Mahabharat | महाभारत | Karna ne kiya Dronacharya se bhes!

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 13 ส.ค. 2023
  • Click here to Subscribe Star Plus : / @starplus
    Free Subscription : / @starplus
    Watch More Like This : th-cam.com/users/starplusvideos
    #Mahabharat
    #family#drama
    #mythology
    #krishna #saurabhrajjain
    #yudistira #rohitbharadwaj
    #bhim #sauravgurjar
    #arjun #shaheersheikh
    #nakul #vinayrana
    #sahadev #lavanyabhardwaj
    #draupadi #poojasharma #kauravas
    #tvshow #tvserial
    #indianserial #youtube
    #youtubevideo
    #karna #dronacharya #bhes
    #starplus
    Connect with Star Plus on Social Media
    Hotstar : www.hotstar.com/#!/star-plus-821
    Facebook : / starplus.in
    Instagram : / starplus
    Twitter : / starplus
    Mahabharat | महाभारत | Karna ne kiya Dronacharya se bhes!
  • บันเทิง

ความคิดเห็น • 22

  • @RatneshGour-rw6kl
    @RatneshGour-rw6kl 4 หลายเดือนก่อน +4

    Really it is a point where no one knows ०२ 0:51 0:51

  • @rjmultiplex2315
    @rjmultiplex2315 7 หลายเดือนก่อน +2

    Main hero karna

  • @maitysanaj3567
    @maitysanaj3567 7 หลายเดือนก่อน +2

    Jai shree Krishna 🙏💕

  • @shravansrao3355
    @shravansrao3355 14 วันที่ผ่านมา

    Karna was actually student of Drona in Vyasa Mahabharata.

  • @loveshayari88
    @loveshayari88 9 หลายเดือนก่อน +10

    Is mahabharat me karna side ko juada nahi dikhaya gaya hai or isme karn ko ghamndi dikhaya gaya hai jo ki geeta me aisa nahi hai abhi tak ki sabhi mahabharat sahi nahi bani hai

    • @greybo4034
      @greybo4034 9 หลายเดือนก่อน

      Karna is portrayed equal to Arjuna here in real Mahabharata he was not even close

    • @loveshayari88
      @loveshayari88 9 หลายเดือนก่อน

      @@greybo4034 no

    • @kunalkaushickbora198
      @kunalkaushickbora198 8 หลายเดือนก่อน

      ​​​​@@greybo4034bro karna is equal to Arjun in terms of dhanurvidyaa he was defeated just because he was in the side of adharma and the curses he got.
      You might not believe in my words so you can hear it from sant premanand maharaj ji if you know and believe him.And u should also know what would have happened if karnas kavach kundala was not taken from him by arjunas father indra and if he didn't promise to kunti that except Arjun all her son will stay alive .If you took the knowledge of Mahabharata from iskcon and specially amogh leela Prabhu ji then I don't have to say anything 😂 ,he even once said that in Virat yudh Arjuna Pearced karnas ear which had kundala at that time .😂u should also know that karna had bhagwan parshurams Vijay dhanush which he only used in Mahabharata.its name itself says victory that means the one holding it cannot be defeated.When Arjuna killed karna with anjalika Astra karna didn't have his Vijay dhanush .Whereas Arjuna never used any other dhanush except gandhiv in his life.I m not saying Arjuna is weak .I also know with the presence of bhagwan Krishna no one was able to defeat Arjuna but I only want to say that karna was not weaker then Arjuna

    • @ffgnikhilgaming9621
      @ffgnikhilgaming9621 9 วันที่ผ่านมา

      ​@@greybo4034You know nothing Karna was invincible with his Armor, It was Arjun Daddy who was jealous of Surya Putra

  • @geethamadhuri4.033
    @geethamadhuri4.033 หลายเดือนก่อน

    Jai shree krishna ❤️.!

  • @sagarchanchad7700
    @sagarchanchad7700 4 หลายเดือนก่อน +5

    dronacharya sahi hai
    thoda practically socho koi teacher kisiko nahi padhana chahta to ye uski wish hai koi bhi student techer ko force nahi kar sakta ki mujhe padhana hi padega aapko. similarly yadi dronachary nahi padhana chahte the karn ko to ye dronacharya ki marzi thi koi bhi force nahi kar sakta. ye decision hamesha teacher ka hi hota hai ki wo kise padhana chahta hai aur kise nahi.
    don't blame dronacharya for that

    • @Star17Platinum17
      @Star17Platinum17 24 วันที่ผ่านมา

      Lekin usne baat dilme chubne wali boli.
      Kisiko apne jaat se apman karne ka usr koi adhikar nahi tha. Siksha sab ko milni chahiye. Agar use nahi sikhana to wo sidha bol sakta tha. Use apman karne ki kya zarurat?

