Sir daddy ke account ka nominee me hoon pr, mere ID proof me daddy k name ki different spelling h hr document me toh problem aaegi kya ? Mujhe paise milne me ? & mai name bhi change nhi kra sakta daddy ka apne document me. Advice dedo kaise is problem se niklu me
Sir my grandfather died in January. And i am nominee to his account. He had account in central bank. I visited the bank and completed all the documents work and submitted them. After checking the balance,they told that amount is more than 1 lakh. So u will have to wait for get it verified by RO, i think they said. Is there such process if balance amount is more than 1 lakh?? Plz reply
Sir meri Mumny Nominee hai aur Unka SBI A/c Hai toh Hume phir wo Reciept wala Banker's cheqe wala Page Fill Nahi Karna Hoga .. Directly Account m Payment hogi ya Phir Revenue stamp laga K Bankers cheqe wala fill karna hoga
*अगर आप अपने ATM CARD से ऑनलाइन खरीदारी करना चाहते हैं तो उसके लिए ATM CARD का ECOM CHANNEL एक्टिवेट करना पड़ता है। उसके बिना आप ऑनलाइन ट्रांजैक्शन नहीं कर सकते।* *इसका पूरा प्रोसेस ATM मशीन पर 2 मिनट में आप कर सकते हैं* *यह प्रोसेस ATM MACHINE में कैसे करना है इसकी पूरी जानकारी इस वीडियो में बताई गई है। तो बिना स्किप किए पूरा वीडियो जरूर देखिए* th-cam.com/video/GaS4_iolraY/w-d-xo.html
Kya bank 10 lakh se bhi Jada ka amount 15 saal k ladke k account mai transfer kar sakti hai nominee ki age 15 hai Ya fri uske baad Bhai k account mai transfer kare gi
Nice information sir,sir but request h apse ,,,hmare gharme 6 Bhai h ,pitaji government service krtethe unki death hogayi aur pitaji sabse chhote bete ko nominee kiye ,ab kya us paise me sab bhaiyo ka hak h ,jo ki jb pitaji jinda the badokeliye boht kiye aur mere samay ab nhi rahay ,ab sab bhai usme equal paisa mangreh me kya karu ,,,please reply sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏mere chhote bache ek divyang bacha h 😭😭😭
Sir maine nominee form par sab jagah capital ma signature kiye magar galti se revenue ticket par small ma ho gye to koi problem to nhi our documents unhone submit kar liye please sir btaye
Agar samagra id me parivar alag hai to aage koi dikkat nahi hogi. Jese papa mammi id alag or sadi hone ke bad jo ladka he uski parivar id alag kraye to..pls reply jrur kre
Namasker sir .....abhi kuch hi din huye hai..mere father ki death ko...unka bank mein account tha orr kuch fixed deposit tha....abhi tak maine koi process ngi shuru kiya hai claim ke liye...kya main ubke atm se paise withdraw kar sakta hoon?...please rply sir
Jis date ko unki death Hui uske bad ki pension nahin milegi...Join कीजिए banking101tips WhatsApp group : chat.whatsapp.com/DFznpvab7aIL7ncM4IrQdT अगर पहले से ज्वाइन किया है तो थैंक यू 🙂
Sir meri maa ki death 4years pehle hogayi hai unko government ki pension aa rahi hai abhi bhi. government ko inform nahi kiye ki unki death hogayi hai unki death ke baad bhi abhi tak pension aarahi hai kya unka paisa nikalna legal hoga? Mein nominee hoon pass book aur atm card miss hogaya hai paise kaise nikal sakte hai.
