Thank you very much for this video bhai... I am visiting Delhi for 3 days with family. This info was very helpful as I am getting off to Hazrat Nizamuddin station and will have to go to Karol baug...thanks ...it was a need of an hour kind of thing..
Agr hma chandi chowk jana h uska bich m interchange krna pda toh token interchange pr entry dalna hoga y nhi y fir bs destination puch jr wahi token ko dalna hoga tb nikle skte h
Pls reply 1. First station jaha se chade kya waha se hi last Station ka tickets le skte h kya Chahe bich me 2,3 bar line change krni pade 2. Maan lo mujhe new delhi Metro Station jana h but kisi reason se se ek ya do station phle utarna h to exit krne me koi problem to nhi hogi na Token ya ticket to work krenge na in gate opening
Aap kahi ka bhi ticket le sakte ho ak hi baar me chahe jitna change ho Aap last station yaa uss se pahale kisi bhi station pe utar sakte ho koi problem nahi But last station se aage naa utre matlab jis station ka ticket liya uske aage ka station
sir token lene ke baad metro station me jyada der rukne se koi dikkat hoti hai kya....means jo fisrt time chadha hai usko ye sabb process karne jyada time lag sakta hai....toh 1-2 hr jyada rukne se koi problem hota hai ki nhi...??? please reply.... kya token lene ke baad.. token ka timing fix hota hai....means ek station se dusre station me pahuchne ke liye aapko 1 hr ke andar hi pahuchna hai....please reply🙏🙏🙏🙏
Bhai plz reply.. Interchange k lye v token lena prta h kya ? Mtlb mai agr Chandani Chowk se Shaheen Bagh jaunga to 2 interchange parega.. to kya dono interchange k lye v alag alag token lena hoga ya fir jo token Chandani Chowk pe hi liya tha usi se ho jayega?.. isi me confusion ho rha h bhai.. Plz thora time nikalke reply de dena 🙏🏻
Ab tokens allowed nahi hai kya? Bas ticket or card ka option bacha hai? Jab token exit pe dalna hota hai toh starting pe kya dalege agar card nahi ho toh. Pls reply bro.
1 day metro pass banake full delhi tour video banaiye please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Chandinichok to quatabnminar Quatabnminar to Lotus temple Lotus temple to Humayun's tomb Humayun's tomb to India gate India gate to akshardham Akshardham to lalkila Chandinichok to sarojinimarket Aapka reply video ka wait karuga bhulnamat jitnijaldihosake banadijiye please 🙏 🙏 Aur ek video dtc buss se 1day full toue same places start at old Delhi railway station 5am se
Bhai agar mujhe chandni chowk se janpath jana hai to token chandni chowk se direct janpath ka hi lena hoga n ya phir interchange karte time bhi token lena hai? 🙏
Bhaiya is map me sector 7 rohini East metro station to dikh nahi Raha hai baki sare is station dikh rahe hai agar kashmiri gate se sector 7 rohini East me Jana ho to kaise jayenge please reply
@@sumit_nishi bhai mujhe mundka jana hai exam h To delhi station se direct mundka k liye ticket le aur phir line change krte rhe yahi sahi hai na...1 coin se jaha man ho va jaa skte h
Ye metro ka route rahata hai jaise ki ludo ke game me hota ki kaha kisko jana hai waise hi delhi me metro route ko alag alag colour se pata chalta hai ki kaha jana hai
@@sumit_nishi Bhai dilshad garden se jhandewalan jane ke liye 1 hi token lena pdega ya phir jahan metro change krni h wahan dusra lena hoga Reply dedo bro
Wow . Self service machine is so convenient
Bhut achi information di aapne.. thank you
Thank you very much for this video bhai...
I am visiting Delhi for 3 days with family.
This info was very helpful as I am getting off to Hazrat Nizamuddin station and will have to go to Karol baug...thanks ...it was a need of an hour kind of thing..
