ขนาดวิดีโอ: 1280 X 720853 X 480640 X 360
แสดงแผงควบคุมโปรแกรมเล่น
เล่นอัตโนมัติ
เล่นใหม่
Sar aap bahut acchi video banate hain bahut Kuchh sikhate Bhi Hai
Shukriya bhai
Nice one
Nyc bhai
Nice 👍❤
Thanx shahid
Bahut sunder Bhai ❤❤❤
Bahut badhiya mashallah😊
😊 main naya hun Purana
Purana😂
Ek video wiring pr bhi banao en taron ke sahar me ulajh jate h 😢
Theek he bhai pr usse pehle meri 8 nambr Vali video dekho usse pcb ki location dekhne me smajh aaigi
Bahut badiya👍
Bhai vrv odu k capalary or codenser pa ice aa rhi hai kya problem ho sakti hai
Bhai iska oil balancing sensor kaise change karte
Bhai koi sensor nahi hota cantrol pcb supply on off krti he sonoloid body ki
@@Vrvknowledgeadda dhanyvad🙏
Bhai ye valve hamesha open rehta hai Ya fi 8 hours m ek baar open hota hai
Compressor start hote hi on ho jate hai
Sir thoda iska button ko address kaise krte hai please help sir mere pass midea hai vrv 3
Bhai aap midea ki baat kr rahe he Daikin ki vrv 3
Bhai vrv mai pehla dip switch kyo upar krte haiMater mai bhi or slave mai bhi dekha tha maine
Isliye uppr krte he bhai taki odu master BN Jai aur idu se koi bhi koi mode na chhere
@@Vrvknowledgeadda magar bhai Maine master or slave 1 mai bhi upar dekha hai
Bhai agar slave ki new pcb replace karoge to dip switch setting karni padegi aur agar app ne 1 uppr kr rakhhi he slave ki to usse koi faida nahi hai aur jyada tr pj error aa jata he aur bahot si baar nahi bhi aata
Bhai aap kha job karte ho
Noida me
Bhai f3 error aa raha hai gas tik hai servicing bhi kardi . Par unit par f3 aa raha hai.
Bhai chack karo compressor over heat ho raha hoga ya discharge pipe thermistor faculty hoga
Bhai aapki company m job mil sakti hai kya
Abhi to vacancy nahi he bhai
March mai ho sakta h bhai
Noida m kon sa sector h bhai
@@FirojKhan-gk6rr hogi to bhai jarur btaounga bhai
Sar aap bahut acchi video banate hain bahut Kuchh sikhate Bhi Hai
Shukriya bhai
Nice one
Nyc bhai
Nice 👍❤
Thanx shahid
Bahut sunder Bhai ❤❤❤
Shukriya bhai
Bahut badhiya mashallah😊
😊 main naya hun Purana
Purana😂
Ek video wiring pr bhi banao en taron ke sahar me ulajh jate h 😢
Theek he bhai pr usse pehle meri 8 nambr Vali video dekho usse pcb ki location dekhne me smajh aaigi
Bahut badiya👍
Shukriya bhai
Bhai vrv odu k capalary or codenser pa ice aa rhi hai kya problem ho sakti hai
Bhai iska oil balancing sensor kaise change karte
Bhai koi sensor nahi hota cantrol pcb supply on off krti he sonoloid body ki
@@Vrvknowledgeadda dhanyvad🙏
Bhai ye valve hamesha open rehta hai
Ya fi 8 hours m ek baar open hota hai
Compressor start hote hi on ho jate hai
Sir thoda iska button ko address kaise krte hai please help sir mere pass midea hai vrv 3
Bhai aap midea ki baat kr rahe he Daikin ki vrv 3
Bhai vrv mai pehla dip switch kyo upar krte hai
Mater mai bhi or slave mai bhi dekha tha maine