Thanks ashvin bhai yar apko itni knowledge kaise hai.... chhote se chhote part ki bhi app ditail de de te hai .... half sorting par our ek naye video banaye plz
Sir ye Thermister series connection me lage hote hain ya parellel connection me **** Sir ji mere paas kaL hi Samsung ka b 110 model aaya tha usme Voltage to High likha hua aa raha tha maine battery bhi 3,4 change krke dekhi diode bhi phir v ni hua ab aap ye bataiye charging ic ka fault hota h ya Thermister ka plz zaroor batana
Bhai tharmistor ka case un mobile me lagta h jinki battery me 4pin hoti h samsung b110 me ye applicable nhi hota use phle to aap charging jack dekhe change kr ke fir uske bad kam amp ka charger dekhe use kr ke agr fir b problem same h tab aap ic ko change kr ke dekh skte h
Lava Z51 Mobile switch on karta hu to *Battery temperature is too high, the phone will automatically shut down.* Ye likh aaraha hai. Back karta hu to switch off ho jaa raha hai. Charging error aaraha hai. Charge nhi ho raha hai. Jab ki battery connecter pe 3.7v aaraha hai. Ye kya problem hai.?
Bro 👌👌 bro mere pass ek mi 5a phone hai jo battery temperature high ki warning de kar off ho jata hai aur maine battery vi change kr ke dekhi lekin same problem show karta hai pls help
Sir apki sabhi video ek dum No.1 par hai..
Aap bahut aachi video banate ho bhai thanks
Super brother I love your videos
video dekhane se pehle like sir aapke liye
Bahote hi achha lagta hai aapka video aap apna video jari rakhiye bhai
Very nice explanation sir
Thanku Sir,BhuT aChi Video Ye Kaafi heLP KreGi...temprature iSsu ko Solve KrNE mEin🙏🙏
bohat accha laga sir
Bhai r mn 1st time TH-cam p ise video dekhi h thanku bhai
dil khush ho gaya....thanks,
Very nice video
AAP jaldi jaldi video dala karo please
Knowledge 💯 hai bhai apka ❤️
sir aapse bahot sekhane ke liye milata hai tnx u sir
Thank you sar supper infrmesan aap ki stancil bhut achi he sar
Bhai video bahut badiya ho te aap ke nice video
Thank you so much sir😊 mei aapka har Video dekhta hu or har video me kuchh alag hi sikhne milta hai.
Or ha ye mera pehla Comment h abhi tk ka.
Bht badhiya bhai aapki stencils bhi mujhe mil gai h vo bhi bht achi h bhai or bsi line pr bhi ek video bnaiye bhai thanks
Okk bhai thanx
Thanks ashvin bhai yar apko itni knowledge kaise hai.... chhote se chhote part ki bhi app ditail de de te hai ....
half sorting par our ek naye video banaye plz
Ok bhai
Very nice sir
Bahut Time Baad Sir...
We Always Wait For Your Video..
We Always Deep Knowledge By You
Thanks bhai
Very nice video
Love and support from Rajasthan ❤️sir 🙏
very nice video sir keep it up sir
Thermistor check kaise kare our kaise pata kare ki kounsa t. Lagega board me kyoki ye 2 type k haina isliye pls iska ek practical video banao bhai
Super video sar
Nice video dada
Very very nice video sir ji...
Nice video brother 👍
nice video PCB par or kon konse components part hote hai sir unke naam or unke baare me bataie
BHut badiya
Suuuupar yaaar super
Nice video
Very nice
Well explained sir 👌👌
Welcome bhai..
Very nice video
Excellent bro
Great explanation 🤗
Excellent
Jarur aap ne TV ka kam sikha hoga tabhi aap full deklesan de raho ho sahi bola mene
Giod information sir
thermistor kaise check krna hai sir ? hot testing ya cool testing ? thank you ☺❤
Good sar
Thank You 💓 JAI 💓 HIND 💓
Nice video ❤
Sir.. Ye 2.2Volt buck volt ya ldo volt he sir..
Nice sir🙏🙏
Nice sar
Sir basic training kab se start Hogi
brdr tracing ke matter prr bhi videos banayo
Sir can i use own divider cuiruit for temperature to low or High problem???
Good
Sir m aapka video dakta ho
Sir, Pcb pe dekha dejeyegaaa pls
Thank u sir i just want to know to to know it's ntc Or ptc and can we use any transistor to replace
Love u sir g
Thnku bhai
Sir iski testing kya hai????
