So Ñice.Hmry Baagh mn ye boht hy .mgr zaya hi jata hy .Iss dfa .mn ny socha k achar bna lon .sb cy pehly ap ki video dekhi.v.easy .I will try Mrs.Ali.Faslabd.pakistan.Sister kis city cy ho ap ?Hm punjab mn issy Galgl ya Khatti bolty hn.
Ye bade lemon hain aap inhe garam pani me shamil karen aur dhakar 15 minute ke liye rakhen uske baad pani se nikalen aur chhote tukde karen aur namak lagakar martaban me bharkar kuchh din(1 hafte) rakhen uske baad sabhi kaale add karen. Aese achar jaldi aur tasty ready hoga. Hum India- nayi dilli se hain. Video dekhne aur comment karne ke liye shukria😊
nahi..aap sirf namak aur hari mirch bhi laga kar rakh sakte hain aur zyada sa lemon ka ras bhi add jar le to bhi tasty lagta hai. nimbu jaldi narm ho jaye to eske liye nimbu ko garam pani me 10 minute dalkar rakhen uske baad sukha kar kaat kar achar banaye.
@@FoodzLifeSabhi ko nahi mil pata isiliye to ispr jiyda views hone chahiye the with like .... by the way mera question ye nahi tha jiska apne jawab puchha. 🙂
Lemon ko tez garam pani me daalkar 10 minute ke liye dhak kar chhor den, uske baad pani se nikal kar thoda fan ya dhoop me sukha len aur uske baad sara process follow karen. Lemon katne ke time lemon se nikla hua pani ya juice wapis achar me dal dena hai. Thank you.
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
Halka boil karen ...Boil karne ka tarika....Pani ubalne ko rakhen aur jb pani me boil a jaye tabhi usme nimbu daalen aur ek ubaal ane den aur gas flame bnd kar ke bartan ko 15 minute tk aese hi dhaka rehne den aur uske baad nikalen aur fan ki hawa me sukha len uske baad achar dalen. Thank you.
1 tbsp me 17.07 gram namak hota hai. Aur 1 tbsp= 3 tsp hota hai. To agar bada chammach hai namak ka to 1 tbsp aur chhota chammach ya sirf chammach to 1 tsp bolenge.
Kuchh nimbu ki kadwe aate hain, aap kitna bhi unko samay do unka kadwapan kam hone ke bajaye jata hi nahi hai. Nimbu ko halka bhaf laga den uske baad namak laga kar rakhen, ek hafte baad masale mila den.
Ye achar lambe samay ke liye rakha jaye tabhi eska kadwa taste jayega aur kabhi kabhi kuchh neembu kadwe swad wale hote hain aur mushkil se jata hai ya jata hi nahi kadwapan. Let's see... Mature hone den kuchh dino tk. Dhoop me rakhen aur hall namak aur neembu ka ras aur daal den.
Ok... Got it. Aapne achar banane me to koi kami nahi chhori hai leki haan achar ke andar kisi type ka moisture chala gaya hai, to ab aap kya karen fafoond wala hissa nikal kar fenk den aur jo bacha hua achar hai usko kisi thali me daalkar dhoop me rakhen ek se do dino tk uske baad saaf aur sookhe jar me bhar kar upar se thoda namak add karen aur oil ki jarurat hai to oil add karen otherwise namak hi kafi hai. Thank you.
Galgal ke aachar me garam masala aur kala namak kabhi nahe daalte... Mustard oil ko galgal me daalte h... Recipe me kuch gadbad h... Incomplete information!
Himachal kullu main ease kahta Galgal Hill lemon 🍋 ke naam se bulate hain.Aap ki recipe bhut achi hai 😋 Thanks for sharing your recipe 😋 👌 👏.
Thank you so much 😊
Bahut hi Sundar❤❤❤❤
dhanyawad 😊
Very nice video for gal gal Achar.
