very very good information, itni achi detail ap ne itni aasan tareeqey se batai ha ke har bat bilkul achey se samajh aa gai ha, ap ko such me teacher hona chaheye, Thumbs up for you
Nice video brother lekin ap ek complete video banaien jis mai complete wiring ho button board attached ho jis se ap din ke time button on kary tu sirf solar platrs se fan aur lites chaly aur raat ke time button on kary tu just battery use ho
Assalam O AlaikumBhai aap ki video bohot achi hn.thanksBattery se 6 ya 8 fit k fasly pe jab light chalata hu to dim hoti hai .? S ka koi hal bataen.plz. Battery me ne 100 amp ki lagai h.
AOA bhai jaan Load Off 9 point say down nahe hota compny nay ya diya huwa ha as koe controler ha jis mian insan batry say Load Off zayada lay sakta ho main chata hon batry jab 6 point per ay tab loaf off ho taka main zayada say zyada battery use kar sakoon
Salam bhai, zabrdast video. Me. Chahta hu k charge controllrr subha charge kre or me load direct solar se chalau yaani battery se load na uthae. To ye settings kese hogi??
Bhai ye controller agar series mein solor laga ho to use kar sakte hai or is ko meine parrell mein laga hai or ye jitne volte solor plaets se aa rahy hai to load mein bhi otne day ga
Bhai agar 200 Ampere ki 2 batteries ko parallel mai set karain Aur sath 1 charge controler lagain 50 ampere ka Tu pir kaisy setting karengy controler ki
Zabardast aap mujhe yah bataen ke aadhar charger se battery charge karni aur solar plate Na Ho to charger se ham yah converter kaam aata hai agar aata hai to kaise kya aap uski video bana sakte hain
maine çm3024z charge controller install keya Hai ye charger jab battery empty ho to 200watt Kay panal pe 10am show karta he or battery full Kay qarib ajae to 3am or 2am show karta Hai ye fault to nahi Hai?
thank u so much bhaye.good job bhaye may nai 4 panels 250 wt k lagwaye hen our controller may 25 to 27 volt show hota hai ye teek hai kya.2 batries hai oue panels ko parallel set kya hai
اسلام علیکم آپکا معلومات فراہم کرنے کا انداز بہت پسند آیا مجھے آپ سے رھنمائ لینی ھے 50 واٹ کی بیٹری کے لیئے کتنے پاور سولر پلیٹ لینی ھوگی اورپاکستان میں اسکی اورسولر چارج کنٹرولر سسٹم کی قیمت کیاھے؟اور کنوٹر کی قیمت کیاھے؟
وعلیکم السلام50 ایمپیئر کی بیٹری کو 150 واٹ کے سولر پینل سے چارج کیا جا سکتا ہے150 وات کا پینل 6 سے 7 ہزار کا ہے اور چارج کنٹرولر کی قیمت 1000 سے 1500 ہے انورٹر 1000 ہزار کا ہے
Salam bhai. Me chager ki wire controler ko laga skata hn taki batre full hunay k sorat me ye cutof kre. Awr pehly se jo pv conect hai os ko noksan to nahy dega .? Ya din tim me mera pv current charger hu harab to nahi karega ?
Sir, mine su-kam ka ak charge contollar laya hai,isme Digitel display nehi hai, isme 3 light di gaya had, ek charging on, ek low bettary aur ek PV REV LED light has, to bath hai sir pv rev led kiya hai aur keu nehi jolta hai, kob jolega joror bataye
Aoa dear brother ma yeh janna chahta ho mainy 1 24v plate k sath 2 batteries lagi ha us batteries ko charge karny k liye mjhy setting mein volt ko kitny likhna hoga k jaisa k 14v pv off hota ha isko 28 volt likhi pv off for 2 batteries My 1 batteries 110 and other 110 ha mean 220
Salaam, mera desi ups bettery ko over charge kraha h, kya charge controller ups m lagaya Ka Sakta h over charge se bachane k lean? Yani solar k wire jahan lagty h wahan hum ups k laga den?
