Sir hm ko pata nhi tha ki mera bhi pf jama hua h bolke maine aadhar D.O.B matric certificate se sudhar kr liye hai.ab hm ko pata chala ki humne galti kr diye h qki mera pahle wala aadhar jo pf ke sath link h wo 2001 h or humne ab 2004 karwaye hai ab humko kya Krna padega mera UAN number bhi active nhi ho rha hai qki D.O.B match nhi kr rha hai.aap hi bataiye eska solution plz 🙏🙏🙏
PF ka pura Paisa nikalne ke liye kon sa from select kare. main kam chhod Diya hu mera PF kat rha tha uska pura Paisa nikalne ke liye kon sa from select kare please bataye
Sir raise claim krne k bad please update your latest Bank account number and valid ifsc details through your employer ... Esa aa rha h ... Sir kya krna chahiye
Complete pf niklvana h konsa form bhru bhai 19/10c/31 me se.....me abhi company me Kam kr rha hu fir bhi abhi tk ka complete pf niklvana h muje......mene company change kr li h to me ab konsa option select kru
Sir aap online resign kar sakta khud se resign kaise karte mene video upload kya hua hai channel me jakar video ko complite dekhe or jankari ke liye comment karke jarur bataye aapki problem ko solve karne ke liye
Sir agar aap present me kisi company me job karte hai to aap old company ka pension nahi nikal sakte kyuki epfo ke kuch rules hote hai aapko old company ka pension ka paisa aapko carent company me transfer karna chahiye
Sir esa kuch nahi hai 20 din ka time hota hai lekin 7 din ke ander PESA aa jata hai jisme ki 2 din me claim settled ka message aapke mobile par aa jata hai or epfo ka it system jaise Kam karta hai usi hisab se claim settled hota hai
Pura paise aap jab withdrawal kar sakte hai jab apne pf account me date of exit mention karge jab or pen card is liye jaruri hota hai tax katne se Bach jata hai agar aap 50 hajar se jada paise nikalne ke liye
Thanks bhai 17 ko Kiya aur 23 ko poora paisa aa gaya heartily Thanks
Hello Bhai masg karo
@@SnehitaYadav hello bro
Sach m apka aa gya hamara toh nhi nikla
Thank you bhai Puri jankari dene ke liye thank u so Mach aapka har mano kamna pura Ho
Thank you
Mubhi nikalnaa he bhi
Ap mera pf nikal do mujhe bahot dikht ho rahi he pliz shr
Thank you Bhai Mera Pf Kaa Paisha withrval ho gaya Thankyou so Much Bhai Vedio banane ke liye
sir aap logo ki help ke liye hi hun me
Bai meri purani company ki leaving date 5/6/23 hai or mane new company ki joining date 2/6/23 hai main apna pf ka passa kise transfer kr sakta hu
Thanks bro🤜🤜❤❤❤mera aa gaya sirjee sirf 5din ke andar❤❤❤👍👍👍
Good
Date of exit karni padegi
भाइ धन्यवाद आपने मुझे बहुद काम सिकाया thanks YOU भाइ🙏🙏🙏
Thank you sir
😢😢
Thanks Bhai Mera bhi ho gaya
Pahle bahut problem ho raha tha
Sir aap jese logo ki help ke liye hi hun
@@bk.technologydl
Bhai please mera bhi helpe karo bai...
Mere 4 purana account ka pension kase nikal sakta hu bai
Please.....
Thanks dear 👋 so valuable information.....
Thank you sir
Thanks bhai
20 oct. Ko kia or 2 days me pf credit ho gya..
