Bhai agar 555 dc motor se mai fan banun aur chalaun toh motor jal jayega ,, kyunki kuch yutuber bol rhe hai ki jyada der chalane se jal jayega plz reply dijiyega bhaiya
What is the shaft size for 775 and 555 motors. (2). Why the Bush has been used to fit the blade to the motor. Why the blades are not available as per the motors shaft sizes. (3). Please mention the revolution of 775 motor and 555 motor on 12 v Anil Kumar Goel
Sir ji mere yaha 2 din se barish ho rahi soler kam nahi kar raha h .dhoop nahi h maine aj 100 ah ki battery 800va inverter pr lga k charge kar raha hu to kitne der me charg ho jayegi
Sir mera ek question hai mere pass 12v ki 555 motor hai speed slow hai motor 5salt ki hai usko rewinding Karne ke liye ketne no ka wire and ketne trun dalen jis se 7.5 ah ki battery se fan 4 ya 5 ghanta chale speed bhi 5000 rpm ho aur motor Jaldi kharab bhi na ho sir please help sare logon ko reply dete hai sir please help
Bhai 14 intech blade wala fan banane k liye kon si motor best rahegi 775 bearing motor ya 220 volt se chalne wali swing machine motor Kyuki dono lagbhag 50 watt le leti hai lode dalne par
Bhai maine bhi 775 moter se rechargeable fan bannya but wo battery bhot hit hurahi hai aur bms power cut off karrrah hai maximum fan 30 mint he chal raha hai
Bhai 9 inch 12watt fan battery se 90v le raha hai, battery jaldi khatam ho rahe hai, isko 18v-24v kaise karu, jisse Ampere 2-2.5amp se jyada na jaye, aapne voltage regulator wala trick bataya tha, uska koi easy method batao jisse fan ka speed thik rahe lekin voltage/amp kam lage.
@@MohitSagar i tried lm2596 use kiya tha, voltage ko 18v rkha tha, lekin kharab ho gaya 2 minute me, kya heatsink laga ke lm2596 use kar sakte hai,, woh 9 inch fan direct 50 watt solar panel se boht achha chal raha hai, 1.75 amp, 20volt me, lekin lm2596 step down ke via kia to buck kharab hogaya
Kafi dino baad motor ki video ayi 😘😘😘
Han, 😅
😮 or meny garmi any pe saal baad chek ki video
@@sunrise5151 😁
*Maja Aa Gya Bro New Information Jan Ke.* 👍
Thanks bhai,
Bhai bahut achcha vedio dete ho. Thanks
Thanks bhai
बहुत अच्छी जानकारी सर 🇮🇳👌👌
Very informative video. Shukeria.
Nice video sir thanks.
Very useful information Mohit ji
Thanks bhai
Thank you is jaankari ke liye ❤... Kya me 12volt 2amp ka tansporma se chala sakta hun 555 motor ko?
555dc motor mein 12.5cm ka blade laga sakte hai kya
Bhai ye lock kaha se milegi
blade ke saath hi mila tha mujhe bhai
Bhai 555 dc motr ko 2amp per chlaya to chalti ni jhatky maarti. 3.5a adptr per sai chal ra lkn motr r adptr bht heat ho ri
Bhai, iska matlab apki motor per blades heavy lage hain,
Nice Mohit.
Thanks bhai
Bhai 775 3 ya 4 motor chalaye 12v solar panel Se directly to sahi rahega kya ?
12v 10 watt ke liye kaun sa motar best rahega
Bhai 555 motor m 12volt 3 ampere ka adapter lagaun ki 12volt 5 ampere ka plz reply dijiyega bhaiya
Bhai agar 555 dc motor se mai fan banun aur chalaun toh motor jal jayega ,, kyunki kuch yutuber bol rhe hai ki jyada der chalane se jal jayega plz reply dijiyega bhaiya
12 volt 7 amp ka battery sa ak 555 motor kitni dar tak chalaga ? Please batana bohut jarurat ha muja
Bhai 40 watt ke solar panel se chalega kya
Aapne kaafi time phele zebronics ki power supply pr vdo bnai thii voh shi chal rhi hai poora load deti hai kyaa
Han, bhai, full Load deti hai hai,
Agar jyada amps de diya jaye to kya hoga
What is the shaft size for 775 and 555 motors.
