Bhaisaab aap bahut achhi tarah cheezon ko samjhaate ho..😊 Meri head light ka ek chota corner toota hai wahan tape lagai hai toh woh light mein moisture ho raha hai..kya upaay hai iske liye?
Thank you So much @MP-lb1bv....bhaiyya ji me aapko yahi suggest karunga ki aap headlight change kr ljiye, kyunki aapne healight ka agar lance repair karaya to chances or badh jayenge likage ke or kisi ke kehne se headligt ko open mat karwa baithna kyunki thode din bad leak ho jayegi kyunki mitri log sirf sealent dal ke band kr dete hn jabki headlight ko reseal karne ke liye butyle lagayi jati hai or ye bohot menhgi aat hai...mera is par bhi ek video aane wala hai or me butyle se light ko seal kar ke dikhaunga....channel par bane rahe 🙂
@RiderDriver7640 aisa hi thoda breakage meri wagon r ki tail light mein hai...wahan bhi tape lagaai hai usmein condensation kyun nahi hoti hai? Kabhi bhi nahi hua. 2.Auto lens repair kit jis mein 3 color ke sheet aate hai 3M ka woh use kar ke meri brezza 2017 zdi+ ki headlight mein side fender aur bonnet ke junction ke paas 3/4"×3/4" jitna breakage seal kar doon aur uske upar Galio ka headlight garnish se woh patch bhi cover ho jaata hai toh chalega na.3M waali sheet ko mein uske upar lage glue + super wiz ke super glue se laga doon toh ? Reason mein nayee headlight avoid kar raha hoon kyunki kaafi mehngi hai.
@@MP-lb1bv Again Thank you aapka....Back light me condensation isliye nahi hota kyunki gadi ka engine front me hota hai na ki piche ki side....aapke dusre sawal ka me bas yahi jawab dunga ki itna sab jhanjhat mat palo ya to new lights le lijiye nahi to old spares markets se used lights khareed lijiye wo zada batter option hai but lights wahi khareedna jo sealed ho...maine kabhi lance ko kisi glue se nahi chipkaya bcoz ye kaam nahi karta or na he me aapko suggest karung...but experiment ke liye try kar sakte hain.
@gurpreetSingh-ss5mp Thank you for watching the video...ye bat sahi hai ki headlight ki cap nikal dene se moisture nahi banta but me aapko ye recommend nahi karunga kyunki tez barish me light me pani ja sakta hai or fir electrical fault bhi aa sakta hai.....ha agar barish nahi ho rahi hai or light me moisture hai to aap cap nikal ke thodi door chala lo moisture khatam ho jayega but bina cap ke gadi mat chalana nahi to fir dust ghus jayege lance me.
@@GurpreetSingh-ss5mp Ye natural hai...headlight me thoda bohot moisture aa he jata hai...maine BMW, Fortuner me bhi dekha hai...kyunki headlight me mostely plastic lance aata hai...ye problem after market headlight me bohot zada aati hai...aapne gadi ki headlight change ki thi kya?
Bhai jo log aftermarket led lagva lete hai aur unke sath same problem aye tho khy karein kyo ki piche jaise tumne bhtya rubber housing hoti hai wo tho led light lagvane k bad main possible nhi ho pata tho uska khy ilaz hai agr fogging ho rhi hai tho
Shahid bhaijan shukriya sawal puchne ke liye. 1.Moisture zyadatar after market headlight me banta hai kyuki unki fitting proper nahi hoti. Original light me moisture bohot kam banta hai or usme waterproof sealant bhara hota hai. 2.LED light zyada moisture banayegi after market headlight me kyuki uska temprature zada hota hai 3.Ek bar headlight ki leakage check krwa lo. 4.Agar sab kuch sahi hai to jab kabhi moisture bane to to gadi ka boanut open kr do or headlight ki cap hata do moisture 1-2 ghante me khud chala jayega. Happy Driving...Stay Safe 😊
Dear Parag... Agar aapki car warranty me hai to aap service centre me ja ke complain karo... Wo fix karenge. Agar aapki car out of warranty hai or headlight me pani bhar jata hai to usme 100% leakage usko khol ke repair karna padega or agar sirf moisture ban raha hai to uska me 1 free solution bata deta hu aap headlight ki cap nikal kr rakh do or barish ke season me aise he gadi chalao moisture nahi banega 😊
Thank you rider...
It really helpful for my brother ❤
Thank you
Good advise
Dear maqsood bhai thanks for watching the video ☺️
Bhaisaab aap bahut achhi tarah cheezon ko samjhaate ho..😊
Meri head light ka ek chota corner toota hai wahan tape lagai hai toh woh light mein moisture ho raha hai..kya upaay hai iske liye?