Good
Very nice and clear information please send reply to queries raised by your subscriber if any
Bigg thanks brother 🎉❤❤😮🎉😮
Thanks sir
Thank you sir
4days me pf aaya
Thank you bro 🌹❤️❤️👌👌
Nice👍👍 bhai thanks❤🌹🙏
Good Video Thank sir
Thank you sir ji aapko
Thank you brother it amazing information i slout you work and appreciate your effortns
Thank you sir ji
Bhaut aacha idiya hai bro
Thank you sir
Sir hm ko pata nhi tha ki mera bhi pf jama hua h bolke maine aadhar D.O.B matric certificate se sudhar kr liye hai.ab hm ko pata chala ki humne galti kr diye h qki mera pahle wala aadhar jo pf ke sath link h wo 2001 h or humne ab 2004 karwaye hai ab humko kya Krna padega mera UAN number bhi active nhi ho rha hai qki D.O.B match nhi kr rha hai.aap hi bataiye eska solution plz 🙏🙏🙏
sir ya to aap vo hi date of birth fir se karva lo Jo aapke pf me hai ya aap online form apply kardo date of birth Cheng karne ke liye डिक्लेरेशन form
@bk.technologydl online bhi ho rha h kya sudhar
Or ye kam kahan se karwaye toh behtar rhega
Excellent
Thanks brother website per Aakar mujhe bahut Anand mahsus Hua mahsus name Anand Khushi Hui Mujhe hay hello main hun Vilas aapka Pyara dost
Thank you
Nice job sir
Thank you sir
Pf advance Abhi Tak nahi aai hai 8din ho gaya under process dika ra hai sir
Thank you so much
Thanks vai
PF ka pura Paisa nikalne ke liye kon sa from select kare. main kam chhod Diya hu mera PF kat rha tha uska pura Paisa nikalne ke liye kon sa from select kare please bataye
Sir mera pf account se jitne claim krwa rha hun to vo paisa pura pura nhi aa rha hai sir
sir konsa form apply kar rahe ho aap
Sir raise claim krne k bad please update your latest Bank account number and valid ifsc details through your employer ... Esa aa rha h ... Sir kya krna chahiye
Sir aap apne pf account me bank account number or IFSC code fil kare
Hello sir please reply @@bk.technologydl
@@bk.technologydlplease sir help me
Thank you 🙏
Sir maine 24 ko eplayee kiya hai or aaj cleem settle bhi ho gya hai kab Tak Paisa aa jaye ga
ek se do din me aa jayega sir
Good jop ❤
Thank you sir
Sir 10c aur 19 dono ka paise ak saath nikal jayga duty 8.year hai
Ji sir lekin aapko apne pf account me date of exit yani resign karna hoga apne pf account me or fir form 19 and form 10c ke liye apply kare
@@bk.technologydl sir date exit ho chuka hai 19
Bank account dalna ke bad next karne pe something went wrong show kar raha hai
Sir Mai 2 company me Kam Kiya hai lekin Mera purana member I'd show nahi kar Raha kaise Karu batyiye please
Very very thanks
Thank you sir
Member id dusra nahin aata hai ek hi member id a raha hai yah problem ho raha hai
Sir technical problem ho sakta hai fir se try jarur kare
Adhar OTP not getting, some time it’s saying “something went wrong” “ server busy”. Umang me withdrawal nahi hora
Hoye ga aap bar bar try karte rho technical problem ke Karan ye problem hai
mera submit ho ja rha lekin status me dikh nhi rha h nahi paisa aa rha hai
sir aapka pf aa jayega
@bk.technologydl नहीं आ रहा है 2 month ho gya mera account disable h
Hello sir maine vrs Liya hai.. lekin mere pass UAN number nahi hai..kya Mai UAN number ki jagah PF number type karke Mera account open kar Sakta hu...
Sir uan number or pf number ek hi hota hai
Thank you sir
Bhai, meri compony kyc approve nahi kar rahi aur mujhe urgent pf nikalna hai bina kyc approve ke umang app se paise nikal sakte hai kya?
Bina kyc ke aap pf withdrawal nhi kar sakte aap epfo ko online grievance kare
Kya apka pf nikal gya
@shivawavge8855 plz btao pf nikal gya kya apka
Thanks
ji sir
Bhai mera purana 4 pf account ka pension kase nikal sakta hu please bataye......
Sir aapko purani all pf account ka pesa ek account me transfer karna chahiye fir aap last pf account ko claim kar sakte hai pura pf pura pension
@@bk.technologydl
Sir mane pura poissa withdrawal kar liya hu but pension withdrawal nhi howa...
