ไม่สามารถเล่นวิดีโอนี้
ขออภัยในความไม่สะดวก

Muraqba Ki Kefiyaat | Naqshbandi Zikr | Silsila e Naqshbandi | Hazrat Shaykh Humayun Hanif Db

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 23 ต.ค. 2017
  • Hazrat Shaykh Humayun Hanif Naqshbandi Mujaddidi | Islahenafs
    Khalifa of :
    Hazrat Shaykh Maulana Shamsur Rehman Al Abbasi DB
    Hazrat Shaykh Dr. Ismail Memon Madni DB
    Hazrat Shaykh Ashfaqullah Wajid DB
    Hazrat Shaykh Maulana Ishaq Sajid DB
    Recommended Videos:
    • Dua Before Sleeping | ...
    • Video
    • Eik Amal- Imaan par Kh...
    • Benefits of Miswak | م...
    • Sareed Khanay ki Fazil...
    • Video
    • Dajjal's Fitna | دجال ...
    • ALLAH ka ولی bannay ka...
    • Kalonji (Black Seeds) ...
    • Kapra Jharnay Ki Sunna...
    --------------------------------------------------------------------
    LIKE | SHARE | COMMENT
    ------------------------------------------------------------------
    / islahenafs.org
    / islahenafs
    / islahenafs
    www.islahenafs.org
    Whatsapp : +92-345-2123881
    #islahenafs #shaykhhumayunhanif #shaykhhumayunhanif
    Muraqba Ki Kefiyaat || Hazrat Shaykh Humayun Hanif Db
    Short Clip regarding "Kefiyaat in Muraqabah"
    CONTACT:
    WEBSITE : www.islahenafs.org
    WHATSAPP : +92 345 212 3881
    FACEBOOK : / islahenafs.org
    TWITTER :
    PROFILE:
    • Hazrat Shaykh Humayun Hanif is a highly educated and accomplished individual, devoted to transform the lives of others. Once, an accomplished jet-setting businessman and a board member of various philanthropy organisations took the path to Tasawwuf in his early thirtees. His vision is to purify and connect the individuals to Allah Subhan O Taala by following the path of His Last Prophet ﷺ. His mission is to ensure that we succeed in this life and hereafter by being active Muslims.
    • With his diverse experience and education he understands the problems posed by the modern day life, therefore, believes in a holistic approach to success, encompassing the finite and the infinite life. Through his lectures, he proves the dangers of viewing Islam in isolation from the rest of the world and corroborates Islam as a deen- a way of life and not just a set of rituals. Through his practical example, he demonstrates how to follow Islam in the footsteps of Rasul Allahﷺ, encompassing faith and action, behaviour and morals, uniting the practical and the spiritual aspects of life together.
    • He was authorised a Shykh in the Naqshbandi Sufi Order by Hazrat Maulana Shamsur Rahman Al Abbasi Db in 1994. Travelling widely, he has been blessed by the company of various other Awliya, and was further authorised in the Naqshbandiya, Chistiya, Qadriya and Soharwardiya Orders by Hazrat Dr. Ismail Memon Madni DB who is the Khalifa of Shaykh-ul-Hadith Hazrat Maulana Mohammad Zakariya Kandhalvi . Hazrat Shaykh Humayun Hanif had been authorised a Shaykh in the Shazliya order by Maulana Ishaq Sajid DB who is the Khalifa of Maulana Ali Murtazaؒ of Gadei Shareef. He had also been authorised in the Silsila of Khanqah Sirajia by Hazrat Sufi Ashfaqullah Wajid Db
    • As a Shaykh he takes his duty with extreme diligence and care therefore, being a Saalik( student) under his direction means constant guidance and support. To achieve the desired outcome in his students, he is readily available through various means of modern communication. He guides his students through his own radiating love for Allah and Rasul Allahﷺ and truly helps evolve personalities and cleanse the souls of those in search of Allah - Tazkiya e Nafs.
    • Bi weekly lectures and Zikr Halqas are conducted at his House with a separate, Shariah compliant arrangement for ladies so that they are not deprived the chance to learn the Zikr of Allah.
    • With his devotion and commitment, Allah Subhan O Taala has transformed countless lives across the globe. His students, from all walks of life, endeavour to bring a positive change in their lives and the society, by being true Muslims.

ความคิดเห็น • 328

  • @noorulhayat
    @noorulhayat ปีที่แล้ว +3

    "صَلّی اللّٰہُ عَلٰی حَبِیبِہ مُحَمَّدٍ وَّآلِہ وَسَلَّمَ “.💚❤

  • @innocentangel9457
    @innocentangel9457 8 หลายเดือนก่อน +1

    صَلَّى اللّٰهُ عَلَىٰ سَيِّدِنَا وَمَوْلَانَا مُحَمَّدٍ وَعَلَىٰ آلِهِ وَصَحْبِهِ وَسَلَّمَ

  • @noobplayer621
    @noobplayer621 6 ปีที่แล้ว +3

    Alhumdulilah hmari Gari bahoot hi ziyada teez hay ki Duniya ka koi silsla itna teez nhi aur ye silslay e Muhammadiyah SAW kionki hmara Taluq Direct Muhammad SAW se Hay.