Hello. Sir mere papa ki death 10 july ko hui h. 22 july ko death certificate jama kiya h. Septemberse pension stop hui h. Papa pensioner the unke passbook pe nominee n hone k vajah se bank ne hume paper diye 500 rs. Ki stamp paper pe affidavit karne ko kaha h. Lekin bank me itna pension nahi jitna process ka kharcha h. August me aayi pension hum abhi nikal sakte h kya hum netbanking , atm used karte the
Sir mere father ka axis Bank m account tha unki accidental death Hui hai or abhi hum logo k pass axis mobile banking h kya hum logo ko money withdrawal kar Lena chaiye ya fir bank ko inform karke bank k through karna chahiye plz reply 🙏
Sir jo aapne revenue stamp bola kya bo hm 1 he laga sakte hai our ek baat our sir Jo witnes hai to unki aadhar passbook ki photo copy lagege to un photo copy par un witnes ke sign bhi hoge kya please sir btaye
Sir mere grandmother ka death hua hai sbi mai account hai pension aati vo account me or nominee mere mom hai but mom ka bhe deth hogya hai nomeni ka deth hogya hai ab vo paise kaise clam karuu
Hi sir main stampaper affidavit sab kuch karke diya bhi r bhi paisa nahi diya bank manager ne Bola ki notari leke Aao Aise to notari kaha se lena padega aur kharcha kitana aayega notari Ka aur account main sirf 9000 Rs hai only
Sir 1 help chlaiye please reply jaroor kijiyega Mere nana ji expire ho gae account me nominate hamko kiye hai & usi me attached fd hai jisme meri nani nominee hai wo bhi expire ho gai hai 2025me fd maturity hogi to kya fd ka paisa hamko milega fd ka intrest account me aata hai please bataiye sir😢
Sir ye bataye agar teen waris hai usme se ek parshan karne ke hisab se bank ke paise nikalne me sath nahi de raha to us paristhiti me kadam utha sakte hai
Please reply...sir mere father ki death ho gai hai..unke SBI ke Account me 1.76Lakh army pension jama hui hai..account ko koi bhi nominy nahi hai..single Ac hai..father ko jitni pension thi utni hi 100% puri mother ko mil rahi hai..isliye recovery ke paise vaps nahi jayenge...to mai ye paise ATM se nikal sakta hun kya..?
Join कीजिए banking101tips WhatsApp group : chat.whatsapp.com/DFznpvab7aIL7ncM4IrQdT अगर पहले से ज्वाइन किया है तो थैंक यू 🙂 Death ke bad family pension milati hai uska amount alag hota hai
Sir meri Mammi ki death hogayi hai wo account holder hai atm card expired hogaya with out mammi ke atm card ke liye mein apply kar sakte hoon mein nominee hoon.
Please sir bata dijiye iob ka matter hai fd ka nominee expire ho gya hai lekin account ka nominee hai account me fd ka intrest aata hai maturity ke baad paisa account me kaise aaega 🙏🏻
@@Banking101Tips sir mere pass nominee receipt nhi hai our unki original passbook h aadhar pan hai mera aadhar hai our mera pan ma ek word glat h to ho jayega na
SBI account ke saath locker bhi hai. Account me nominee hai Lakin locker me nahi hai. Locker key account ke nominee ke paas hai. Kya Locker account me Jo nominee hai usako hand over kar sakte hai Kya? Nominee spouse hi hai. SBI Bank Agar locker nominee ke naam nahi karegi to locker ka yearly charge kaunse account se katega.
Nominee ka name hai but title thoda अलग hai jaise mera proof me Arjun Prasad Mehta hai but nominee me Arjun prasad hai. Isme bank wala paisa दे देगा ya kuch problem hoga
सर मेरे पिता जी को सीनियर सिटीजन सेविंग स्कीम डाकघर में है जिसे लगभग डेढ़ साल हुआ हे उनकी अब उनकी मृत्यु हो गई है क्या मैं इसे कंटिन्यू 5 साल चल सकता हूं
Marne wale ko agar ye pata ho ki unke baad etna kagajo ka khela hoga to wo syd marne se pahle sara kagaj banwa de... Bank sirf daurane ke kiye hote hai...
@@Banking101Tipswo jyada sahi hai nominee banate wakat rules nhi batate marne par jo beta maa se 20 saal se nhi milne marne par nhi aaya wo aa gya maa ka half lene😡 ghar main hi thik hai
Sir my grandfather was government penison holder and he died last month du to brain homerage and he once said that Bank manger asked him to add nomine so he told them my name so is this will be same process
जैसा की मेरी मम्मी जिनकी मृत्यु हरिद्वार में हुई है। लेकिन वैसे वो दिल्ली की रहने वाली थी। हमने उनका अन्तिम संस्कार हरिद्वार में करवाया है और वहा पर हमने पर्ची पर उनका पता दिल्ली का लिखवाया है। अब problem ये है कि हमारे पास उनका कोई id प्रोइफ नही है। अब आप jaisa ki hame unka id chahiye aur ye id hamhe bank se mil sakta hai lekin bank waalo se mein kaise lu? Wo toh mana kar rahe hai. Aur mami ka death certificate hamare paas nahi hai. Death certificate banwana ke liye hi toh id chahiye hai.