    • @sagarchanchad7700
      @sagarchanchad7700 24 วันที่ผ่านมา

      @@Star17Platinum17 yahi hamari problem hai sut koi jati ka shabd tha hi nahi wo to ek occupation ka naam tha jaise aaj ke time me aeroplane chalane wale ko pilot kaha jata hai waise us time pe sut shabd rath chalane wale ko bola jata tha ye occupation ka shabd hai jaati ka nahi
      mein to sut shabd ko apman hi nahi manta wo to ek respect se bola jane wala ek occupation ka naam tha jise aaj dharmvirodhi logo ne arth ka anarth kar diya
      tum khud socho tum areoplane chalane wale vyakti ko pilot hi bologe na CA ya doctor thodi bologe
      yadi aap ke papa doctor hai to log aapko doctor ka beta hi kahenge na to isme apman kaisa
      waise hi us time pe sirf karn ko nahi us time pe har ek rath chalane wale vyakti ke putra ko sutputra hi kaha jata tha kyoki ye occupation ka naam tha jaati ka nahi

    • @Star17Platinum17
      @Star17Platinum17 24 วันที่ผ่านมา

      @@sagarchanchad7700 Lekin agar koi mujhe kahe ki me pilot ka beta hu, aur me Medical nahi padh sakta to mujhe bhi ghussa hoga.
      Karna ko bhi isiliye ghussa hua. Kyuki dron ne bola ki uchh siksha ka hak sirf aur sirf Brahman aur Kshatriyo ke pas hai.
      Lekin Karna yaha sahi keh rha hai, kyuki siksha sabhi ko saman milni chahiye. Uspe kisi ek vyakti ka hak kaise ho sakta hai?

    • @sagarchanchad7700
      @sagarchanchad7700 24 วันที่ผ่านมา

      @@Star17Platinum17 haa aapki baat sahi hai lekin kya aapko pata hai ki dronacharya ne sirf kuru parivar ko hi apni shiksha kyo di
      asal me to wo kisi ko bhi padhana nahi chahte the lekin jab unhone dekha ki garibi ke karan unki patni apne hi bete(ashwasthama) ko chawal ka paani dudh samajkar pila rahi hai tab wo hastinapur ke rajkumaro ko shiksha dene ke liye majboor ho gaye
      kyoki kuru parivar ne dronacharya ki musibat me help ki thi isliye wo kisi aur ko apni shiksha dekar hastinapur ke prati apni vafadari ko todna nahi chahte the thik waise hi jaise karn apne mitra duryodhan ke saath mitrata ko todna nahi chahta tha
      yadi unke paas paryapt dhan hota to wo shayad kuru parivar ko bhi shiksha nahi dete lekin apne bhagya ke haatho majboor ho gaye

    • @sagarchanchad7700
      @sagarchanchad7700 24 วันที่ผ่านมา

      @@Star17Platinum17 jaise karn ki majboori thi ki wo apne mitra duryodhan ko dhokha nahi de sakta waise hi dronacharya ki apni majboori thi wo bhi kisi aur ko shiksha dekar hastinapur ko dhokha nahi de sakte the kyoki hatinapur ne unki sabse bure halat me help ki thi
      aap karn ki majboori samajte hai to aap dronacharya ki bhi majboori samjenge

  • @-SILENT_BOY_SAMBALPURIA__2836
    @-SILENT_BOY_SAMBALPURIA__2836 10 หลายเดือนก่อน +3

    Nice 😊

  • @user-xc7bn2il1e
    @user-xc7bn2il1e 10 หลายเดือนก่อน +1

    Mahabharat full episode oplod kijiye

  • @loveshayari88
    @loveshayari88 9 หลายเดือนก่อน +3

    Or is mahabharat me karn ka bhai or unke putra ko nahi dikhaya gaya hai me purn dekh chuka hu mahabharat ko

  • @risu145
    @risu145 10 หลายเดือนก่อน +3

    Kyu dar gya na😂😂

  • @srinivasup
    @srinivasup 2 หลายเดือนก่อน +1

    There is no seniority, sab ult pult hain

  • @sattarpatel4916
    @sattarpatel4916 18 วันที่ผ่านมา

    5000 sal bad nahi badli jati