Mera to koi details hi nhi de rhe like uan no and mobile no v nhi add kr rhe h kuchh option btaeye please
Aap apna uan number online hi nikal sakte hai allready mene is par video banayi hai channel me jakar video ko complite dekhe
Thank you
Thnx bhai😮
Maine 25000 amount Diya tha lekin 5500 Aya hai😢
Aapne para kon sa select kya thha
Aaka sh
Aakash
5000 hi nikaltehe bhai
Complete pf niklvana h konsa form bhru bhai 19/10c/31 me se.....me abhi company me Kam kr rha hu fir bhi abhi tk ka complete pf niklvana h muje......mene company change kr li h to me ab konsa option select kru
Bhai Maine aapke process se aaj pf process successfully Kiya. Kab tak money aaega. Please tell
Aapko wait karna hai 10 dino ke ander kabhi bhi askta hai
Hlw aapka pf aa gya
Bhai mera 10c rejected hogya hai , members passbook required mand raha kya kre
Nice bro
Thank you sir ji
उमंग से pf under processing hai
Sir chek book se nikal jaygi Bank passbook nhi h
Nikal sakte hai check book se bhi
मुझे कंपनी छोड़े 5 साल हो गया मैंने रिजाइन भी नहीं दिया इसका क्या सॉल्यूशन होगा भाई
Sir aap online resign kar sakta khud se resign kaise karte mene video upload kya hua hai channel me jakar video ko complite dekhe or jankari ke liye comment karke jarur bataye aapki problem ko solve karne ke liye
Mera Kyc mein Paytm bank dala hua thaa ..
Mujhe btayi wo change kese hoga option kha se aayega? Add ya change krne kaa
Aap hamare channel me jakar bank kyc video dekh lena complite jankari bataya gaya hai
Hello sir, ek ka paisa aya or dusra Abhi tak aya hi nahi.
6 ko kiya tha or aaj 26 tarik hai.
Please🙏🙏🙏🙏
Agar hum job haryana m karte hai but rehte delhi m hai tho state option* kya choose karenge
Aapke aadhar card me jo address available hoga vahi select karna hai
@@bk.technologydl ok thanks
Sir mera under process mai atka pra hai kya karai
Lekin mera raise claim open hi nhi ho rha open hote hi close ka option ajata h
technical issue hai aap fir se try kare
Region diya hua h mere abhi mujhe pura pf withrow krna to usme konsa form choose krna h
Sir full pf withdrawal karne ke liye form 19 bhare or pension withdrawal ke liye form 10c bhare
Sir mere usm papa ka nam jagat singh bora h pr pf m glti se jagat bora ho gya to ky pf k pese nikal payega ya ni
Nhi nikal sakte father name mismatch dikha dega aapko father name sahi karna chahiye
@@bk.technologydl usm document papa k kaha se lgaungi papa ko gujre 29 saal ho gye unke to document v ni kuch v
Bhai pansoin wala part kaise nikale purani company ka
Sir agar aap present me kisi company me job karte hai to aap old company ka pension nahi nikal sakte kyuki epfo ke kuch rules hote hai aapko old company ka pension ka paisa aapko carent company me transfer karna chahiye
Nice 👍
Sir je dusra mobile number dal sakta hai kya reply me 😢😢
Sir aapko aapke adhar card se link mobile number hi dalna होगा
Hume 3 month ho gya hume aaj tk nhiila
Sir g jaise hi gallery se pasbook upload karta hun wapas home page aa jata hai
Sir bank passbook ka pehle aap size me 100 kb se 500 kb ke bich me rakhe fir nhi hoyega
Sir mujey pf pension ka peysa nikalna h
Bara deemag kaharb ho raha h sir reply to karo
sir aapko apne pf account me resign karna chahiye
Sir account number kyc k time alag or currently alag h toh kya current wala account number me pese aa jange ?
Nhi beta
Mere umang App me Raise claim nahi hai to kaise kare😢
Sir aap umang app ko update kare
Maine bhi sem kiya hai lekin 30din lagte hai paisa ane me
Sir esa kuch nahi hai 20 din ka time hota hai lekin 7 din ke ander PESA aa jata hai jisme ki 2 din me claim settled ka message aapke mobile par aa jata hai or epfo ka it system jaise Kam karta hai usi hisab se claim settled hota hai
Date exit nahi ki resign nahi diya poora nikal aayega advance me
Sir advance me only aap 75% hi nikal sakte hai
Without date of exit ke
Mere to form 31 ki sevae koe show hi ni ho rha ylll
1 mhina ho gya hai pf ka paisa nhi Mila hai ..abhi aachaar sanhita ke Karan ruka thori btaaye...
