bhai aap mehnat bohot karte hain, I hope you get more success out of youtube. aik sawal, mere pas 2016 cultus hay, main CNG hatwana chahta houn, Apki Gadi main bhi muje pipe nazara aya CNG ka, Petrol pe permanently chalane kliye ap ne INTAKE pipe se air restriction hatane k elawa aur koi changes ki hain? aik aur question, CNG hatane se pehle petrol ki consumption kaisi thi aur CNG hatane ke baad kya faraq parha hay?
thank you . nahe or koie changes nahe ki . Cultus ko cng per Chala fazool hai Q k Cultus ki average petrol per boht achi hai .gari har traf se ok how to 19 km per liter Kerti hai long route per, wesy bhe petrol per gari chalny gari sa pick bhe acha hota hai engine life bhe barh jati hai . mainy esko aik din bhe cng per nahe chlaya gari buy Kerty hi cng kit utar di thi.
@@ZatiExperience that great, mere pass mehran hay, os se maine CNG kit waghaira uthar k petrol pe ki hui hay aur carobaorator ki waja se kuch aur bhi muje tuning karan apari just to fix it for petrol. Tho apka mashwa hay k an main apni CULTUS se Sirf aur SIRF air intake se restriction hata doun?? ya ose bhi na cheyrhoun??
Ager ap CNG per gari nahe chalana chahty to pipe ka connection khatam ker dain cng kit utar dain wiring bhe disconnect ker dain. Ager ap ye sahe trah se nahe ker sakty to kisi mechanic se proper tarekay se cng kit disconnect kerva lain
Hamare pass hilux double cable subah subah Chichi ki awaaz Deta hai belt jab Pani Dal dete Hain to khamosh ho jata hai per thodi jab khushk ho jata hai to fir awaaz Deta hai belt bhi naya hai puri bhi Sara theek hai lekin yah masala khatm Nahin ho raha hai uska ishq Koi tarika Koi hal hai
Bhai meri gari abhi kuch din pehle khady me lagi us k baad sy jab ac chala rhy hain tu esi awaz aa rhi jese kuch takra raha hu or race dene py awaz or zada tezz hu gae hai kindly bata sakty hu kiya solution hai?
slam janab meri car ka ye masla sirf jab car pori rat khari rahe our subo start karte waqt bus 30 secnd tak awaz karta hai us ke bad khod khamosh ho jata hai ye keya msla ho skta hai
es se koi fan nai chalta, purani gadi main es se fan chalta tha but aj kal es se fan nai chalta, laikin sirf aur sirf aik Naming Convention loug adatan use karte hain.
@@shehzadsaifullah bhahi jan Fan belt Deisel gariyon mein use hota hai..ap Ac and Genrator Belt ko Fan Belt bol rahay vedio mein..ham to ap se seekhtay hain. es liay mehrbani kiya karain k hamein lalo panjo smjh k ghlt na seekhaya karain.
bhai aap mehnat bohot karte hain, I hope you get more success out of youtube.
aik sawal, mere pas 2016 cultus hay, main CNG hatwana chahta houn, Apki Gadi main bhi muje pipe nazara aya CNG ka, Petrol pe permanently chalane kliye ap ne INTAKE pipe se air restriction hatane k elawa aur koi changes ki hain? aik aur question, CNG hatane se pehle petrol ki consumption kaisi thi aur CNG hatane ke baad kya faraq parha hay?
thank you .
nahe or koie changes nahe ki .
Cultus ko cng per Chala fazool hai Q k Cultus ki average petrol per boht achi hai .gari har traf se ok how to 19 km per liter Kerti hai long route per, wesy bhe petrol per gari chalny gari sa pick bhe acha hota hai engine life bhe barh jati hai .
mainy esko aik din bhe cng per nahe chlaya gari buy Kerty hi cng kit utar di thi.
@@ZatiExperience that great, mere pass mehran hay, os se maine CNG kit waghaira uthar k petrol pe ki hui hay aur carobaorator ki waja se kuch aur bhi muje tuning karan apari just to fix it for petrol. Tho apka mashwa hay k an main apni CULTUS se Sirf aur SIRF air intake se restriction hata doun?? ya ose bhi na cheyrhoun??
Ager ap CNG per gari nahe chalana chahty to pipe ka connection khatam ker dain cng kit utar dain wiring bhe disconnect ker dain.
Ager ap ye sahe trah se nahe ker sakty to kisi mechanic se proper tarekay se cng kit disconnect kerva lain
Salaam, great video ❤🎉
Walikum Assalam
Bht mhrbani
ham ap k her sawal ka jawab dayte hain..ap aj es jawab dain k es belt se konsa fan chalta hai?
Bhai old engine meh is belts seh fan bhe chala kartey thay so jab seh yehi naam parh gaya hai iska fan belt halala ab to fans electric bhe a gaye hai
Hamare pass hilux double cable subah subah Chichi ki awaaz Deta hai belt jab Pani Dal dete Hain to khamosh ho jata hai per thodi jab khushk ho jata hai to fir awaaz Deta hai belt bhi naya hai puri bhi Sara theek hai lekin yah masala khatm Nahin ho raha hai uska ishq Koi tarika Koi hal hai
Bhai meri gari abhi kuch din pehle khady me lagi us k baad sy jab ac chala rhy hain tu esi awaz aa rhi jese kuch takra raha hu or race dene py awaz or zada tezz hu gae hai kindly bata sakty hu kiya solution hai?
Bro same mere sath bhi horha hai apko koi solution mila?
@@usamasohail1863 nhi bro mjhe koi solution nhi mila
slam janab meri car ka ye masla sirf jab car pori rat khari rahe our subo start karte waqt bus 30 secnd tak awaz karta hai us ke bad khod khamosh ho jata hai ye keya msla ho skta hai
Bhai apka masla hal huwa?
Lights on kryn tu belt awaz krta hy
es belt se konsa fan chalta hai?
es se koi fan nai chalta, purani gadi main es se fan chalta tha but aj kal es se fan nai chalta, laikin sirf aur sirf aik Naming Convention loug adatan use karte hain.
@@shehzadsaifullah bhahi jan Fan belt Deisel gariyon mein use hota hai..ap Ac and Genrator Belt ko Fan Belt bol rahay vedio mein..ham to ap se seekhtay hain.
es liay mehrbani kiya karain k hamein lalo panjo smjh k ghlt na seekhaya karain.
Bhai aap to jazbati horahe hain! Relax..
Engin sy race dyna k bad Goonj pyda ho rahe
Bhai me oil dalta ho awaz band hojati h
Bhai yhi msla ha kesy solve hoga
Aalaw bro
Bhai is ky nuqsan bhi bataya karey. Kia uqsan ho sakta hy loose belt hony ka. Na mukamal video hy.
belt slip ho sakti hai
❤️❤️❤️❤️❤️👍👍👍👍
Aoa
Talk English that will accommodate everyone and get more support nor likes