Dhanyvaad ji🙏🌹🌹 Muje naad yog om ka sound sunai Diya tabse Puri life change ho gai Mere bhagwan nityanand 🙏 Or baba muktanand ki Krupa se aaisa huwa he🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Sir aap genuine information dete hai, ,, kavi Nhi kehte Iski puja mat Karo uski puja mat karo Kavi apne aapko sabse Mahan aur dusre log ko nicha Nhi dikhate hai Thanks itna kuch batane k liye saadhna k baare me Ni to bahut log Bs bhagwan k naam ko v pta Nhi kya kya bna k rakhe huye hai... Aap Isi Tarah logo ki help krte rahiye...
Thank you very much sir aap itney triqey se smjhate hai yeh awaz suntey huey mujhey shaid ek saal se bhi ziyada ho geya phehle maone socha mere kaan khrab ho gey bs mai dhyan krti rahi phir ek din mujey pta chla ki yeh kya hai ab kabi veena ki awaz to kabi ghante ki awaz kuj seconds ke liye sunti hai agey ki yatra ki guiding ke liye dhanwad
Yes acharya ji , nice. Wonderful video. I feel sometimes this sound inside me, coming continuously when I m silent and my surroundings are silent. I feel it from my both ears. Thanks guruji for all ur informations.
Sir, bilkul sattaye kaha aapne ye hi naa hai jo shrishti ke arambh se nirantar chal raha hai shiv puran men is naad k bare men likha hai is video se sabhi sadhako ko margdarshan mila dhanyawad.
Is there DUALITY at the beginning when there was no creation??? At the beggining was there only one God? Or there are two one is God, the other is creation?
गुरुजी प्रणाम सर 24 घंटे सुनाई देती थी अब नहीं सुनाई देती आराम मिल गया लेकिन પુનઃ साधना करने पर પુનઃ 24 घंटे ના सुनाई देने लगे सर जी pavnaam प्रार्थना किया था
5 punch shabd is heard where? Anhaad is heard where? What is dasmaduar or 10th gate, then what melodies are heard at dasmaduar? After dasmaduar is Suchkhand...Anhaad shabd heard at Suchkand.. why some yogis saying anhaad is at dasmaduar? They not talking bout suchkhand
Sir mere sarir azo bazo dur gadi ki awz jaise...goon ki awaz Sunai deta hai rat me disterb ho raha hu. Meri sari ke part per ungli se think de toh bajta hai ye Kya hai. Use hatane ki kohi upaye Kya hai. Galat tarike sunne ki Karan toh nahi ..plz sir mai paresan hu. Naad dhun. Sunna bandha Karu toh. Thik hoga.solution Kya hai.
Parnaam Acharya ji ! Mujhe nad pr dhyan karte huye 20 day ho gaya he or mujhe bs sannnate ki dhavni sunai deti or dhadkane bs maine you tube pr ak video or kahi dekha jishme kaha gaya tha gharst aadami ko naad yog ny karna chahiye qki ye naad aap jitna ishe dhyan se suniye aapke mind me baith jata or har waqt ye sunai dene lagta he jishse aapko sardard ki problam ho jayegi ye dard asahanshil ho jayega mujhe ushke bare jaanna he plz margdarshan kare parnaam!
aapake videos bahot aacche lagate hai , thank you so much for your guidance. Guruji muze nad se lekar 2 questions hai plz guide kare . 1. madhumakki ke aavaj se om ke aavaj tak pohochnekeliye Kitana samay lag sakata hai . 2. aaur minimum kitane ghante roj kare kyonki aaj kalke lifestyle mey kaise manage kare.
Acharya ji maine vigyan bhairav tantra me is naad ke sambandh me dekha hai usme shiv ji is naad Ke vishay me batate hai jaise awaze badalti jati hai aur hum kai prakar ki dhwaniya sun lete hai to hume bahut hi power full saktiya o parmatma deta jata hai
Sir thanks ....sir kya ye aapne experience kiya hai yah kitna sahi hai jo aapne bataya kyoki me real me ise karna chahta hu or sahi guidence ki jaroorat hai to kya aap thodi kuch help karenge batane me please reply मैं क्या करुं और केसे बिना गुरु के मार्गदर्शन में ? प्लीज रिप्लाई
Sir mere left kaan me..apne aap.kbhi bhi...ghooo.. jesi awaaz aati rehti hai...chahe kaan bnd b na ho to...ye kya hai...or...me bdi koshish krti hu ke ye sunai na de..pr sunti hai ye.....or mene ye b notice kiya hai..ke..mere sir drd rehna shuru hua hai....kya kru mene thodi practice ki thi..pr regular nhi ki thi....
