Mam...front part me nichebala tusk ke liye ak ak inch ki kapra rakhe,lekin or baki tin o tusk ke liye kapra nei rakhe apne...ae pe kapra kich jayegi or kam par nehi jayegi?
man please meri help kijiye mujhe blouse bilkul bhi banana nahin aata hai aur mein bahut sari video dekh chuke honge mujhe kuchh samajh Mein nahin a raha hai please mujhe blouse sikhana hai please mujhe kuchh bhi nahin aata hai blouse mein please help me mam
Thank u very much maam .mai ne apse fon par baat ki aur pucha tha .is k liye apne alag se sara video bana dala thanks
Nishanth ji ..welcome
आपलोगों के सुझाव से मुझे बहुत प्रोत्साहन मिलती है और कार्य करने की क्षमता दुगुनी हो जाती है ..
धन्यवाद .
Silaai Sakhee 😗
Jug jug jiyo bitiya bahut achha samjhane ke liye thanks
Bahut bahut dhanyawad🙏🏻🌹
Ap bahut ache se batati hai
Thank you so much didi bahat achha se samjhaya daut pura cliar ho giya
Thankyou mam Itna Achcha Samjhane ke liye
Mem mene bhi aap se hi sikha he aap bohot mast sikhate ho
Bhut shandaar bhut easy tarike se samjhaya thanku
Hello..... Mam
Aap bahot hi ache se samzate ho thank u 🌹🌹
Mai aap se puchna chati hun ki agr chest 37 h to pura naap kaise rakhenge
Mam aap bahot acche tarike se samjhatey ho. Muze bahot pasand aaya.
मतलब😤
Bht hi achha btaya aapne muje iski bht jrurat thi.... thank you so much..
thank you so much mam aapke si khane ka trika mujhe bahut achha laga
Aapke smzane ka trika bhaut hi achha h mam
Aap ka tarika bohut achha laga madam.Thank you.
Or ma'am suit ki simple cutting and stitching ki video btaiye
Thank you very much mam aapka sikhane ka tarika accha h mam
Kis tarah se kapda rakhte ho aur kis tarah se cut karte blouse
Very nice trick thanks mam
Silaai sakhee mam apanar bujano kub sundar.danobad mam aey vaba amadar sikha diyea Jan mam . thanks mam
Namaskar Krishna Das ji..
Samjhe .seekhe safal bane..💐
Mam stitching ki video dakhva 36 inch belt blouse
Nice 👍👍👍👍
Achii lagi
Thanku so much ur teaching method is very nice plz share more videos
Thanks for ur kind words🥰
Mem full sleeve or button Patti ka btaye isi size.dura 40 size bhi
Thank you 😊 Mam bahut hi sunder 👌🙏🙏
Bahut hi simple method.Thank you so much Ma'am 🙏
Very nice 🙏
Mem ap bahut ache se samjati he Thanku mem 👌36 inch me 11inch back neck me armhole &should batay plz
5.5 inch shoulder aur armhole lena hai
Mam stitch karke bhi dikhaiye
Very good
Mam ap ka samjhaneka tarika bohot achcha h.Thank u mam.
Agr simple blouse banae without yak to kaise karenge
Mam...front part me nichebala tusk ke liye ak ak inch ki kapra rakhe,lekin or baki tin o tusk ke liye kapra nei rakhe apne...ae pe kapra kich jayegi or kam par nehi jayegi?
Mam patti 10 inch kese kategi ap jara samjhaiye
Ma'am iski silai ki vedio ka link nahi mil raha
Mam...all size ke liye same cutting rahega kya?