Top video
Sir ye Thermister series connection me lage hote hain ya parellel connection me **** Sir ji mere paas kaL hi Samsung ka b 110 model aaya tha usme Voltage to High likha hua aa raha tha maine battery bhi 3,4 change krke dekhi diode bhi phir v ni hua ab aap ye bataiye charging ic ka fault hota h ya Thermister ka plz zaroor batana
Bhai tharmistor ka case un mobile me lagta h jinki battery me 4pin hoti h samsung b110 me ye applicable nhi hota use phle to aap charging jack dekhe change kr ke fir uske bad kam amp ka charger dekhe use kr ke agr fir b problem same h tab aap ic ko change kr ke dekh skte h
@@ashwanilamba thanks
@@ashwanilamba thnx
@@ashwanilamba *** Aapne ye ni bataya tha ki 4 pin battery connectr me applicable hoga
@@ashwanilamba aapka email id dijiye
Betrika anda bola . Pcb me kaha laga raata hai . O thora jankari dega to bahat acha hota tha .apse kuch thora jankari mila thanqu
Nice information
Thermistor ko on bord kese pechane ptc he ya ntc he please .bargain.
Sir battery main se thermistor nikal diya toh phone chalu hoga ya nahi (without thermistor)
Sir thermistor ko test kaise karenge multimeter se
Th..ki a2z jankari di hi aapne bahot badiya
Par mujhe 1 puchana hi ki Th. Sirij me lagta hi ya paralar me lagta hi
Series
@@ashwanilamba thanx 4 reply
But pr maine dekha hi parelar me bhi hoti hi th
Sir ji tharmisrar ki chacking kaise karte h
Thanks brother but video practical board me dikhaya hota to achha hota......
Thanks sir
Thank you sir for our support
agar sir Tarmistar Karab ho Jaye toh - waha Jumpar laga sakte hai..plz sir
love u bhai
Yadi set me problem pfo, RF ic se how aur use nikal de to set on hoga or off please bataye sir
Bro
Pfo nikalne SE set kabhi bhi dead nahi hoga
And SPD/mtk me RF nikalne SE dead hoga
But Qualcomm me RF nikalne SE dead nahi hoga
pfo rc ic nikaalne se on hogaa lakin network seksn kaam nhi krega
Thanks
Ser mi phone ki video bhi daldiya karo
Sir itel vsion 1 ka baittry tempretur low ke baare me video banaye
Bhai mera bhi same problem aa raha hai tumhara problem solve hua kya
Sir ji aap regular video banaya karo
Ji bhai
aaj kal kahan gaeb ho?
Ek to hata ke konsa lagana he ye kese pata chalega or kese check Karna he ntc and pic theek he
Bai capacitor me kitane type he o video banao please
bro yai nhi samja ki sahi hoga toh kitne volt ana cahiye aur karab hoga toh kitna hona chaiye
thank you sir
Thermistor kse check krte hai ye ni btaya apne ??
Kaise ho bhai. Tharmister ka ckeking kaise kare
Ohms ki range me
👌👌👌👌
Ptc aur NTc Thermister ko check.kaise krna hai multetre se???
Sir tharmister ki checking kaise karen
Lava Z51 Mobile switch on karta hu to
*Battery temperature is too high, the phone will automatically shut down.* Ye likh aaraha hai. Back karta hu to switch off ho jaa raha hai. Charging error aaraha hai. Charge nhi ho raha hai. Jab ki battery connecter pe 3.7v aaraha hai. Ye kya problem hai.?
Supe sir
सर थर्मिस्टर को चेक कैसे करते हैं
Stencil Avi v hai kya available Apke Pas agar hai to number dijiye mujhe bhot Sare Chahiye EMMC ,CPU,PW.
8384876235 whatsapp only
कैसे चेक करे
Thermister ko kaise find karna hai j1
Thermistor kharab hoga to bhai voltage ko aage jyane hi nhi dega
Produce some videos in english for the sake of those who do not understand other languages
Sir Mobile sirf off karne pe charge hota hai.power on karne par charge nahi hota hai.please reply kya problem hai i m waiting
Charging ic ko cheak kijiye bhai
@@ashwanilamba tq
👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Sir*** Sir aapse mobile repair karwaana hai I phone *** Aapke paas tak kese bhejoon plz help me *** Plz aapka address bataiye sir
👍👍👍👍
Hello sir
BC ke positive me 180 reading
hai jab ki 300 tak honi Chahiye.
So phone on nhi ho rha hai. Solution batana please.
No half or full shorting.
Power ic se problem hai bhai
Bro 👌👌 bro mere pass ek mi 5a phone hai jo battery temperature high ki warning de kar off ho jata hai aur maine battery vi change kr ke dekhi lekin same problem show karta hai pls help
Bord me lage tharmistor cheak kijiye bhai
@@ashwanilamba thanks bro