Sir mere pass 24 v 300 watt ka solar panal hai jo lagbhag 35 se 40 volt deta hai toh kya es charge controlar ko hamare se jod sakte hai aur 12volt ki baattry ko surkcchhit charge kar sakte hai plaese bataye
300 watts ka solar panel 24 volt system ke leye hota ha to apko 2 batteries ko aik Series me mila kr 24 volt bananey hongay ya phir MPPT charge controller laga kr 1 battery ko charge krna hoga
AOA BHai Jan ap ka cell number kaya ha ????? jab main charge controller say out put lata hon kuch hours kay bad battery down ho jata ha jab use waqat main battery say direct out putt lata hon mare battery main kafi jaan hota ha please i need salutation
salam bhai mai ne comment pathe hain sab ka ek hi sawal hai.fan slow chalte hain. Bhai Ap ek video bana kar upload kardo jis mai wire ki lenth kitni honi chaye. jis se fan ki speed shi rahai. fan ke lye kun si wire istemal karain
Janab 30 ampere ka solar charge controller had me had kitne amperes ki battery k sath laga sakte hain aur solar plates 150 wali kitni lagaen plz reply kariye ga jawab
eik eik question hai replay zaror dena please sir mein ne do solar panel lagae hai 165watt x2 sir agar mosam bilkul saaf ho aur solar panel full ampare de rahay ho to kia aesa koi tarika hai k din k wakt load solar panel se direct chalay battery discharge na ho please jawab zaror dena
Boss 4 solar panels pay 30 amp controller k sath 100 amp battrey pay 2 air coller chala saktay hn. . Load battery se lena ha ya phir charge controller k load terminal se lena ha . Plz replay
a o a Bahi din k time ager roomcoler load ki 2 vire par chala sakty han yah baty r 2nd jub load band ho rat k time to batree ki vire utar sakty Han jub k panal ki vire b connect han
kiya yeh controller din k waqt load management bhi karta he?? for example din k wakt hum jo bhi load chalate hen to woh load solar plates se chalata he ya load har waqt battery se hi chalta he??
Bhay ap acha kam karta ho MASHALLAH AALLAH PAK ap ko khush rakhy
main ye video dekh kr setting kr le ha
good work
apki video kaam ke hoti hain
Apki tamam videos bohat hi mufeed aur kar amad hen.
very good
zabardast tarreqy se samjhaya ha sir ap ne
kamal ke vidoe shoti hain apki
very very good information, itni achi detail ap ne itni aasan tareeqey se batai ha ke har bat bilkul achey se samajh aa gai ha, ap ko such me teacher hona chaheye, Thumbs up for you
We love all your informative solar videos....... keep it up please.
u best man raza bhie
بہت بہت شکریہ جناب
keep it up
you are doing a great job
السلام علیکم بہت اچھی ویڈیو بنائی ہے بہت بہت شکریہ
وعلیکم السلام ۔ جانو بابا
ویڈیو آپکے کہنے کے مطابق بنائی ہے
Solar Power Easy Tutorials Hindi/Urdu جی بلکل دیکھ کے اچھا لگا بنڈل آف تھینکس
Welcome Bro
Thanks bhai ap ny mary bari Mushkal hal kar di
Good Work in Urdu Language, I like Your Videos. Tell me in your next Video How to Connect Inverter with Solar System.
I am still waiting for the video
Shukria g... & zaberdast
Ap great admi ho janab
Nice video brother lekin ap ek complete video banaien jis mai complete wiring ho button board attached ho jis se ap din ke time button on kary tu sirf solar platrs se fan aur lites chaly aur raat ke time button on kary tu just battery use ho
Bhai jan mujhe lagta he ke me ap ki videos dekh dekh kar me bhi apki tarha expert ho jaounga. Inshallah
Mashallah kitni piyari video h
Assalam O AlaikumBhai aap ki video bohot achi hn.thanksBattery se 6 ya 8 fit k fasly pe jab light chalata hu to dim hoti hai .? S ka koi hal bataen.plz. Battery me ne 100 amp ki lagai h.