Thanks a lot
@@FoodzLife yar mojhe btay ma kya kro
Bahut badia ghatpat banaya apne mei bhi lai hu aj pauri garwal se kal dalungi achar
Thank you 😊
Very easy way nice madam ji
Very nice mam 👌 👍 🎉🎉🎉🎉🎉🎉thanks man
Thanks and welcome 😊
The best achar for gathiya rog uric acid problem.
😂😂😂kbi khaya ha kya
I love your res....
Hi ma'am mene banaya bahut lajawab bana . thanks 👍
Welcome and thanks for looking 😊
Uttrakhand se hu isko limba bolte h galgal bhi dono naam se jana jata h❤
Himachal me gal gal bolte hai
निमो😅😅😅
Very nice.
Thank you so much! ❤️
Yessssss , I will try 👌👌👍
Sure 😊 . ..Thank you.
Mene isey nanital se purchase kia 60 rupees kg or ab achaar v bna li hai video dekhkr .
Great 😊...Thank you 😊
Very nice easy and pin point recipie
Aslamalikum
Very nice
❤❤❤❤❤❤❤ ❤❤❤ ❤❤ Pakistan
Very nice 👌 gal gal ka achar
Thank you so much.
I love ur recipes
I am very Glad right now, thank-you so much for your love and support 😊❤️
Very nice Ludhiana
Thanks a lot
गलगल 🤩🤩
मेरा शहर देहरा दून है 👍🏼👍🏼
❤️😊
This time firstttt
Thanks a lot❤️😊
Maharashtra s hu
Eda leembu bolte h ise
Aap n bahot ache s recipe batai
Thanks ma'am ❤
welcome and thanks for your lovely comment ❤️😊
Vᴇʀʏ ɴɪᴄᴇ ᴊɪ
Thank you
So yummy 👌👌👌👌👍
गलगल ❤❤❤
Ji ...Shukria 😊
Bahut baria👍
Thanks
Thanks for sharing
My pleasure 😊
hill lemon pickle recipe awesome
thanks for sharing
have a nice day
🎉🎉🎉🎉
Thank you 😊
Nice
Thanks a lot 😊
Mn galgal ka achar dala h..iska ras bhut h
Ye ras apne aap thick ho jayega aur esme oil nahi bhi dalenge to bhi chalega, bs namak zyada add kijiyega. Thank you.
Oye hoye👏👏
Yummy yummy
Thank you 😊
😍😍😍😍😍😍😍😍🥰
So Ñice.Hmry Baagh mn ye boht hy .mgr zaya hi jata hy .Iss dfa .mn ny socha k achar bna lon .sb cy pehly ap ki video dekhi.v.easy .I will try
Mrs.Ali.Faslabd.pakistan.Sister kis city cy ho ap ?Hm punjab mn issy Galgl ya Khatti bolty hn.
Ye bade lemon hain aap inhe garam pani me shamil karen aur dhakar 15 minute ke liye rakhen uske baad pani se nikalen aur chhote tukde karen aur namak lagakar martaban me bharkar kuchh din(1 hafte) rakhen uske baad sabhi kaale add karen. Aese achar jaldi aur tasty ready hoga. Hum India- nayi dilli se hain. Video dekhne aur comment karne ke liye shukria😊
Very very very very very very very very very very very very very very very very very very very very very nice
Thank you so much 😀
Very nice recipe apu
Thank you
Bahot badhiya
Thank you
❤❤❤❤❤
Thank you ❤️
Very very nice 🙏🙏
Thank you🙏
Shukriya ji ❤️
Welcome 😊
ँछं
थे
Good 👍😊
Thanks 😊
👌👌👌🌹
😊
Nibuwa in Nepal 🇳🇵
👍👍👌❤
❤️❤️
Very nice
Thank you so much❤️
🤤🤤🤤
Marvelous 🥰✌
Thankyou
Gal gal
👌🥰🥰❤️🙏🙏🙏
🙏🙏
We wish you a merry Christmas 🎅 🎄 🥰👌
same to you😊🎉🎊
👍
Thanks
Welcome
Hamare Himachal Pradesh Manali me it's called hill lamon /galgal /khata/ gamru
Thanks for this useful information 😊
Hamare yahan inhe limbaa bolte hain😊
Nice recipe
गंगानगर हनुमानगढ़ राजस्थान में इसे खट्टी कहा जाता है।
धन्यवाद।
Tail wala galgal nimbu ka achar recipe....plz..send
Thank you.
