khula ki iddat kitni hoti hai?khula ki iddat 1 maheena hai ya 3?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 15 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 57

  • @Ayyan_Ibrahim
    @Ayyan_Ibrahim ปีที่แล้ว +1

    Sara ap NY bht acha btya likn. Atiyat k lye Ak. E o ga khola Waly ki idat.

  • @gurulawacademy1156
    @gurulawacademy1156 11 หลายเดือนก่อน

    Nicely explained Masha Allah

  • @sardarahmed2730
    @sardarahmed2730 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum Khula ke bd iddat kbse shuro kre or kitne month adalat se khula hui hai or saman ka case mei jana h court lkn khula hogyi haii to kia court jaa skte hai jahaiz k saman k liye

  • @bawajee7185
    @bawajee7185 ปีที่แล้ว +6

    Jo aurat apny mard se 6 month se mili na ho, apny maa ki ghr ho aur shohr se khula ly uski kitni idat hogi 1 month ya 3 month?

    • @medicalstudent7110
      @medicalstudent7110 ปีที่แล้ว

      1 month ,
      Hadees ,tirmizi Shareef,1185

    • @rubikhan7130
      @rubikhan7130 หลายเดือนก่อน

      Mara bi yahi masla tha ab clear ho shukriya

  • @emanansari2102
    @emanansari2102 2 ปีที่แล้ว +1

    JazakAllah

  • @tanveersabahat6102
    @tanveersabahat6102 ปีที่แล้ว +1

    اگر حیض نہ ہوتے ہوں تو عدت کا کیا مسئلہ ہوگا

  • @Nyzazaarin
    @Nyzazaarin 2 ปีที่แล้ว +1

    talaq e tafweez ke iddat kitne din ke hoti hai

  • @Ya5-n7c
    @Ya5-n7c 2 ปีที่แล้ว +2

    🥰🥰🥰😍😍

  • @FouziyaFouziya-o8o
    @FouziyaFouziya-o8o 5 หลายเดือนก่อน

    Assalam alaikum...3 sal thak bht ni thi husband say ab may khula le chuki hun ...kitne din idath karni hogi

  • @sabaansari4772
    @sabaansari4772 ปีที่แล้ว

    Talak ke bad kitne din iddat hai

  • @SohailAhmad-oy8sp
    @SohailAhmad-oy8sp 2 ปีที่แล้ว +2

    براے مہربانی یہ بتایں کہ خلہ کیسے ھوتا ھے اور جو آجکل عدالت میں خلہ ڈگری تھمائ جا تی ھیں کیا یہ شرعا جایز ھےکیا جج جھوٹ کی بنیاد پر لگاے گیے الزام پر خلہ ھو جا تا ھے کہ نهیں

  • @parveenahmed3380
    @parveenahmed3380 2 ปีที่แล้ว

    Mujhe apse kuch puchna tha..?

  • @MeeranAli-h2j
    @MeeranAli-h2j 5 หลายเดือนก่อน

    Gg

  • @Ayesha-m4g
    @Ayesha-m4g 4 หลายเดือนก่อน

    Agr koi 6month sy alg ho to phr kulha ki idat kia ho gi

  • @rimshasalam7917
    @rimshasalam7917 ปีที่แล้ว

    Kiya ap mujhe bta sakty agr periods nhi hn rehy hen tu Kiya iddat puri nhi hosakti khula ki Jo aik haz hai please bta dyen mujhe

  • @bawajee7185
    @bawajee7185 ปีที่แล้ว

    Kya khula ki iddat ke doran sulah ho sakti hai ya nhi?

    • @yasmeenbegum1817
      @yasmeenbegum1817 ปีที่แล้ว +1

      Haan agar sulah karna chare miya biwi to hosakti

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 ปีที่แล้ว

      @@yasmeenbegum1817 nai ho sakti. Khula meh nikah fauran toot jata hain. Pir se nikah ho sakta hain agar us duran shohur ne teen talaq na dee ho,

  • @Artfarha
    @Artfarha 2 ปีที่แล้ว +1

    Kounse hadeesh mein hai ?kya aap bata sakte hai

  • @aligull1479
    @aligull1479 2 ปีที่แล้ว

    Assalam wa alaikum
    mjje apsay talaq. Kay hawalay say baat krni thi mainay apni biwi ko 3 ya 4 alfaz talaq kay nikalay thay or bimari ki halat mein jaisy mjhe depression or anxiety ka masla aksar rehtha hai or kabhi kabhi blood pressure bhi hotha tha or mere hath phao tanday hojathay tha ab tou kher exercise kr rahun ab sai hun Allah ka shkr hai lekin ye masla mere sath phely mustaqil rehtha tha tou meinay depression or stress. Ki goli mustaqil katha tha or pir mainay chor dhi or ye masla mere sath peah aya or us dhoran bhi mere halat sqi nai thi kyo kay ye masla mere sath mustaqil rehtha gai stress or anxiety mere dil ki dharkan bhot taiz rehthi thi

