Aoa sir ak shakas se 5 kanal Zameen khardi thi malikat kia usy ki shamlat bhi mil gi Sath ye kalim kia ja skta h k in ka ju haqooq 5 kanal k bnte hn wo bhi den
Sir g ager koi government ko road k le zameen de os ki jaga shamlaat zameen le sakta ha kia hamari zameen k sat shamlaat zameen ha or government ne hamari zameen jo hamari malkit ha os k bich ma road bna dia or shamlaat ko chordia
Aoa sir patwari agr field book ka Record na daiy humain Raqba istakraj maloom karna hai mgr patwari ghalt daiy rha hai to field book ka Record aur kis office say mil jye ga taky Raqba istakraj maloom ho saky plz sir bta dain
sar shaamlaat par makan bany hun sath wala gaar girany pay hamaray gar ko nuksan howa ho or stay lana ho to kaysy lain or kin chezun ki zarurat pary gi stay lany k liye
Sir agar koi apki property ko nuqsan phnchay ya usy tory to iski FIR direct police station sy hjy ge kay is k lye court jana pary ga... Agr video sabot bhi majood ho to .? Or is pay kon c dafa lgti hy ?
Sir agr koe family apne qabze ke shamilat taqseem kry tu kia krna chahea k family k logon aik dosre ke shamilat zameen pr qabza na kr sakain ik dosre ke gair mojodgi main
Sir, plz ek video property will kesy likhi jaye or kaha se register krwye plz , I need help ! TH-cam par property will ki execution par koi video majod ni! Plz
@@fakhar281 m waiting sir! Especially will ka content k bare mai , k kya dos and donts ho takay Kal , k will ki implementation mai hurdle na aye plz ? Ap k video k bad mai ne will likhwani hai
Very nice information Sir
ماشاءاللہ
ماشاء اللہ
Useful information
Jeenay reo
Good job
Good
Aoa sir ak shakas se 5 kanal Zameen khardi thi malikat kia usy ki shamlat bhi mil gi Sath ye kalim kia ja skta h k in ka ju haqooq 5 kanal k bnte hn wo bhi den
nice
Sir g ager koi government ko road k le zameen de os ki jaga shamlaat zameen le sakta ha kia hamari zameen k sat shamlaat zameen ha or government ne hamari zameen jo hamari malkit ha os k bich ma road bna dia or shamlaat ko chordia
ni le sakta
Kia ab ham is shamlaat zameen per kabza karsakty ha ya koi or option ha is ko lene k le
@@zameergul942 bs gabza hi kr sakty hain
Aoa sir patwari agr field book ka Record na daiy humain Raqba istakraj maloom karna hai mgr patwari ghalt daiy rha hai to field book ka Record aur kis office say mil jye ga taky Raqba istakraj maloom ho saky plz sir bta dain
Kia shamilat me zer khareed malikan b hisa dar hinge k nai
agr Shamilat k Haqqooq kharidain tb
sar shaamlaat par makan bany hun sath wala gaar girany pay hamaray gar ko nuksan howa ho or stay lana ho to kaysy lain or kin chezun ki zarurat pary gi stay lany k liye
Wesy b ho sakta ha pictures bna lain aur google earth ki pictures nikal lain aur naqsha bna lain sath shamilat ka fard b laga lain
Sir kia shamlat land sarkari malkiat hai?
Sir hamre pind mai shamlat zameen par dera or ghr hai , os mai ab mere chacho rehty hain ? Os ghr dere mai se bhala mai hisa lai skta hon apna ?
G agr common ha apk father ka share ha to le sakty han
Sir agar koi apki property ko nuqsan phnchay ya usy tory to iski FIR direct police station sy hjy ge kay is k lye court jana pary ga... Agr video sabot bhi majood ho to .? Or is pay kon c dafa lgti hy ?
Sir agr koe family apne qabze ke shamilat taqseem kry tu kia krna chahea k family k logon aik dosre ke shamilat zameen pr qabza na kr sakain ik dosre ke gair mojodgi main
koi method ni ha.shamilat taqseem o gi to pury Moza ki o gi
Sir my father died his possession in column cultivation showed. Shamlot is abadi dev ha. Is it dividable among legal Heirs
Inform pl
No
Sir, plz ek video property will kesy likhi jaye or kaha se register krwye plz , I need help ! TH-cam par property will ki execution par koi video majod ni! Plz
Koi m will waly topic pa bna du ga sir
@@fakhar281 m waiting sir! Especially will ka content k bare mai , k kya dos and donts ho takay Kal , k will ki implementation mai hurdle na aye plz ?
Ap k video k bad mai ne will likhwani hai
There is a Indian deh shamlat act , whether there is any substantial law in Pakistan regarding deh shamlat in Pakistan? Please clarify
Its is a part in Lamd Revenue Act 1967 in Pakistan
Useful information