@@Banking101Tips Aap samjhe nahi meri baat. Account no. Toh hai. Id nahi hai mummy ka. Death certificate banwana ke liye hi toh id chahiye hai jo ki hamare pass nahi hai. Bank waalo ke paas id proof hota hai but wo denge nahi. Ab kaise lu unse?
Mere father ke death ko 15 din hua hai....aur unke bank account me paise hain to nominee meri mummy hai aur atm card v hai aur pin v pataa hai to kyaa hum saare paise uthaaa sakte hain...plz reply sir ! 🙏
Sir maine paise nikal liye he atm se nani 30 July ko abhi November month aa gaya the life certificate jama nahi karne par vo band ho jayega apne aap ki bank action lega baad me ...or return manege ki case karenge sbi wale
@@Banking101Tips sir death ho gai he to paise atm se nikal gaye nani ka koi nahi he naati ke alava to paise lota dege to chal jaya ya case bhi kar dege
Sir pithama bank mai mere father ka account hai unki death ho gayi hai lekin account mai bank mai online nominee nhi show kar raha hai mene unse account farm nikaal kar dikahne ko kaha par wo log taal rahe hai jabki new urban bank mai online show nhi kar raha tah but unke pas farm mai nominee mother nikli lekin pirthma bank wale farm nhi dikha rahe hai solution bataye
Sir mara Papa ji ke died ho gayi or vo nagar nigam ma job kar ta the or bank ma un ka died saratefikat haa or ..NOC..or mag raha haa to ..NOC ko kasa upalie kasa Kara
Sir please btaiye ki mere papa ki death hogyi h or nominee me unke 2 bucche ek ldka or ek ldki hai to kya paise nikalte time dono ka signature jruri h ya ek koi v nikal skta h reply me please 🙏
@@Banking101Tips Sir please btaiye ki agr bhai bahan ko paise nhi dena chahta or sara paisa khud rkhna chahta hai सिग्नेचर v nhi kar rha hai to ab kya karna chiye replay me please 🙏
Sir Hamne Nomi for bank me jama kardey hai Fir bhi bank baley hame 5 pasha nhi derhai hai 40 din ho Gey Hai Bol rhai hi hamre pasha Tim nhi hai to key Kare
Banks passbookme hi nomini hy ya nahi iski jankari hoti hy,khtedhark la deth certificate bankme Jamaica karaiyeor jo nomini hy oh amount Nike,❤❤❤❤❤ 6:31
Thanks so much for your useful information
Glad it was helpful!
Thank you sir, aap ka video dekh ke hme bohut Idea mile.🙏
Welcome
बहुत सुंदर सरल ढंग से वर्णन किया गया है
Thanks
Mai sbi bank 🏦 ka chhakar lgate lgata chak gaya tha pr ye vdo mere liye bahut hi helpfull rha 🙏🙏
Thanks
Good information
Thanks
Thank u so much 😍 very valuable knowledge /Information ❤
Glad you liked it
@@Banking101Tips sir passbook ke copy se kaam hoga kya kyuki original gum ho gya h
Good Sir
Welcome
Thanks 👍
Welcome
Thank you soooo muchhhhh sir u r the best aap bht achchhe ho jo bhi comment karte hain humlog aap uska reply jarur dete hoooo thanks 🙏
Aapka support hai.. isiliye channel chal rha hai... thanks...🙏🏻🙏🏻
@@Banking101Tips you're welcome sir
Ha yeh baat sahi h
Thankyou sir ❤😊
Most welcome 😊
Sir bima bhi Bank wale khud hi karte hai kya
Ya koi bhi unka insurance hai ya nhi ye kaise pta kre.
Enquiry karni padegi
But agar account minus me h , or account holder no more to us case me ky hoga...
अपने आप बंद हो जायेगा
बहुत सुंदर जानकारी
👌🏼
Is This payment get deposited in installment or one time.
One time
Sir if account holder & nominee both dies then what is the process
Legal heirs can claim
Ager kisi ko case chahiye tho nhi milega account me yaa DD hi Milega kya
Cash nhi milta
जनधन (SBI) खात्याच्या ATM कार्डाच्या साहाय्याने 4000,5000पर्यतची रक्कम काडु शकतो का❓
Ho
रक्कम काढल्यावर खाते बंद करू शकतो का❓ का काही अडचण येईल
Mere grendfather faut ho gye hai mere papa nominee hai , kya bua or chacha ka Agreement required hota hai kya ????
