Sir g Livfast FC725 inverter over load ho raha hai,LM358 ic kee pin 1 se lekar micro ic pin 13 tak koi volt apear nahi ho raha hai, 5 voltdrive on gates is ok, transfarmer wires ke bina bhee drain wires connect kartey hee over load mod mien chala jata hai please tell me what to do
Sir livguard 5kva solar inverter mppt 2 fan h jisme ek fan khrab h toh jab light 💡 aati h toh 3-4 mint baad battery charge krne ke baad fault show krne lagta h (system trip, over temporary, pv low voltage) or uske baad jab light jati h toh dobara sara system band kr ke on krna badta h jab aage light bhejta h Lekin din me koi dikaat nhi aati jab doop hoti h na koi fault show krta chahe light aaye ya jaaye lekin raat hote hi fault show krne lagta h jab light aati h 48v 4 battery h or vo battery kabhi bhi 51.9 v se jyada charge nhi krta
Sarji namste mere paas livgard set aaya hay usme UPS on hay mene dene par output dena band kar deta hay rely Cheng kar diya aur mens LED blink kar rahe hai dono rile me 12v aa rahi hai UPS aur men's mode me jaise mens dene par relye nahi chalti hay kya Karu kuch help kar do to
Highly informative video Bhai ji.
Thanks
Thanks
inverter ki input supply wale wire ulte direction me ho toh kya hoga. matlab neutral phase aapas me ulte lage hue ho toh..
Khabi khabi changeover problem hoga
Konsi ic moc321 ya 4n35 kis kam me liya hota he.. ups mos me bhi mine sense nahi hota he. Priset ka bhi kam karta he.
Npn transfer change karo relya ka pass me se
Sir g Livfast FC725 inverter over load ho raha hai,LM358 ic kee pin 1 se lekar micro ic pin 13 tak koi volt apear nahi ho raha hai, 5 voltdrive on gates is ok, transfarmer wires ke bina bhee drain wires connect kartey hee over load mod mien chala jata hai please tell me what to do
Hello sir mere pass livfast fcs1125 inverter hai,on krne pr charging 30 sec ke liye jalegi, fir bnd ho jati hai, battery charge nhi ho rhi,plz suggest
Mains switch on karnese blink hota hai kaya problems hei
Copler ic check karo
Sir livguard 5kva solar inverter mppt 2 fan h jisme ek fan khrab h toh jab light 💡 aati h toh 3-4 mint baad battery charge krne ke baad fault show krne lagta h (system trip, over temporary, pv low voltage) or uske baad jab light jati h toh dobara sara system band kr ke on krna badta h jab aage light bhejta h
Lekin din me koi dikaat nhi aati jab doop hoti h na koi fault show krta chahe light aaye ya jaaye lekin raat hote hi fault show krne lagta h jab light aati h
48v 4 battery h or vo battery kabhi bhi 51.9 v se jyada charge nhi krta
5kv ka mara pass repair hone kaliya nahi aya isliye no idia
🎉🎉🎉🎉❤❤❤
Sarji namste mere paas livgard set aaya hay usme UPS on hay mene dene par output dena band kar deta hay rely Cheng kar diya aur mens LED blink kar rahe hai dono rile me 12v aa rahi hai UPS aur men's mode me jaise mens dene par relye nahi chalti hay kya Karu kuch help kar do to
Mens dene par rile cheng nahi hoti out put chla jata hay
Relay ka pass 2 npn tranjiter ha usea change kardo ho jayga
Aptocapplar badalne se aaya sir ji thankyou
Sir mians or charging ind aata hai. But charging nahin kkarta hai
3021 ic or relay or npn tranjiter check karo
@@Magicvideo686 thankyou sir
Sir please drive voltage 10v ariha Lekin 5v aana chahie nahin a rahi hai
Npn tranjiter check karo
Livfast inverter series Mein 20 empier le raha hai vibrate kar raha hai
3021 ic chack karo
Sir livfast inverter me main aa raha hai lekin ups on karne per main cut ho raha hai
Relay ka sath 2 npn trangister laga hua hai use check kijiye aur relay ko check kijiye
Livfast GL1100 ka DC fuse bar bar ud ja Raha hai
Mosfad drive check karo
Livfast inverter charging nahi hoga kon kon saman check karna batade