Rukhsati Se Pehly Agar Talaq Ho Jay Tou By Farhat Hashmi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 30 มี.ค. 2023
  • #WordByWordTranslation #QuranTranslation #FarhatHashmi
    All Playlists of islam-aik-taaruf :
    • Islam-aik-taaruf
    ------------------
    Farhat Hashmi (Urdu: فرحت ہاشمی‬‎) (born December 22, 1957) is an Islamic scholar, preacher and muslim televangelist from Pakistan.
    Website: www.farhathashmi.com/
    [1] She holds a PhD degree in Islamic studies from the University of Glasgow, Scotland and was formerly a lecturer and assistant professor at the Faculty of Usul-al-Din at International Islamic University, Islamabad.[2][3] Hashmi founded Al-Huda International Welfare Foundation in 1994. The foundation started a number of schools to teach the Quran and Hadith to women in order to "help women become better observant muslims by helping them understand the Quran". The foundation now runs a network of schools, seminaries and social welfare projects.[4][5][6] In 2004, the foundation established the Al-Huda Institute in Mississauga (Toronto area), Ontario, Canada. This institute offers courses on exegesis of the Quran and Hadith and attracts students from a number of foreign countries such as Australia.[7][8]
    She has gained popularity as a feminist scholar both in Pakistan and abroad, as evidenced by crowds of up to ten thousand that attend her religious lessons, called "Dars". Most followers come from liberal, literate and modern backgrounds; and most are women.[9][10] She has stated that her mission is to bring a renewal in Islam, through better understanding of the core scriptures. In contrast to rigid and confrontational styles of proselytising, Hashmi has emphasized the need for her students to engage in voluntarily educating others through their examples.

ความคิดเห็น • 17

  • @user-rs9yl4ub1z
    @user-rs9yl4ub1z 3 หลายเดือนก่อน

    Mera aik sawal hai

  • @saniakhan8779
    @saniakhan8779 2 หลายเดือนก่อน

    Haq sy hat kr. Baat kro k iddat kitni h or kasy h ks sorat mn

  • @user-rs9yl4ub1z
    @user-rs9yl4ub1z 3 หลายเดือนก่อน

    Mera aik sawal hai. Meri cousin ka nikaah howa tha rukhsati nai hoi or na hi wo log khilwat me mile q k us ka husband out of country chala gya tha. Or call pe larai k duran us k husband ne aik dafa use talaq boli or phir sulah ho gai kuch din baad. Phir msg pe talaq di. Family walo ko b is baat ka pta chala to sab ne bola k 3 dafa bolne se talaq hoti hai. Phir jab 11 month baad larka aya to rukhsati krwa di gai. To kya rukhsati jaiz thi? Ya dubara nikaah krna chahiye tha? Or rukhsati k baad b us larke ne 3 dafa boli talaq to konsi talaq mani jaye gi rukhsati se pehle wali talaq pe hi nikaah khatam ho gya tha? Ya rukhsati k baad wali se. Please is sawal ka jawab zroor dein.

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 หลายเดือนก่อน

      Agar woh bilkul privacy meh nai mily aur online bhi ek doosry ko us tarah nai dekha tab kaha jayga k is ki rukhsati nai hue. Agar rukhsati na hue ho tou aurat ko maximum ek talaq lagti hain. Aur aisi aurat ki iddat nai hoti, lihaza us ka nikah fauran toot gaya ta woh us k nikah meh tee hi nai jab us paindoo ne doosri baar talaq boli. Toh koi sulha nai hue. Us k bad jitni talaqy tee woh lag hi nai sakti ek gair mehram aurat ko. Agar woh rukhsat hue tee toh jaisy hi shohur ne teen talaq boli toh woh TEEN tee. Teen talaq ek sat TEEN hoti hain. Agar rukhsati hue tee toh jab us ne ek talaq dee toh iddat k andar andar rujoo nai kiya toh iddat khatam hoty hi woh nikah se azad ho gaye tee. Us k bad nikah pir se ho sakta ta. Agar iddat k andar rujoo kiya ( jo k sirf ilfaz kehny se rujoo nai ho jata ) toh pir jab talaq dee toh woh doosri talaq tee. Jab jab teen ek sat dee toh woh teen tee aur aisy meh iddat meh rujoo bhi nai ho sakta. Jis tarha bhi dekha jaye yeh zina hain aur woh dono nikah meh hai hi nai, ulad bhi haram hogi