Agr hma chandi chowk jana h uska bich m interchange krna pda toh token interchange pr entry dalna hoga y nhi y fir bs destination puch jr wahi token ko dalna hoga tb nikle skte h
we have to buy ticket once or when we interchange metro station we have to buy ticket again
Ae beta tune toh paad diya 😱
Thank bhaiya video helpful hai
wlc shubham
Pls reply
1. First station jaha se chade kya waha se hi last Station ka tickets le skte h kya
Chahe bich me 2,3 bar line change krni pade
2. Maan lo mujhe new delhi Metro Station jana h but kisi reason se se ek ya do station phle utarna h to exit krne me koi problem to nhi hogi na
Token ya ticket to work krenge na in gate opening
Aap kahi ka bhi ticket le sakte ho ak hi baar me chahe jitna change ho
Aap last station yaa uss se pahale kisi bhi station pe utar sakte ho koi problem nahi
But last station se aage naa utre matlab jis station ka ticket liya uske aage ka station
Thank you so much
Dsssb k exam dene jana h to help milegi isse
Super vai
Very well explained !!
new Delhi jaane ke Liye 3 change nai karni padti
batau kaise
pehle Nizamuddin se INA jaate
phir INA SE YELLOW LINE MILTI JO NEW DELHI UTAAR TI
As you wish bro jo jante hai unke liye sab aasan hai
Thanks bro for your video
agr token / ticket kho jaye to kya kre?
Thanks you so much 💓
sir token lene ke baad metro station me jyada der rukne se koi dikkat hoti hai kya....means jo fisrt time chadha hai usko ye sabb process karne jyada time lag sakta hai....toh 1-2 hr jyada rukne se koi problem hota hai ki nhi...??? please reply....
kya token lene ke baad.. token ka timing fix hota hai....means ek station se dusre station me pahuchne ke liye aapko 1 hr ke andar hi pahuchna hai....please reply🙏🙏🙏🙏
Na esa kuchh nhi h
Bhai dilshad garden se jhandewalan jane ke liye 1 hi token lena pdega ya phir jahan metro change krni h wahan dusra lena hoga
Reply dedo bro
Bhai plz reply..
Interchange k lye v token lena prta h kya ?
Mtlb mai agr Chandani Chowk se Shaheen Bagh jaunga to 2 interchange parega.. to kya dono interchange k lye v alag alag token lena hoga ya fir jo token Chandani Chowk pe hi liya tha usi se ho jayega?.. isi me confusion ho rha h bhai..
Plz thora time nikalke reply de dena 🙏🏻
Nahi ak hi token me ho jata hai aapko jana kaha tak hai waha tak ka token le le
@@sumit_nishiThnk u so much bhai
Next month hi jaa rha hu family trip pe
Helpful vlog 👌👌
Good
Thanks
Ab tokens allowed nahi hai kya? Bas ticket or card ka option bacha hai? Jab token exit pe dalna hota hai toh starting pe kya dalege agar card nahi ho toh. Pls reply bro.
Tokan ko hi ticket bola jata hai
@@sumit_nishi matlab ab card banvana hi pdega bhaiya? Muje sirf 10 din ke liye aana h
@@maikaranhoon nahi aisa nahi hai aap metro station aaye bina card ke bhi ho jayega
@@sumit_nishi thnx Bhai ❤️
50kg sound system le ja sakte h metro m or iska alag tokan lagega btana jaldi
Very nice bro 😊😊
Thanks big brother
wlc pankaj
1 day metro pass banake full delhi tour video banaiye please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Chandinichok to quatabnminar
Quatabnminar to Lotus temple
Lotus temple to Humayun's tomb
Humayun's tomb to India gate
India gate to akshardham
Akshardham to lalkila
Chandinichok to sarojinimarket
Aapka reply video ka wait karuga bhulnamat jitnijaldihosake banadijiye please 🙏 🙏
Aur ek video dtc buss se 1day full toue same places start at old Delhi railway station 5am se
Nice 👍
Nice video
Bhai ek dam saaf avaj aa rahi hai
Sir, mujhe new Delhi metro se sector 62 jana h
Kaise jae
Thank you so much😍
Jo token aapne starting me lia tha destination par aa jane par usska kya karna hota hai..?
भाई निकलते समय गेट पे डालना होता है तभी गेट खुलता है और आप बाहर निकलते हैं
@@sumit_nishi Or sir line change karte waqt same token rahega ya change karenge..?
Same rahega
@@sumit_nishiThank You So much Sir
@@sumit_nishi 👨❤️❤
Enjoy ,,👌👌
Agar beech mei ek station par utarna ho and baad mei phir se jana ho toh token dobara lena hota hai?
Nahi
Metro Ka pata kaise lagaen ki kaun si metro kahan jayegi
Bhaiya mujhe motinagar Jana hi to Aanand Bihar tarminal se to metro ka information de dijiye
Thanks 🙏
Bhai ager jis station p utar na tha
Vo galti se Miss ho jae aage utar jae
Fir ?
Kuch nahi karna bas platform change karna aur apke station wali train pakad kar waha uatar jana aur haa ye bilkul free aur legal hai aisa karna
Line change krne ke baad ye ni smjh ata konse platform jana h...
