Aapko payment slip Mil gyi hai aap apna status MP e Uparjan portal mein check kar sakte hain government ke dwara 2 week ke andr sab ki payment ho rahi hai aap apna MP uparjan portal mein status check Kar lijiye nhi to aap 18001801551 me call karke Apne Kisan code Bata Kar Puri information le sakte hain aur complaint Darj kar sakte MP uparjan portal mein jo complaint karne ki Jo service Di Gai thi band ho gai hai isliye aap call karke sari information le sakte hain...
@@Tecduniya2 सर ऐप्प से पंजीयन करने पर सिर्फ बैंक खाता संख्या और ifsc कोड मिलना पड़ता हे शाखा नाम नही आता जब पंजीयन हो जाता हे तो बाद वो अलग आ रहा हे यह समस्या केवल जिला सहकारी बैंक मे आ रही हे मने अभी तक 20 किसान का पंजीयन कर दिया हे दुसरी बैंक मे समस्या नही आ रही केवल जिला सहकारी मे ही आ रही हे
Sir sirf aap apna Ac no aur IFSC ko ko Mila lijye shakha se koi matlab nhi yadi nhi aa Raha to aap sirf print out ke time dekh lijiye aapka IFSC SAHI TO KOI PROBLEM NHI
@@Tecduniya2 ifsc code sahi he bank ne jakar bhi bataya tha to unhone bola ki pese aapke aa jayenge aapne jaankari sahi dali he or jo ye mistake aa rahi he iske liye khaday vibhag se baat karenge
Aapko jo kharidi Kendra se received Mili hogi usmein account number sahi hai ya nhi...yadi nhi hai to aap jald se jald Apne a uparjan Kendra mein sampark Kare apni passbook apna registration number leker kharidi Kendra mein baithe hue operator se jald se jald sampark Karen portal mein main complaint karne ki jo service Di Gai thi vand ho gyi hai ... Aap jald se jald Apne kharidi Kendra mein sampark Karen aur apna bank passbook registration number Kisan code lekar operator se sampark Karen vah aapka account number update kar denge
Nhi to aap 18001801551 ya 181 me sampark kare waha aapko all information aur aapki problem ka solution ho jayega .... Call karke aap itna bol dijiye apna Kisan code Kisan Naam kharidi Kendra ka naam aur bol dijiye humne registration karvaya tha lekin hamare registration mein account number operator ke dwara galat update kar diya gya tha lekin humne dobara apni Bank pass book uparjan Kendra mein main account update karne ke liye de diya tha Nitin operator ke dwara hamare registration mein hamara account number joki sahi hai vah update nahin kiya jisse hamari bechi Hui fasal ka Paisa galat account mein ja raha hai kripya kar samasya ka Samadhan karvaye taki hamara bachi Hui fasal ka Paisa hamare Sahi account mein a sake ok aap call karke itna bol dijiye.... Yah kam aap jald se jald kijiye khate mein Paisa transfer hone se pahle ...
Agar abhi bhi nahin Ho Pa Raha to aap pareshan mat ho Uparjan Kendra khareed chalu hone ke baad bhi AAP apna account number change karwa sakte ho.... फसल विक्रय के टाइम भी आप अपना खाता no सुधरवा सकते हो...👍
Bhaiya maine mp kisan app se panjiyan kiya tha uski silip nahi nikal rahi hai mobile no se na hi samagr id se kisan panjiyan code hai nhi mere pass silip niklegi kesy
Sir aap apna mob..no btaiye Ya mp e Uparjan portal ko open karke kisan panjiyan avedan search pe jaake apni slip ko nikal sakte hain yadi aap ka panjiyan hua hoga to ...
Sar yadi aap ki slip mp e Uparjan portal se nahin nikal Rahi to aap apne najdiki CSC MP online centre ya panjiyan Kendra mein sampark kar apna panjiyan kara lewe ...