Video thik se d3kho
Sir daddy ke account ka nominee me hoon pr, mere ID proof me daddy k name ki different spelling h hr document me toh problem aaegi kya ? Mujhe paise milne me ?
& mai name bhi change nhi kra sakta daddy ka apne document me.
Advice dedo kaise is problem se niklu me
Daddy ke account mein aap nominee ho to aapka naam ka spelling ekadam sahi hona chahie
Tq sir ji
Welcome
Thanks bhiya
Welcome
Form bharne ke baad paise kitne dino tk aate h or 1 din me form bharne k process ho jaati h kya..K jyada din bhi lg skte h..
Sabhi document jama hone ke baad 7 din ke andar aapka settlement ho jata hai
Very nice
Thanks
Sir sbi se death case me pension recovery kb to hoti hai. 2 month ho gya doc jma Kiya hua
Ho jayega...time lagta hai
Please tell me the process of change of nominee.
Bank me application karni padegi
Joint savings account se third party payment app ex- phonepe,paytm,google pe use kar sakte hain kya ???????
Ha
Sir my grandfather died in January. And i am nominee to his account. He had account in central bank. I visited the bank and completed all the documents work and submitted them. After checking the balance,they told that amount is more than 1 lakh. So u will have to wait for get it verified by RO, i think they said. Is there such process if balance amount is more than 1 lakh?? Plz reply
Whatever the balance amount maybe. The process should not take more than a month. Otherwise you can file complaint in banking ombudsman.
Z@@Banking101Tips a
मेरे साथ भी यही समस्या है। क्या रिलेशन शो करने के लिए आपको कौन सा डॉक्युमेंट्स लहा था? क्योंकि दादाजी का नाम आधार कार्ड पर होता नहीं।
Nominee ka joint account hai tu usme koi problem hoga kya? Paisa aane me
Nhi
Sir meri Mumny Nominee hai aur Unka SBI A/c Hai toh Hume phir wo Reciept wala Banker's cheqe wala Page Fill Nahi Karna Hoga .. Directly Account m Payment hogi ya Phir Revenue stamp laga K Bankers cheqe wala fill karna hoga
अगर एसबीआई में खाता है तो डायरेक्ट जमा हो जाएगा
Sir kya खाता धारक की डेथ के बाद nomini ko paisa nikalne ke liye bank ko pariwar ragister ki nakal deni padti hai
Nhi
Sir kya Bank death huye person ka account le leta hai paise dene ke baad ,please bataiyega
muze WhatsApp kijiye 9822792346
Thank you sir
Join कीजिए banking101tips WhatsApp group :
chat.whatsapp.com/DFznpvab7aIL7ncM4IrQdT
अगर पहले से ज्वाइन किया है तो थैंक यू 🙂
Welcome
*अगर आप अपने ATM CARD से ऑनलाइन खरीदारी करना चाहते हैं तो उसके लिए ATM CARD का ECOM CHANNEL एक्टिवेट करना पड़ता है। उसके बिना आप ऑनलाइन ट्रांजैक्शन नहीं कर सकते।*
*इसका पूरा प्रोसेस ATM मशीन पर 2 मिनट में आप कर सकते हैं*
*यह प्रोसेस ATM MACHINE में कैसे करना है इसकी पूरी जानकारी इस वीडियो में बताई गई है। तो बिना स्किप किए पूरा वीडियो जरूर देखिए*
th-cam.com/video/GaS4_iolraY/w-d-xo.html
Direct net nanking se paisa transfer kiya to koi issue hoga kya
Nhi...Join कीजिए banking101tips WhatsApp group :
chat.whatsapp.com/DFznpvab7aIL7ncM4IrQdT
अगर पहले से ज्वाइन किया है तो थैंक यू 🙂
@@Banking101Tips क्या प्रॉब्लेम आ सकती है सर
Kya namini ki wife witness ban sakti hai yadi usi bank mein usaka account hai
Video me bataya hai
great
🙏🏻
Kya bank 10 lakh se bhi Jada ka amount 15 saal k ladke k account mai transfer kar sakti hai nominee ki age 15 hai
Ya fri uske baad Bhai k account mai transfer kare gi
Legal aspect aata hai...aapko iske liye bank me hi milna padega.
