Sir maine isi tarah ka dc motor use karke table fan banaya hai aur use 50 Watt ke solar panel per 20 amp ki battery aur luminous solar charge controller 10 amp ke setup par chalata hun lekin problem ye hai ki fan ki motor bahut garam hojati hai.is ko kaise theek karein,?
Hello mohit sir mere pass dc 12v fan motor ha jo 12v par 4amp leti ha lekin heat bhot hoti ha body ko jab hath lgate ha to garm lgti ha 15min chne bad heat ho jati ha kya problem ha sir?
@@MohitSagar mera Purana DC table fan tha wo 1.5 Saal pahle damage ho chuka hai Blade plastic ka tha(12 inch) Wohi blade ke Saath Motor lagana chahata hoon....
Very nice video thanks.
Sir g, apne bahut achchi video banayi lekin apne motor ka name ya no. nhi bataya. Ham shopkeeper se kya kah kr purchase karege.
775 Motor, 555 motor, Dc 12 volt fan motor ye sab naam h
Bhai koi DC water pump ka video banakar dikhao...
ok
Aap kaha se ho. Kahan market lagti hai tum hi batado Delhi se hu Main.
Moradabad se hu bhai,
Bhai Mohit self motor ki winding kerka dekhao
acha bhai
Sir mere pass 60 ampere ka battery or 75 watts ka 2 solar hai, kon sa DC motor lena chahiye jo 8 hours fan or 2 LED bulb jale
555 motor table fan use kro
Sir maine isi tarah ka dc motor use karke table fan banaya hai aur use 50 Watt ke solar panel per 20 amp ki battery aur luminous solar charge controller 10 amp ke setup par chalata hun lekin problem ye hai ki fan ki motor bahut garam hojati hai.is ko kaise theek karein,?
blade halke lagao bhai, aur speed controller bhi lagao
@@MohitSagar speed controller ko market main kis naam se jaante hain aur kahan milega?
@@abdussalam9297 dc motor controller
भाई बैटरी ओर लाइट से चलने वाली छोटी साइज की वीडियो बनाओ
okay
*Hloo bhai mai 12 volt DC fan ko 150 Ah ki Mickrotek inverter battery se use krta hu usze koi problem toh nhi hogi battery me...please reply*
No, problem use kro bhai, bus Motor per blade haalke lagana
Ye wala fan..32 ah ki battery se kitni der tk lagatar chl skta h..
poori raat chalta hai, 12hours+
Hello mohit sir mere pass dc 12v fan motor ha jo 12v par 4amp leti ha lekin heat bhot hoti ha body ko jab hath lgate ha to garm lgti ha 15min chne bad heat ho jati ha kya problem ha sir?
Usper blade heavy lage hain, unhe change kro
Sir mene blades bi change kre ha jo 30rs ke aate ha plastic ke woh bi lgaye ha
Me app ko wts ap par pics dalta hu plz check kr lena sir
ok
Sir agar panel 4amp deta ho maximum aur dc fan 12v 4amp ka ho to kya hoga panel volt jyada krke motor khrab ho jayegi or volt drop ho jayegi panel ki?
Kular ke liye Bata Bhai koi kam volt ki motor
बैटरी का बोकस खोल के दिखाई बैटरी कितना ah की है फैन तो अच्छा बनाए हैं
Please mere channel pr. dekho. bahut videos me ye battery dikhayi hai,
Dc fan ke liye kitna rpm tik hai?
Bhai 12 ki battery charge kaise kare ghar pe please reply karna
mere channel per bahut videos hain battery charging ke upper channel ki videos dekho
12 volt 4 ampere fan agar 12 volt adopter sa run karain to kitnay watts laega
48watts
@@MohitSagar why my ups led show 130 watts
I am waiting for u r response...why screen shows 130 watts
@@livestream7767 :)) I am not able to understand what you are saying, Please explain in details???