Aap apne kharidi kendra jayiye aur waha ke adhikariyo ko suchna dijiye ki jis khate me payment hua hai wah aapka nhi hai to o ek adesh bnakar denge jisko aapko jis khate me gya hai paisa us bank me jakar jma karna hoga bank wale us khate ko hold kar denge aur us khate me gye huye paise ko aapke khate me transfer kar denge aap jald se jald sampark kijiye aur ek sikayat 181 me kar dijiye ki hmne panjiyan. Ke samy aapna khata no sahi diya tha aur panjiyan kendra ke operator ke dwara account number galat feed karne ke Karan hamari payment kisi dusre khate mein chali gai hai kripya kar samasya ka samadhan AAP ye kaam jald se jald Kar lijiye ...
Sir maine 2 trolly gehu bech diya or bill v bnwa liya uska but fir date nikl message ki gyi uske bad Maine 1 trolley or becha but ab bill nhi bn rha uspe bol rhe ki sms ki date nikl gyi or pehle hi 2 trolly k bill bn chuka h ek bar , help kre sir please
@@Tecduniya2 sir pr baha k workers ka kehna h ki hum hmare registration pr pehle do bill bnwa chuke h or ab date nikl gyi to ek or bill bnwane k liye vo help nhi kr skte bol rhe ki tehsil karyalay se messege ayga tb bill bnega
Bhai msg message ki validity se kuchh nahin hota aapke registration mein yadi jagah hai to aap dobara bhi apne gehun ko chadwa sakte ho jab tak ki aapka registration full nahin ho jata yadi fir bhi kharidi Kendra ke operator ya salesman aapke gehun ko aapke registration mein nahin chada rahe to aap 181 me ya 18001801551 me call karke apni complaint darj karva dijiye 💯 samasya ka samadhan ho jaega portal mein abhi complaint karne ki jo service Di Gai thi vah band hai so please aap pareshan mat hoiye aapka gehu aapke registration mein chadh jaega bus aap vahan per call karke apni complaint darj karva dijiye
Sir btayie na plz kya kre pothocopy diye the bank passbook ki or panjiyan kendra valo ne last ka ek number dusra dal diye jisse paisa dusre ke account Mai chla gya hai or
Aap kharidi Kendra adhikariyon se ek aadesh banvakar apne Bank mein sampark Kare jis Bank khate mein Paisa gya hai vah aapki hi hi Bank ka khata number hoga isliye aap jaag jald ek aadesh banva kar apne Bank mein sampark Karen aur pareshan mat ho aapka Paisa aapke khate mein wapas ho jaega
Aap apne bank passbook ki photo copy aur apna registration slip Aadhar card lekar jald se jald kharidi Kendra me sampark Karen areshan mat hoiye aapka Paisa Jo aapke khate mein transfer kar diya jaega bus aap ye kaarvayi Kar lijiye
Aap mp Uparjan portal open karoge aur usme apna Kisan code dalkar payment ka status check kar sakte hain... MP e uparjan portal mein joki payment ka jo ki process hai wah 2 week hai aap portal mein apna Kisan code dalkar Apne payment ka status check kar len kya pata operator ne aapki bechi Hui fasal ko abhi tak portal mein main update Hi Na kiya ho....
Aapka registration ho gaya hai aap pareshan mat hoiye jaise hi portal per yah online registration ki process chalu hota hai aap apna bank details update kar sakte hain
Yadi aapko apna account number update karvana Hai To panjiyan Kendra Se jakar Apna panjiyan karvaye MP kissan Apps.. Se kiye panjiyan per account number update Nahin hoga
MP Kisaan apps se kiye Hue panjiyan ko panjiyan Kendra se delete bhi nahin kiya Ja Sakta isliye aapko apna account number update karvana Hai To Sirf panjiyan Kendra Mein hi Apna panjiyan karvayen
sir 2022 -23 ka mere mere account sbi kishok ka hai or limit riched bata raha or pese nai aa rahe to kya kare
Aap apne SBI bank ke mein branch me jakar apne account ki limit bdwa dijiye...pan card lgakar...aapne fasal ka payment aa jayega
Sir meri gehu 1 month pahle tuli jai paise nahi aye abhi tak
Aapko payment slip Mil gyi hai aap apna status MP e Uparjan portal mein check kar sakte hain government ke dwara 2 week ke andr sab ki payment ho rahi hai aap apna MP uparjan portal mein status check Kar lijiye nhi to aap 18001801551 me call karke Apne Kisan code Bata Kar Puri information le sakte hain aur complaint Darj kar sakte MP uparjan portal mein jo complaint karne ki Jo service Di Gai thi band ho gai hai isliye aap call karke sari information le sakte hain...