  • @qadeerkhan6901
    @qadeerkhan6901 5 ปีที่แล้ว +5

    ماشا ءالله ياالله هم سب كو اپنی محبت اور محمد صلى الله عليه واله وسلم كى محبت عطا فرما

  • @the1andonly1allah13
    @the1andonly1allah13 5 ปีที่แล้ว +20

    الله اكبر كبيرا ولحمد لله كثيرا وسبحان الله وبحمده بكرة واصيلا،
    اللهم صل على سيدنا محمد ن النبي وازواجه امهات المؤمنين وذريته واهل بيته كما صليت على ابراهيم انك حميد مجيد ،
    ماشأ الله بہت خوب فرمایا
    الله تعالى جزاے خیر عطا فرمائے امین .

  • @user-pu9vg2pu9p
    @user-pu9vg2pu9p 5 หลายเดือนก่อน

    Ameen

  • @amnameena6028
    @amnameena6028 5 ปีที่แล้ว +6

    Shukar hain Allah ka meri ami bhi karti zikar or Allah nay bht bht nawaza hua mashAllah ap jo bol rahe bilkul bilkul such hain ... YEJ such hain

  • @sanamharry6079
    @sanamharry6079 ปีที่แล้ว +3

    sir Kya bat hai ap ki, zabardast,bohat achi misaal di hai ap ne,Khuda ki aap par mazeed rehmat ho,aameeen

  • @MohammedAsif-fp3lz
    @MohammedAsif-fp3lz 4 ปีที่แล้ว +5

    Agar khayalat se bachna hai to mukammal safai chahiye naya gusal naya wazu saaf ya dhuli howi jagah saaf janimaz ( musalla) aur khali peat.. Inshallah kamiyabi milegi..

  • @jabiullajukako6771
    @jabiullajukako6771 2 ปีที่แล้ว +1

    Marsha allha

  • @zeeshansarfraz6951
    @zeeshansarfraz6951 5 ปีที่แล้ว +32

    Almighty Allah bless that all Boys and Girls be married at an earliest at proper places including my sister also. Ameen

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 ปีที่แล้ว +2

      App unhain sorah waqia aur sorah tariq parhnay ko kahain subah sham main aik aik dafa

    • @ayishazafar6792
      @ayishazafar6792 5 ปีที่แล้ว

      Aameen Elahi Aameeeen

    • @saameenkhan4402
      @saameenkhan4402 5 ปีที่แล้ว

      Amen ya rabalalameen

    • @IlyasKhan-ru8to
      @IlyasKhan-ru8to 3 ปีที่แล้ว

      Mujhe Neend ajati ha

    • @sofysayyad3138
      @sofysayyad3138 2 ปีที่แล้ว

      Àameen

  • @imrankhan-nm7wk
    @imrankhan-nm7wk 5 ปีที่แล้ว +4

    Muraqba is solution of every problems it is hub of happiness I have tried it personally..!!!
    I just Love it
    I love muraqba
    Thanks ISLAM.

    • @Pakistani.Bodyguard
      @Pakistani.Bodyguard 5 ปีที่แล้ว +2

      Bhai Muraqba kisko kehtay hain? kaya aik alag room mein chup ker kay bethna ya eyes band ker kay kuch sochna? mainay kafi suna hua hai Muraqba magar pata nahi kay kertay kaisay hain, kaya jinn bhoot to nahi aa jatay is say? main bhi seekhna chahta houn mujhe bhi bataein tareeka please

    • @imrankhan-nm7wk
      @imrankhan-nm7wk 5 ปีที่แล้ว +3

      @@Pakistani.Bodyguard
      Assalam o Alaikum peyare Bhai
      Aap ka msg k aap ko muraqba seekhna hai to Bhai aap ko bhout bhout Mubarak ho ab aap muraqba seekhna Jaye gy kion k muraqba ussi ko aata hai Jo iss to seekhna chahta hai
      To Bhai aap TH-cam k search bar mein sirf UPEDIA likh kr search kren
      To upedia ki tamam videos aap k samny aa jaeyn gi Upedia Channel pe muraqba ki mukamal aur bilkul aasan alfaz mein tammam tafseel mojood hai
      Allah aap ka Hami o Nasir ho Aammeen
      ISLAM ZINDABAD
      PAK ARMY ZINDABAD
      ISI ZINDABAD
      GREATEST PAKISTAN PAYINDABAD.

    • @Pakistani.Bodyguard
      @Pakistani.Bodyguard 5 ปีที่แล้ว +1

      @@imrankhan-nm7wk Thank you Bhai, main search keroun ga.

  • @imranwarsi8062
    @imranwarsi8062 6 ปีที่แล้ว +4

    نفس امارا کا شکار انسان مراقبہ نہیں کرسکتا وجہ اور کوئی نہیں ہے واللہ

    • @Maxgameplayz
      @Maxgameplayz 5 ปีที่แล้ว +2

      Galat nafs e amara se chutkara murakbe se ni hota .muraqbe se rooh ko jisam se bahir nikaala jata hy or nafs e amraa se chutkara sirf kaamil momin walhi ki nazer se chutkaara hota hy ok

  • @hurrainbaloch6995
    @hurrainbaloch6995 5 ปีที่แล้ว +3

    Wah kis behtarein tareeqey se apne explain kiya hai
    JazakaAllah

  • @mohammadaslamkhan6915
    @mohammadaslamkhan6915 6 ปีที่แล้ว +3

    ماشاءالله تبارك الله حضرت جي شكريا جزاه كم الله خيراه كثيرًن وه أحسنه جزاه كثيراه حضرت جي