Nice information sir,sir but request h apse ,,,hmare gharme 6 Bhai h ,pitaji government service krtethe unki death hogayi aur pitaji sabse chhote bete ko nominee kiye ,ab kya us paise me sab bhaiyo ka hak h ,jo ki jb pitaji jinda the badokeliye boht kiye aur mere samay ab nhi rahay ,ab sab bhai usme equal paisa mangreh me kya karu ,,,please reply sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏mere chhote bache ek divyang bacha h 😭😭😭
Aap courte case kr sakte hai...jo court ka faisala hoga wohi final hoga
Sir maine nominee form par sab jagah capital ma signature kiye magar galti se revenue ticket par small ma ho gye to koi problem to nhi our documents unhone submit kar liye please sir btaye
Bank mein jakar correct kara dijiye
@@Banking101Tips sir 10 jagah sahi hai mere signature 1 he jagah mistake huye hai to itna thode dekhege our sir unhone submit bhi to kar liya hai
Nominee ka witness SBI KE same branch ka hona chahiye ya kisi bhi sbi branch ka
Reply me sir I am worried nominee ka witness sbi ke same branch ka hona chahiye ya kisi bhi sbi branch ka
Koi bhi ho sakta hai
Service book mang sakte hain kya?
Kiska
Aapne Batay Do Witness Aur Unka Bhi Account To Unka Account SBI Ki Usi Branch Me Hona Chahiye Ya SBI Ki Dusri Branch Me Ho To Bhi Chalega
Kisi bhi sbi ki branch me
@@Banking101Tips Ok thnx
Agar samagra id me parivar alag hai to aage koi dikkat nahi hogi. Jese papa mammi id alag or sadi hone ke bad jo ladka he uski parivar id alag kraye to..pls reply jrur kre
Nhi
Single regular saving account ko joint regular saving account mein convert kar sakte hai kya ???????
Ha
@@Banking101Tips ye formalities puri karne kitne time baad payment ho jayega
Namasker sir .....abhi kuch hi din huye hai..mere father ki death ko...unka bank mein account tha orr kuch fixed deposit tha....abhi tak maine koi process ngi shuru kiya hai claim ke liye...kya main ubke atm se paise withdraw kar sakta hoon?...please rply sir
Aapki ichcha
Sir meri mammi ko penshion milti h or wo expair ho gye h to unki penshion 4 month ki account m h to kya wo mil jayegi nominee ko ya return ho skti h
Jis date ko unki death Hui uske bad ki pension nahin milegi...Join कीजिए banking101tips WhatsApp group :
chat.whatsapp.com/DFznpvab7aIL7ncM4IrQdT
अगर पहले से ज्वाइन किया है तो थैंक यू 🙂
Sir meri maa ki death 4years pehle hogayi hai unko government ki pension aa rahi hai abhi bhi. government ko inform nahi kiye ki unki death hogayi hai unki death ke baad bhi abhi tak pension aarahi hai kya unka paisa nikalna legal hoga? Mein nominee hoon pass book aur atm card miss hogaya hai paise kaise nikal sakte hai.
Death ke baad pension aayi hai to wapas krna padega
Hello. Sir mere papa ki death 10 july ko hui h. 22 july ko death certificate jama kiya h. Septemberse pension stop hui h. Papa pensioner the unke passbook pe nominee n hone k vajah se bank ne hume paper diye 500 rs. Ki stamp paper pe affidavit karne ko kaha h. Lekin bank me itna pension nahi jitna process ka kharcha h. August me aayi pension hum abhi nikal sakte h kya hum netbanking , atm used karte the
Jis din death Hui agar uske bad pension aati hai to vah wapas karni padegi
Jis din death Hui agar uske bad pension aati hai to vah wapas karni padegi
Kab tak wapsi karni karni hogi
Sir
Bank account vale section me kya Paytm Payments Bank account number daal skta hu? Please reply
Nhi
Sir kia threshold limit exceed hone k baad hum online transactions kar saktain hai kia
कर के देखिए...
Please Subscribe for more banking tips...
