Bhai ap bohot mehnat karte hen . Pata nahi kese kese manaate honge logon ko unki recipe share karne k liye. Tahir bhai Allah pak jaza e kher de apko Aameen summa Aameen
MashaAllah ap ki vedios m boht shok s dekhta hn or intazar rehta h ap ki vedios ka but biryani k elawa b racipe b explore karen or plz pakwan center b change karen
Salam plzz ap Ka email Adress nhi tah plzz northnazimabad ki chudery mateen ki beef biryani ki recipe bih dikah dn plzz plzz I am very thank full To you plzz
Bhai ham catering kerty hein lekin jab hem mix vegetables rice bnaty hein 14 kilo ki cooking mein to rice kich kchy kuch pckky reh jaty hein. Please kuch rahnumai krein
Bhai yeh khuli mutthi or mutthi kabh 60 gram to kabhi 70 gram to kabhi 80 gram kyun hojati hai ,isse achcha to standard measuring cup ka set use Karen 1cup Adha cup 1/4th cup 1/3rd cup se naap kar recipe banayen ya chota digital weight machine use Karen to recipe hamesha ek tarah ki banegi nahi to kabhi bohut zyada tasty hogi kabhi kam tasty hogi koi standard nahi .
Onion bilkul add nai karna or 25-30kg tomato pakwan center pe subah grand kr k ubal deyeh jaty hain jis ki waja se tomato paste kharab nai hota or sara din use hota rehta hai hai app ghar pe bana rahe hain to ubalnay ki zaroorat nai 1kg biryani me 2 medium size tomato grand kr k dal den
tahir bhai ......aap shazadey hoooo.....aap ki her recipe kaamaal ki hoti hai....❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Masha Allah bahut zabrdast style respi batai hy mery ustad Sahib salaamt rahin very nice
Har baar ki tarhan is bar bhi kamal krdia TAHIR bhai boht AALA
Main NY banahi biryani aysay hi bhut achi Bani
Tahir bhai u are the best person jazakallah khair
MashAllah apki recipeies asl hoti hn pkwan centers aur hotel wali dusron ki trah fake ni hoti hum bht psnd krty hn apki recipeies ko very nice 👍
Thahir BHAI kazmin 4 number shah Faisal ma tandoor k sath wale ki biryani boht lajawab hai un ki recipe share Karna please
Bhai ap bohot mehnat karte hen . Pata nahi kese kese manaate honge logon ko unki recipe share karne k liye. Tahir bhai Allah pak jaza e kher de apko Aameen summa Aameen
MashaAllah Superb Amazing cooking.
Thanks g🌹
MashaAllah
Asan or zabardast recipe👍
Tahir bhi ap explain bohat nicely krte hain.
اپنی زندگی میں ماں باپ کے فیصلے کو شامل کرنے والے کی زندگی معجزوں سے بھرپور گزرتی ہے
Ma Sha Allah zabar 10 sar jee Maza aa gaya dekh kar in Sha Allah zaror banon ga .... Shukriya
Mashallah zbrdast baryani recipe Tahir bhai
Mane Apke palak gosht bania subko bohat Pasand ai
Zbardast ❤️ will try Insha Allah
Good job by Tahir bahi.
MasahAllah very nice bhie
Taheer bhai aap bahut acche hai apki videos mujhe bahoot pasand hai...
Thanks g🌹🌹🌹🌹🌹
Tahir bhai kmaal kr dia Apne hmesha ki Tara boht zabrdst r easy recepi he ALLAH Pak apko salamt raky jazaye Khair ata farmaye Ameen summa Ameen...
Ma Sha ALLAH
Masha allah❤
🌹🌹🌹🌹🌹
MashaAllah ap ki vedios m boht shok s dekhta hn or intazar rehta h ap ki vedios ka but biryani k elawa b racipe b explore karen or plz pakwan center b change karen
Mashallah wow yummy recipe for chicken biryani 👍🤩😍❤️
Mashallah janab zabrdust
TAHIR BHAI ,,,,,, SERCH Bannu Beef Nalli Pulao Recipe
Boht c duaen ap k liye bhai
Bahi plz student biryani recipe plz
Ohh Aalla 👌
Bhot yummy banae wow superb
Tahir Bhai pakwan per istamal kiye janay walay biryani ke garam masalay ki recipe share karen please. Shukrya.
Zabar dast Kiya baat
Tahir bhai bakeri fruit cake aur dosri cheezain banana sekhain
Very nice sir keep it up
زبردست بھائی آپ نے ہمیں ایکسپرٹ بنا دیا ہے سارے بازار والوں کے سیکریٹ ہمیں سکھا دئیے👌👌👌
from saudia
Mashaallah good🌹
Without piaz??