Kya mam aap pup bala blouse ko sikhaa sakta hi please
Mam aap sbhi me alag alag tax lagati h
Yogpatti 4_3ki bajay sadetin adich Rakha sakate hai kya
Thanks ma’am you are superb and awesome teacher aap hame apni dil se sikhathi hai May God bless you and your family love from Australia
Ma'am please iski stitching bhi btaiye
Very well explained. Thank you ma'am. 👌👌🙏🙏
Thank you so much mam ye vedio mere liye Bahut hi useful tha thank you for that vedio
Dand ghir kya hote h medam ji ,kaise aap ne liye 36 ka 13 inch,plz msz me samjhaye🙏
Sleeve round, ya tho sleeve ki golai he wo
Madam yoke patty sade 10 ki ani chahiye na apane 10 li hai , ap Jara explain kijiye plz
Muje ye smjh me nhi aaya ki aage pt me niche ka tks ptti ki tarf se kitna lena chiye Ku ki mene aage 1 inch nhi bdhaya he
Very good sister
Madem aapne kisi blouse me saamne wale part me.neck ke niche cross me badhya hai or kissi me nahi esa kyu
Thankyou mam lekin Gale Mein Kaun Sa hissa Lete Hain
Mam jo b body measurements hai usme loosing add karna hai ya nahi please bataoo mam
Mam aap kahin per to test ka chautha bhag lete ho usmein kabhi no lete hue Na Kabhi 9:30 ko bhi 10 aisa kyon
Aapne aage ke pt me yuke ka katting nhi kiya
Front side ko yok ka shape nahi dena he kya
Thank you mam. Tarika to aasaan he par aage ke bhaag me yok patti lagane ka shape nahi he kya
Nice trick... Thank u so much 💞💞
Agar length 16 ho to kese belt nikale
Thank you very much mem💖
Muje stitch karna me samay ,front part Jada atha hai. Kya karna chayiye
Nise mam
Agha ke lambai kitni lana ke ha
Mujhe net ka blauz banana bataye
Blauj ki stitching Krna bhi sikhaiye mam please
Very nice
YADI GALA JADA CUT GAYA H TO KYA KARE MAM BATANA
Nice.....Thank u
Belt ki nap kese lete he
Aapne button patti ki silai ka margin nhi rakha hai, to kya karna hai ?
Please reply
Me odia hu Jo apne hand ka Naap liya Hai 36 ka dandgidh 13 Woh samajh me nahi aaya. Ye DANDHGIDH Matlab kya hai please Mam bataiye
Sleeve round, sleeve ki golai he wo.
Blouse piece aster rakh ke dhori kese nikala he
34 inch chest ki cutting aur stiching bataye aur aapne agar bataye hai to link de please.
Mam please Aage wali ki lambai Kitni rakhi hai vah Nahin samajhti
Nice mam
6.5 dandgher kiss kahte hai bahi katte samya AP liye ho plz bataye
Sleeve round ya sleeve ki golai he wo
Mam mere blause ka front hisa ek chhota aur bda ho jata h pls mam btai kaise thik kre 🙏
Madam please silai Karke bhi bataiye
man please meri help kijiye mujhe blouse bilkul bhi banana nahin aata hai aur mein bahut sari video dekh chuke honge mujhe kuchh samajh Mein nahin a raha hai please mujhe blouse sikhana hai please mujhe kuchh bhi nahin aata hai blouse mein please help me mam
Namaste ji..
Aap bilkul chinta mat kare
Free online class shru hone wali hai 20 Oct se aap attend kijiye.
40 inch ki cutting bataiye mam yog patti vali please
Madam isko silna bataiye
Nice 👍
Plz share this blouse stiching
Boliye mam aap se baat ho sakti h kya
Vanakkkam mam 🙏🏻🙏🏻🙏🏻,very very Exelent teaching
Mam 50 chest blouse catori kaise majorment leke cuttings karna hoga bataiye
Yoke Patti mai 10 inch kaise liya pls rply me
My mother tongue tamil, but your number marking teaching very well so I known blouse cutting by you
Thanks alot Balraj malar ji..
Wishing u all the best for bright future..
Understand ...Learn n be successful👍
Kiran kale
Ok
Aapka se baat ho sakti h kya mam
Belt jo alag se nikali h uska nap kese pta chala h ki kitna nikalna h agar usi kapde me se nikalna ho to
Aap ek sath le sakte 2inch margin lekar
Yoke patti kya hai
Ha
32 inch blouse cuttiing four
Es blause ki stitching ka video uploade kriye mam🙏
Thanku
Aunty hum jo astar kharidte hai wo chhota hota hai kyo aapka bada hai kyo
Thanku mam love u so much
Kup Chan madam silee bee karma batai
Hook patti liye extra kapra lena hay ki nahi plz boliye
Namaste Tulsi ji..
Haa Extra fabric lena hai aapko agar eye hook patti lagana hai.
Saade Kapde me bhi ye hi Cutting chalega kya ?
Namaste Manjula ji...
aap saade kapde me bana sakti hai koi dikkat nahi hai.
Thanks.
Yoke patti blouse 36" ka aap two videos banaya hai. Is mai konsa sahi hai?
Namaste Bindu Menon ji..
dono tarika sahi hai ,aapko jo comfortable ho aap woh tarike se cutting kar sakti hai.
Thanks.
Thank u mam
Thank you mam.
Thank you mam
आपने फ्रेंड साईज का
ट्रक्स के लिए
Really useful and simple
Mam 42 size ka yoke patii kaise or kitna main nikalenge.. pls replye me mam