neembu ka achar: th-cam.com/play/PLlLIyLzGCOu7XgAh7JvAi_Gzl-OOT9-yN.html
Oil add bhi kya apne 3:41
Nahi, oil add nahi kiya gaya hai es recipe me. Aap extra lemon juice add kijiye esme masalon ko mix karne ke liye. Thank you.
Hmare Himachal m ise galagal khte h
Mam Grm masale se Achar khrab to nhi hoga
nahi..aap sirf namak aur hari mirch bhi laga kar rakh sakte hain aur zyada sa lemon ka ras bhi add jar le to bhi tasty lagta hai. nimbu jaldi narm ho jaye to eske liye nimbu ko garam pani me 10 minute dalkar rakhen uske baad sukha kar kaat kar achar banaye.
Pehchana Sister 😁💞??
Apke Subscribers ke according apke views kyu nahi aaty or like ka ratio views k according kyu kam h ?
kami kya h ?😐
Es video pe mat jao bhai, ye hill lemon sabhi ko nahi mil pata, baki ke latest videos dekho aap...
@@FoodzLifeSabhi ko nahi mil pata isiliye to ispr jiyda views hone chahiye the with like .... by the way mera question ye nahi tha jiska apne jawab puchha. 🙂
👍👍👌
Olive ka achar k recipe dijiyega
sure
आपके आचार की रेसिपीज मुझे बहोत अच्छी लगती हें!!
हमारे यहां गलगल को म्हाळुंग बोलते हें!!
पर आसनी से मिलता नहीं !!
मिलेगा तो जरूर बनाउंगी आचार!!👌👍❣️🙏
जी ज़रूर😊👍, बहुत बहुत शुक्रिया।
Pune nai kaha milega any idea
Apke local sabji market se hi milega
Lemon mai jo pani hai udka sukhana kaise hai mam.....aone direct daal diya....phele garm pani mai nabi laina kya
Mai ishi time daal raha hu achar
Lemon ko tez garam pani me daalkar 10 minute ke liye dhak kar chhor den, uske baad pani se nikal kar thoda fan ya dhoop me sukha len aur uske baad sara process follow karen.
Lemon katne ke time lemon se nikla hua pani ya juice wapis achar me dal dena hai. Thank you.
@@FoodzLifethankyuuuu sooo much mam
Galgal ke Achar mein namak ki Matra bathia
Video me bataya gaya hai. Please video dekhen. Dhanyawad.
Sarson oil nhi dalte hai isme
Add kar sakte hain.
Plz jawb day ab uska kya ho skta hai
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
Plz plz mojhe btay mny iska achar dala tha isny to buqi achar b karwa kr dia m ab kya kro
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
@@FoodzLife lid kya hota hai
@@FoodzLife think you ap achy hain allah pak apko boht kamyabi day ameen
@@FoodzLife lid kya hota hai bta day
Lid yani ki martaban ka dhakkan.
Sadne se bachane ke liye kya krna chahiye
Add a sufficient quantity of salt. Salt will protect the pickle. And keep it in sunlight until soft and protect it from the moisture. Thank you.
Oil ni dalnge kya?
Recipe follow karen, oil ki jageh aap dher sara lime juice bhi add kar sakte hain. Galgal ko Halka boil kar ke achar dalen. Thank you.