Sir jila sahkari bank me shakha naam galat aa raha he
IFSC CODE MILA LIJIYE...
@@Tecduniya2 सर ऐप्प से पंजीयन करने पर सिर्फ बैंक खाता संख्या और ifsc कोड मिलना पड़ता हे शाखा नाम नही आता जब पंजीयन हो जाता हे तो बाद वो अलग आ रहा हे यह समस्या केवल जिला सहकारी बैंक मे आ रही हे मने अभी तक 20 किसान का पंजीयन कर दिया हे दुसरी बैंक मे समस्या नही आ रही केवल जिला सहकारी मे ही आ रही हे
Sir sirf aap apna Ac no aur IFSC ko ko Mila lijye shakha se koi matlab nhi yadi nhi aa Raha to aap sirf print out ke time dekh lijiye aapka IFSC SAHI TO KOI PROBLEM NHI
Aur phir bhi koi problem hai to Portal me samasya darj Kar dijiye.... account sambandhit🙏🙏
@@Tecduniya2 ifsc code sahi he bank ne jakar bhi bataya tha to unhone bola ki pese aapke aa jayenge aapne jaankari sahi dali he or jo ye mistake aa rahi he iske liye khaday vibhag se baat karenge
सर मेरा पंजीयन मे अकाउंट गलत हो गया था पर हमने दूसरा अकाउंट दे दिया था लेकिन फिर भी पैसे बंद अकाउंट मे आ रह है और बो अकाउंट बंद है क्या करे
Aapko jo kharidi Kendra se received Mili hogi usmein account number sahi hai ya nhi...yadi nhi hai to aap jald se jald Apne a uparjan Kendra mein sampark Kare apni passbook apna registration number leker kharidi Kendra mein baithe hue operator se jald se jald sampark Karen portal mein main complaint karne ki jo service Di Gai thi vand ho gyi hai ... Aap jald se jald Apne kharidi Kendra mein sampark Karen aur apna bank passbook registration number Kisan code lekar operator se sampark Karen vah aapka account number update kar denge
Nhi to aap 18001801551 ya 181 me sampark kare waha aapko all information aur aapki problem ka solution ho jayega .... Call karke aap itna bol dijiye apna Kisan code Kisan Naam kharidi Kendra ka naam aur bol dijiye humne registration karvaya tha lekin hamare registration mein account number operator ke dwara galat update kar diya gya tha lekin humne dobara apni Bank pass book uparjan Kendra mein main account update karne ke liye de diya tha Nitin operator ke dwara hamare registration mein hamara account number joki sahi hai vah update nahin kiya jisse hamari bechi Hui fasal ka Paisa galat account mein ja raha hai kripya kar samasya ka Samadhan karvaye taki hamara bachi Hui fasal ka Paisa hamare Sahi account mein a sake ok aap call karke itna bol dijiye.... Yah kam aap jald se jald kijiye khate mein Paisa transfer hone se pahle ...
sir mera kharidi ka massage nahi aa raha he .kya karu koi help no.ho to batayein plz
Aap mp Uparjan portal me kisan code mobile number dalkar ek bar jankari check Kar lijiye...
@@Tecduniya2 sir chek kar liya date ka colom khali aa raha he
Helpline number 181 ya 18001801551 me shikayat ya jankari Le sakte hain...
ऑनलाइन की दुकान पर से ₹100 में पंजीयन करवाया था और उसने अकाउंट में पीछे के दौ अकं गलत डाल दिये सुधार कैसे होगा बताएं
Panjiyan Kendra mein hoga
Abhi aapke mobile mein ek message bhi aaya hoga apne account sudhar sambandhi
Agar abhi bhi nahin Ho Pa Raha to aap pareshan mat ho Uparjan Kendra khareed chalu hone ke baad bhi AAP apna account number change karwa sakte ho.... फसल विक्रय के टाइम भी आप अपना खाता no सुधरवा सकते हो...👍
Thanks for riply.....
