dead ups repair | खराब यू पी एस ठीक करें
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- is video main intex ka ups live repair kiya gaya hai ki kaise hum uska fault fiend kar sakte hain kis tarah se aasani se usko hum repair kar sakte hain aur kon kon si savdhani rakhni chahiye repair karne ke liye
#intexupsrepair#deadupsrepair#howtorepairanups#khrabupskaisetheekkarain#upsrepair#bandupskaisetheekkarain
Bhaiya button sahi ho jata hai uske upar ek triangle whole hota hai usme thinner dal kar 5 minutes on/off karne ke baad check kar liya karein
Sir mera UPS ka mosfet jal chuka hai our uske sath jo EIA LAGA hota hai vahbi jal chuka hai muze vo nahi milta hai our uska circuit bhi nahi MIL raha Hai uska no hai IRLB 4132 PLEES MERI sahayta kijiye
Kon si comp ka ups hai
Asia power chota computer ka
your work is very useful
Thanku❤
sir apko ek baat puchni thi apish field me expert ho isiliye apko puch raha hu. May Kolkata Market mein bahut sare brand ka UPS pura wholesale type ka karke bech rahe hay. aur 400 rupay mein kohi vi 600VA ka ups mil raha hay without Battery. toh woh lena sahi rehega kya? mayne unko pucha yeh original motherboard hay ya fir china/nakli wala. toh woh log bol raha hay original hi hay. toh woh lena sahi rehega ki nehi? jayse original kohi vi UPS bahut acchi service deti hay same milega kya ya fir isme kohi jhol hay?
Kya aap mujhe us ups ke board ki dono side ki pic clear bhej sakte Hain fir main kuch kar paoonga aapke liye
Good
Mere paas microtech twin guard ups hain. Ushmein battery laga ke on karte hi MOSFET or DC fuse ja rahi hain. Harbar 2 MOSFET short ho jati hein. Agar circuit ho to please dijiye. 24v ki battery laag ta hein aur ek hi IC hein.
Double batt ups hai kya ye
24 v kai hi hai seeries main hai batt kahin aisa to nahi ki 12v ka ho
@@Technicaltouchofficial 24 volts ka hain. Dho 12v ki battery series mein hein. Jaab yeh khola gaya tha, meina check kiya tha.
Bhai sahab kabhi bhi mosfet badalne ke baad aise hi na chlaye ups jab tak aap syor nahin hain aap pehle mosfet badaliye agal bagal ke component rajister diode sab ache se chek karain fir bat ki nagtiv wire lagayen aur bat ke positive par metar ki nagtiv wire fir aap mosfet ko jane wali supply par 1 se 1.5 v tak chek karain agar ye nahin hain to samjh lijiye ki bat lagate hi mosfet fi khraab honge is liye sabhi ragistance ache se cheq karain
@@Technicaltouchofficial Thank you bhai sahab
Eska pcb Kahan milega?
thank you and welcome in Iraq
Very very helpful... 🙏
Mera ups pehle work krta tha pr continously buzzer bjta rehta tha lekin computer chlta tha maine ignore kiya use ab chalu ho rha hai pr jb khali monitor lga ho, jb cpu lgata hu on hone ka buzzer bjta hai aur light jlke off ho jata hai (battery ka koi problem nhi hai maine 1month pehle hi change kia tha) aur aisa nhi hai mai ups ki battery pe chlata hu computer aise situation me kya khrab ho skta hai??