Passbook ka option nhi araha hai . cheque clif ka photo mang Raha hai .
Sir aap bank passbook ya aap check book ka photo upload kar sakte ho
Nice
3lakh pf hai tho tds kadtha kya? Tab kaisa karna hai
Agar Aapki pf service 5 year se upar hoti hai to aapka TDS nhi katega or 5 year se kam hoti hai to TDS kat ta hai
Agar aapki pf service 5 year se kam hai to aapko form 15G farna hoga TDS nhi katega
Sar nomabarkaya
Sir please bta do pura paisa kaise niklega pension ka bhi kya pan card link hona jaruri h ya nhi
Pura paise aap jab withdrawal kar sakte hai jab apne pf account me date of exit mention karge jab or pen card is liye jaruri hota hai tax katne se Bach jata hai agar aap 50 hajar se jada paise nikalne ke liye
Bhai Mera bhi pf claim kar dena , una number bheje kiya
Sir aap mobile phone se online claim kar sakte hai
Bhai claim ko 20 din hogye claim satled hogya what PESA nhi aaye abhi tak 8din hogye claim satled ko
Sir aap epfo ko grievance kare mene video upload kya hai grievance kaise karte hai video dekhe channel me jakar
Sir me ne aje Procces kiya hee kitne din me pese account me ayege
1 se 10 din ke bich me kabhi bhi askta hai
Sir 16jan ko cliam kiya 19 lakin feb 14 ko riject ho gaiya resion n batya gaiya help me
😂😂😂😂
Sir bank account mera name se nhi h aur kyc m wife ka name is wala account number diye thy claim ho jayega ?
Call
GOOD
Thank you sir
Sir. Bank account number not varifide btara to kaise. Kare
Thankyou bro
Bhai mera already OTP aanewala ta or me back kardiya or from 31 already pending dika raha hai
Pf calu karne ke baad kitne sal bad nikal sakte hai
Sir pf aap 6 month complite hone ke baad
Bhai mera otp sucss hogya tha lekin close kr diye the fr bhi sucses bataya
Myne aaz hi kiya hai dekhti hu aata hai ki nahi pyse
Agar aapne details ko correct feel kra hai to bilkul aayega
Umang app sai claim sa hubi hai lekin district nehi le rahi hai Esa kiya bata rahi hai
Technical problem ke Karan ye ho rha hai
Thnks
Mst mst
Thank you sir
PF no activate nahi ho raha hai kya karu
sir activate karne me kya problem face karna pad raha hai comment me bataye
agar galti se dushre ka bank account number dal gya to kya hoga
Pf claim settled nahi hoga
Bank account aapke naam se hi lagega
@@bk.technologydlBhai Mera bank account hi dala hai lekin dusre bank ka dala hai aur uska cheque book nahi hai
Kuch nahi hoga
Mera ek month hogya h abhi tk aya
Epfo ko grievance karna chahiye online
Maine pf nikal chuka hun ab pension kaise niklega aur do pf ke do aconunt hai
UAN number nhi h to kese kre pf ka process
Aap online uan number nikal sakte hai mene video allready upload kiye hai channel me jakar video ko complite dekhe
very good sir
Sir thank you
Sir mene umang app se pf submitted kiya aj 6 din howa under process dikha raha hai, ketna din me settle hoga sir plz kuch jankari di jiye...
7 days
Umong app se 1 lakh 20.000 thausand withdrawal kar sakte hai kya sir please reply
Afcourse sir kar sakte ho
Three dys se phly ni a skta Paisa bank m
Epfo ka it system jaise Kam karta hai usi hisab se claim karte hai
@@bk.technologydl ach ok ye check kse kre transfer hua hai ya ni pf account m
Thank u bhai aapki jankari bahut acchi lagi
Mera UAN active nai haraye
Sir uan activate karne me problem kya face karna pad rha hai plz bataye