Same
Bhai token lane k baad hme kaise pta chalega k metro kb ayegi
Har 5 min me new train available hai
Line change krna ho bich me to uske liye v alag token lena padega
nahi
Merto train?? nayi train aayi h kya delhi mey metro toh suni thi...
Kaise ho mere bhai
Bhai new delhi metro se rk aasram konsi train kaise change krni h
Bahadurgarh se 1st metro kb h
Bhai interchange krne pr aage ka ticket or lena padta h kya
Nahi apko jaha jana hai waha ka ticket ak hi baar lena padata hai
Bhai exit hamme mark board ke according hi karna hai na?
Yes
@@sumit_nishi gate no. Bhi likha hota hai?
Kya kisi bhi gate se plate form me ener hokar kahi bhi Jaa sakte he
Bahut sari bate metro station me jate hi clear ho jata hai
Pahali bar jab mai bhi metro station gaya sab clear ho gaya
airport express line kya aerocity metro par jane ka line?
You can use delhi metro aap to know all about route and map
Happy journey
Bhai agar mujhe chandni chowk se janpath jana hai to token chandni chowk se direct janpath ka hi lena hoga n ya phir interchange karte time bhi token lena hai? 🙏
Dairak lena hoga
Bhai station pe train aana jaana chalu hi rahti n
Ya phir koi fix time h
har five min me train hai
Sir ji foot print ko follow karenge wo sahi platform par le gayenge
Ji bilkul
Sir ji jaise hama 2 bar metro chain krni h kya hama 1 he bar token lana hoga
Yes ak hi ticket me ho jayega aap bas jaha tak jana hai waha tak ka ticket ak bar me hi mil jayega
Nice
Sir token ka kya process hai
Bhaiya is map me sector 7 rohini East metro station to dikh nahi Raha hai baki sare is station dikh rahe hai agar kashmiri gate se sector 7 rohini East me Jana ho to kaise jayenge please reply
Install Delhi metro aap apko sab clear ho jayega
Ander Jane ka token tu le lenge lekin bahar nikal ne ke liye kya phir see token Lena parega
भाई हमे अलग अलग लाइन पर जाना हे तो हमें टोकन अलग अलग स्टेशन पर उतर के लेना होगा या एक बार टोकन लेने पर दोनो लाइन पर सफर कर सकते हे
Apko jaha jana ho ak hi ticket se kaam ho jayega
हा कुछ रूट में 2बार टिकट लेना पड़ सकता है
It is awesome bro
Next our masti vlog uploaded soon
Hii, Bhaiya..
Mujhe New Delhi Railway Station se Delhi Cantt Jana hai
Uske liye Direct metro chalti hai...
Metro card is the best
Bhaiya Chandni chok se tugalkabad kase jaye
Merto station par video shut karna allow h ya nahi
no
Coin ko jama karna parta hai kya.
yes exit ke waqt aap coin ko exit gate me bane coin hole me dalana hota hai tabhi gate open hota hai
Bro how should we know when to switch metro
Next station is Mayur Vihar 1
This station is Mayur Vihar 1
Change here for Blue Line
Doors will open on the left please mind the gap between platform and the train
Ooo wow great 👌
Sir sabse bada daut ye he ki kisi station se green line ya other color line ki train kis plateform par aayegi kase pata kare
Aap call kar le 8491902101
Thank you
Total kitna time lgta hai?
Pata kese kare ki hume ji metro me jana hai ye wahi metro hai....??please answer me
Anand Vihar terminal metro station se Munirka tak ka guide dijiye koi..acche se
Plzz noida sector 75 se malviya nagar kaise jaaye by metro I'm new and i don't know anything......
Delhi bus stand pr jane ke liye, metro se kis station pr jana pdega
Civil line ya Rithala metro station
@@sumit_nishi kashmiri gate hai na stop
Yes kashmir gate bhi hai
Ye sabse najdik bhi hai
@@sumit_nishi Thanks bhai
wlc rebel
Bhai kaise change karthe he line plzz tell me, me bhi H Nizamuddin se Delhi jaunga metro se kitne station PE utrunga plz tell me
Agar metro card Par recharge hai to kaise Ticket kharide?
Thank you so much sir
Bahi delhi cantt railway station sa jamia masjid New delhi distance Kitna ha aur ya delhi cantt railway station new delhi ma Ata ha ya old delhi Mai..
