सुविधाएं तो बहुत अच्छी होती हैं लेकिन यात्रा की थकान मिटानी हो तो होटल ही ठीक है। रिटायरिंग रूम में हर समय ट्रेनों की अनाउंसमेंट की आवाजें, ट्रेनों की आवाजें आती रहती हैं जिससे नींद नही पूरी हो पाती।
Very informative video My question is this Maine 26 October ko subah 8 am se 27 oct 8 am Tak retiring room book kiya hai lekin meri train subah 11 baje pahuchegi to plz aap mujhe ye bataiye ki kya agar 8 bje checkin nahi krta hu to Mera booking cancel ho jayega ya mai jab tak meri booking tab tak mai checkin kar sakta hoon
Nagpur se bilaspur ki journey karne par mujhe nagpur me 3 ghante stay karna tha maine on line retiring room book kiya source station me nagpur likha booking confirm ho gayi jab mai nagpur retiring room par gaya to incharge bola aapka bilaspur me book hai jabki maine source station nagpur likha tha mujhse kya galti hui
Usme rooms booking ke time aapse galti se destination station ka room book ho gya hoga tabhi ye hua hai sayad, booking ke time par aata hai ki aapko room source station par book karna hai ya destination station par, to vahi par by mistake ho gya hoga
Station wise alag price hota hai bhai aap ek baar online check kr lijiye jaha aapko stay karna hai but aapko vaha minimun 4 hours ka paisa dena hoga aap 1 hour ya 2 hour jitna chahe ruk sakte hain.
Agar maine 1or 2 days ka lia local train se Howrah jaunga kharagpur sa come ka liya, fer 1 or 2 days baad local train se bapas a jaunga, to kya edhar rahene ka room milaga?
Brother mere ticket Mumbai to H Nizamuddin railway station ki hai morning me 6,35 am ko arriving hogi aur mujhe thoda hold karna hai mujhe retiring room old delhi railway station me mil sakta hai... let me now brother.
जब नागपुर से बिलासपुर यात्रा करना हो और नागपुर में 3 घंटे के लिए रिटायरिंग रूम बुक करना हो तो फॉर्म में क्या लिखें source में नागपुर या डेस्टिनेशन बिलासपुर
Room to book ho gaya he payment bi ho gaya hai likin , Vaha Jane ke bad usko kya print ya sms kya dikhana hoga Mere pass proof me kuchh nahi ish liye puchhta hu plz answer
Hanji 12 hours ke liye hi hoga par aap jitne time tak rahna chahe itne time tak rah sakte hain....Main bhi tundla junction par 12 hours ke liye ruka tha staff bahut friendly hai koi problem nhi hoga aapko
Booking ka payment hone ke baad aapko confirmation slip generate hokar milti hai aur aapko mobile number par sms me details bhi milti hain, agar nhi mili hai slip to my booking me jakar nikal lijiye aa jayegi
मैने खुद अंबाला कँट और Delhi स्टेशन पर डायरेक्ट रिटायरिंग रूम लेने की कोशिश की थी पर उपलब्ध होते हूये भी नहीं मिला! ऑनलाईन बुकिंग होगी तो मिलेगा ऐसा जवाब मिला! स्टेशन मास्टर ने भी यही जवाब दिया!
Good one bro ye bilkul sahi tarika hai samjane ... good job bro
Thanks alot please do subscribe ❣️
agar cancel ho gaya mager pahle he book kar leyr the ritiyaln room to tickets cencle ho ne per woh ve riting room cancel ho gaye ga kya
सुविधाएं तो बहुत अच्छी होती हैं लेकिन यात्रा की थकान मिटानी हो तो होटल ही ठीक है। रिटायरिंग रूम में हर समय ट्रेनों की अनाउंसमेंट की आवाजें, ट्रेनों की आवाजें आती रहती हैं जिससे नींद नही पूरी हो पाती।
Hanji ye baat to hai
Offline book kra skta h kya with general ticket
@jkl_4hjk offline ho jayega lekin reserved ticket honi chahiye, general ticket par nhi hota
@@wertech1 thnaks sir
Sir meri delhi exam h ssc CGL ki
Kam rupees me kaha ruk skta h
Kyuki neend Lena jruri h mujhe exam se phle
Bhai aap insta par msg kijiye
instagram.com/its.amanshukla/?hl=en
1 pnr no me 6 person ka ticket hai, 3 double bed room book ho sakta hai.