I m very pleased to watch your videos thankx
your videos are too good, thanks
VERY nice video, keep making nice tech videos to educate us.
what is that black audio like jack thing in solar charge controller?
Temperature sensor
Good very useful information
Zbardast. Bhoth khoob
Thanks Bro
Thanks Bro
Solar tracker ka bharay ma bhi aik video honi chaia Jo khud bakhud panel ko suraj ki Taraf rotate Kartha ha..
AOA bhai jaan Load Off 9 point say down nahe hota compny nay ya diya huwa ha as koe controler ha jis mian insan batry say Load Off zayada lay sakta ho main chata hon batry jab 6 point per ay tab loaf off ho taka main zayada say zyada battery use kar sakoon
9 volt se ziada battery discharge ho jai tu dobara charge ni hoti. dead ho jati ha
Salam bhai, zabrdast video. Me. Chahta hu k charge controllrr subha charge kre or me load direct solar se chalau yaani battery se load na uthae. To ye settings kese hogi??
Asalam u alikum aghar 24 volt kay satap ki setting bhi batain
bht achi video hai bhai
thanks
bro
kaya is controler kay sat main 2 batteries laga sakta hon maray pass already 190 v ke batary lagi huwi ha
New battery back up kum de Rahi he
Hamare kantrolar ham lod Nabidale dono trap ka esshara chalta Hai ye kantrolar ki kharabi Hai ya betrre ki
Bhai ye controller agar series mein solor laga ho to use kar sakte hai or is ko meine parrell mein laga hai or ye jitne volte solor plaets se aa rahy hai to load mein bhi otne day ga
Bhai g m battry ko at a same time wapda ups aur solar se charge kr sakta ho
Guru jee 24v k bare me kuch boliye
Bhi koi ase seting bata ya controlar jo beetre ka parsand bata sake
Assalamualaikum bhai soueer company ka mppt controller kesa hai iske bare Mai batayen
Ek12 v penal me 2 betri charg karne ka tarika bata dn plz
Zabardast.
Bhai agar 200 Ampere ki 2 batteries ko parallel mai set karain
Aur sath 1 charge controler lagain 50 ampere ka
Tu pir kaisy setting karengy controler ki
contorall me battrey charger or soler dono laga saktin hain ek sat ek hi jaga
Bhai mera pas 270 watt ke 2 plat hai as main 30amp ka solar charger conteroll laga sakata hu batter ko chargar karna ka laya.?
Zabardast aap mujhe yah bataen ke aadhar charger se battery charge karni aur solar plate Na Ho to charger se ham yah converter kaam aata hai agar aata hai to kaise kya aap uski video bana sakte hain
Zabrdast
Bhai jaan 300 wat k solar k liye betri kitne empiyar ki lagye AP ye bat de
AoA bhai cm 3024 z ki time setting. agar hum 12 h set karte hain to .?
When time starts and stop
Aoa sir 575 watt ki solar Kiya Osaka battery 12v180AH ko charge karna ka Liya enough hey
A1 sr g
Thank u 😴😴😴😴😴
Thanks to you bro for watching my video
salam
sarang attari k ans me parha k aap bhi hamare peer bhai ho to bohat khoshi hoi
bhai aap ye batayen k kia aap ki bhi koi shop hy is kaam ki
w.Salam
Meri Shop ni ha
Sir controler ke uper lupi kis lea hoti h
May I use solar panels charge controller outlet direct to invertor without using batteries?
ap NY yah lazmi confrm karna ha Bahi k din my ager hum NY fan yah cooler chalna ha to carger ki 2 vire ki madad say chalna ha k batree ki madad say
maine çm3024z charge controller install keya Hai ye charger jab battery empty ho to 200watt Kay panal pe 10am show karta he or battery full Kay qarib ajae to 3am or 2am show karta Hai ye fault to nahi Hai?