Bhai aap Mike lagakar video shoot kiya karo
o k
Hum to pagal ho jayenge 😅😅
Sir ji jis jagah jana hai to kaise pata chalega ki wahi train me chadna hai platform se kyu ki bahut sare train pass hote hai
Station pe bahut sare chart aur screen hota hai apko sab pata chal jayega yaa fir aap Delhi metro aap download kar mobile se bhi pata kar sakte hai
App ka naam
Sir jaise new delhi metro se alpha 1 jana ho to kya check karega chart par jisse sahi train chade platform se
App ka naam
😀 Delhi metro aap available on play store
Bhai 1 he coin milega to usko enter karte time daal denge to exit ke time kya dalenge
Enter ke waqt tokan ko scan karna hai gate pe and exit ke waqt tokan daal dena hai
@@sumit_nishi good bro
@@sumit_nishi bhai mujhe mundka jana hai exam h
To delhi station se direct mundka k liye ticket le aur phir line change krte rhe yahi sahi hai na...1 coin se jaha man ho va jaa skte h
Dusre ka card se travel kar sakte hai kya ?
Yes
Nzm station to mayapuri kaise jye
nzm se platform no 2(pink line) se direct train mil jayega
Merto कार्ड लेने के लिए pyment online dena hoga ya off line
Dono chalega
Bhaiya ham self token cash se bhi le skte h kya agar hamare pass credit ya debit koi bhi card nhi h please tell me🤔🤔
Yes le sakte hai
Thank you bhai
@@sumit_nishi how
Ye pink Line or blue line kya hai. !? Sir
Ye metro ka route rahata hai jaise ki ludo ke game me hota ki kaha kisko jana hai waise hi delhi me metro route ko alag alag colour se pata chalta hai ki kaha jana hai
@@sumit_nishi thank you sir.... your video is very helpful for me because i never visited Delhi before ♥️
@@sitachandra5659 ur wlc s chandra
Thanks for helping video to everyone ☺️
Yellow line aur blue line kya hai?
Bhaiya hume kaise pata chalega ki line change krni h?
Metro me allounce karta hai ki blue red ya koi bhi line ke liye kaha aur kab badle
@@sumit_nishi thankuu bhai ❤
Comment ahi hai ki aap hame गोल गप्पा कब खिलाया रहे है
😀
Thnx sir
Debt card kai elawa payment kaisai ker saktai h
Bhai women ke liye fare free h kya delhi me
Yes but abhi ki current guidelines jarur chk kare rules change hote rahate hai
@@sumit_nishi how to check current guidelines?
@@sumit_nishi Bhai dilshad garden se jhandewalan jane ke liye 1 hi token lena pdega ya phir jahan metro change krni h wahan dusra lena hoga
Reply dedo bro
TH-cam ya goole pe jaye aur search kare ki mahilao ke liye kya delhi me bus aur metro me safar free me kar sakte hai
TH-cam ya goole pe jaye aur search kare ki mahilao ke liye kya delhi me bus aur metro me safar free me kar sakte hai
Jaha ka ticket lenge usse aage nahi ja sakte lya
Haa jaa sakte hai
@@sumit_nishi to bhai sabse cheaf price ka ticket lo aur pura ghum lo aisa ho sakta hai
@@Unstoppablerajasahab same question bhai
@@Unstoppablerajasahab bhai nikaalte waqt dikkat ho sakta hai na token show karte waqt if destination alag loge
3 metro ride ke liye , 1 ticket?
no but apka jaha jana hai agar waha tak apko three train interchange karna pad raha hai to aap ak hi ticket me jaa sakte hai
Next station is New Delhi
This station is New Delhi
Change here for New Delhi Station of the Indian Railways and Airport Express Line
Doors will open on the right please mind the gap between platform and the train
भाई मुझे नई दिल्ली से विकासपुरी जाना है
Delhi me ye jagah kaha pr h bhai kya name h?
We can take only one ticket from new delhi to Noida sector-52
Yes
Bhaiya ap knha se h
India in Jharkhand & Bihar
Next station is Rajiv Chowk
This station is Rajiv Chowk
Change here for Yellow Line
Doors will open on the left please mind the gap between platform and the train
Bhaiya agar tocin ya card kho gya to
Aap waha ke security se baat kar sakte hai apki puri madat ki jaiyagi
Ek question aur agar metro k gate me galti se hath ya pair aa gaye to wo gate unko kaat dega kya
Nahi senser lage hote hai aisa kuch nahi hota hai gate automatically fir se open ho jayega
Metro card banwane ki jarurat thodi hoti h sir
Jo daily metro me travel karte hai unke liye phaydemand hai