  • @asmasaleem5161
    @asmasaleem5161 6 ปีที่แล้ว +6

    Mashallah zabardast

  • @user-vs3sc2gp6w
    @user-vs3sc2gp6w 9 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤

  • @sonalkapoor6166
    @sonalkapoor6166 6 ปีที่แล้ว +1

    Allahhumma salle ala mohammed sallallaho alaihewasallam

  • @IramShahzadi-hz2vn
    @IramShahzadi-hz2vn ปีที่แล้ว

  • @adeelnaqshbandi8048
    @adeelnaqshbandi8048 5 ปีที่แล้ว +7

    ماشاءاللہ جی اللہ تعالی آپ کو سلامت رکھے آپ نے بہت رہنمائی کی

  • @samiasarwar1273
    @samiasarwar1273 ปีที่แล้ว

    MashaAllah very beautiful interpretation and made very easy to understand.

  • @NavedKhan-vn8hm
    @NavedKhan-vn8hm 3 ปีที่แล้ว

    Jise jitna yaad aur zikr kiya jaye. Muhabbat khud ho jayegi

  • @nargishayat5266
    @nargishayat5266 6 ปีที่แล้ว +4

    ALLAH PAK ap ko slamat rkhay..amin

  • @MUALoft
    @MUALoft 2 ปีที่แล้ว +1

    MashaAllah ❤ ❤ ❤

  • @salmaansari7576
    @salmaansari7576 ปีที่แล้ว

    Jazak Allah Khair

  • @noorcollection3083
    @noorcollection3083 5 ปีที่แล้ว +2

    Subhan Allah jazak Allah

  • @shanzabsarhandi
    @shanzabsarhandi 6 ปีที่แล้ว +10

    mashaAllah bhot faida ki video hy..Allah humen is pr amal ki todeek ata farmae

  • @saeedabbasi9953
    @saeedabbasi9953 6 ปีที่แล้ว +3

    Masha Allah

  • @samishiekh1143
    @samishiekh1143 ปีที่แล้ว

    Jazakallah khair

  • @akhtarkhan1767
    @akhtarkhan1767 ปีที่แล้ว

    Masa allah sohanllha

  • @AfzalKhan-nq4xo
    @AfzalKhan-nq4xo 5 ปีที่แล้ว +1

    Masha allah.

  • @alikhan-td2qm
    @alikhan-td2qm 6 ปีที่แล้ว +3

    Awesome video

  • @maheboob1677
    @maheboob1677 2 ปีที่แล้ว

    Masha allaha bahut khoob

  • @maryamaltaf7760
    @maryamaltaf7760 2 ปีที่แล้ว

    جزاک اللہ خیرا بھائی

  • @jashanhans2978
    @jashanhans2978 4 ปีที่แล้ว

    Ishq is the only path to obtaining muraqaba

    • @MeYou-ck2fl
      @MeYou-ck2fl 2 ปีที่แล้ว

      Exactly mjhe ishq hua ishq me dhoka khya ab apne rab k qareeb ho 😊 mre rab me mere dil me apni mhbat bhr di he

  • @m.a.am.a.a6067
    @m.a.am.a.a6067 3 ปีที่แล้ว

    subhanAllah, MashahAllah

  • @HaniefKadrivlogs
    @HaniefKadrivlogs 6 ปีที่แล้ว +4

    Masha Allah Masha Allah

  • @yasarkhan9803
    @yasarkhan9803 6 ปีที่แล้ว +2

    Bismillah ameen summa ameen

  • @bbdhhsj2525
    @bbdhhsj2525 6 ปีที่แล้ว +4

    Good Allah ap ko khuos rahy

  • @syedbari1405
    @syedbari1405 6 ปีที่แล้ว +2

    samjhaya apne behtarin

  • @iqbalmcp1
    @iqbalmcp1 6 ปีที่แล้ว +5

    great jzakallah sheikh

  • @mehrunnisakhan6196
    @mehrunnisakhan6196 5 ปีที่แล้ว +3

    Thank you, Ameen. Mehrunnisa.🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👍👍👍👍👍👍❤️❤️❤️❤️❤️❤️🕊🕊🕊🕊🕊🙏🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

  • @nargishayat5266
    @nargishayat5266 6 ปีที่แล้ว +2

    Masha ALLAH very convincing..

  • @IramShahzadi-hz2vn
    @IramShahzadi-hz2vn ปีที่แล้ว

    Mashallah allah pak humy is pr istqamt ata farmye ameen

  • @yaseenabdul7385
    @yaseenabdul7385 3 ปีที่แล้ว

    point refrence.. slow.. fast.. karty karty tarraqqi hogi sense. sahi baat hai.

  • @parveenshaikh9977
    @parveenshaikh9977 6 ปีที่แล้ว +2

    Very nice

  • @sajjadrajpoot3340
    @sajjadrajpoot3340 4 ปีที่แล้ว +2

    ALLAH tofeeq deta h sb hota h.