म्हणजे काय
Nice thumbnail (coffin dance) 😂
😂👍🏻
Sir nomine may hau but ek sister bhi hai to sirf muze mil jayega ya dena padega sister ko bhi
Account mein jo nominee hota hai Bank usi ke naam se DD banati hai
Sir agar ek saal phele death hua hai to paise cut kar ke denge ya jo abhi tk hoga utna hi paise denge
Jitna Paisa hai sab milega
Sir mere father ka axis Bank m account tha unki accidental death Hui hai or abhi hum logo k pass axis mobile banking h kya hum logo ko money withdrawal kar Lena chaiye ya fir bank ko inform karke bank k through karna chahiye plz reply 🙏
Ac close krne ke liye application kijiye...aur bank manager se baat kijiye...unke guidance me next step lijiye
@@Banking101Tips ok sir
@@Banking101Tips thanks
9:32 ❤
Join कीजिए banking101tips WhatsApp group :
chat.whatsapp.com/DFznpvab7aIL7ncM4IrQdT
अगर पहले से ज्वाइन किया है तो थैंक यू 🙂
Witness ka account SBI me hona jaroori hai kya
Nhi
Nice information sir
Thanks
sir bank ne reject kar diya kehta hai aadhar link nahi
Kyu
Sir jo aapne revenue stamp bola kya bo hm 1 he laga sakte hai our ek baat our sir Jo witnes hai to unki aadhar passbook ki photo copy lagege to un photo copy par un witnes ke sign bhi hoge kya please sir btaye
Ha
@@Banking101Tips sir our revenue stamp kitne lagane fom ma 1 he ki usse jyada
Nominee k papers kaise milega ge aur agar amount baad hai toh kya wo amount hum apne account mai transfer karwa sakte hai meri age 15+ hai
Legal aspect aata hai...aapko iske liye bank me hi milna padega.
Sir mere grandmother ka death hua hai sbi mai account hai pension aati vo account me or nominee mere mom hai but mom ka bhe deth hogya hai nomeni ka deth hogya hai ab vo paise kaise clam karuu
Legal Heirs wala video dekho
Punjab national bank ka nominees form milega??
Sirf SBI ka hai
Agar joint account hai to 1 aadmi ka death ho jata hai to us case mein kya hogaa?? Account single ho jayega? ???
Ha
Hi sir main stampaper affidavit sab kuch karke diya bhi r bhi paisa nahi diya bank manager ne Bola ki notari leke Aao Aise to notari kaha se lena padega aur kharcha kitana aayega notari Ka aur account main sirf 9000 Rs hai only
Notary banana padta hai...100 rupay me ban jati
@@Banking101Tips OK Dhanywad sir ji
Sir ye sub prosizer bank me hi hota he ky
Java deth insan kam karte the idhar Jane ki zarurat nahi padti he na sir plz bao sir
Samajh mein nahin aaya
Sir mere pita ji ki mrityu 6 year pahle hua h aadhar me number link nahi paisa nikal sakta h kya please reply ❤❤
Video me process bataya hai thik waise kijiye
JIO PAYMENT BANK mein kese kare ?? Claim please reply me back 🙏
Customer care me baat kijiye
Pnb paji bank wale bol rahe ke paise nikal jan ge but ik baar hi nikale ge us ke baad account close ho jayega..,?
Sahi hai
Kaise
Sir 1 help chlaiye please reply jaroor kijiyega
Mere nana ji expire ho gae account me nominate hamko kiye hai & usi me attached fd hai jisme meri nani nominee hai wo bhi expire ho gai hai 2025me fd maturity hogi to kya fd ka paisa hamko milega fd ka intrest account me aata hai please bataiye sir😢
Fd ka Paisa Nominee ke account me jayega
@@Banking101Tips account ke nominee me na sir
@@Banking101Tipsiob bank ka process hai
Thanks🙏🙏🙏
You’re welcome 😊
Sir ye bataye agar teen waris hai usme se ek parshan karne ke hisab se bank ke paise nikalne me sath nahi de raha to us paristhiti me kadam utha sakte hai
Police FIR kijiye
Please reply...sir mere father ki death ho gai hai..unke SBI ke Account me 1.76Lakh army pension jama hui hai..account ko koi bhi nominy nahi hai..single Ac hai..father ko jitni pension thi utni hi 100% puri mother ko mil rahi hai..isliye recovery ke paise vaps nahi jayenge...to mai ye paise ATM se nikal sakta hun kya..?