Agar nimboo thoda Hara ho tuh achaar mein daal sakte hain ya nahi please tell me
Halka boil karen ...Boil karne ka tarika....Pani ubalne ko rakhen aur jb pani me boil a jaye tabhi usme nimbu daalen aur ek ubaal ane den aur gas flame bnd kar ke bartan ko 15 minute tk aese hi dhaka rehne den aur uske baad nikalen aur fan ki hawa me sukha len uske baad achar dalen. Thank you.
Yeh pahadi neebu hai to isey wahan alag alag naam se bulatey hain .
Hanji sahi kaha aapne 😊
हम भी नीबू बोलते हे
अच्छा जी। धन्यवाद।
Gul Gul kahte hai
Oil ni dalna mam
Lemon juice add karen. Thank you.
Hmara Punjab ma galgal khte ha
Gargal Hoya
Nepalme nibowa
Ok...Thank you 😊
Oil nhi dala aap ne
Aap add kar sakte hain oil but ek ya do dino tk dhoop me rakhne ke baad. Ya fir dher sara neembu ka ras add karen Thank you.
Aap kaha se ho
Galgal bhi isse kehte hain
4spoon mea kitna namak hota hai,in grams
1 tbsp me 17.07 gram namak hota hai. Aur 1 tbsp= 3 tsp hota hai. To agar bada chammach hai namak ka to 1 tbsp aur chhota chammach ya sirf chammach to 1 tsp bolenge.
4 tbsp salt= 68.28 gram salt.
4 tsp salt= 22.76 grams in gram salt.
Vi@@FoodzLife
Aap uttarakhand se ho kya
No...
Ye limbu aapko kahan mile
Local sabji market se hi mil jate hain. Thank you ..
Gall blo haa
thank you ..
Mera kucch din baad thoda kadwa hua esa na ho to kucch idea
Kuchh nimbu ki kadwe aate hain, aap kitna bhi unko samay do unka kadwapan kam hone ke bajaye jata hi nahi hai. Nimbu ko halka bhaf laga den uske baad namak laga kar rakhen, ek hafte baad masale mila den.
Mara village ma is na Gargal Kawa yr and Tera shar ma ka kayha yr
Galgal hi bolte hain. Thank you.
I will not add that much salt, no need of sugar. U can add oil organic.
Chookh kahte hein pahado me
Mem meine banaya is bde nimboo ka achar with Hari mich
Bht kadwa test aa rha
Kaise sahi. Hoga itni mehnat se banaya meine
Ye achar lambe samay ke liye rakha jaye tabhi eska kadwa taste jayega aur kabhi kabhi kuchh neembu kadwe swad wale hote hain aur mushkil se jata hai ya jata hi nahi kadwapan. Let's see... Mature hone den kuchh dino tk. Dhoop me rakhen aur hall namak aur neembu ka ras aur daal den.
@@FoodzLife mam hall namak kya hota h
12 june ko mera birthday hota hai didi aap bhuliyega mat
Bhai bhool jau to yaad dila dena😂...
wese special kya kar sakte apke Birthday wale din??
@@FoodzLife thank you didi
RADHA
Galgal
Yummy achar recipe 😋
Khatte😂
Khattiyan😂😂
Aachar me fafoond aa gai jaise aapne btaya baise hi bnaya kuch bhi skip nhi kiya
Ok... Got it. Aapne achar banane me to koi kami nahi chhori hai leki haan achar ke andar kisi type ka moisture chala gaya hai, to ab aap kya karen fafoond wala hissa nikal kar fenk den aur jo bacha hua achar hai usko kisi thali me daalkar dhoop me rakhen ek se do dino tk uske baad saaf aur sookhe jar me bhar kar upar se thoda namak add karen aur oil ki jarurat hai to oil add karen otherwise namak hi kafi hai. Thank you.
Kakdi nibu
Namk saf ad he hota ha apna lal namk ka daka 😂😂
Gombru
Galgal ke aachar me garam masala aur kala namak kabhi nahe daalte... Mustard oil ko galgal me daalte h... Recipe me kuch gadbad h... Incomplete information!