Or 1 pnr no se keyse book krenge..?
Bro from Hyderabad to jammu tawi train at 7th aug and returning train is on 16th aug where we can stay from this many days please help 🙏🏽
You can book railway retiring room for 3 days.
Very informative video
My question is this
Maine 26 October ko subah 8 am se 27 oct 8 am Tak retiring room book kiya hai lekin meri train subah 11 baje pahuchegi to plz aap mujhe ye bataiye ki kya agar 8 bje checkin nahi krta hu to Mera booking cancel ho jayega ya mai jab tak meri booking tab tak mai checkin kar sakta hoon
Jab aapki train station pahuchegi tab aap check-in kar skte hain cancel nhi hoga room...Don't worry sir
Kya dono ticket same hona ya 1k sath hona jaruri hai, 1 sleeper aur 1genrel ki hone pr 1 kmra mil jayega......
Bhai check in check out ki timing kya hoti hai??
Sir jabb Mai book krrhi hu toh ye show horaha hai pnr number slot is not available.. Abb kya kru....
Jabki ek baar show horaha tha
Bro
Mera Delhi ka booking h next month but jab retiring room book kr rha hu toh not available so ho rha h . To kaise kya kare
Please help
Bhai apne single ya double select kar rahe hoge isliye not available show kar raha hoga
Select dormitory select Karo bhai
Ab off line book kana bandh Haye online book Kane sabhi ke pas irctc I'd e mil etc hota nahi elite am admi suvedh avail nahi Kar sake please reppy
Very nice information brother 👌👌❤️❤️😅
Thank-you so much ❤️
Brother kya retiring room 6-7 logo ke liye le skte hain mean with family ke liye
2 person per room allowed hote hain toh jyada rooms book krne honge
Excellent thanks
Glad you liked it
@@wertech1sir mera journey bengaluru to mysuru ka hain toh kya mujhe mysuru pe retiring room milega(abhi ticket book nahi karaya maine)12th may ko
Agar destination or koi retiring room Na how are kids sure station or retiring room available ho to use Moldavia her kya
Nhi
General ticket vale nahi kar sakte hai kay
Good evening sir. Mai Ely employee ex OS DNR SE DADAR HOLI DAY ROOM BOOKING KARNA CHAHTI HU PLEASE UPAYE BATAYE
Good information..thank you bro
Most welcome dear ❤️
Bhaiya ji destination station ke pehle ka station nahi book kar sakte kya
Ji nhi
Bhai agr train mar ri 5 tarik ki ha ma 4 ko book kr sakte hu ya 3 ko
Maximum 48 hours before book kr skte hain aap boarding station se train ke aane se pahle
Jenka train rat 10pm ke bad station per aayega oh banda ko to rat me. Rahane ke leye bahat problem hoge or rat pe station pe oh ruk sakta he kya
Agar aapki journey 500KM ya usse jyada ki hai to aap station master se contact karke room le sakte hain
Hmm 4 log hai but hmm 1 double bed room book nahi kar sakte kya ?
2 room complesary hai kya??
Bhai Aap jo 357 rs payment kiya wo 1person ya 2person keliye
Aur fooding facility hai kya including
Kya 1 pnr no me 5 person ka ticket hai to 5 bed mil sakta hai dormitory room me ? Reply pls
Yes
Khurda road e ki retirering room paua jbe
मेरा अनुभव अच्छा नहीं रहा।अहमदाबाद के लिये कोशिश किया था।एसी रूम ही बताया और छः घंटे का 2000 रुपया बता रहा था।नान एसी मिला ही नहीं और ना ही डोरमेट्री
Bhai general ticket log ko rettareing room melega ki nahi
Nhi Bhai only PNR wali tickets par hi booking hoti hai
@@wertech1general ticket log rat pe station per kaise rahenge rest kaise karenge😔😔
Bhai timing kya hoti hai ??
bhai ager hume old delhi se bandikui jana hai to hum utrne ke baad hume bandikui me retiring room mil jayega
Ha
Brother kitne din pehele booking letehe?
Nagpur se bilaspur ki journey karne par mujhe nagpur me 3 ghante stay karna tha maine on line retiring room book kiya source station me nagpur likha booking confirm ho gayi jab mai nagpur retiring room par gaya to incharge bola aapka bilaspur me book hai jabki maine source station nagpur likha tha mujhse kya galti hui
Usme rooms booking ke time aapse galti se destination station ka room book ho gya hoga tabhi ye hua hai sayad, booking ke time par aata hai ki aapko room source station par book karna hai ya destination station par, to vahi par by mistake ho gya hoga
can we lock these room and go out
Thanks bhaiya ❤
Double bed mai washroom sth mai rehti hai kya
Ha
maha faltu system, mera login id hote hue bhi kisi bhi disha se nahi ho raha hain...