Sir kon si company ka hai ups
Aur kya main par sahi chalta hai ye
@@Technicaltouchofficial artis ps-600va
@@Technicaltouchofficial nhi waise hi chl rha hai
Main par bhi nahin aa raha kya
Mere pass i ball nirantar ups h
Baki sab sahi h output bhi sahi h
Only charge nahi hota h ac supply se
Please solutions batao
Bhai on kar ke thimbal nikaal kar volt chek keriye aa rahe hain to battry kharaab hai
@@Technicaltouchofficial Bhai voltage nahi aa raha h
@@Technicaltouchofficial battery new lagai hui h
Bhai aap pahle chek karain ki aapke mosfet sahi hain ya driy hain other wise mujhe video bana kar bhejain
@@Technicaltouchofficial Multimeter se MOSFET ko chek kar k aapko m bata dunga ok bhai
Bhai button buy online shopping link.and market me kese name bulunga
Bhai button ko khol kar le jaiye local market main kyon ki size alag alag hote hain
@@Technicaltouchofficial bhai hamar UPS ta some problem. Online shopp rs 1200 taka. Local market kiya name bulo mujhe nehi malum
Mains v nahi le raha or back up v araha battery volt 12.50 hai MOSFET v thek hai kya ho sakta hai
Power cable aur relay cheq kariye
Mere ups me betery oky hai lekin on. Nahi ho rha hai or dono me point me power bata rha hai kya kru
Kon si comp ka ups hai
@@TechnicaltouchofficialAPC,,, SCHNEIDER
Mene khol kr dekh liaa in side. Koi problem dikh nahi rha hai circuit me bs yahi problem hai ki. Ups me back side jo plug aata hai usme dono point me power bata rha hai tester se
Bhai ji tester choriye meetar ka use kariye tester se kich pata nahin chalega
@@Technicaltouchofficial bhai me meter kaha se lau ab. Me electronic vala nahi hu 250.. ka meter new kese lu ab
Mara ups cs150n03 mosfet market main nahi milrahi hai ...
On hi nahi ho raha ha blue light nani jaltabattery ma tester laga na sa spark korta ha ,kis parts kharb ha samaj ma nahi aha raha , kiya testing korna hoga ,beep hi nahi lata,kiya korna hoga ,3,4 din ka bad suddenly green light jalta or beeb latha ha,
Aapka board dry laga Raha hai chek kariye
Tik kiya ha magor avi battery 🔋 3,4 minutes ka ondor off ho jata ha ,apna bohut Dino ka bad reply diya ha.
इस बटन के पास दो जेनर diod है वो कितने वेल्यु का होता है ? मेरे ups में वो बिल्कुल जल गए है , so please ।
Relay के पसमे
Bhai chek kar ke bata doonga
Bhai mera bhi yahi ups hai but o ac se work kar raha hai but dc se work nahi kar raha kya karu please reply
Bhai chek kariye aapke mosfat relay
Ups chalu hota hai 2 second baad band ho jata hai t battry naya hai kya problamhai
Kon sa ups hai
@@Technicaltouchofficial namrik
Bhai numaric ka ups hai to pehle iska button change kariye fir bataiye
Batan thik hai..
Ac carant me chalta hai aur battey me on karne par chalu hokar band ho jata hai battrey tractor wali new hai.
Mere ups me kat kat sound aa raha hai light aane pr kar raha hai without loght sahi chal raha hai light aane par kat kat ka sound bahut jyada kar rha hai our green light nahi aa rahi
Relay chek kariye
sir mere ups me light nahi aa rahi aur btry 7.2 volt bta raha hai
to kya uski btry chng krni pde gi
Ji bhai ji battry kharaab hai aapki deep discharge ho gayi hai
@@Technicaltouchofficial thanku sir
Ups me continue beep sound aa rha hai aur mosfet bhi sahi hai to ky problem ho sakta hai
Bhai mosfet dekhiye jale honge ya khraab honge
Hellow sir
Mera ek problem hai
Kia mai aap ka sath contact kar sakta huu please 🙏🥺🥺
Jaroor kariye call
Bar bar beef sound ata hai jaise mains barbar discontinu hota hai Kya kare
Bhai ji aap pahle ye dekhiye ki aapki his socket main ups laga hai kahin usmain to koi spark nahin hai kai baar aisa dekha hai aur yadi spark nahin to fir ups ki wire ko ache se check karain fuse aur fir dry ke liye pcb aapka ups jaroor theek ho jayega
Sir battery k Amps kaise chek karte hai multi meter se ? 10amps pe set kar k red prob ko Change kar k deka hun mager kuch b show nai hora pls
Bhai amp meater use kariye normal digital meater se sahi chek nahin hoga
Fuse dalna jaruri hkya
Kon sa fuse
@@Technicaltouchofficial Jo UPS ke piche lagta h
मेरा यूपीएस लोड नहीं ले रहा है सप्लाई आउटपुट पूरी दे रहा है क्या बैटरी प्रॉब्लम हो सकती है
Sir ye problem main par bhi hai ya sirf backup par aur kis company ka ups hai
Sir mera UPS Ac supply par OK hai par battery de backup nhi deta , battery is OK ,damaged MOSFETs were changed but same problem
Mosfet ke aas pas lage diode or rafister chek kariye
Sir Mera ups 8 Saal purna hai or wo use vi Nahi hua isi traha hai ab to kahrab ho Gaya hoga
Bhai aur kuch nahin to battery to pakka khraab ho gai hogi
Aap mujhe 9780911459 par contact kariye
Card.milta.hai.ya.nahi.?