  • @zara-hk1vu
    @zara-hk1vu 2 ปีที่แล้ว +2

    Jin Orton ne Bache bnd krwane Wala oppression krwaya ho or khula li UN ki idadt ke bare me btaskte hn

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 ปีที่แล้ว

      Koi farq nai parta. Log zyada yh hi kehty hai k ek haiz iddat hogi

  • @salmanoor8361
    @salmanoor8361 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalm o alaikum plzz Muje conform btaden khula ki iddat 3 month h ya 1 month plzzz muje btaden mne khula li h

    • @mehwishjahanzabmehwishjaha7606
      @mehwishjahanzabmehwishjaha7606 2 ปีที่แล้ว

      Abhi tak nahi mlom khulla ki eddat teen maheenay hai ya ek mheena

    • @anzaahmed6131
      @anzaahmed6131 2 ปีที่แล้ว

      Only 1 month

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 ปีที่แล้ว

      @@mehwishjahanzabmehwishjaha7606 kio k hanafi fiqh meh teen haiz hain. Baki fiqh kehty hain ek haiz. Ab logo ko khud nai pata k woh kis fiqh peh chal rahy hain. Lekin humary dada dadi, hanfi fiqh peh chalty teh kio k pakistan haanfi hain, majority.

  • @ansariansqueen5297
    @ansariansqueen5297 ปีที่แล้ว +2

    8 month se jo orat apne shohar se na mili ho

  • @irfananoor676
    @irfananoor676 2 ปีที่แล้ว +2

    برائے مہربانی حنفیہ کا حوالہ دے دیجئے

    • @danishshabbir528
      @danishshabbir528 ปีที่แล้ว

      حنفیہ میں 3 ہیض عدت ہے۔۔

    • @zeeshaniqbal7189
      @zeeshaniqbal7189 หลายเดือนก่อน

      Reference pl​@@danishshabbir528

  • @itssaira5359
    @itssaira5359 ปีที่แล้ว

    Plz sir clear krden k khula ki iddat 1mah ha ya 3mah

  • @ShahanawazAnsari-vx4gh
    @ShahanawazAnsari-vx4gh ปีที่แล้ว

    Me shadi shuda orat se mohabbat karta hun or unke shohar ka intikal ho gaya he unhe iddat me bithaya gaya he kiye me unse baat kar sakta hun fon par

    • @muftirehankhanofficial2922
      @muftirehankhanofficial2922  ปีที่แล้ว

      Nahi janab, jab tak wo ap kay nikah mein nahi ajati,bat karna drust nai. Wo apki NA-MEhram hain.

    • @shakeelrasheed3392
      @shakeelrasheed3392 6 วันที่ผ่านมา

      Aap ny qatal to nai kia uska, mujy lg raha ha

  • @ameenamarfani7274
    @ameenamarfani7274 3 หลายเดือนก่อน

    Jo HADIs hai use hi follow karain Nabi ka Hukum ser ankhon per 3:1 ulema ka bhi yahi muakif hai kula ki iddat ek mahina hai

  • @javedmalik4821
    @javedmalik4821 ปีที่แล้ว

    I think the main issue is to check pregnancy. Bcz if a widow is pregnant at the time of death of her husband and deliver baby next day her Eddat is finish.

  • @ayeshaqureshi1866
    @ayeshaqureshi1866 7 หลายเดือนก่อน

    Agar hej ana band ho gya ho to

  • @ameerhamza-ce9pc
    @ameerhamza-ce9pc ปีที่แล้ว

    Khula ke bad kab tak ruju kiya ja sakta hai
    Ya phir se nikah krna hoga
    Plz jawab dein na

  • @noorma2716
    @noorma2716 2 ปีที่แล้ว

    Mehrbani frma k ye b bta dijiye ga k khula mein agr 3 bar shohar talaq Dy Dy to KYa phr b khula he hogi wo?? Ya wo talaq hogi? Talaq or khula Ka sahe treeqa KYa Hai or khula mein talaq ek bar d jay to wo khula consider ki jaygi ya 3 bar d jay to b khula he hogi wo

  • @ayeshakadar7568
    @ayeshakadar7568 2 ปีที่แล้ว

    jub shor already chor ke gaya ho 1 saal se zyada arsa howa ho phir aurat khula lai tu kitna arsa hogi iddat?

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 ปีที่แล้ว

      Hanfi fiqh meh teen haiz, baki fiqh kehty hain ek haiz

  • @tanveersabahat6102
    @tanveersabahat6102 ปีที่แล้ว

    جن کو حیض نہ ہوتے ہوں؟؟

  • @shafiqaakhlaq3036
    @shafiqaakhlaq3036 3 ปีที่แล้ว +3

    Jazzak Allah apka bian boht muffasal hota hy

  • @shabanamsolaki4387
    @shabanamsolaki4387 2 ปีที่แล้ว

    खुला लेने वालि औरत को इदत के पैसे लेने चाहिए और महेर के पैसे लेने चाहिए

  • @muhammadasadkhan7656
    @muhammadasadkhan7656 ปีที่แล้ว

    3 hez or 3 mahine?