Thank you So much @MP-lb1bv....bhaiyya ji me aapko yahi suggest karunga ki aap headlight change kr ljiye, kyunki aapne healight ka agar lance repair karaya to chances or badh jayenge likage ke or kisi ke kehne se headligt ko open mat karwa baithna kyunki thode din bad leak ho jayegi kyunki mitri log sirf sealent dal ke band kr dete hn jabki headlight ko reseal karne ke liye butyle lagayi jati hai or ye bohot menhgi aat hai...mera is par bhi ek video aane wala hai or me butyle se light ko seal kar ke dikhaunga....channel par bane rahe 🙂
@RiderDriver7640 aisa hi thoda breakage meri wagon r ki tail light mein hai...wahan bhi tape lagaai hai usmein condensation kyun nahi hoti hai? Kabhi bhi nahi hua.
2.Auto lens repair kit jis mein 3 color ke sheet aate hai 3M ka woh use kar ke meri brezza 2017 zdi+ ki headlight mein side fender aur bonnet ke junction ke paas 3/4"×3/4" jitna breakage seal kar doon aur uske upar Galio ka headlight garnish se woh patch bhi cover ho jaata hai toh chalega na.3M waali sheet ko mein uske upar lage glue + super wiz ke super glue se laga doon toh ?
Reason mein nayee headlight avoid kar raha hoon kyunki kaafi mehngi hai.
@@MP-lb1bv Again Thank you aapka....Back light me condensation isliye nahi hota kyunki gadi ka engine front me hota hai na ki piche ki side....aapke dusre sawal ka me bas yahi jawab dunga ki itna sab jhanjhat mat palo ya to new lights le lijiye nahi to old spares markets se used lights khareed lijiye wo zada batter option hai but lights wahi khareedna jo sealed ho...maine kabhi lance ko kisi glue se nahi chipkaya bcoz ye kaam nahi karta or na he me aapko suggest karung...but experiment ke liye try kar sakte hain.
Agr dhup main car ko bonnet kholke cap nikalkr rkhde or 2 3 ghnte baad bnd krde to kya ye kam krega bhai
@harryhansraw1290 Thank you for watching the video...yes Bhai 100% kaam karega
Thank you
Dear Ajay thank you for watching the video. Aap headlight leakage repair wala short video bhi dekhiye bohot informative hai.
Bolero gadi ki light mein moisture ban raha hai barish ke time mein bulb ki piche wali rubber khol kar chalane se nahin Banega kya sir reply krna
@gurpreetSingh-ss5mp Thank you for watching the video...ye bat sahi hai ki headlight ki cap nikal dene se moisture nahi banta but me aapko ye recommend nahi karunga kyunki tez barish me light me pani ja sakta hai or fir electrical fault bhi aa sakta hai.....ha agar barish nahi ho rahi hai or light me moisture hai to aap cap nikal ke thodi door chala lo moisture khatam ho jayega but bina cap ke gadi mat chalana nahi to fir dust ghus jayege lance me.
@@RiderDriver7640 Thx sir
Sir mauser sikhane ke bad FIR a jata hai uske liye kya Karen
@@GurpreetSingh-ss5mp Ye natural hai...headlight me thoda bohot moisture aa he jata hai...maine BMW, Fortuner me bhi dekha hai...kyunki headlight me mostely plastic lance aata hai...ye problem after market headlight me bohot zada aati hai...aapne gadi ki headlight change ki thi kya?
@@RiderDriver7640Ni sir 1year old gadi ha Mahindra bolero ha
Bhai jo log aftermarket led lagva lete hai aur unke sath same problem aye tho khy karein kyo ki piche jaise tumne bhtya rubber housing hoti hai wo tho led light lagvane k bad main possible nhi ho pata tho uska khy ilaz hai agr fogging ho rhi hai tho
Shahid bhaijan shukriya sawal puchne ke liye.
1.Moisture zyadatar after market headlight me banta hai kyuki unki fitting proper nahi hoti. Original light me moisture bohot kam banta hai or usme waterproof sealant bhara hota hai.
2.LED light zyada moisture banayegi after market headlight me kyuki uska temprature zada hota hai
3.Ek bar headlight ki leakage check krwa lo.
4.Agar sab kuch sahi hai to jab kabhi moisture bane to to gadi ka boanut open kr do or headlight ki cap hata do moisture 1-2 ghante me khud chala jayega.
Happy Driving...Stay Safe 😊
Sir mere car me delivery k 2 din badh hi aagya to kysa kre
Dear Parag... Agar aapki car warranty me hai to aap service centre me ja ke complain karo... Wo fix karenge. Agar aapki car out of warranty hai or headlight me pani bhar jata hai to usme 100% leakage usko khol ke repair karna padega or agar sirf moisture ban raha hai to uska me 1 free solution bata deta hu aap headlight ki cap nikal kr rakh do or barish ke season me aise he gadi chalao moisture nahi banega 😊
Wait Mt kr Bhai company Wale warranty me replace krte krte 2 ,3 month lga denge