Baijan mere pas Volta 1400 bettery he awar 2 soller lagaye es ko kitne ampair ka volt chahye siraf 12 v seystem use karta ho
Sir sogo ka charge controller ki setting ki movie banao plz
Thanks, Sir hamary controller ki new battery mai ye signals waly nishan 3 sy oper jaty hi nahi, kia waja hy
Masha Allah nice.but bro jub battery full hijae to humain kaisay oata chalega controlar may.
thank u so much bhaye.good job
bhaye may nai 4 panels 250 wt k lagwaye hen our controller may 25 to 27 volt show hota hai ye teek hai kya.2 batries hai oue panels ko parallel set kya hai
Excellent
kiya ups k bagar es controller se hum fan ya lcd chla skty hain
Ye sirf DC to DC load chala sakta ha
DC to AC k leye apko inverter he use krna hoga
Sir betry konse name wali achi hai
BHI mn ny aik fane r aik lit chalani Hy kon c plat r kon sa controller lon??
اسلام علیکم آپکا معلومات فراہم کرنے کا انداز بہت پسند آیا مجھے آپ سے رھنمائ لینی ھے 50 واٹ کی بیٹری کے لیئے کتنے پاور سولر پلیٹ لینی ھوگی اورپاکستان میں اسکی اورسولر چارج کنٹرولر سسٹم کی قیمت کیاھے؟اور کنوٹر کی قیمت کیاھے؟
وعلیکم السلام50 ایمپیئر کی بیٹری کو 150 واٹ کے سولر پینل سے چارج کیا جا سکتا ہے150 وات کا پینل 6 سے 7 ہزار کا ہے اور چارج کنٹرولر کی قیمت 1000 سے 1500 ہے انورٹر 1000 ہزار کا ہے
Slam bhai 165 Am ki batry ki kya seting hain ? Charging kitny v ki seting ho gi
Sir agr is controlar me solar panal na lgake ak 12 volt 3 amp adapter lagayange to charge controller kam karega kaya?
Mashallah plz pwm st w1220 ka settings bataye
Salam bhai. Me chager ki wire controler ko laga skata hn taki batre full hunay k sorat me ye cutof kre. Awr pehly se jo pv conect hai os ko noksan to nahy dega .? Ya din tim me mera pv current charger hu harab to nahi karega ?
bhai yh btana k 5amp ka fan 11 plate wali btry pr kitny hour tk chl skta hy
sir agar charge contorall me soler ki jaga battery chargre Laga saktn hain ek video bana ky bata din
30A pwm controlar pr kitna lode chala saktay hain ?
sir humari battery Osaka ki he or us pe (platinum 210s) likha he to hum solar charger ko battery charge kr NY ke liye kitny amp pe set krna parye ga.
Sir, mine su-kam ka ak charge contollar laya hai,isme Digitel display nehi hai, isme 3 light di gaya had, ek charging on, ek low bettary aur ek PV REV LED light has, to bath hai sir pv rev led kiya hai aur keu nehi jolta hai, kob jolega joror bataye
Mujhy aik solar connection k leye aik button ka bord banana hi bulb jalany k leye dc bulb hoga 18 wat ka..tu board k se bany ga
Salam-o-- alekom Bhi Jan controlar charging band Kar de to direct load ke tarf Ja sakta ha koi Tareqa bat do
Sir hamhy kaisay pta chly ga ka hamri battery full hey ya low hey controller sa
very good Sir..last wala controler light wala 30 ampare key Kia price hy..jeddah
1500/= PKR
Good bhai
Aoa dear brother ma yeh janna chahta ho mainy 1 24v plate k sath 2 batteries lagi ha us batteries ko charge karny k liye mjhy setting mein volt ko kitny likhna hoga k jaisa k 14v pv off hota ha isko 28 volt likhi pv off for 2 batteries
My 1 batteries 110 and other 110 ha mean 220
Salaam, mera desi ups bettery ko over charge kraha h, kya charge controller ups m lagaya Ka Sakta h over charge se bachane k lean? Yani solar k wire jahan lagty h wahan hum ups k laga den?