  • @wahabsh4410
    @wahabsh4410 6 ปีที่แล้ว +3

    Informative but reasonable

  • @AAli-vn4bp
    @AAli-vn4bp 3 ปีที่แล้ว +1

    MashaAllah

  • @cookingclass9184
    @cookingclass9184 4 ปีที่แล้ว

    JazakAllah

  • @muhammadehsan9245
    @muhammadehsan9245 5 ปีที่แล้ว

    ماشاءاللہ

  • @muslimbangash199
    @muslimbangash199 5 ปีที่แล้ว

    سبحان الله

  • @AadhiBaat
    @AadhiBaat 6 ปีที่แล้ว +3

    اسے شیئر کرنے کا بہت بہت شکریہ.

  • @mehrunnisakhan6196
    @mehrunnisakhan6196 5 ปีที่แล้ว +8

    Thank you,Ameen. There is only ONE WAY to reach Almighty Allah whichever vehicle you may use,Ameen ( A True Faith ), Ameen. Mehrunnisa. Mehrunnisa. 👍👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️🕊🕊🕊🕊🕊🕋🕋🕋🕋🕋😘

  • @syed1002hussaini
    @syed1002hussaini 6 ปีที่แล้ว +7

    جزاکم اللہ خیرا کثیرا

  • @umetalha387
    @umetalha387 3 ปีที่แล้ว

    Bara jamay o modallal bayan hai

  • @user-bv6do9uw1s
    @user-bv6do9uw1s 9 หลายเดือนก่อน

    Murshid kakam hai ye k wo apny mureed ko dilchasbi k lye kuch dekhaye mehsoos karwaye ,warna aaj k dour main koi jaldi baat pe lagta ni jo ap chahty hain sir

  • @siraatemustaqeem202
    @siraatemustaqeem202 5 ปีที่แล้ว +1

    GOOD

  • @syedbari1405
    @syedbari1405 6 ปีที่แล้ว +3

    bahtari

  • @nasirahsan6644
    @nasirahsan6644 6 ปีที่แล้ว +44

    حضرت اللہ سے محبت کرنے کا طریقہ بھی بتا دیں ہم کمزور کس طرح اللہ پاک سے محبت کریں

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว +4

      DIN KUCH WAQT NIKAL KAR MURAQBA KARLIA KAREN

    • @maju20062006
      @maju20062006 5 ปีที่แล้ว +8

      Janab agr ap dunya k lihaz say dekhen tu jis say ap ko Mohabbat ho jati ha oss say waabasta oss ke har har cheez sa mohabbat ho jati ha, essi tra agr Allah say Mohabbat krni ha tu oss ke paida ke har cheez say Mohabbat krren, Oss k har har hukm say mohabbat krren os ke manna ke hui cheez say ruk jaen Oss k payaray Habeeb Mustafa Sallala o alae wa sallam say Mohabbat krren 5 waqt ke proper nimaz parhen kasrat say Darood shareed prhen dekhen Allah aap ko kesay apna Walli bnata ha

    • @irfanahmed2964
      @irfanahmed2964 5 ปีที่แล้ว +2

      Mery Bhai Allah sy muhabbat Nahi ki jati Allah sy Dara jata Hy .mohabbat Allah k rasool sy ki jati hy.jab ap Allah k rasool sy mohabbat Karo gy tu .Allah ap per mehrban ho jye ga aur apna fazal kary ga.

    • @Maxgameplayz
      @Maxgameplayz 5 ปีที่แล้ว +5

      Irfan Ahmed bai maray is ka matlab Allah pak ne hr dor main jo rasool beja hy usi dor k hisaab se hr rasool se muhbat ki jahay jitne b rasool aahay hain Allah ki yaad dilaanay Allah se daranay or Allah hi ibaadat karnay ka sabak detay hain. Allah 70 mahon ki mohbat se zyada apne bndhay se pyaar karta hy to bndha ek maa jitni mohbat to Allah se karay asal mohbat hay hi Allah se jo amer hy kabi khtam honay waly ni baki dunya ki hr chiz faani hy

    • @AsifAli-ws5gg
      @AsifAli-ws5gg 5 ปีที่แล้ว +2

      @@irfanahmed2964 Bhai Allah se muhabbat ki jati he aur momin ki nishani bhi he baqi apki baat theek he
      2 : سورة البقرة 165
      وَ مِنَ النَّاسِ مَنۡ یَّتَّخِذُ مِنۡ دُوۡنِ اللّٰہِ اَنۡدَادًا یُّحِبُّوۡنَہُمۡ کَحُبِّ اللّٰہِ ؕ وَ الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡۤا اَشَدُّ حُبًّا لِّلّٰہِ ؕوَ لَوۡ یَرَی الَّذِیۡنَ ظَلَمُوۡۤا اِذۡ یَرَوۡنَ الۡعَذَابَ ۙ اَنَّ الۡقُوَّۃَ لِلّٰہِ جَمِیۡعًا ۙ وَّ اَنَّ اللّٰہَ شَدِیۡدُ الۡعَذَابِ ﴿۱۶۵﴾
      بعض لوگ ایسے بھی ہیں جو اللہ کے شریک اوروں کو ٹھہرا کر ان سے ایسی محبت رکھتے ہیں ، جیسی محبت اللہ سے ہونی چاہیے اور ایمان والے اللہ کی محبت میں بہت سخت ہوتے ہیں کاش کہ مشرک لوگ جانتے جب کہ اللہ کے عذاب کو دیکھ کر ( جان لیں گے ) کہ تمام طاقت اللہ ہی کو ہے اور اللہ تعالیٰ سخت عذاب دینے والا ہے ( تو ہرگِز شرک نہ کرتے ) ۔
      www.theislam360.com

