgahile4162 ap Dispensary change kijiyga Branch office ki jarurat ni hogi
Ok👍
@@gulabgahile4162 और कोई प्रॉब्लम हो तो कमेंट कर लीजिएगा और हमें सब्सक्राइब जरूर कर लीजिए
Bank account mein Naam ok hai fir bhi PF KYC mein Naam mismatch ka message aata hai, Bank KYC reject Hoti hai bar bar
@@gulabgahile4162 .. आपकी बैंक की पासबुक में देखिए आपका नाम और आपके पिताजी का नाम दोनों एक ही लाइन में दिया होगा अब आपको करना क्या होगा आपको अपना नाम और अपने पिताजी का नाम अलग अलग करवाना होगा या कोई ऐसी बैंक लेनी होगी जिसमें आपका नाम और आपके पिताजी का नाम अलग अलग नल में हो उसकी केवाईसी अप्रूव करवाइए उसके बाद आपका पीएफ क्लेम हो जाएगा
Dispensary address kahi ka bhi chal sakta hai kya
ji koi bi location set kr sakte hai
Delhi me change karke dikhana dost only dispensary
ok...
Aadhar seeding ka option pahle araha tha ab nhi araha hai
Family member mai sab aadhar link hogaya tha sirf mummy ka nhi hua tha
Ab ager ni pa rha hai to emplyer se karbay
@@EPFManojGyan ok
@@EPFManojGyanaur sir 2 esic number hai dono ko merge karne ka koi procedure hai kya
2016 to 2018 eps contribution ko EPF mai jama kiya employer aur retired k badh claim 19 pf settle bhi hogaya lekin 10D reject ho Raha
Clarification letter form 3A bhi diya pf office bol raha hai tumne pf nikal Diya ab eps contribution kaise jama hoga
The pension contribution deducted upto 11/2016, but member completed 58 years on 2018. Hence, follow up with employer for deposition of pension contribution upto 2018. Furthermore as per Para 73(2) any error to the correctness of annual statement should be brought to notice to the commissioner within 6 months on receipt of Annual Statement.
Esi dispensary change krne ke 7 din bad employer khud update kr dete hai ya employer ko bolna padta hai ki sir update krdo dispensary
ager ap bol doge o jaldi approval ho jayega
I want to Change both Dispensary
Process also in video ...plz watch without skip
Aur channel ko jarur support kijiyga subscribe krke