Knowledgeable
Apne screen pe booking dikhayi yo personal room ke liye tha ya dormitory ke liye kiya apne
Personal
Single person ka 1 se 2 hours ka kya charge lgega sir ji dromedary room ka Sunday ka
Station wise alag price hota hai bhai aap ek baar online check kr lijiye jaha aapko stay karna hai but aapko vaha minimun 4 hours ka paisa dena hoga aap 1 hour ya 2 hour jitna chahe ruk sakte hain.
Bhai agr maine 24hour ke liye book kiya to main station pe jis time pohchunga us vakt sehi 24 hour lagu honge na???pls reply
Nahi 8 baje subah se 8 baje agle subah tak bhai
Are bhai bina pnr number se nahi hoga kya book room
Nhi
Unreserved ticket se online me Advance returning room book hoga?
Nhi unreserved par nhi hota hai
Retiring room book krne ke liye ticket confirm hona compulsory hai kya ?
Waiting ticket ke PNR se room book kr sakte hai kya ?
Yes try kriye ho skti hai
General ticket mai PNR number hota hai kya
Nhi
sir family 4 members ke liye retiring room and bathing ki facilities ke liye koi jankari hai kya new delhi
Aadhar ek ka hi lagega na
Very good....Thanks.
Most welcome ❣️
Ek hi room pe kya alag alag lok rehete hain? Ya jo tikit book karte hain uska hi ye personal hota hain 1hr or 3 hr ke liye. . Reply plz
Jo book karega uska personal hota hai
Sir ji Nagercoil jn Tamil Nadu Retiring Room Abelable hai kya
Yes
Maine book kar rhi to hrs dikha rha Waha kya Dena prega
Hamlog 3 students hain aur double bed room ka ek room book kiye ha to agr hamlog tino rahenge to koi dikkat?
Bhai bateye koi dikkat hua
Thank You So Much..
Most welcome. Please do subscribe to our TH-cam channel❣️
Bhai kahi nhi ho rha pichle 1 month se lge hue hain.
Bhai retiring room may couple ja shaktay h ki nahi.....
Ha
@@wertech1 nahi ja shaktay h lagta h tumnay sahe pata nahi kiya
Kyu brother kya problam aayi agar aap dono ki ticket ek sath hai to ja skte hain aap
Bhai hm 2 jan h or hme raat me bs 5 ghanta rukna h to agr mai single bed leta hu to usme 2 jan ko rahne dega ki nhi
Nhi
Agar maine 1or 2 days ka lia local train se Howrah jaunga kharagpur sa come ka liya, fer 1 or 2 days baad local train se bapas a jaunga, to kya edhar rahene ka room milaga?
Ji ha
Ahemdabad me ritairing room jyada ret kyo hai
Rate station ke according kam jyada hote hain
Jese 2 log ka reservation hai to 2 hi log ko milega n aggr 1 ka reservation hai or ak family members aa gya to usako kese adjust karenge
Aisa allow karte hai please bateye
Railway pass aloway or
Offline booking hoga
Can't we book room from 10pm to 6am by paying full amount of 12 hrs. ?
Yes you can book
Thank you for sharing this valuable information.
Is it safe for ladies travelling alone
Yes
kya har Station mai yesi facility available hai...
Ji ha
Sleaper ke liye nhi hota kya
Hota hai
Very useful information
Glad you liked it
Booking kitne din pahle hota hai
Thanku for valuable information
Keep supporting by subscribe to our channel.
@@wertech1 Bhai agr me Room book Karu to mere dost log bhi Rah sakte h usme
Bhai Mera book to hogy lekkin m print ni le paya mere pas ek msg aya h confirm booking ka koi problem hogi kya or ID KA PHOTOCOPY DENA PDTA H??