Zabrdast
bohat umda
Sir mujhe order kerna hay
Very nice g
Student biryani ki recipe den plz
Very good 👍
Grum mashala recepi plz
زبردست بھائی
Good
Beef biryani bhi btaen
Nice sharing
Mashaallah
Allah ham sab ko kamyabi de or hmari mehant ko kabul kare Amin
ماشاءاللہ
Super duper
Thanks 🌹
plz aap Karachi k javed ki nehari ki racipe b dey.
very good job
Bhai gol gappaoon ki authentic karachi ko recipe day dain plz... apki videos sy bht asanii hoti hai
شکریہ طاہر بھائ۔
Well done
Good no onions 👌
Allah never disappoint the sincere believer.Even when you think he hasn't answer you,He plans in your favour indeed,Allah is the best of planners
Salam tahir bhai ye tomatoes boil kr k daalne hen or boil kitna krna hy tomatoes ko
assalamu alaikum
Boil chawal ke upar cooking oil Jo istemal karte Hain vah cooking oil kaccha rahata hai ya boli kya hua rahata ha
Yum 😋
Plzz ek ya do kg ka bnai
Bhai mujhe malir ghost market mein hafiz ke barabar wali pakwan ke recipe dekhni hay plz
hanif name hy
peyaz ni dala sir ap ny
Sir grind timater ko boil kion kia jata hay ..or kya boil kay baad tamater ka pani zaya kya jata hay..??
Koi try kry tw feedback zaror diye ga
Piaz kaha hai us k bager kia biryani
Sir g yee kitny logo k me aye ga 16kg kitny 200 logo tak a jaye gy Kya
Salam plzz ap
Ka email
Adress nhi tah plzz northnazimabad ki chudery mateen ki beef biryani ki recipe bih dikah dn plzz plzz I am very thank full
To you plzz
es mein peyaz ni dala gya
Ghar may esy birayni nai bantee.
Bhai ham catering kerty hein lekin jab hem mix vegetables rice bnaty hein 14 kilo ki cooking mein to rice kich kchy kuch pckky reh jaty hein. Please kuch rahnumai krein
1 kg biryani may kitnay tomatoes used kye hy
250g
@@tahirmehmoodfoodsecrets9344 2 tomatoes Ka paste..
Or 250 gm cut kr k used kye hy??,m i right
Assalamualaikum
Tahir bhai 8 kg Chik biryani mai oil 2 kg use kia ap ne?
8 kg 10 kg biryani me 2 kg oil lagta hai agar chicken ho to beef me aik kg oil lagta hai wo b oper se boil rice pe
Ok tahir bhai
کچھ بھی کرلو گھرمیں بنی بریانی میں وہ بات ہی نہیں آتی
100%
بالکل آتا ہے....
آپ کا برتن بڑا ہونا چاہیے.
آپ کے پاس سکیل ہونا چاہیے. اندازے سے کچھ نہ ڈالیں.
Sahi bat h
alhamdulillah meri ghar me is se bhi achi banti he biryani
Sela rice say ghr nai bunti aor khuch brayni walay secrit musala nai btayay
سر اپ نے پیاز نہیں ڈالی ...ٹمٹر ڈالے ہیں
Pyaz nai dalti tomato dalen Hain
Piyaz NH dale gi bilkul b
Pyaz nahi dalj bhai aap ne?
Janab aapko to naam lena bhi nahi aa raha, (Amam bargah) nahi hota, balke Imam Bargah hota hai
Masala buht kam hai bhai
Bhai yeh khuli mutthi or mutthi kabh 60 gram to kabhi 70 gram to kabhi 80 gram kyun hojati hai ,isse achcha to standard measuring cup ka set use Karen 1cup Adha cup 1/4th cup 1/3rd cup se naap kar recipe banayen ya chota digital weight machine use Karen to recipe hamesha ek tarah ki banegi nahi to kabhi bohut zyada tasty hogi kabhi kam tasty hogi koi standard nahi .
Pyaz tu dali nai
TAHIR BAI ONION BILKUL USE NAHI KARNA PLS ZARA BATA DEIN AAP AUR TOMATO PASTE KITNI BOIL KARNI HAI
Onion bilkul add nai karna or 25-30kg tomato pakwan center pe subah grand kr k ubal deyeh jaty hain jis ki waja se tomato paste kharab nai hota or sara din use hota rehta hai hai app ghar pe bana rahe hain to ubalnay ki zaroorat nai 1kg biryani me 2 medium size tomato grand kr k dal den
@@tahirmehmoodfoodsecrets9344 THANKS TAHIR BAI
Unhygienic
Tahir Bhai, assalamualaikum very yummy recipe,
Nice video tahir bhai aap ka number chahiye plz
Mashallah