  • @anmoldesigning8090
    @anmoldesigning8090 5 ปีที่แล้ว +4

    میری توجہ ایک جگہ پر نہیں رہتی
    میں جہاں ہوتا ہوں میں وہاں نہیں ہوتا ہوں
    میں مراقبہ کروں کیا میں ٹھیک ہوجاوؐں گا؟

    • @majidkhanswatimajidkhanswa8255
      @majidkhanswatimajidkhanswa8255 4 ปีที่แล้ว +2

      Ma Hazarat g Ka bian son Raha tha to ap KY reply Py nazar pri to massage pra ap Ka to ap ko illaj bta rha hn apny zahan ma Allah KY name Ka tassver krain KY os ma sy noory rahmat nakal kr a rha ha mery SAR sy gozar kr mery jasm ma pail Raha ha or tamam bimarian katm ho rhi hn

  • @sadafqadir4226
    @sadafqadir4226 5 ปีที่แล้ว

    MASHALLAH ❤️

  • @ImranMalik-yk4jb
    @ImranMalik-yk4jb 6 ปีที่แล้ว +3

    Masha allah bahut hi acchi tarah samzaya ,lekin me muraqba krta hu to nind aati he

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      Ye Bhi Muraqba ki Kefiyat hay. Pareshan na hon kartay rahain.

  • @shazadalam6981
    @shazadalam6981 8 หลายเดือนก่อน

    Or mujhy marqby ma nend ati hy kbi kbi bohat źda

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  8 หลายเดือนก่อน

      Yay kafiat Muraqbay main kabhi kabhi pesh aa ti hai.
      Fikr na karay

  • @Rizwan079
    @Rizwan079 4 ปีที่แล้ว +1

    Assalaamualaikum warehmatullahi wabarakatuhoo Hazrat ji, Jazakallah Khair!

  • @tariqnagouri4869
    @tariqnagouri4869 6 ปีที่แล้ว +2

    This OK..

  • @akhtarkhan1767
    @akhtarkhan1767 ปีที่แล้ว

    Assalamu alikum hjrt duaki drkhust

  • @asmajabeen2600
    @asmajabeen2600 5 ปีที่แล้ว +1

    Assalamoaleikum hzrat sahab mjhy Allah or Allah ki qurbt or marft ka buht shoq Hy namazo ki pabndi Hy buht sy wazaif b prhti hon mjhy muraqby ka buht shoq Hy Kia my KR skri hon Kia muraqby my kisi peer ka hath hona zarori hy

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 ปีที่แล้ว

      Pehlay sabaq ke sabko ijazat hai app pehlay sabaq kar sakti hain

  • @sushobhandas1058
    @sushobhandas1058 6 ปีที่แล้ว +2

    IT IS TECHNIQ OF ZAZEN

    • @msohail3663
      @msohail3663 6 ปีที่แล้ว

      Sushobhan Das,,,zazen Kon hai,,,bta sakty hain,,??

  • @amnavahidy7611
    @amnavahidy7611 6 ปีที่แล้ว +16

    حضرت صاحب میں بعیت ھونا چاہیتی ھوں اور پھر مرابقہ شروع کرنا چاہیتی ہوں

  • @SheikhShahriarMonim
    @SheikhShahriarMonim 2 ปีที่แล้ว

    baat theek hai, insani fitrat hai ki wo kisi cheej ki qadr aisehi nehi samajh pata, jo plain me safar karta hai wo kya jane ki rasta hota kaisa hai aur kinti utar chadhao hai raste par.

  • @khankhan-gv7ck
    @khankhan-gv7ck 2 ปีที่แล้ว

    assalamualaikum hazart ,kya koe isse bhi surat rahte hai jisse shayateen neend paida krta hai mujhy neend bhut hai or shariyat pr calne m yahe rokavat bn rahe hai plz tell me ....

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  2 ปีที่แล้ว

      سات مرتبہ درود شریف
      سات مرتبہ سورہ فاتحہ
      سات مرتبہ آیت الکرسی
      سات مرتبہ چاروں قل
      سات مرتبہ سورہ الم نشرح لکا 7مرتبہ درود شریف
      یہ مغرب اور فجر کے بعد پڑھے اور اپنے پہ بھی دم کریں اور پانی پہ بھی دم کرکے پیے
      پھر شہادت کی انگلی پر دم کریں اور خیال سے اپنے اردگرد اور گھر کے ارد گرد خیال میں حصار بنائیں

    • @khankhan-gv7ck
      @khankhan-gv7ck 2 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs sukriya hazart Allah aapko lambi umar de or aapki family ko bhi ameen iman k saath

  • @qazihassan4946
    @qazihassan4946 5 ปีที่แล้ว +3

    Qazi Ahmed Mukhtar Dua ki darkwast hai Mara waldain k intaqal hogaya hai mukhtasar ya hai Mara waldain k intaqal hogaya hai mukhtasar ya hai k Mara peacha Dua karna Wala kowi hath nahi hai obliged thanks.