aacharya pranam madhumakki ke aavaj aa Rahi hai . is aavaj se om ka aavaj aane me Kitana samay lag sakata hai , kitane din . aaur roj kamasekam kitane minutes Kan band karake nad sunana chahiye .plz guide
नाद योग एवं अनहद नाद की बहुत सुंदर व्याख्या
Excellent Excellent Excellent
Thank you so much 😀
अदभुत 🙏 यह ज्ञान श्री गुरुमुख से सूना था
आज वापस सूना
Thank you ❤️
Dhanyvaad ji🙏🌹🌹
Muje naad yog om ka sound sunai Diya tabse Puri life change ho gai
Mere bhagwan nityanand 🙏
Or baba muktanand ki Krupa se aaisa huwa he🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
🙏🕉🙏 जय गुरुदेव🟢🟢🟢🟢 नाद की सुंदर व् स्पष्ट व्याख्या ❤❤❤
Guruji very very good Information Thankas Guruji dhanyavad
Sir aap genuine information dete hai,
,, kavi Nhi kehte Iski puja mat Karo uski puja mat karo
Kavi apne aapko sabse Mahan aur dusre log ko nicha Nhi dikhate hai
Thanks itna kuch batane k liye saadhna k baare me
Ni to bahut log Bs bhagwan k naam ko v pta Nhi kya kya bna k rakhe huye hai...
Aap Isi Tarah logo ki help krte rahiye...
Thank you very much sir aap itney triqey se smjhate hai yeh awaz suntey huey mujhey shaid ek saal se bhi ziyada ho geya phehle maone socha mere kaan khrab ho gey bs mai dhyan krti rahi phir ek din mujey pta chla ki yeh kya hai ab kabi veena ki awaz to kabi ghante ki awaz kuj seconds ke liye sunti hai agey ki yatra ki guiding ke liye dhanwad
Thank you sir 🙏🌹🌹 me bahot khush huai hu.sare chakras k uper he Om 🙏 apne ap huwa h sab gurudev ki kripa se🙏🌹🌹🌹
bahut bahut dhanyawad Shriman ji
Mere bhai thank you isi ki jaroorat thi
Jay Gurudev
बहुत बहुत धन्यवाद सर जी
Koti koti Vandan Sur apke chrnome. Bahor precious aur secret bolahai apane nadke bareme.abhari hun sir apki.
Yes acharya ji , nice. Wonderful video. I feel sometimes this sound inside me, coming continuously when I m silent and my surroundings are silent. I feel it from my both ears. Thanks guruji for all ur informations.
Superb 👌👌👌Thank you so much.. Great job 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏😊
सुन कर अच्छा लगा
प्रेम नमन प्यारे मित्रों प्रेम नमन
Best superbbbbbbbbbbbbbbbbb great video no words to express really superbbbbbbbbbb🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Thank you so much 😀
Thank you so much ❤️❤️❤️❤️❤️💕💕
One of the best explanation on Nad yoga 🧘♂️ shabd brahma . Thanks
आपका नाद योग पर यह vedeo अद्वितीय है।
Thank you..
Dhanyavaad :-Jay maa
For yoga my life-: Good Great & secret information for naad Divine Sound.. Very Thanks sirji...
आपसे बहुत कुछ सीखने को मिला है धन्यवाद आचार्य जी
आप कहा से है कृपया बताये और अपना नंबर दे मैं आपसे संपर्क करता हूँ
Omg, millions of thanks Gurudev for such precious knowledge.plz keep guiding us further also.
Aapka Swagat Hai
Nmoistute sdgurdeva sbhi sant atmaye pujan pad prachaalan pradichana dandandwat shat shat pranam
Nmoistute thanks very much respect regard
Sir ji jab me Dayan laga hun to om ki tarah ki sound sunayi deti kya naad ki sound hai
सत्य वचन सर
बहुत सच्चा वीडियो
Paranam ji kaya kano me lagane ki Aar blun mil sakata he
Sir, bilkul sattaye kaha aapne ye hi naa hai jo shrishti ke arambh se nirantar chal raha hai shiv puran men is naad k bare men likha hai is video se sabhi sadhako ko margdarshan mila dhanyawad.
Adbhut guruji....
Thank you so much sir
Dhanyawad guruji
धन्यवाद बहुत अच्छा बताया
Bahoot acha deep knowledge. Detey hai aap
Realy. Mai. Aapki. Sari. Vedeos dekh raha hu.
Danyawad sir
Raj mehta
Sir mujhe right ear se whistle ki awaaz sunaai deti hai kai saalo se
Is there DUALITY at the beginning when there was no creation??? At the beggining was there only one God? Or there are two one is God, the other is creation?