Sir mere pass 24 v 300 watt ka solar panal hai jo lagbhag 35 se 40 volt deta hai toh kya es charge controlar ko hamare se jod sakte hai aur 12volt ki baattry ko surkcchhit charge kar sakte hai plaese bataye
300 watts ka solar panel 24 volt system ke leye hota ha to apko 2 batteries ko aik Series me mila kr 24 volt bananey hongay ya phir MPPT charge controller laga kr 1 battery ko charge krna hoga
Agr es charge controller ko battery ke sath attach kr ke agy ups laga dia jai to Ac room cooler chala de ga ya nhi ?
agar ac load batry se lety hain to bhe load zahir kry ga arrow per controoler
Battery se load lain ge tu Charge controller show ni karega
Bra mza aya
Bhai sab v Good..
Bhai sb ager 2 solar panels 24 volts kardo aur Battery 12 volts ho aur controller charg par laga lo to battery Kharab to nhe hoga
AOA BHai Jan ap ka cell number kaya ha ????? jab main charge controller say out put lata hon kuch hours kay bad battery down ho jata ha jab use waqat main battery say direct out putt lata hon mare battery main kafi jaan hota ha please i need salutation
maray pass 1 bettry ha 190v ke
Sir charge control sirf solar panel pe he Kam krta hai.
Ya him ise battre charger se bhe conect kr skte Hain..!
وعلیکم.السلام ورحمت اللہ وبرکاتہ
Charge controller say direct fan chala sakty hein???
Mera dc celling fan 12 ka hai to ye betry ke volt or panels ke volt 13 ya 14 hote hai to wo jal nai jay ga
salam bhai
mai ne comment pathe hain sab ka ek hi sawal hai.fan slow chalte hain.
Bhai Ap ek video bana kar upload kardo jis mai wire ki lenth kitni honi chaye.
jis se fan ki speed shi rahai.
fan ke lye kun si wire istemal karain
Bhai yei uppar pin kia laga hai hai
Janab 30 ampere ka solar charge controller had me had kitne amperes ki battery k sath laga sakte hain aur solar plates 150 wali kitni lagaen plz reply kariye ga jawab
sir mere pas 37v ka soler h jissko 12v battry par use karna h koi controler bataye
MPPT charge controller use karin
eik eik question hai replay zaror dena please sir mein ne do solar panel lagae hai 165watt x2
sir agar mosam bilkul saaf ho aur solar panel full ampare de rahay ho to kia aesa koi tarika hai k din k wakt load solar panel se direct chalay battery discharge na ho please jawab zaror dena
Sir ager nea controler lena ho to kea sating khod hojati h?
Blue wala controller pe settings video banao please
Bro mre charge controler ki orignal setting mn bettry 14.4 pe full ho jati hy..kya isko change krna pry ga ya aise he thik hy
Boss
4 solar panels pay 30 amp controller k sath 100 amp battrey pay 2 air coller chala saktay hn.
.
Load battery se lena ha ya phir charge controller k load terminal se lena ha
.
Plz replay
a o a Bahi din k time ager roomcoler load ki 2 vire par chala sakty han yah baty r 2nd jub load band ho rat k time to batree ki vire utar sakty Han jub k panal ki vire b connect han
kiya yeh controller din k waqt load management bhi karta he?? for example din k wakt hum jo bhi load chalate hen to woh load solar plates se chalata he ya load har waqt battery se hi chalta he??
Bhai Ek Soler per 20 xmh ka charger controller lagcden masla tou nhe rpl
Sir problem solved thanks