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 ปีที่แล้ว

      Allah pak apkay walidain kay darjaat buland farmayay aur bila hisab kitab unko jannat ul firdous ata farmayay
      Faqeer duago hai

  • @summ1524
    @summ1524 5 ปีที่แล้ว +3

    assalamualikum sir Can the girls do meditation in every condition ? Is it necessary to do wazou for meditation ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 ปีที่แล้ว +3

      Yes they can, although it is better to do wuzu before muraqba but it is not mandatory

  • @alibaloch5886
    @alibaloch5886 5 ปีที่แล้ว +3

    اسلام.علیکم..حضرت.جی..کا..کراچی..کا..ایڈریس..بتائیں..کوئی.مدرسہ......?..پلیز....

  • @hafizmuhammadabdullahikram7962
    @hafizmuhammadabdullahikram7962 3 ปีที่แล้ว +1

    حضرت کا تعارف کروادیں
    حضرت کو پہلی مرتبہ سنا ہے۔

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 ปีที่แล้ว

      Aap www.islahenafs.org par Hazrat Shaykh Humayun Hanif damat barkathum ki biography parh sakte hain

  • @khanqaheanwareattariyatarq9103
    @khanqaheanwareattariyatarq9103 5 ปีที่แล้ว +1

    Aslamoeleykum werhumtullah e webrakatohoo HAZRAT main jammu Kashmir se hoon
    Mujhe nimaz padhte waqat bure bure khyalat aate hain aur kabhi kabhi to jaisa K aap ne fermaya k jo 10 sal tuk bhi na soche hon woh khyalat aate hain mujhe batayen K main ab kya karoon? Rehnumaye ferma dijiye aur khasoosi dua bhi ferma dijiye shaitaan k shar se bachne k liye aur main hazrat se contact karna chahta hoon agar hazur ka mob no. Mil jata to bhut maherbani ho gi
    Allah aap ko salamat rakhe
    AAMEEN

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 ปีที่แล้ว +2

      Khayalat ke taraf bilkul tawajju na farmain aur na hee in khayalat ka jawab dain , choor waheen ata hai jahan khazana ho apnay amaal pabandi say kartay rahain

    • @khanqaheanwareattariyatarq9103
      @khanqaheanwareattariyatarq9103 5 ปีที่แล้ว

      Aslamoeleykum werhumtullah webrakatohoo Hazrat main ne muraqba shuru kiya pehle 2 din main mera badan bhari ho gya tha lakin us ke baad se mujhe abhi kuchh nahi mehsoos hota hai rehnumai fermaye mujh se kya galti ho rahi hai

  • @javidayoub9340
    @javidayoub9340 4 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu Alikum
    Peer sahib
    Mera naam Javaid Ahmad hai Meri age hai 25 Above
    mujhe boht shouq hai silae naqashbandi ka baiat karna yani baiat karna chahta hun plx mujhe btaiye kese karsakta hun aur kis se karun...plx Mujhe btaiye plx

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 ปีที่แล้ว

      Aap agar Hazrat Shaykh Humayun damat Barkat se bayt hona chahte hain to whatsapp number par message kardejie. Admin time organise kardenge.
      +92 345 212 3881

    • @javidayoub9340
      @javidayoub9340 4 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs Haan Murshid sahab hum Aapko Whtsap karte hein

  • @allhumdulliamuslim
    @allhumdulliamuslim 5 ปีที่แล้ว +2

    Main hazrat Rabia Basri ki halat e zindagi prhna chahti hon.mjhy koi kitab ka hwala dy den jo mustanud ho.

  • @loveme8887
    @loveme8887 5 ปีที่แล้ว

    Hazrat bohat koshish k bawajood tasawar ni hota agr ho jaye to bs aik pal k liye aik lamhay k liye hota hai phir dil o dmaagh mein ajeeb ajeeb khialat shuru ho jatay hain us k bad jitni b koshish kr loon tasawar ni ho pata
    Is k liye ap rehnumai frma dyn

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 ปีที่แล้ว

      Aap istekamat say muraqba kartay rahay, khiyalaat ko bilkul ignore karay, faida pura hota hai

    • @loveme8887
      @loveme8887 5 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs bohat bohat nawazash hazoor Allah pak apko salamat rakhhay

  • @shazadalam6981
    @shazadalam6981 8 หลายเดือนก่อน

    Hazrat maraqba kia dewar sy take laga kar kia jasakta hy or mujhsy sedha nhi betha jata jhuk kamar sy sedha nhi behta jata to maraqba hojay ga na mery ya 2 masla hain bata dijia

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  8 หลายเดือนก่อน

      Agar majboori hai tu aisa kar saktay hai

  • @musabumar
    @musabumar 6 ปีที่แล้ว +1

    Muraqby m bury kheyal ana boht bory kheyal aty ha
    Is k bare rehnmai frmay

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว +3

      Ye sab shetan ki chaalen hoti hain jinse wo apko gumrah kar rahachota hay. in per dhiyan na den or bus kartay rahain is main khayalaat ayengay jo apko pichlay kafi saalon kay hongay.
      bus aap muraqba kartay rahain.

    • @musabumar
      @musabumar 6 ปีที่แล้ว

      Doao ki drkhast ha khasosi

    • @musabumar
      @musabumar 6 ปีที่แล้ว

      Ap ka wtsap nabr ha to enayat frmay

  • @allahhoo299
    @allahhoo299 6 ปีที่แล้ว +2

    kia murshad k begair zikar azkar kark lataif ko active kiya ja ja sakta hai? Allah or uski rasool ki itaat k sath, haram karda chezo sy bach k

    • @mehtubrangrez3633
      @mehtubrangrez3633 6 ปีที่แล้ว +1

      shahab ahmed lataif masallah.... Pehle iman wale to ban jaye apan fir latife pe ayege mere bhai .... Latife bahut baad ki chze he uske pehle 50 manzil ke baad ate h latife....