Bhaiya maine mp kisan app se panjiyan kiya tha uski silip nahi nikal rahi hai mobile no se na hi samagr id se kisan panjiyan code hai nhi mere pass silip niklegi kesy
Sir aap apna mob..no btaiye
Ya mp e Uparjan portal ko open karke kisan panjiyan avedan search pe jaake apni slip ko nikal sakte hain yadi aap ka panjiyan hua hoga to ...
Sar yadi aap ki slip mp e Uparjan portal se nahin nikal Rahi to aap apne najdiki CSC MP online centre ya panjiyan Kendra mein sampark kar apna panjiyan kara lewe ...
@@Tecduniya2 OK
Sir mera account no.glt hai or paisa dusre ke khate main chla gya hai
Ab kya kre sir
Sabse pahle to aap us khaata no ko hold karwa dijiye apne kharidi Kendra adhikariyon ke dwara ek adesh bnawakar
Panjiyan ke samay aapne apan bank passbook ki photography sahi di thi
@@Tecduniya2 ji sir panjiyan kendra
Valo se hi glti hui hai
@@Tecduniya2 yes sir
Photocopy sahi thi
Ab kya kre sir
Aap apne kharidi kendra jayiye aur waha ke adhikariyo ko suchna dijiye ki jis khate me payment hua hai wah aapka nhi hai to o ek adesh bnakar denge jisko aapko jis khate me gya hai paisa us bank me jakar jma karna hoga bank wale us khate ko hold kar denge aur us khate me gye huye paise ko aapke khate me transfer kar denge aap jald se jald sampark kijiye aur ek sikayat 181 me kar dijiye ki hmne panjiyan. Ke samy aapna khata no sahi diya tha aur panjiyan kendra ke operator ke dwara account number galat feed karne ke Karan hamari payment kisi dusre khate mein chali gai hai kripya kar samasya ka samadhan AAP ye kaam jald se jald Kar lijiye ...
Sir maine 2 trolly gehu bech diya or bill v bnwa liya uska but fir date nikl message ki gyi uske bad Maine 1 trolley or becha but ab bill nhi bn rha uspe bol rhe ki sms ki date nikl gyi or pehle hi 2 trolly k bill bn chuka h ek bar , help kre sir please
Aapka registration kitne kuntal ka banaa tha
@@Tecduniya2 sir 126 ka usme abi jagah baki h pr mere sms ki validity khatam ho gyi h to bill kaise bnwau
Yadi aapke registration mein jagah hogi gehun dalne ki tu sms se koi matlab nahin hota aapke registration main aap dobara bhi apna gehu chadwa sakte hain
@@Tecduniya2 sir pr baha k workers ka kehna h ki hum hmare registration pr pehle do bill bnwa chuke h or ab date nikl gyi to ek or bill bnwane k liye vo help nhi kr skte bol rhe ki tehsil karyalay se messege ayga tb bill bnega
Bhai msg message ki validity se kuchh nahin hota aapke registration mein yadi jagah hai to aap dobara bhi apne gehun ko chadwa sakte ho jab tak ki aapka registration full nahin ho jata yadi fir bhi kharidi Kendra ke operator ya salesman aapke gehun ko aapke registration mein nahin chada rahe to aap 181 me ya 18001801551 me call karke apni complaint darj karva dijiye 💯 samasya ka samadhan ho jaega portal mein abhi complaint karne ki jo service Di Gai thi vah band hai so please aap pareshan mat hoiye aapka gehu aapke registration mein chadh jaega bus aap vahan per call karke apni complaint darj karva dijiye
Sir btayie na plz kya kre pothocopy diye the bank passbook ki or panjiyan kendra valo ne last ka ek number dusra dal diye jisse paisa dusre ke account Mai chla gya hai or
Aap kharidi Kendra adhikariyon se ek aadesh banvakar apne Bank mein sampark Kare jis Bank khate mein Paisa gya hai vah aapki hi hi Bank ka khata number hoga isliye aap jaag jald ek aadesh banva kar apne Bank mein sampark Karen aur pareshan mat ho aapka Paisa aapke khate mein wapas ho jaega
Aap apne bank passbook ki photo copy aur apna registration slip Aadhar card lekar jald se jald kharidi Kendra me sampark Karen areshan mat hoiye aapka Paisa Jo aapke khate mein transfer kar diya jaega bus aap ye kaarvayi Kar lijiye
@@Tecduniya2 thanks sir
Sir 21 din ho gaye par bhugtan nhi hua gehu ka
Kab tak payment aayega ye kaha se pata chlega
Aap mp Uparjan portal open karoge aur usme apna Kisan code dalkar payment ka status check kar sakte hain... MP e uparjan portal mein joki payment ka jo ki process hai wah 2 week hai aap portal mein apna Kisan code dalkar Apne payment ka status check kar len kya pata operator ne aapki bechi Hui fasal ko abhi tak portal mein main update Hi Na kiya ho....