Om kon se chakra ki awaj h
Aap ka video Acha Laga kis Nad kaya Fayda Hota vah Batai
Ji is par bhi hamara video hai kripya naad wali play list me dekhe
गुरुजी प्रणाम सर 24 घंटे सुनाई देती थी अब नहीं सुनाई देती आराम मिल गया लेकिन પુનઃ साधना करने पर પુનઃ 24 घंटे ના सुनाई देने लगे सर जी pavnaam प्रार्थना किया था
Dhanywad 🙏🙏🙏
सनातन धर्म के अलावा ओर कही नही है ऐ विग्यान
🙏🙏🙏🙏
Thanks buddy for ur informative videos. I have watched most of ur videos and try to practice it in daily life. Keep doing d good work.
thank you !
बहोत पसंद आया आपका विडीओ थँक
Thanks for the Superb video sir👌👌👌👌
Jhingur jaisi awaj poore samay aati rahati hai chahe kaan band ho ya nahi sambhav ho tou marg darshan karein dhanyawad
Aap is sound par dhyan kendrit kare
Aapne Naad Ki Sahi paribhasha aur Swaroop bataya hai
🙏🙏🙏 Dhanyawad Guruji 🙏🙏
आवाज कैसे कम करें भ्रामरी से कोई असर नहीं होता है गुरुजी प्रणाम कृपया बताएं सर जी
धन्यवाद बहुत उपयुक्त जानकारी दी है आपने। मुझे पता चला की मै कहाँ हूं।
Bilku sahi bat btarheh
Beautifully explained sir..
very nice video really like true sounds i feelings naad yog sounds amazing
5 punch shabd is heard where? Anhaad is heard where? What is dasmaduar or 10th gate, then what melodies are heard at dasmaduar? After dasmaduar is Suchkhand...Anhaad shabd heard at Suchkand.. why some yogis saying anhaad is at dasmaduar? They not talking bout suchkhand
I m highly impressed sir by your all videos...mai jrur try krugi.
Thank you for your kind consideration..
Thanks for such a beautiful explanation !
Om santi
अद्भुत साधना👌👌🙏
Sir ye bataey naad yog karna chahiy ya vipashna kya jyada sahi h
Great ser
Vipassana
Vipassana me a to z sabhi aaega
Dhanyabaad shreeman
Bahtareen acharya ji
Thanks guiding for so easily
🙏😇🙏
मुझे दिन रात आवाज सुनाई देती है
good
Sir mere sarir azo bazo dur gadi ki awz jaise...goon ki awaz Sunai deta hai rat me disterb ho raha hu. Meri sari ke part per ungli se think de toh bajta hai ye Kya hai. Use hatane ki kohi upaye Kya hai. Galat tarike sunne ki Karan toh nahi ..plz sir mai paresan hu. Naad dhun. Sunna bandha Karu toh. Thik hoga.solution Kya hai.
aapko jab jab yeh sound sunayi de aur aap uneasy feel kare to us samay bhramari pranyaam kijiye
Sir kya bina guru ka naam liye bina sun sakte hai
Naad to sun sakte hai lekin isme aage badhne ke liye guidance ki jarurat hoti hai
Very nice and correct
Parnaam Acharya ji ! Mujhe nad pr dhyan karte huye 20 day ho gaya he or mujhe bs sannnate ki dhavni sunai deti or dhadkane bs maine you tube pr ak video or kahi dekha jishme kaha gaya tha gharst aadami ko naad yog ny karna chahiye qki ye naad aap jitna ishe dhyan se suniye aapke mind me baith jata or har waqt ye sunai dene lagta he jishse aapko sardard ki problam ho jayegi ye dard asahanshil ho jayega mujhe ushke bare jaanna he plz margdarshan kare parnaam!
Hamare jyadatar rishi married the
Me Janna chahta nadyog se sardard ka problam ho sakta he kya ?
jingur pher basuri ,bena a sound kiya step by step ati ha ya jingur ki bad sea sound or gongru ki vi sound sonai de saktihe.
Shuru me bhi aapko bansuri ki ya ghungru ki avaaj shuruaat me hi sunayi de sakti hai
Kitno dino kE baad sunai deta h
Verynice video l was finding thistypeofvideos you are great
Welcome Please
bahut achha lga aap ka smjhana , mai aap ke pahli video dekh rhu hu aur bahut aanad ho rha hai mai aapse judna chahti hu bahut sval hai mere mn me
aap ka sswagat hai Renu ji. aap chahe to hamare Whatsaap number 9315835440 par ham se sampark kar sakti hai
aapake videos bahot aacche lagate hai , thank you so much for your guidance.
Guruji muze nad se lekar 2 questions hai plz guide kare .
1. madhumakki ke aavaj se om ke aavaj tak pohochnekeliye Kitana samay lag sakata hai .