    • @allahhoo299
      @allahhoo299 6 ปีที่แล้ว +1

      Mehtub Rangrez alhamdulillah Allah ny ata kardi hai. Ap yehi sochty rahna. K bht agy ki cgeez hai. Mere bhai Allah 2 qadam py hain. Nafas ko maro. HAQ ALLAH

  • @shahali9067
    @shahali9067 6 ปีที่แล้ว +4

    Agar kamar ya gardan mane jald hee dard ya thakwat ho jae mtlb 5 ya 10 ya 15 mint baad to kia krain

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว +1

      Shah Ali
      Muraqbay main kamar ko na bilkul seedha rakhain na bohat ziada jhukain natural position main baithain inshaallah apka yeh masla khatam hojayay ga

    • @parkishofficialvlogs1962
      @parkishofficialvlogs1962 5 ปีที่แล้ว +1

      Durd rehnay dain wuqty tor pay hoti hai phir nahi mehsoos hoti , it's satanic thought you feel pain nothing happens bro , mai lasani sarkar Ka mureed hun lekin silsla naqshbundi he hai , contact me anyone on +353838449880 @whatsapp for any help for sake of Allah and rasool Allah saww

    • @aroosha9253
      @aroosha9253 4 ปีที่แล้ว

      @@parkishofficialvlogs1962 Kya ap btayengy ladies k liye bait zruri Hy Kya,????or starting Kya point hoga Jo hmy lgy muraqba start hogya hy

    • @aroosha9253
      @aroosha9253 4 ปีที่แล้ว

      Hazrat me muraqba krny bethun tou rang ghoomny lgta Hy achank garden pechy ja girti Hy iska Kya mtlb

  • @tts7457
    @tts7457 2 ปีที่แล้ว

    Assala moalykum hazrat kuch amal bata dijye me bahut Jada musibat me hu bachpan me galat adat ki wajha se dimag tasawur yaha tak ke lashaur gande khyal atak gy hain 24 ghante grande khayal rahete hain tasawur karu to bhi gande tasawur ate hain nazro ke samne hi grande khayl ghumte hain

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  2 ปีที่แล้ว

      Aap astaghfar aur la hawl ki Kasrat kejie.
      Muraqabah karna shuroo kejie
      th-cam.com/video/NmKsQyVcESA/w-d-xo.html

    • @tts7457
      @tts7457 2 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs hazrat meri ankho me mere samne video ki trha grande khayal chalte h khuli ankho me fir usko hata ke me apne aap kisi achi jagha ko dekhta hu apna peer khana makka madina kya ye durust h khuli ankh se tasawur Karna batye me bahut Jada musibat me ankh bund karke Jo hota wo to alag khuli ankh ke samne mere video jaise khayal chalte h fir unke jawab me achi khayal dekhta hu ye drust h isse badlao ayga ya nhi muraqba to me roaz karta hu ankh bund karke huzur ki wargha me hota hu

  • @paripari7222
    @paripari7222 2 ปีที่แล้ว

    Kya sir hum jagah change bhi kar sakte hai

  • @tariqnagouri4869
    @tariqnagouri4869 6 ปีที่แล้ว +1

    Asllhamohilekum molana saheb hum murqba ghar pe kar sakte hai bat yhe hai ke yha aas pas khula jaghah nhi aur uper teris band hai. I from mumbai biilding Plz replay

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      Jee Han Khuli Jagah ki Zaroorat nahi hay.
      Ye Aap Ghar per bhi karsaktay hain.
      JAHAN APKO SAHULAT HO.

  • @sksikandarkhan7069
    @sksikandarkhan7069 6 ปีที่แล้ว +4

    asslamualekum huzur.mera.name.irsad.khan.qadri.hai.lekin.mere.murdhid.parda.kar.gaye.hain.main.kya.karun.rahenumai.farmayen

    • @waqarulhassan6265
      @waqarulhassan6265 5 ปีที่แล้ว

      Bhai ap kisi aur Peer e Kamil ki bait farma lain

  • @lateef142
    @lateef142 6 ปีที่แล้ว +2

    Ye kaun se time karna hai din me bhi kar sakte hai kya ? Please reply

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว +1

      Jee JAB APKO TIME MILAY.

  • @reshmarahman1308
    @reshmarahman1308 6 ปีที่แล้ว +1

    assalamualaikum wahrahmatullahi wabarkatuhu
    kia haij k din kr sakti hu period jab hoti hai plz Allah k waste reply de

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      Jee Han Karsakti hain.

    • @reshmarahman1308
      @reshmarahman1308 6 ปีที่แล้ว +1

      ji sukriya
      Allah apko zazaye Kher de
      bhehter hota agar ap apna number de sakte

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      Islahenafs Team Ka Number Hay : +923452123881

  • @wakeel109
    @wakeel109 3 ปีที่แล้ว

    Murakbe mein bethe rehne se pero m drd ho jata hai kya murakba mein bethe bethe fela bhi skte h ki nhi plz jaroor bataye

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 ปีที่แล้ว

      Agar aap ko paon mein ziada takleef hoti hai to chair par beth kar bhi muraqbah kasakte hain.
      Kyonka normally hum qibla ro muraqbah keliye bethte hain tu paon us taraf karna jaez nahin.