(2). Why the Bush has been used to fit the blade to the motor. Why the blades are not available as per the motors shaft sizes.
(3). Please mention the revolution of 775 motor and 555 motor on 12 v
Anil Kumar Goel
24v ke liye dc motor konsi use karein mere paas 19v solar panel hai
555 motor Meine 12 volt 3 ampere adopter use kar sakta hun kya
Mohitbhai rs775 motor as a fan work karegi?matlb lagatar chalne se heat to nahi hogi??
5-6 hours chalti hai, no problem
@@MohitSagar thank you bhai for quick response aur congratulations for 40k subs
Thanks, bhai
Mohit bhiya 775 moter KO 8.10hour daliy use karge ho heat ho lare karab ho jayega please reply
Full speed per to kharaab ho sakti hai, isiliye aap isko regulator se chalao, tab sahi chalti rhegi
@@MohitSagar thanks Bhaiya app really me sabko help karte ho
👍👍
775 motor 30w solar se run accha karegi direct 1.20 ampere aa raha hain
12v battrry kaa backup ka haii agar 775 motor use kary
shall i run 2.5ah 12v battery for 775 and 555 dc motor which one is best for cooler
use 555 motor
Kya ma 10AMP Battery charger pe 775 motor chala sakta hu ???
Han, chala Sakte hain bhai,
Ok 👌 Thanku sir
Motor ka load 6AMP dekhache
Blade offline se liya ya online?
offline, bhai
@@MohitSagar quality bohot achchi hai,,,kya price hai?
30 ₹
Bhai 555 Jada long life degi ya 775 ?
Matlab agar continuously 4-5 ghante chalaye to ?
Wo bhi drone propeller se
555 motor best rhegi
@@MohitSagar hmmm ok bro
@@MohitSagar555 dc best motor link please
mohit ji namaskar 90 v 10 amp d c supply ko.control ketne ka koye drvice aata ho to.plese link the plese reply
Hello
Sir 50 watt ke solar penal se darect chala sakte hai kya
han bhai
Mohit Sar Ham 775 motor mein 14 inch fan blade Laga sakte hain kya. Aur ampere Kitna Le sakta hai 14 inch Blade ma... please reply dena sar..
bhai, 10 inch se bade blade mat lagao, Motor heat ho jayegi
Sar kis type dc motor mein Ham 14 inch blood lag sakte hain please reply dena sir???
car ka radiator fan aata hai, vo use kro
Sir ji mere yaha 2 din se barish ho rahi soler kam nahi kar raha h .dhoop nahi h maine aj 100 ah ki battery 800va inverter pr lga k charge kar raha hu to kitne der me charg ho jayegi
6-7 hours
Make a 12V battery charger.
Mohit ji 🙏🙏🙏
mera dc to dc step down buck converter ka ek MOSFET kharab ho gaya hai usmein kitne number ka MOSFET lagega
Please reply
Jo laga tha bhai, same hi lagega
Mosfet kale ho gye h number dikhai nhi de rha h...
Nice vedio
Thanks, bhai
Sir mere chote solar panel me jo cell ha usme brown dots ban gye ha burning ke kya problem ha sir?
Wts app par mene appko pic snd ki ha check plz
Hi
dekhta hun bhai
775 se jada bara fen keliya kosa dc motor kosa hai ish par video banaya sir
Car ka Radiator fan aata hai, 10 amp leta hai, vo
Bhai fan ke bech mai jo bush aap ne lagaya hai wo kaha milega ? Please help
Vo bhai blade ke saath hi milta hai
775 motor se fan chalate hai to DC pin pighal jata hai... Kya kare plz..