2. aaur minimum kitane ghante roj kare kyonki aaj kalke lifestyle mey kaise manage kare.
kitna samay lagega yeh aapki concentration par depend karta hai. dusre aap sahjta se sabse phle 15 minute se shuaart kijiye aur samay ko apne aap badhne dijiye
Plz guide me
Ye kya hai pahle to muje laga ki sayad koi mandir me puja ho rai ho bt ye daily rat me thik 12 bje k bad sannate me suru hoti hai
Sir muzhe zhingur ki awaje sunai deta hai
Mai Nashik se hum..
Thanks guru Bhai
गुरुजी प्रणाम कभी कभी नाद तेज सुनाई देती है कम करने के लिए क्या तरीका है कृपया बताएं सर जी
uske liye jab aapko te sound sunayi de rahi ho usi samay aap ko bharamri pranyaam karna hai bas 1 minute ke liye
Guruji Pranam aap se contact ho saktA hai?
9315835440
Yoga My Life dhanyawad guruji
Prabhu Ji, can you please forward the Naad sound meditation link?
th-cam.com/video/oLhgJ-1zASc/w-d-xo.html
Thank you so much Sir🌷🌿
Kya ye sangeet me shayak hai
Mein indian classical music ki student kya is bt pe aapse bt ho skti ....Hai badi kripa hogi
Ji bilkul aapka swagat hai. aap kripya hamre official number 9315835440 par sampark kijiye
Acharya ji maine vigyan bhairav tantra me is naad ke sambandh me dekha hai usme shiv ji is naad
Ke vishay me batate hai jaise awaze badalti jati hai aur hum kai prakar ki dhwaniya sun lete hai to hume bahut hi power full saktiya o parmatma deta jata hai
Sir ye book kaha milti hain mujhe bhi padna hain plz bataye
Brajendra Sharma aap amazon se kharid sakte hai flipcart me bhi avilable hai
Brajendra Sharma which book bhaii
Flipcart amazon jaha se suvidha ho ap purchase kar sakte hai
Neelam Goyal VIGYAN BHAIRAV APP ISE FLIPCART AMAZON SE PURCHASE KAR SAKTE HAI
Ap ye mediteton duniyaka sab karyaka ek rotin banaie pls.
Acharya ji is nad ka sound kaise hota hai
aap dono kano ko jab achchhe se band karenge us samay aapko jo sabse tez sound sunayi de vo sun kar aap apna experience share kijiye
Guruji nad sun ne se pehle shankh ki dwani kae aavaze aati hai.aur night me so nahi pati hu.margdaesan Kare.muje bhot kasth ho Raha hai.
Aap sone se pehle bhramari pranaam kijiye
Yoga My Life dhanyawad guruji
Bhut achi video guru ji
बहुत बहुत धन्यवाद अध्यात्म की जानकारी देने के लिए लाभप्रद है
सर क्या गृहस्थ जीवन जीते हुए नाद योग कर सकते हैं।
Yes 100%
Bahut hi utkrisht gyan diya aap ne thanks
Very nice.
you explain in a very lucid way..thanks..
Thank you for your kind words..
Sir thanks ....sir kya ye aapne experience kiya hai yah kitna sahi hai jo aapne bataya kyoki me real me ise karna chahta hu or sahi guidence ki jaroorat hai to kya aap thodi kuch help karenge batane me please reply मैं क्या करुं और केसे बिना गुरु के मार्गदर्शन में ? प्लीज रिप्लाई
Ji bina experience kiye hamne koi bhi video nahi dala hua hai
@@YogaMyLife जी धन्यवाद।
सर क्या में भी इसे बिना गुरु के मार्गदर्शन में कर सकता हूँ
Very very nice.Thank you so much.
is sound ko sunneki samaye Sarir me kampan hota hai ya nahi..
Sir mere left kaan me..apne aap.kbhi bhi...ghooo.. jesi awaaz aati rehti hai...chahe kaan bnd b na ho to...ye kya hai...or...me bdi koshish krti hu ke ye sunai na de..pr sunti hai ye.....or mene ye b notice kiya hai..ke..mere sir drd rehna shuru hua hai....kya kru mene thodi practice ki thi..pr regular nhi ki thi....
Very nice information good for
Kyoki kuch dino se jb mai rat me sone jati hu muje saf awaj ati hai jaise durga puja k time pandal me jo dhak ki awaj ati hsi
aacharya pranam
madhumakki ke aavaj aa Rahi hai .
is aavaj se om ka aavaj aane me Kitana samay lag sakata hai , kitane din .
aaur
roj kamasekam kitane minutes Kan band karake nad sunana chahiye .plz guide
kam se kam 15 minutes