Card nahin milega koi scrap wale se le lo jo electronics scrap lete hain
Nice video
Thanks sir
Sir ups Mai output nahi aa raha dono backup or ac mode Mai
Jab ac Mai on krta hu tab beep hota h
Aur backup mode Mai output nahi milta
Solution batado plz sir
Bhai mosfet cheq kariye aur kon si company ka hai
@@Technicaltouchofficial thanks for the reply bro
Powersafe ka hai Bhai 7 saal purana battery new change kiyi h abhi mosfet Mai drain to source connectivity aa Rahi h
If your mosfet is ok then cheq your priset other wise call me
Mera ups 3 to 4 years off tha abb on nahi ho raha hai kya kru
Chek battery
CPU ko chalu karte hain to Lal Balak Kyon Jalta Hai se pure ka
Bhai kehna kya chahte ho nahin samjha main
Bhai pura ups men current aa raha hai or on bhi nahi ho raha
Chek kariye main wair toot kar body ke sath touch to nahin ho rahi ya fir main transformer kharaab hai
UPS mein voltage nahin ja raha hai
Main par nahin aa raha kya
Thanks
Very nice.
Ups me 100w ka load dene par ups trip ho raha hai kya kare bhai
Lekin 9w led bulb me trip nahi ho raha hai
Battery se ups on karne par
Bhai iske priset chek kariye
Isme priset nahi hai
Video me jo ups board hai waisa hi mere paas bhi board hai isme priset Kahan laga hua hai
Nice👍👍👍👍👍
Mere artis ka inverter hai..
Battery 8.2V dikha raha..
Battry change kariye
@@Technicaltouchofficial kya use jump start karne se kaam nhi banega??
Ups 10 15 din se band tha
@@vishveshlakade3865 ek baar kar ke dekh lijiye
Meri ups ki battery 12.5 volt dikha rahi h multimeter par lekin backup nhi aa rha charge karne par bhi kya karu
Bhai aap ek wire le lo moti si battri ke dono thimbal nakaal kar wir se batt short kar ke dekho agar spark acha hota hai to theek nahin to batt ke amp down hain ya amp metar se amp check.kar lo amp.down hain to batt change karo
@@Technicaltouchofficial bulb se check kro
ups continue beeb sound.what is possible faults
good
Short-circuit when fuse setup in it
Bhai aap apna transformer or mov check kariye
नयी बैटरी डलवाई है UPS power supply nhi kr rha
Company
Mera UPA chalu Nahin ho raha hai
Chek your battery fifst
यूपीएस का रिले बार-बार ट्री पुणे
Aap pehle ye dekhiye ki kahin koi power fluctuation to nahin hai aap jis socket main laga rahe hai ya aapke ups ki power cable ro faulty nahin kyon ki cabel andar se kai baar spark kare to bhi ye problem aati hai ye sab agar theek hai to relay change kariye thanks
My ups not working
Kya prob hai ups main