    • @wakeel109
      @wakeel109 3 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs bhut bhut shukriya hazrat

  • @maanjutt5818
    @maanjutt5818 6 ปีที่แล้ว +5

    kia bghair murshad k insan mrakba kr skta h plz rply

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว +5

      Jee Han Dil ka zikr karsakta hay Lekin Ager Mursahid ki hidayat say karay to or ziada faida hota hay.

    • @mohdtausifsiddiqui2002
      @mohdtausifsiddiqui2002 6 ปีที่แล้ว

      J karsakte ho

  • @SufiKingdom
    @SufiKingdom 3 ปีที่แล้ว

    السلام عليكم ورحمة الله و بركاته
    Is it necessary to do hisaar for muraqaba? What about rijal al ghaib? Or we simply sit in front of qibla??

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 ปีที่แล้ว

      We just sit facing the Qiblah

    • @SufiKingdom
      @SufiKingdom 3 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs It’s amazing that, you reply to all comments. ماشاء الله

  • @rajasohail8401
    @rajasohail8401 6 ปีที่แล้ว +2

    1 saal se Naleen pak ka tasawar kr raha hon lekin tasawr nahi ho raha, daily 1 ghanta tasawar karta hon, lekin kbi kbi tou bhol he jata hon k Naleen pak hen kiss tarah ke, plz guide

    • @cargobarquae6493
      @cargobarquae6493 5 ปีที่แล้ว +1

      Allah Muhabat se dekh ra hai taswar mn lao kuch dair
      InshaAllah apka kam ho jaiga.
      00923014121866

  • @backtobackfreemusic1846
    @backtobackfreemusic1846 5 ปีที่แล้ว

    Hazrat Sahab maraqbay mein cosmos energy body mein enter Hoti hai Kia us ko faiz kehtein hein

  • @masoodahmed2436
    @masoodahmed2436 5 ปีที่แล้ว +2

    sir muraqba ka matlab hai is jism m rehte howe Allah se rabta karna

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 ปีที่แล้ว

      th-cam.com/video/SDUEnoU8IvE/w-d-xo.html
      Aap yay bayan sun lay

    • @samplay3267
      @samplay3267 3 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs Salaam brother, I am new to muraqaba. Please can you kindly advise me a step by step method on how to do it. Jazak'Allah khair

  • @shehrozzaidi2444
    @shehrozzaidi2444 5 ปีที่แล้ว +1

    Hazrat kya muraqba Bina ankh band kre bh ho skta h.

  • @ghaffarjamali7927
    @ghaffarjamali7927 6 ปีที่แล้ว +3

    Salam ishq e murshedi kesy Hansel hot a h as py madni pool aata farm a dy

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      Murshid kay bataye huay per amal karen. Mohabbat khud barhegi. Inshaa'Allah

    • @ghaffarjamali7927
      @ghaffarjamali7927 6 ปีที่แล้ว

      Murshid to tarbiyat farmaty h amal nahen hota nafs py bhari guZarta h as bary me tarbiya farm a dy

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว +1

      Is kay liye Mehnat or Pakka Azam zaroori hay.
      Akhirat ki zindagi ko samne rakhen or Allah Pak Ki Mohabbat ko samne rakhen.

  • @laraibbutt8791
    @laraibbutt8791 6 ปีที่แล้ว +2

    Kia maraqbay mai paish anay walay waqiat sachay hotay hai?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      Jee muraqbay main paish anay wali kaifiaat sachi bhi hosakti hain aur shaitaan ke taraf say istadraaj bhi hosakta hai issi liay yeh kaifiat apnay shaykh ko batani chahiyain takay woh rehnumai karsakay

    • @laraibbutt8791
      @laraibbutt8791 6 ปีที่แล้ว

      @@islah-e-Nafs shukria apkai jawab dainay ka.Kia maraqbay mai apnay nabi sai batain ho sakti hai ya untak rasayee ho sakti hai?
      Sirf ap yeh bta dai bcoz hamary tu koi shiekh nhi

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      @@laraibbutt8791
      Apkay sawal ka talluq maqamat say hai apko mashwara yeah hai Kay pehlay kisi shaykh e haq say bayt karain kyoon Kay kaifiat ke talab main muraqba karnay main nuqsaan ka andaisha hai

  • @wordartalphabet963
    @wordartalphabet963 6 ปีที่แล้ว +3

    Kisi Badi Hasti ki Mazar pe Ja ke 1 Muqarrara Waqt me Kasrat e Durood Shareef Padhne se Kya Hota hai ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 ปีที่แล้ว

      Sahib e mazar ke ziada tawajjuhat hasil hoti hain

    • @wordartalphabet963
      @wordartalphabet963 6 ปีที่แล้ว

      Islahenafs - Shaykh Humayun Hanif Sahab zara Mera WhatsApp Message pe bhi Reply De Dijiye. Aor Mazar pe Kasrat se Durood Shareef Padhne se Rujat ka Koi Khatra to Nahi hota ?

    • @saadshaikh8099
      @saadshaikh8099 5 ปีที่แล้ว

      Wo waqt konsa hota h?