DC pin kyun lagate ho bhai, Ac wale male female plug lagao,
Wo jo chota sa tha uska naam kya hai
मोहित भाई कोई ऐसी बैटरी बता दो सस्ते में जो dc 555 मोटर को 10 घण्टे लगातार रात भर चला सके
car battery use kro, bhai 48Ah ya 65AH
80 watt ke solar panel se direct chalane ke liye kon sa motar le
Solar se direct chalaoge to Motor jaldi kharab hogi
Propeller ka link dedo bhai
Jo shaft connector apne use kiya hai vo kahan milega?
Blades ke saath milta hai
Sir mera ek question hai mere pass 12v ki 555 motor hai speed slow hai motor 5salt ki hai usko rewinding Karne ke liye ketne no ka wire and ketne trun dalen jis se 7.5 ah ki battery se fan 4 ya 5 ghanta chale speed bhi 5000 rpm ho aur motor Jaldi kharab bhi na ho sir please help sare logon ko reply dete hai sir please help
Bhai 14 intech blade wala fan banane k liye kon si motor best rahegi 775 bearing motor ya 220 volt se chalne wali swing machine motor
Kyuki dono lagbhag 50 watt le leti hai lode dalne par
775 motor use kro,
Kay e moter 24 hours chal sakta hai?
12+ hours chalega max.
Shaft packing kaha se milega bhai
Kahan milega
Make 12v battery charger
Bhai Main Chhoti Bullet laga
Bhai maine bhi 775 moter se rechargeable fan bannya but wo battery bhot hit hurahi hai aur bms power cut off karrrah hai maximum fan 30 mint he chal raha hai
I feel 555 better than 775 by power and cost both. cost of 555 only 90 rupees
yes, 555 motor is better than 775 for table fan
@@MohitSagar then which should I buy I will use as small table fan 12v 2amp
Sar Eak 165 watt Exid Ka solar hai Jispe Bandar kud Kar uska glass Tod Diya use Thik kaise kare
Voltage amp aa rha hai ya ni ??
Aa Raha hai Voltage our Amp
to fir bus aap, Transparent fiber sheet chipka do, panel ke border se, silicon glue se
555 dc moter ko 12V 3 amp ke adaptor se chalane per motor garam ho jata hai
blade halke lagao bhai
Propeller ka link de do
Vaii blade ki link do
Cooler ke liye motor bataye
22 mm in diameter
bhogle jo lagai te kha melage bhai
blade ke saath hi milta hai, bhai
Pura time pass
Bhai me 555 motor use kar hu or uski wire heat kar rhi he kiyo
1 mm copper wire use kro
@@MohitSagar you are right
👍🏻
Moter Blade kahan milage
Online amazon.in se buy krlo
2 amp ke motor ko solar se chalane par motar jal ja rha hai to kese chalaye
Dc step down module se, voltage down kro 12 volt out kro usse motor chalao
Bhai Meri motor heat ho rahi
775 motor or blade chiye yrr
Bhai 9 inch 12watt fan battery se 90v le raha hai, battery jaldi khatam ho rahe hai, isko 18v-24v kaise karu, jisse Ampere 2-2.5amp se jyada na jaye, aapne voltage regulator wala trick bataya tha, uska koi easy method batao jisse fan ka speed thik rahe lekin voltage/amp kam lage.
Dc step down module buy kro, dc step down module 9 amp wala
@@MohitSagar i tried lm2596 use kiya tha, voltage ko 18v rkha tha, lekin kharab ho gaya 2 minute me, kya heatsink laga ke lm2596 use kar sakte hai,, woh 9 inch fan direct 50 watt solar panel se boht achha chal raha hai, 1.75 amp, 20volt me, lekin lm2596 step down ke via kia to buck kharab hogaya
9 amp wala Dc step down module use kro, usme Already heatsink hoti hai
कया हे शुरू ही नही हुई
Bhai yah lagane ke Kahan se milega kya naam hai uska
Fan blade hai, Exhaust fan ka market me milaga
@@MohitSagar bhai jismein blade lagta hai
kya, pooch rhe ho aap ? samajh ni aaya ?? motor pooch rhe ho kya ?