@@MohitSagar when i connect a 12 volt and 4 amp fan to my ups by a 12 volt adopter the ups led shows 130 watts.while it should be show 48 watts
550 motor fan mai kitna backup degi 7 ah battery ke saath or 100 ₹ wali kaa number bta doo
555 motor use kro 2 amp leti hai 555 motor fan
@@MohitSagar 550 se better hai?
yes
Mast video
Thanks 🤗
Bhai ye jo apne fan banaya he kitne ghante tak chala sakte he lagataar
7-8 hours tak chalaya hai maine, accha chalta hai
bhai aapmere ko motor chahiye jo aapne 200 ki boli thi
Bhai amaron battery kitne ka hai aur jo aapke paas hai kitne empier ka hai please reply reply doge to bhai subscribe karunga aur aapke video share
7 Ah amaron bike battery 1300₹ ki aur 32 Ah car battery 3000 ₹ ki hai
T.q bhai
Super ❤️
thanks bhai
Bhai battery kitne ah ki lagaye ho?
7 AH, ki battery video me hai, green color amaron, ki, waise main sf sonic 32 AH battery use krta hun.,
775 डीसी मोटर कितने एंपियर लेती है और 555 कितना एंपियर लेती है इन दोनों में से कौन सी मोटर सबसे अच्छा बैकअप देती है
775 motor 6 amp tak, max ampere leti hai, aur 555 motor 3 ampere tak max ampere leti hai, Table fan banana hai to 555 motor se banao, acha backup degi
Bldc ac DC fan k baare me kuch jankari dijye bro.
बडीया विडिओ है लेकीन fan की किमत क्या है
red wala fan, 300₹ ka liya tha maine
Ye battery kitne ki. मिली bhai
1300₹
Good a
50 watt ka solar panels Lena hai bhai khase kharide bataey
Amazon.in se online khareed lijiye
200 wali motor kahan se le
Sir maine puri video dekhi par aapne ek bhi motor ka no. nahi bataya. What is the no. of fan motor? please reply
aaj kal to 775 aur 555 motor jyada use hoti hai dc fan me
आप 12 वाट डीसी बैट्री बना के दिखाओ
Fan banane me kitna kharcha hua
350₹
@@MohitSagar bro mujhe ek chahiye aapka number do please bro
Aap kya bhai mp sagar se ho kya
UP se hun bhai
Up me khan se
Kya ham 775 moter ki turn ya gaje me cheng karke amp ko kam kar sakte hai
Kya ham 775 moter ko regurater ae 1 amp me set karke backup jada kar sakte hai
Bro ये फैन 12 v 220ah की बैटरी से चल जाएगी
yes, sahi chalega
Bhai motor ka nam pl...
555 motor aur 775 motor
12 volt motors kitne watt ke ho ten hai
775 motor 50 watt ki hoti h
भाई मैंने अभी 775 मोटर खरीदी है, इसे कितने dc, वोल्टेज पे चला सक्ता हूँ l
12-14 dc volts theek rhega
555 dc motor kitne rupees me milegi? ??
100-120₹
God bless
Bhai wo Honda shine ki motor hai badi wali
han wahi hai
775 ko kitna mpr de sakte hai
3-4 amp
Mohit Bhai BLDC ceiling fan Lena kaisa rahega . Waise iske baare me kuch details batayen. Fan ki life kaisi hoti hai. Etc.
Ok, Main video bana deta hun
Motor ka naam to de do 775 ke baad wala kya tha.....
500-600rs mein koi 12v DC motor suggest Kar do
Kahan use krni hai ???
@@MohitSagar mera Purana DC table fan tha wo 1.5 Saal pahle damage ho chuka hai
Blade plastic ka tha(12 inch)
Wohi blade ke Saath Motor lagana chahata hoon....
@@rakeshramans7652 use 775 motor
@@rubinsben1643 :)) Nahin 775 motor pr load padhega, aur uski speed bhi jyada hoti hai,
@@rakeshramans7652 :)) Isi video me jo maine moti shaft ki motor dikhayi hai, vo use krlo, 200₹ ki hai Amazon.in pr
Ei dc fan me jo regulator use hote hai uska diagram share kijea please...
ok
Fan me motar kaun si h
Name batao
🙏🙏🙏🙏
555 motor
plz bhai reply me
775 motor jhansi me price ha 120 rs
Accha,
Se puede aumentar la potencia del pedal asistido de una bicicleta eléctrica. Nicolas cariz de Chile.
Motaer ka nam nahi bataya
775 motor best hai 3 amp current leti hai, fir 555 motor best hai, 2 amp current legi
555 he kya bhai riplay plii
150