  • @hirakiran7446
    @hirakiran7446 2 หลายเดือนก่อน

    Kia ye bat thek h k nikah k bad talak dy do to mrd par gunah nhi ruksti na hui ho to .jo me brbad hui jo mjpar dagh lga umer khrab hui sab khair h yaa khuda kun ni gonah un par me brbad hui hon

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 หลายเดือนก่อน

      Barbad tum APNI harqatoh ki waja se hue ho. Is bat ko samjho. Apni maa aur nani ki waja se hue ho. Char shadiya rok kar doh taqy ki ban gaye ho. Rukhsati is ko kehty hain k jab dono privacy meh mily ho, riwayati rukhsati ko nai. Aur rukhsati se pehly talaq milna waisy daag nai hain jaisy k rukhsat hue aurat ko milta hain. Umar gin ne k bajaye yeh likho k us ne talaq kio dee, bhety bhety us ne nai dee, kuch soch k dee

  • @Kitty-tb4jz
    @Kitty-tb4jz 6 หลายเดือนก่อน

    Assalam o alikum mam. Agr rukhsati se pehly talaq hogyi ho 3 talaq hogyi hon aur 3no aik sath likh k bhej di gayi hon aur us bandy ko apni ghalati ka ehsas hojae wo phir se usi k sath nikah krna chahy to kya dobara usi se nikah without halala ho skta hai? Plz bta den bht zeyada confusion hai is ka hal nahi mil raha

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 6 หลายเดือนก่อน

      Rukhsati is ko kehty hai k jab tanhai meh kahin bhi aurat shohur se mili ho. Agar rukhsati nai hue tee toh aisi aurat ko maximum ek hi talaq lag sakti hain jis se khud ba khud sabit ho jata hain k rukhsat hue aurat ko teen talaq lagti hain

  • @ibneadum
    @ibneadum 6 หลายเดือนก่อน

    Salaam ma'am mera nikah hoa rukhsti ni hoi na huq mehr teh hoa abhi bs nikah hoa or divorce ho gai ....kya hum dobara nikah kr akty hn ...? Please ans

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 6 หลายเดือนก่อน +1

      Haan. Agar akely meh tanhai meh nai mily kahin bhi

    • @ibneadum
      @ibneadum 6 หลายเดือนก่อน

      @@razamughal4582 JzakAllah...

  • @user-dm6pe1xp3b
    @user-dm6pe1xp3b 8 หลายเดือนก่อน

    Meri rukhsti ni hoi talak k bad iddat lazm hy k ni?

    • @IslamKnowledgeonly
      @IslamKnowledgeonly  8 หลายเดือนก่อน

      Rukahti nh hui to iddat nahe

    • @Sweetyshahzadi845
      @Sweetyshahzadi845 3 หลายเดือนก่อน

      Agar rukhsati hoi lakin taluq nai phir talaq ka kia hukam he

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 หลายเดือนก่อน

      @@Sweetyshahzadi845 talaq ho jati hain aur aurat ki iddat bhi hoti hain

    • @Sweetyshahzadi845
      @Sweetyshahzadi845 หลายเดือนก่อน

      @@razamughal4582 agar realation bana hi na husband wife me tu talaq nai hoti kia

  • @saniakhan8779
    @saniakhan8779 2 หลายเดือนก่อน

    Very confusing lecture bat jo hu re usko chor kr apna lecture start