Join कीजिए banking101tips WhatsApp group :
chat.whatsapp.com/DFznpvab7aIL7ncM4IrQdT
अगर पहले से ज्वाइन किया है तो थैंक यू 🙂
Death ke bad family pension milati hai uska amount alag hota hai
Sir meri Mammi ki death hogayi hai wo account holder hai atm card expired hogaya with out mammi ke atm card ke liye mein apply kar sakte hoon mein nominee hoon.
Nhi
Sir nominee me name jaise ,Ram likha hai or
Adhar card me Ramdas likha hai to kya karna padega
Adhar card me name change karna padega
Branch me jake manager se milna padega...wo jaise kehte hai wo kijiye
Sir If nominee are two or three sons, then what is the process.
Amount will be equally distributed among all three nominees
Bhaiya nominee ka naam galt ho to kese pesa milega jese. Adhar card me dinesh kumar ho or nominee me dinesh ho please reply 🙏🙏🙏
Bank me application karni padegi
Please sir bata dijiye iob ka matter hai fd ka nominee expire ho gya hai lekin account ka nominee hai account me fd ka intrest aata hai maturity ke baad paisa account me kaise aaega 🙏🏻
Bank me fd close krne ka application karni padegi
Sir jo sign karta hai use 2 witnis nhi lagega kya
वीडियो में जैसे बताया है उतना ही लगेगा
@@Banking101Tips sir mere pass nominee receipt nhi hai our unki original passbook h aadhar pan hai mera aadhar hai our mera pan ma ek word glat h to ho jayega na
Brother one of my sister is expired. She got divorce long time ago. Nominee is her minor child.
What to do ???
Claim form bharke dijiyega....bank wale pura help karenge. Form chahiye to WhatsApp kijiye
Bhaiya Paisa Nikale per kuch charge bhi lagta hai kya 1,20,000 hai meri dadi ke acount me isme se 20000 bank vale charge maang rahe hai
Nhi lagta
Sucession certificate lagta hai 7-8% Court fee
India Currupted Country He To Lagega Charge
Nahi lagta. Succession certificate above 5 Lakh ke liye hai.
SBI account ke saath locker bhi hai. Account me nominee hai Lakin locker me nahi hai. Locker key account ke nominee ke paas hai. Kya Locker account me Jo nominee hai usako hand over kar sakte hai Kya? Nominee spouse hi hai. SBI Bank Agar locker nominee ke naam nahi karegi to locker ka yearly charge kaunse account se katega.
Locker open karte samay Jo account number diya tha usmein se katega
Nominee ka name hai but title thoda अलग hai jaise mera proof me Arjun Prasad Mehta hai but nominee me Arjun prasad hai. Isme bank wala paisa दे देगा ya kuch problem hoga
De denge
Sir mere father ka ritermant 5 months k ded death ho gi to kya une panision ki jo full amount 9/10 lakh milna tha kya wo mera mummy ko mile ga ab
Sir bta do plz
Ha
Commutation nhi mila h baki paise mil to ab commutation ka amount mile ga
KYA NOMINEE 2 , 2 SE ADHIK NOMINEE KIYE JA SAKTE HAIN YAA NOMINEE JO HOGA USKO HIE MILEGA YEH BHI VIVRUN DAINE
Ha
सर मेरे पिता जी को सीनियर सिटीजन सेविंग स्कीम डाकघर में है जिसे लगभग डेढ़ साल हुआ हे उनकी अब उनकी मृत्यु हो गई है क्या मैं इसे कंटिन्यू 5 साल चल सकता हूं
Nhi..use band krna padega
Give me farm
Marne wale ko agar ye pata ho ki unke baad etna kagajo ka khela hoga to wo syd marne se pahle sara kagaj banwa de...
Bank sirf daurane ke kiye hote hai...
Rules follow krne me taqlif hai to sara paisa ghar me rakhna chahiye. Kisi ko koi kagaj dene ki jarurat nahi.