I'd ki photocopy deni hogi, print ki koi zaroorat nhi hai. Sms dikha dena aap
Offline & online booking rate me kuch difference hota hai ya equal charge lagta hai
Lagbhag same hi hota hai
Bhai mene book kiya room paar derails kaha milega room ka mujhe koi msg bhi nahi aaya please reply bhai
Room booking Karate samay error aa raha hai
Sir ticket station se hi milega ya online hi book karna padega
Brother mere ticket Mumbai to H Nizamuddin railway station ki hai morning me 6,35 am ko arriving hogi aur mujhe thoda hold karna hai mujhe retiring room old delhi railway station me mil sakta hai... let me now brother.
Yes. Delhi ke kisi bhi station par retiring room book kar sakte hain aap.
@@wertech1 Thank-you Brother.
Is Retiring Room available on Bhagalpur Railway Station?
Yes
how to cancel retiring room booking
जब नागपुर से बिलासपुर यात्रा करना हो और नागपुर में 3 घंटे के लिए रिटायरिंग रूम बुक करना हो तो फॉर्म में क्या लिखें source में नागपुर या डेस्टिनेशन बिलासपुर
Source station me Nagpur and destination station me Bilaspur
Payment online karna pdega ya wahi jakar
Online
Chalu ticket se jane par room nahi milega
Kya reservation hi krana hoga
Only reservation tickets par hi milega
1 PNR pe 6 person ho to kaise book karna hoga
Double 2 seater ke 3 room book kariye
Time 20 matlab night 8pm sa start hota h
Now it's not opening any link for retiring room booking
Ese offline kese krenge Gwalior railway station pr jakr.
Station master se contact kariyega vaha se ho jayega ya fir TTE office hota hai station par vaha se bhi ho jayega
Jai bhagwan shiv ji jai mata parvati ji
More vedio
Room to book ho gaya he payment bi ho gaya hai likin ,
Vaha Jane ke bad usko kya print ya sms kya dikhana hoga
Mere pass proof me kuchh nahi ish liye puchhta hu plz answer
Booking slip ka print ya screenshot aur aadhar card le jana hoga
Bhai thanks fast time kiya aur ho gya😂
Most welcome dear❤️
10 members khya karna padehs
Very good information sir
Thanks for your valuable words❣️🙏
Aapne 10 see 12 tarikh ke liye book kiya tha,ye to 11 se 12 hi dikha raha hai
Tundla Junction me retiring room 3 ghante ke liye book kr sakte hai
Hanji 12 hours ke liye hi hoga par aap jitne time tak rahna chahe itne time tak rah sakte hain....Main bhi tundla junction par 12 hours ke liye ruka tha staff bahut friendly hai koi problem nhi hoga aapko
@@wertech1 kitne me ruke the
UP varanasi ralway station me bhi room mil jayega sir
Ji ha
Bhai 48 hrs ke liye book krne jaa rha hu toh sirf 24hr ka hi book ho rha hai pls help
Availability me check kijiye pahle ki 48 hours ka show ho rha hoga to hi ho payega
Booking ho gya h but save details kaha se milega??
Booking ka payment hone ke baad aapko confirmation slip generate hokar milti hai aur aapko mobile number par sms me details bhi milti hain, agar nhi mili hai slip to my booking me jakar nikal lijiye aa jayegi
17 years Wale ko mil jaega room Adhaar card se?
Bhai mai Tikat hi nhi leta hu PNR number kaha se dalu😢
Are bhai😅
Can I book retiring room from any station ?
Yes! At maximum stations
आफ लाईन केसे करे
direct station se ho jata hai
Is dormatory safe for night hours??pls reply...
Yes brother
मैने खुद अंबाला कँट और Delhi स्टेशन पर डायरेक्ट रिटायरिंग रूम लेने की कोशिश की थी पर उपलब्ध होते हूये भी नहीं मिला! ऑनलाईन बुकिंग होगी तो मिलेगा ऐसा जवाब मिला! स्टेशन मास्टर ने भी यही जवाब दिया!
Ji ha brother, kuch jagah par offline me ye problem karte hain
It's too costly..shows only ac room
Yatra se kitne din phale book kare
Ticket book krne ke baad kar skte ho kabhi bhi
Mne book kita kiya payment bhi ho gya bt ab show nhi ho rha h
Mera question h ki pta kese kre ki book hua ya nhi jldi btao sir 😱
My account me jakar booking section me dekhiye
Maine book to Kiya.......ak msg Aya.....bas.....usse zada kuch proof Nehi hai.........us msg ko reception main dikhane se mujhe room mile jayega na??
@@wertech1 vo bol rhe h ki book nhi hua refund aa jayega 6 din ho gye refund nhi aaya abhi tk
Irctc id kaise banaye