@@Tecduniya2 mene check kiya vaha process likha hua aa raha hai
Aa jayega sir....aap parsaan Mt hoiye
Yadi aur information ya sikayat darj karni hai to aap 18001801551 me sampark kar sakte hai...
@@Tecduniya2 thanks sir
Keep it up ( I subscribe your channel)
हमारा पंजीयन हो गया है पर हमे उसमे २ खसरा नं और जोडना है इसे कैसै जोडे उनका भी पंजीयन उसमे जोडना है?
भय्या 1/2 हेक्टर मे कितना चना भरा जा
सकता है
20 क्विंटल प्रति हेक्टेयर की दर से
जिला सहकारी बैंक के होने के कारण ब्रांच का नाम गलत हमें पंजीयन में संशोधन करवाना है तो वह कहां पर होंगा
Panjiyan Kendra ya portal se se
Online MPe Uparjan portal pe bank detail update karne ka option rahata hai ....
Aapka registration ho gaya hai aap pareshan mat hoiye jaise hi portal per yah online registration ki process chalu hota hai aap apna bank details update kar sakte hain
hme bhi yahi problem h
अगर नहीं जुडता है तो छुटे २ खसरे का अलग से पंजियन कर सकते है क्या ? एमपी किसान से
कुछ मदद करो 🙏😞😣😔
Aap panjiyan Kendra me jakar judwa sakte ho...
या ऑनलाइन पंजीकरण संबंधित शिक़ायत कर दीजिये
@@Tecduniya2 छिंदवाडा जिला मे सब हड़ताल पर है
सर हड़ताल सभी जगह चल रही है आप परेशान नही होइये
जुड़ जाएगा
Sir ye bala opsan mila hi nhi
Sir uparjan Kendra pr operating kaise le saktre h
Sahi me 48 ghante me ho jayega kya problem solve
Yash..
@@Tecduniya2 hn
@@dineshsanodiya8031 मेरा दो दिन हो गए अभी तक नहीं जुडा
6din hogaya
Chane ka panjiyan kaise karna hai
सर,किसान उपार्जन ऐप- स्व पंजीयन करने पर अकाउंट नंबर बदल पाएंगे या नहीं।
Nahi sir....
MP Kisan app mein update ka koi option hi nahin hai
Yadi aapko apna account number update karvana Hai To panjiyan Kendra Se jakar Apna panjiyan karvaye MP kissan Apps.. Se kiye panjiyan per account number update Nahin hoga
MP Kisaan apps se kiye Hue panjiyan ko panjiyan Kendra se delete bhi nahin kiya Ja Sakta isliye aapko apna account number update karvana Hai To Sirf panjiyan Kendra Mein hi Apna panjiyan karvayen
मेरे बैंक एफ आई सी कोड को पुष्टि करने को बोलता है बार-बार यह क्या समस्या है इसका कोई समाधान है
किस बैंक का खाता no है
Kuchh nhi hota