@@Banking101Tipstum video banate ho toh wohi kaam kro jada hoshiyar nhi bna kro
@@Banking101Tipswo jyada sahi hai nominee banate wakat rules nhi batate marne par jo beta maa se 20 saal se nhi milne marne par nhi aaya wo aa gya maa ka half lene😡 ghar main hi thik hai
Sir my grandfather was government penison holder and he died last month du to brain homerage and he once said that Bank manger asked him to add nomine so he told them my name so is this will be same process
First you have to check whether the nominee name is registered in bank account then you can proceed with this process
Sir mere ces me nominee he par wo use छोड़ के chali गई है तो ऐसे केस मे क्या hoga ATM bi nahi है
Question nahi samjha
जैसा की मेरी मम्मी जिनकी मृत्यु हरिद्वार में हुई है। लेकिन वैसे वो दिल्ली की रहने वाली थी। हमने उनका अन्तिम संस्कार हरिद्वार में करवाया है और वहा पर हमने पर्ची पर उनका पता दिल्ली का लिखवाया है। अब problem ये है कि हमारे पास उनका कोई id प्रोइफ नही है। अब आप jaisa ki hame unka id chahiye aur ye id hamhe bank se mil sakta hai lekin bank waalo se mein kaise lu? Wo toh mana kar rahe hai. Aur mami ka death certificate hamare paas nahi hai. Death certificate banwana ke liye hi toh id chahiye hai.
Bank me aadhar card se ac no. mil jayega... mummy ka death certificate lagega
@@Banking101Tips
Aap samjhe nahi meri baat. Account no. Toh hai. Id nahi hai mummy ka. Death certificate banwana ke liye hi toh id chahiye hai jo ki hamare pass nahi hai. Bank waalo ke paas id proof hota hai but wo denge nahi. Ab kaise lu unse?
Mere father ke death ko 15 din hua hai....aur unke bank account me paise hain to nominee meri mummy hai aur atm card v hai aur pin v pataa hai to kyaa hum saare paise uthaaa sakte hain...plz reply sir ! 🙏
Branch manager se contact kijiye
Sir maine paise nikal liye he atm se nani 30 July ko abhi November month aa gaya the life certificate jama nahi karne par vo band ho jayega apne aap ki bank action lega baad me ...or return manege ki case karenge sbi wale
Life certificate jama krna padega...nhi to pension department wale case krte
@@Banking101Tips sir death ho gai he to paise atm se nikal gaye nani ka koi nahi he naati ke alava to paise lota dege to chal jaya ya case bhi kar dege
Sir pithama bank mai mere father ka account hai unki death ho gayi hai lekin account mai bank mai online nominee nhi show kar raha hai mene unse account farm nikaal kar dikahne ko kaha par wo log taal rahe hai jabki new urban bank mai online show nhi kar raha tah but unke pas farm mai nominee mother nikli lekin pirthma bank wale farm nhi dikha rahe hai solution bataye
Banking Ombudsman me complaint kijiye
Sr meri dadi ki deat September 2024 m hoi par unke ac m nominee koi nhi hai to jo paise bavhe hai unko kaise nikale aur kya kha hiye sr please help me
Legal Heirs wala video dekho
Sir mara Papa ji ke died ho gayi or vo nagar nigam ma job kar ta the or bank ma un ka died saratefikat haa or ..NOC..or mag raha haa to ..NOC ko kasa upalie kasa Kara
Konsa NOC
Sir please btaiye ki mere papa ki death hogyi h or nominee me unke 2 bucche ek ldka or ek ldki hai to kya paise nikalte time dono ka signature jruri h ya ek koi v nikal skta h reply me please 🙏
Dono ka signature chahiye
@@Banking101Tips
Sir please btaiye ki agr bhai bahan ko paise nhi dena chahta or sara paisa khud rkhna chahta hai सिग्नेचर v nhi kar rha hai to ab kya karna chiye replay me please 🙏
Nominee account holder mein convert nhi ho sakta kya ??????????
Nhi
@@Banking101Tips ok thanks
Sir nominee claim form bank ma submit ke kitne din baad bo paise transfer kar dete hai
फॉलोअप लेते रहिए जल्दी हो जाता है
Sir Hamne Nomi for bank me jama kardey hai
Fir bhi bank baley hame 5 pasha nhi derhai hai 40 din ho Gey Hai
Bol rhai hi hamre pasha Tim nhi hai to key Kare
Branch manager se shikayat kijiye
Dadi ka gramin bank k pass book h 2 lakh h
2 year 9 month late ho gya abhi tak claim nhi kiya toh kya abb paisa mil jayega please batana 😢😢
Mil jata hai
@@Banking101Tips tq
Banks passbookme hi nomini hy ya nahi iski jankari hoti hy,khtedhark la deth certificate bankme Jamaica karaiyeor jo nomini hy oh amount Nike,❤❤❤❤❤ 6:31
???
thank u sir
Welcome